Please click the button for Quran o Itrat Academy Whatsapp Channel.
Whatsapp Channel
Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Namaz Parhney ki Jaga (54 Questions)


Showing 50- 54 questions from 54 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
116371
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-09-16

Question: کیا دروازے کے درمیان کھڑے ہو کے نماز پڑھ سکتے ہیں

Answer: Jee han, parh sakte hain, lekin us darwaze ke maqabil jo khula howa ho namaz parhna makrooh hai.(Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #885).
[Updated on 16-Sep-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
116579
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-09-25

Question: Kis jgha Nmaz nhi prh skty?? Khana kaba ki Chat pr?

Answer: Ehtiyaat e wajib ki binaa par aikhtiyaar ki haalat mai khaana e e kaaba k andar or us ki chat par wajib namaz na parhi jaaye albatta mustahab namaz parhne mai koi harj nahi hai.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah no 878,879).
[Updated on 25-Sep-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
120961
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-10-01

Question: Kya namaz bed room padh sakthe hai

Answer: Namaz ghar (kamre) mai bhi parhi ja sakti hai magar Islam ki muqadas shariat mai bohat taqeed ki gaye hai ke namaz masjid mai parhi jaye. Is k alawa masjid mai ziyada jana chahiye aur us masjid mai jana jahan log kam aatay hon mustahab hai aur agar koi shakhs masjid ke paroos mai rehta ho aur koi wajah bhi na ho to us ke liye masjid ke alawa kisi aur jagah namaz parhna makrooh hai.
(Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #880,883,884)
[Updated on 01-Oct-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
121602
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-02-03

Question: Salam un alaikum mera sawal ye hai ke ja-namaz pr shakal bani ho to kia namaz parh sakte hai us per ".

Answer: Jee han, parh sakti hain, lekin aisi jagah namaz parhna makrooh hai.
(Ref: Tauzeehul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42, maslah #885).
[Updated on 03-Feb-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print