Showing 0- 1 questions from 1 questions on this page.
Question: AoA, aksar Suni hazeat sawal karty k ref k sath k agar shaheed ka rutba itna k us k sath dafan afrad bakhshy jaye gay Nabi Pak SAWW ka rutbna itna bara hay to un k sath madfoon ashaab ki maghfrat na ho kaysay mumkin. Aor agar wo BiBi fatima k killer thay to Hazeat Ali A.S nay kaysay un sulah rakhi balkay un k sath acha taluk rakha kon rakhta bv k katilo se aysay relations is bary main kuch bata dain
Answer:
Shaheed ka rutba bht buland hai lkn agar koi gunehgar uss k barabar me dafan krdia jaega to vo apne amaal ka hisab dega yani yh nh hoskta k koi zindagi bhr gunahgar rhe or use shaheed k barabar me dafna dia jae to use hisab o kitab nh dena hoga.
Mola Ameer ul Momineed Ali a.s ka 25 sal khamosh rehna Islam ki hifazat ki khatir tha aur Rasool e khuda s.a ki wasiyat pr amal tha..
Iss 25 sal k arse me Imam a.s ne kai maqamat pr yh btaya hai kkhilafat hmara haq hai aur ise ghasab krne wale gunehgar hai..
(Ref: Baitul Ehzan Allama Sheikh Abbas e Qummi a.r)
[Updated on 05-Aug-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]