Please click the button for Quran o Itrat Academy Whatsapp Channel.
Whatsapp Channel
Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions:


Question & Answers << Go Back

Topic: Insurance (18 Questions)


Showing 0- 18 questions from 18 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
3253
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: kia life insurance jayiz he?

Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
3271
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: sir,can i do the job in govt. insurance company

Answer: Insurance company main job kerna jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
4427
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: kiya Islam main state life insurance jaiz hai? In Islam ,state life insurance is Halal or Haram?

Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
5787
Mujtahid:
Aga e sistani Date:

Question: Bima (insurance)ka karobar kaisa hai? jaiz hai? haraam hai? ya makrooh hai?

Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
5840
Mujtahid:
muqleed-e-Rasool Date:

Question: sir kea State Life Insurance ky kamai ka pesa helal h ya aram

Answer: Insurance company main job kerna jaiz hay or is kaam ki salary jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
13503
Mujtahid:
Minhaj ul quran Date:

Question: insurance state life

Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
14890
Mujtahid:
Date:

Question: Insurance islami lihaz say sahi hai ya haram?

Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
32589
Mujtahid:
agha sistani Date:

Question: kia life insurance karwana ya ye kaam krna jaiz a?

Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
40077
Mujtahid:
Sunni Date:

Question: Asslam-o-alikum mohtramm mera question ye he ke jesa k me ne youtube me mukhtalif aalim islam se suna he un k nazdek ye 2 shrait he k 1 agar aap muslim country me ho to government ka qanon he k is organization me job ki shart he k insurance must he to koi bat nahi. 2 agar aap non muslim country me ho to non muslim company se insurance jis se muslim ko faida pohanche to ye kam jaiz he other wise ye jaiz nahi to mera main question he k aap ko thos or pukhta sa jwab de ta k me is mushkill se nikal saku or baki log bhi nikal sake.

Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
42567
Mujtahid:
tanveerh409@gmail.com Date:

Question: sir! Life Insurance jaiz hay k nahi, wazahat farmaeyn.

Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
53456
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date:

Question: Life insurance karana halal hai ya haram?

Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Khumeni(r.a), Tauzee hul masael,,Mafhoom e Maslah #2862). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
54079
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Assalam-o-Alaikum I want to know about Health Insurance. (I'M on Taqleed with Agha Sistani) 92-312-3180123

Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58260
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Salam,sar mera sawal ha k log jo insurances karwaty hn main ne suna tha ye haram hoti ha lekin yahan aik alima ne kaha ha k ye haram nai hoti ap is bary main kya kahty hn ye haram ha k nai is k bary main b detail sy bataiye

Answer: Insurance kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 09-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
70361
Mujtahid:
Date:

Question: assalam-o-alikum.. main aik private insurance company k lie appiont hoi hn as a sales officer. kia insurance sale krna or kharedna jayiz hai? main after appoint bht pareshan hn mukhtalif logon ki mukhtalif raaye say. ap plz mairi rehnumayi krain,JAZAK ALLAH-O-KHAIRAA

Answer: Insurance jaiz hay.(Ref:http://www.sistani.org/english/qa/01221 / ). Update on dated 12-03-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
76635
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Kya insurance company me job krna jaiz hai?

Answer: Insurance company main job kerna jaiz hay or is kaam ki salary jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5). Update on dated 16-02-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
98088
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-07-01

Question: Assalam o Alaikum sir mujheye maloom karna hay k insurance company me kaam karna jaiz hay ya nahi

Answer: Insurance company main job kerna jaiz hay or is kaam ki salary jaiz hay. (Ref: Ayat ullah seestani d b tauzee hul masael edition#41, mafhoom e maslah#32, 40 pg 454)
[Updated on 01-Jul-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110899
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-10-06

Question: Mn life insurance policy k hawale se ap se puchna chahti hn k policy leskte hn aur usk kuch masail wagera hn tu please mjhe tafseel se byan krden Shukriya

Answer: 1-Insurance company main job kerna jaiz hay or is kaam ki salary jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5).
2-Insurance kerwana jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454-5).
[Updated on 06-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
113537
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-11-26

Question: Bacho ki taleem k liye insurance karwana thek hy ya nahi. Or bank ki nokri jaiz hy?

Answer: 1: Insurance karwana jaiz hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b), Tauzee hul masael, Edition #42, Mafhoom e Maslah #32-40, pg#454,455).
2: Bank ke kaam 2 tarah ke hote hain:
1) Bank ke haram kaam ,maslan jo sodi muaamlaat se talluq rakhte hain un k shuru karne me kise ki numaandaghi karna, un ki rejisteri karna, un ka ghawa banna aur sodi qarz lene wale se sood wusool karna. aise hi wo kaam jo digar sodi muaamlaat me sharakat ki bina per is se munsalik hain ya sharaab ka karobaar kar rahe hain maslan un ke shares baichna ya un ko wusat dene k liye taawun karna haram kaamo me shumaar hote hain. ye tamaam kaam haram hain aur is shuabe(department) me job karna jaiz nahin hai aur is shuabe(department) me job karne wala ujrat lene ka mustahiq nahin hai.
2) Bank k jaiz kaam ye upper biyaan kiye gaye kaamo k ilawa hain in ko anjaam dena aur in per ujrat lena jaiz hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b), Tauzeehul masail, edition #42, pg #453).
[Updated on 27-Nov-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print