Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Imtehan main Kamyabi k liay wazifa (79 Questions)


Showing 0- 50 questions from 79 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
6081
Mujtahid:
Date:

Question: my q is in my kundli very long time rahu is create problem in my success and i m really stragling for my job,marriage,health etc hindu pandit told me some solution hindi dharms way but i dont want to go that way so please help me out any solution for it any islamic way to read duas or any else please reply as soon as possible

Answer: If you keep reciting sura e nasa till died then you will be success in your all matter INSHALLAH.(Ref: nawaae sualeheen, pg # 27, ALLAH tofeeq main izafa farmaae).
Agar koi shakhs rozgar sai mehroom ho gya ho ya rozgar na milta ho to nochandi jumarat aur juma roza rakhay shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chand martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karay aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhay baad e asr, maghrib aur isha bhi tilawat ko tark na karay aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba “ la illaha il’lal’la ” aur 100 martaba “ Allaho akhbar ” aur 100 martaba “ Almamdo lil’lah ” aur 100 martaba “ subhan Allaha ” keh kar takiey(pillow) k nichay rakh kar so jae subah ko bedar honay k baad is noshtay ko taweez bana kar dahanay hath par bandh lay aur Khuda sai pukhta ehad karay k kisi par ziadti na karay ga. inshAllah jald rozgar mil jae ga. Aur agar koi shakhs ye ayaat nahi parh sakta to wo khud roza rakh kar ayaat kisi sai likhwa layaur in tasbeehaat ko parhta rahay. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 100-01)(Khuda tawfiqaat mein izafa farmaye).
Surah e ahzaab surah # 33 ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen pg # 352)(Khuda tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
6207
Mujtahid:
Parhai Date:

Question: As salaam o Alaikum sir/madam. Mein PIPFA ka student hu or CA krna chahta hu.Or mujay parhai ka shok b hei. Lakin meray sath ek masla hei or wo ye hei k mera jab mein parnay bethta hu to mera parnay ko g nai chahta.Bas ye g chahta hei k books chor doun or parna band kr doun.Or isi waja se mera result b bohat bura aata hei.Ab to esa lagna shura ho gia hei k shayad muj pay kisi jadu ka asar hei, meharbani parma kar mujay is museebat se nikalnay ka hal batein. Ta k mein jald az jald apni parhai shuru kar skoun. ALLAH aapka hami o nasir ho.

Answer: Emtihaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaye or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay.ye surah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay:

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
9289
Mujtahid:
Education Date:

Question: Assalamualaikum sir Mera sawal hai ki jab padhai karne ke liye baitha hoo toh mera man hi nahi lagta iske liye koi dua hogi toh bataiye

Answer: Wssalam o alykum, ap (ya aleemo) ka wird kasrat se kijye INSHALLAH ALLAH ap per ilm o marifat ke derwaaze khool de ga. (Ref : Naway-e-saliheen, pg # 279). (ALLAH ap ki tofeeqat main izaafa farmaae).

Print

Id:
13999
Mujtahid:
Dua/Wazifa Date:

Question: ASSALAM A LAKUM, Me government service ki tayyari kar raha ho me kuch bhi agar yad karta ho to jaldi yad nahi hota hai aur yad agar hojata hai to jaldi bhol jata hon aur abhi study me dhyan nahi lag raha hai please madad kijiye koyi WAZIFA batlaye. SUKRIYA

Answer: 1)Agar koe talib e ilm chahata ho k usko sabaq yaad ho jaay tu usko chahiay keh surah aa’raaf(surah#7) ki ayat #171 ko kisi kaghaz par likh ker is kaghaz ko apni sabaq ki jaghah kitaab main rakh diya karay tu wo sabaq isko insha allah yaad ho jaay ga.
2)Emtihaan main kamiyaabi k liay ye bohat asar wala wazeefa hay.emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay.ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
14772
Mujtahid:
kha Date:

Question: mujhay imtaihan mn full marks laina ka liya kya karna ho ga

Answer: Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
15456
Mujtahid:
ayatullah sistani Date:

Question: salaam,plz mujhe yeh bataen kay mai imtehanat mai kamiabi kaise hasil karon,mai apnay imtehan mai qamiab nai ho pa raha...plz reply

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
17151
Mujtahid:
ayatullah sistani Date:

Question: salamun alaikum i have a brother studying in f y bcom not able to study bfore he was a ranker of the class now not even he is able to pass he sleep a lot .he even wishes to study any dua for him ilaaj exam r nearer

Answer: 1)Agar koe talib e ilm chahata ho k usko sabaq yaad ho jaay tu usko chahiay keh surah aa’raaf(surah#7) ki ayat #171 ko kisi kaghaz par likh ker is kaghaz ko apni sabaq ki jaghah kitaab main rakh diya karay tu wo sabaq isko insha allah yaad ho jaay ga. 2)Emtihaan main kamiyaabi k liay ye bohat asar wala wazeefa hay.emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay.ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat # 62 hay: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
22114
Mujtahid:
Date:

Question: aoa sir mjy apne paper main pass hone k liy dua pochni he mjy 4 saal hoge he maine b.a k imtehan dye hen par mara english k paper clear nhe howa main 3 daf paper dye choki ho par pass nhe hoi or ab main phir paper dia he or app se request he k mjy koi dua bata deny jis ko pharne se main is dafa paper main pass ho jo plz

Answer: Emtihaan main kamiyaabi k liay ye bohat asar wala wazeefa hay.emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay.ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat # 62 hay: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
32246
Mujtahid:
Dimag Date:

Question: Mera jhen parhai mein buhut kam chalta hai aur kuch yaad karta hun to phir bhul jata hun lihaza aap mujhe koi esi tarkeeb bataye ke mein apni zindagi sawar sakun

Answer: Agar koe talib e ilm chahata ho k usko sabaq yaad ho jaay tu usko chahiay keh surah aa’raaf(surah#7) ki ayat #171 ko kisi kaghaz par likh ker is kaghaz ko apni sabaq ki jaghah kitaab main rakh diya karay tu wo sabaq isko insha allah yaad ho jaay ga.(Ref: Naeem ul aamaal pg# 354-55)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
33015
Mujtahid:
Date:

Question: imtiham mai kamyabi k liye dua

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
33515
Mujtahid:
Date:

Question: as salam alikum,mera beta 2 puc mein hai,man lagake padta hai ,magar jab exam ke liye jata hai to kehta hai ke sab kuch bhool gaya hai .pls koi wafefa bataee bahut meherbani hogi ,thoda jaldi jawab dijiye

Answer: emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay.ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat # 62 hay: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
36822
Mujtahid:
Date:

Question: mere talaq huwe 1 sal huwa hai aur main is waqt b.ed kar rahi hu b.ed mein ache numbrat se kamyab hone aur naukri k liye koi wazifa batay mera dusra nikah achi jaga ho us liye b koi wazifa batay

Answer: 1)Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53)
2)Agar koi shakhs surah e aal e imran ki ayat no 73, 74 ko likh kar apnay bazoo par bandh lain aur kisi aurat ko nikah k lie paigam bhejay to inshallah paigam manzoor ho jae ga aur qasid kamyabi k sath wapis aye ga. (Ref : kitab naeem ul aamal pg #331)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
40793
Mujtahid:
seestani Date:

Question: AOA..... meray papers hunay walay hain koi asi dua btaya jis sa mere mehnut rang lae aur achay marks aur percentage ajae

Answer: Examination centr janay say pehlay surah e anfaal surah#8 ki ayat#62 ko 7 martaba parh lain, awwal o aakhir main 3 martaba durood bhi parhain.(ref:book naeim-ul-amaal,pg352). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
41175
Mujtahid:
Date:

Question: ap wazifa kr k btain k kia mein apni clas mein first aaoin ga.

Answer: Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
42411
Mujtahid:
Allahe sunnat Date:

Question: Name : m firoj khan , maa ka nam : zareena perveen, place : rajasthan, india. Sub : hafiza taleem me kamiyabi, Salam mawlana sahab mera masla ye he ki me padhai me zera bhi dil nai legta muje koi aisa wazaif de taki me din rat padhai me mushroof rahu, apne ammi abbu ka nam roshan keru,duniyavi ya kitabi koi bhi taleem hasil kerne me puri kamiyabi hasil ker saku. Allah hafiz.

Answer: Agar dil ilm k hosool mai na lagta ho to surah e alaq ki 1 ta 5 ayaat ko likh kar galay mai dal lain, mujrab hai. (Ref : Naway e Salaheen pg # 346)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
45439
Mujtahid:
pareshani Date:

Question: Assalam oalikum mai diloma studen hun or mera 4th sem hai or 1sem se 3sem tak mera 18 saply hai ab tak 4paper cilear hua hai ky karu kuch samjh nahi atrha hai zhean bhi kazor hai or yead bhi nahi rahta or padhne bata hun to man nahi lagta hai baryea marhbani kuch dua wazif bataea ke pepar cilear hojea

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) janay say pehlay is aayat ko 7 martabah parh kar jae or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye surah infaal (surah # 8, parah # 9) ki ayat # 62 hai : “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah Howal lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
46184
Mujtahid:
aayat ullah sastani sahib Date:

Question: salam mera ye sawal hai k mein apny paperz k liye bht pareshan hun mujhy kia karna chahiye k meri pareshani door ho aur mery marks kia achy ain gy??????

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
46909
Mujtahid:
Date:

Question: Which dua I can read before exams to help me.

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
48249
Mujtahid:
Date:

Question: Salaam. Mari 4 month k baad entry test he or me parhae me normal hn plz ap mojhe koe wazifa baten jis ki wajh se me qamyab ho sako?

Answer: Imtehan main aasan paper k liay center(imtehani markaz) janay say pehlay surah anfal surah # 8 ki ayat # 62 ko 7 martabah perh ker jain or is ayat say pehlay or baad 3 martabah salawat perhaain. “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen” . (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
48442
Mujtahid:
sehrish Date:

Question: asslam o alikum... sir mujhe cheezen baten bht jaldi bhool jati hain....lesson yad krne mai bht time lagta mushkil se yad hota aur examination hall mai bhol jata.... ap mujhe koi munasib tareeqa(weerid) btayen... thanks...

Answer: Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)
2)Agar koe talib e ilm chahay k usko sabaq yaad ho jaay tu usko chahiay keh surah aa’raaf(surah#7) ki ayat #171 ko kisi kaghaz par likh ker is kaghaz ko apni sabaq ki jaghah kitaab main rakh diya karay tu wo sabaq isko insha allah yaad ho jaay ga.
3)Imtihaan main kamiyaabi k liay ye bohat asar wala wazeefa hay. imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay.ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat # 62 hay: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
49516
Mujtahid:
samra Date:

Question: aslam-o-alikum main ya pochna chati hon ku imtehan main achy marks ky ly kon sa wzeefa krna chy

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
49902
Mujtahid:
imtihaan main kamyabi Date:

Question: sir main imtihaan main kaamyabi chata hun koi wazifa ya dua ya koi ayyaat bta dain mara maan baap ko muj sa bhot umeedian hain plz mara email id pa bata dijiya ga

Answer: Kisi bhi jaiz maqsad mai qamiabi k lie pehlay 11 martaba darood sharif parhain aur phir 101 martaba ﻳﺎﺍﷲ ﻳﺎﺭﺤﻣﻥ ﻳﺎﺭﺤﻳﻢ ﻳﺎﻜﺭﻳﻢ ﻳﺎﺣﻰ ﻳﺎﻗﻳﻭﻢ parhain. (Ref: Naeem ul aamaal pg # 314)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
50627
Mujtahid:
sawaal Date:

Question: respected sir/madam main imtehaan main apny papers say bilkul khus nahi hun. mjhy boht boht darr lag raha hai kay main shyaad fail ho joaun. bary mehrabnii koi achi sae dua bata dijye main boht paryshaan hun mainy ALLAH kay naam ka wird shura kiya huwa hia YA -HASEEBO kiya main paas ho jaoun gi . dua karny say ? plz madad kijye

Answer: Kisi bhi jaiz maqsad mai kamyabi k leye 141 martaba “ya-fattaho ya-azizo” parhain. (ref:book naeem-ul-amaal,pg 314). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
50837
Mujtahid:
Date:

Question: Mai CSS officer bnna chahta hun is k lye mjhe koi achi dua btae jis se mai exam b pass krlu or preparation b maze se karun

Answer: Exam main asaan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
51669
Mujtahid:
AyatULLAH Sistani Date:

Question: Aksar oqat jane anjane mai gandi pics ya gandi video dekhne se maqad mai pani aa jata hai.. Kya is tarha gusl wajib ho jata hai?? Plz ans.. Mera sawal ghusl wajib hone ka hai..

Answer: Ethiat e wajib k toor per fahash filmoo(porn movies) aur tasveeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254)Wo ratoobat jo khabi kabar shewat ubhrnay par mard ki sharamgah sai kharij hoti hai osi mazi kehtay hain aur wo paak hai. Aur wazoo ko bhi batil nahi karti (namaz parh saktay hain.)aur wo ratubat jo kabhi kabhi mani k baad kharij hote hai jise wazi kaha jaata hai.ya Wo ratoobat jo baz awqat peshab k bad niklti hai osay wida kehtay hain agar is sai peshab mila hua na ho to pak hai is k alawa is sai ghusl wajib nahi hota hai mazeed ye k jab kise shaks ne pheshaab k baad astabra kiya ho aur is k baad istabra kiya ho aur is k baad ratubat kharij ho jis k bare me shak ho k wo peshaab hai ya maskora baala 3 ratoobato me se kohe aik to wo paak hai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #70 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
51773
Mujtahid:
Date:

Question: salaam, sir mara sawal yeh hai k main aik martaba life in the uk test kar chuki hun lakin main kamyab nai hoi ab main dobara wo test karun gai wo test bht muskil hai ap plz muje koi asi dua btain k is martba min kamyab ho jaun .

Answer: One who recite 686 times bismillah

Print

Id:
52092
Mujtahid:
Anaan Date:

Question: Main bar bar fall ho jati ho plz koch hall bataein

Answer: Surae taha(surah#20) ki ayat #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay sy hafza taiz hojaeyga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326)
Exams mai kamyabi k leye examination center janay sy pehlay surae anfaal(surah#8) ki ayt#62 ko 7 martaba parh lain,awal-o-akhir 3,3 martaba durood bhi parhai,inshaAllah kamyabi hogi.(ref:book naeem-ul-amaal,pg#352). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
52148
Mujtahid:
Date:

Question: asalam-u-alaikum mai chati hun kai mare exaim mai ache num ayai 3.7 g.b ayai mujhe wazifa dai kai mare num ache ayai

Answer: Exams mai kamyabi k leye examination center janay sy pehlay surae anfaal(surah#8) ki ayt#62 ko 7 martaba parh lain,awal-o-akhir 3,3 martaba durood bhi parhai,inshaAllah kamyabi hogi.(ref:book naeem-ul-amaal,pg#352). (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa farmaye)

Print

Id:
52163
Mujtahid:
Shia Date:

Question: Plz exam me kamyabi k lye or achi job k lye koi easy wazifa btaye, kyu k mere exam kareeb h or study b chal rhi h. Or kya dono ek sath kiye ja sakte h yani ek subha or ek rat me? Plz reply.

Answer: 1)Exams mai kamyabi k leye examination center janay sy pehlay surae anfaal(surah#8) ki ayt#62 ko 7 martaba parh lain,awal-o-akhir 3,3 martaba durood bhi parhai,inshaAllah kamyabi hogi.(ref:book naeem-ul-amaal,pg#352)
2)Surah e zariyaat(surah#51) aur surae alm-nashrah(surah#94) k parhnay walay k leye khair-o-brkat mai izafa au rizq mai izafa hota hai.(ref:book payame shifa,pg#236). (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa farmaye)

Print

Id:
52169
Mujtahid:
Ali sistani Date:

Question: Asalam alaikum sir. Mera css exam ka last atempt h, buht mehnat ki h, or bht pareshani b h, koi esa short wazeefa bataye jis se muje exam me zabrdast kamyabi mile, exam 15 feb to 24 feb 2014 tk h, m0rning ,eveng 9 to 12 , 2 to 5 pm papers h or result takreeban august/sept 2014 tk ayega.. Us k ilawa job k b buht pareshani h, kya do wazaif ek sath ,do alag maqsad k lye parhe ja skte h.? Plz help me out. Me Worried.

Answer: Exams mai kamyabi k leye examination center janay sy pehlay surae anfaal(surah#8) ki ayt#62 ko 7 martaba parh lain,awal-o-akhir 3,3 martaba durood bhi parhai,inshaAllah kamyabi hogi.(ref:book naeem-ul-amaal,pg#352)
Surae zariyaat(surah#51) aur surae alm-nashrah(surah#94) k parhnay walay k leye khair-o-barkat mai izafa au rizq mai izafa hota hai.(ref:book payame shifa,pg#236)
2 wazefay aik sath keye jaskte hain.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
52180
Mujtahid:
Shia Date:

Question: AOA SIR. meri sister ne mere exams ki kamyabi k lye ek wazifa kya h, kya me khud bhi, ab exam me kamyabi k lye koi wazifa kr skta hu? Plz reply.

Answer: Exams mai kamyabi k leye examination center janay sy pehlay surae anfaal(surah#8) ki ayt#62 ko 7 martaba parh lain,awal-o-akhir 3,3 martaba durood bhi parhai,inshaAllah kamyabi hogi.(ref:book naeem-ul-amaal,pg#352)

Print

Id:
52200
Mujtahid:
Date:

Question: Assalamu alaikum me 12 pass student hu aur mai abhi naukri k exam deta hu jiske liya mujhe general knowledge padna padta hai aur mai chahta hu k mujhe aisa wazifa ya duwa bataye k jis se mera padne me dhayan lage aur me kamyab ho jao ameen aur apse ghususan duwa ki darkhast

Answer: Exams mai kamyabi k leye examination center janay sy pehlay surae anfaal(surah#8) ki ayt#62 ko 7 martaba parh lain,awal-o-akhir 3,3 martaba durood bhi parhai,inshaAllah kamyabi hogi.(ref:book naeem-ul-amaal,pg#352)
Surah e taha(surah#20) ki ayt #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay sy hafza taiz hojaeyga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326)

Print

Id:
52265
Mujtahid:
sunah Date:

Question: A.O.A Sir! main nay apko exams dua k lay msg kiya tha or apne dua b btayai thi mujhe par mera result bohat hi bura aya hai or mujhe final exam me 2.40 CGPA chahay plzzzzzzzzzzz mujhe koi taraika bta daya g main 2 in half year se try kar rai ho par mujhe se nai ho raha.

Answer: Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay:

Print

Id:
52285
Mujtahid:
Date:

Question: Asslamu alakikum 1) Exam ki tyari hai fir bhi koi dua bataye jisse may full cofident rahu? 2) business me fayda hone k liye koi dua?

Answer: Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay:

Print

Id:
52322
Mujtahid:
Date:

Question: Asslamu alaikum 1) Business me fayde k liye koi dua bata dije? 2) Exam me jyada marks aye iski koi dua?

Answer: Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62 ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
52719
Mujtahid:
mohd kamil khan Date:

Question: sir mujhe koi aisi dua bataiye jisse mai 12class me 90percent se jada number lao q ki mujhe khuch jada nahi ata hai isliye mai bahot parehsan hu aur mere AMU ya jamia ya fir iit me bteck me ho jaiye bahot asaani se insab k papar pass karlu plz koi tarika bataiye.....jaldi plz

Answer: Aap imtihaan ki dil laga ke tayaari kijye achi terhan, or is ke sath sath in wazifoo per amal karain INSHALLAH kaamyaab ho ge.
Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani sai dho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32).
Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay:

Print

Id:
52866
Mujtahid:
Date:

Question: Main 12 pass ho gaya hu jab se mera dill padhahi mein nahi lagta mein ne phale B A mein addmition kya phir BSC mein aur fail ho gaya lekin mujhe kuch acha job karna hai plz koi wazifa bataye is se meri preshani dur ho jaye aur main kamyab ho jao

Answer: Ap nochandi jumarat aur juma roza rakhain, shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chand martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karain aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhye, or baad e asr o maghrib o isha bhi tilawat ko tark na karye aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba

Print

Id:
52931
Mujtahid:
Date:

Question: Paper ho gae hain khali aik paper rehta hy but mujhy dar hy ky achy marks nhi dain gy sir koi asan si dua btaen

Answer: Emtehaan main aasan paper k liay center (imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad men 3 mertabah salawaat perhen. ye sorah anfaal (sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55)
One who recite 686 times bismillah “بسم الله الرحمن الرحیم” and recite 676 times durood “اللہم صلی علی محمد و آلمحمد” then pray, your duas/wishes will be answered. (Ref : Naemul aamaal pg # 317)
(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
53125
Mujtahid:
Mishal Date:

Question: Me pichle 2 sal se depression ne hun. Main book le kr bethi rehti hun or mere se prha nahi jata. Prhai pr focus nahi kia jata . Suicial ho jati hun k itna kese prhin gi me or mere se na hua to mere parents dukhi ho jaen ge.me medical ki student hun or mere number ache nae arae. Bilkul prhai me dil nae lgta or hmesha bojh sa mehsus hota h. 3 months bad mere final exams hain..mjhe kuch smjh nae araha me ab kia krun. Metric me ache number le kr pass ho gae lekn ab mushkil lg raha hai..please Help me. Thanks.

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal ki ayat # 62 hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) . (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
53232
Mujtahid:
Date:

Question: Mere inter keep paper hai mai achhe number se pass ho jao koi DOA bataiyye

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center (imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay ye sorah anfaal ki ayat # 62: Fa inna Hasbakal laah Howal lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
53322
Mujtahid:
dua for study Date:

Question: salam alekum sir Kali mera board exam h m puri mahenat krne kind kosis krne raha human fir b mje kuch yard nhi ho raha hai kuch b..plz me dua batai na koi bahut parashan hu me sir plz me help m out

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326).
Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay:

Print

Id:
53734
Mujtahid:
Date:

Question: sir mera dil parhai main nahi lgta yad krta hon tu bhol jata ha imtehan sir per hn plz.saqlain abbas multan

Answer: 1) Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326)
Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay.

Print

Id:
53744
Mujtahid:
Date:

Question: sir mny bba hons main admsion lia hai or main is k hr smster main kamyabi chata hon plz mujy koi wazifa yah ayat bta dia jiy plz

Answer: Exams mai kamyabi k leye examination center janay say pehlay surah e anfaal(surah#8) ki ayat#62 ko 7 martaba parh lain,awal-o-akhir 3,3 martaba durood bhi parhai,insha Allah kamyabi hogi.(ref:book naeem-ul-amaal,pg#352). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
57874
Mujtahid:
Date:

Question: imtehan mei kamyabi k lye wazifa jo result se ek din phly kiya jye

Answer: Quraan majeed men Allah Ta`ala fermata hai k Insan k liye wohi kuch hai jo uski koshishh ka natija hota hai (Suraah Najaam, Ayat#39) lehaza jo apne emtashan dene k liye koshish ki hogi ap k result men wohi hoga, to is aytbar se to emtahan se ek din pehle wazeefa parehne se koi faida nahi hoga, han albatta is bat ka faida hosakta hai k ap k result men kisi qism ka dhoka na ho, lekin result wohi ayega jo apne likha hoga,Albatta emtahan sene se pehle uski tayari k wqt wazeefa k asraat hosakte hen lehaza ap Saal ke shuru se kitaboo ko achi terhan samjain or yaad kren.(Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
1) Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
59418
Mujtahid:
Date:

Question: sir me ek bar or apse sawaal kr chuki hu bt apka koi jawab nhi aaya... pls es bar ap mera jawab jarur dein.. 1) mai bhot koshish karti hun ki padai keliye baithun pr mera dil padai me lgta hi ni h bahot jldi bor ho jati hun 2) or mujhe es sala gov. medical college main mbbs ke liye kamiyabi mil jaye 3)sir or pls me islam qubool krna chahati hu jis tarah allah ne mujhe sahi raha dikhye us tarah mere parents ko bhi dikhaye or wo log bhi islam qubool karne ke liye razi ho jaye. ...... sir pls mujhe jld se jld jawab dijiye.... or muj koi tarika bata dijiye ki me dil lagake or khub mehnat se padai kr saku or kamiyab ho jaun

Answer: Wssalam o alykum, 1,2) Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326).
3) Or Waldian ke dil main nor e Iemaan munuwar karne ke liye Allah Taala ke Aakri Rasool Muhammad (s.a.w) or In ke banaae howe Janasheen Ali bin Abi-Talib ke bayaan karda Shariat o Aklaaq par dil o jaan se amal karian ta ke is amal ke ache o sache nataij ap ke Waldain ko mutasir kar dain or ye ta-assur Allah ki di jaane wali hidayat ka sabab bane.(Ref : Nawadir ul Ahadees , jild # 1 , Topic # behtreen shaks ki nishaandahi , pg # 62 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai)

Print

Id:
59726
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: sir assalam.o.alaikum ... mera parhai mn dil nahi lagta or mere papers b sir py ay hua han or 10th ka papers han so plz kuch btayn jis se meri study bhtr ho jay ...

Answer: Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
59811
Mujtahid:
Date:

Question: Asalam walekum .sir me exam me chitting krta hu is bar me ty ka exam de rha hu kya me chitting krne me kamiyab hojaung plz ap bataye kynki mujhe kuch yad nhi hota hai

Answer: Wssalam o alykum, ye jaiz nahi hai. (Ref : aqa sistani,Jadeed faqhi masail , masala # 224 , eidition # 5).
Or ap ko shuro saal se pharna chahiye, or pharne ke sath is wazife per amal karain ke Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60559
Mujtahid:
Date:

Question: Sir main ny final exam diye hain result main kamyaabi ki koi dua or wazifa to batain ,salam

Answer: Sura e Yaseen ko ibtida se pharna shuroo karain, jab 1st mubeen tak ponhche to 41 martaba darj zeel ayat phar kar dua maangain, phir doosre din phir shuru se Sura e Yaseen ko shuro se pharye yahan tak ke 2nd mubeen tak ponhach jaain to 41 martaba us hi ayat ko phar ka dua maangain jis ko 1st din phara tha, or jab Sura e Yaseen main 7 martaba lafz e mobeen aaya hai to 7 rooz tak ye hi amal karain.
41 martaba pharne wali ayaat : Sura e Al-Hamd (Sura no 1) ayat no 4 is ke baad ye dua pharni hai allah umma an taqziya hajati (kaamyabi ki dua maangain).(Ref : nawaa e Saleheen , pg # 49 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60662
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date:

Question: Assalamualikum sir mai micro biology degree final year ki ladki hoon mujhe padahi mai dill nhi lagta , aur kuch samj mai hi nhi avatar aur mai padhney bait hi to mujhe yaad nhi hota ,aur jo hota wo thodi der mai bhul jati hoon mai , sir mai exam ki tayra I key liye or mujhe Aisa wazifa baataiye jis mai 99%mark lasaku plz umeed hy jald sey jald mujhe mera ans mill jainga inn sha Allah ...assalamualikum Allah hafiz

Answer: Wssalam o alykum, Sura e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60719
Mujtahid:
Date:

Question: Mien 10th mien 99 percent marks lena chhati hoon ta k mery number 525 mien say 529 ayein previous baar bhi 525 mien say 431 aye they is baar 1050 mien say 951 lena chahati hoon koi kalmat batein jo mein paper karne ke baad phonkoon jis se mere ghaltian nazar na aien or mere 75 mien se 70 ki line mien number aien jawab jaldi send karein or mere liye duaa karein

Answer: Jo koe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajat pure hoghe. ( ref: payaam shifa, pg: 249)
Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print