Please click the button for Quran o Itrat Academy Whatsapp Channel.
Whatsapp Channel
Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions:

Question & Answers << Go Back

Topic: Bijli ki chori (3 Questions)

Showing 0- 3 questions from 3 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
15086
Mujtahid:
Sistani Shab Date:

Question: Salam,Agha electricity ka chori karna tu najaiz hai magar kia yeh sahi hai kai aap ka namaz waghera sahi shumar hogi

Answer: Bijli ka ghair qanooni istemaal jaiz nahi hay or aisa kaam kernay wala zaamin hay laikin is chori ki bijli say hasil honay walay pani say wuzu or ghusl durust hay or namazain bhi sahi rahain gi. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah #229 , Pg #148 , Eidition# 5+ Mujtahid say pochay gay sawalaat, part#3,maslah#186). Update on dated 07-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
32679
Mujtahid:
ayatulah sistani Date:

Question: sir salam, sir mera question yeh hai ke mere ghaar me light k 2 lines hai aik mere khuD apne meter ke or Dosre kese se le hoe hai us line ka me per month Rs .200 pay karta hoo. mujes itna pata hai k woh line jo muje mill rahi hai who banDa chore ke line chalaa rah ahi per me us ke kemat aDa kar rahia hon . or mere apne light ka bill b pay karta hoo . 1- keya woh line rite hai 2- agar rite hai to keya me us light se nemaz aDa kar sakta hoo

Answer: Bijli ka ghair qanooni istemaal jaiz nahi hay or aisa kaam kernay wala zaamin . (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah #229 , Pg #148 , Eidition# 5). Update on dated 07-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
47467
Mujtahid:
Ayatollah Syed Sistani Date:

Question: Bijli chori ke bare me kya hukam hai. Kya us chori hui bijli ki roshni me namaz aur dua parna jayaz hai?