Please click the button for Quran o Itrat Academy Whatsapp Channel.
Whatsapp Channel
Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions:


Question & Answers << Go Back

Topic: Imtehan main Kamyabi k liay wazifa (81 Questions)


Showing 50- 81 questions from 81 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
60898
Mujtahid:
Date:

Question: a.o.a sir! sir main bs ki student hun 1 smester ki r mere mid termz huay thay mgr un main parhnay k bawajood achay marks nahy ay r main uni ki fee afford nahy kr skty to us k leay mjhay scholrship chaheay r yeh tabhi ho ga jb mera gpa 3.5 say above ho ga r mid term main marks nahy achay r jb k en ki %age 50 hai r 50 final ki ay kuj smjh nahy a rahy k main kya kroun k teacherz mere final ki base pay mere mid term k marks na daikhain r mere final 100 % ho jaian plz es k leay dua btaian k ........

Answer: Wssalam o alykum, rozana Quraan e Majeed ko tarjume ke sath tilawat karain.(Ref : Sura e Al-Raad –sura no 13 – , ayat # 28) , (Ref : usool e kafi , jild # , kitaab e fazal e Quraan , baab # 281 , riwayat # 1).
Or Surah e Hijr (surah no. 15) ko likh kar apnay bazoo k sath bandh lain. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani no # 30 , pg # 27).
Or Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60914
Mujtahid:
Date:

Question: A O A sir mn ik studr=ent hu mry phly bohat achy marks aty thy 3 saal se depress hu jis ki waja se parhai mn dil ni lag raha bohat try krti hu pr parh ni pati kuch yad ni hta mn drop b hwi mra ik paper clear ni ho rha mra gpa b 2.25 se zyada ni a rha plz sir kuch bata dijye mn apny maa bap ki ik he parhny wali bachi hu wo mjhy kamiyab dekhna chatay hn

Answer: Wssalam o alykum, rozana Quraan e Majeed ko tarjume ke sath tilawat karain.(Ref : Sura e Al-Raad –sura no 13 – , ayat # 28) , (Ref : usool e kafi , jild # , kitaab e fazal e Quraan , baab # 281 , riwayat # 1).
Or Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
61108
Mujtahid:
Date:

Question: sir mene ne b.com kia ha aur ek paper reh gaya ha jo k me 4th time de chuka ho but clear ni hua me ek clinic me 2 saal se job kar raha ho har jaga cv sent karta ho lkn kahi se bhe javab ni ata ha me kia kro Allah kare meri mushkil hal hojae mujhe kuch haal bataye plz Allah apko iska ajaar ata kare ameen

Answer: Jo kohe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajar pure hoghe. ( ref: payaam shifa, pg: 249)
1) Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
61257
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: mera sawal ye hai ke mera parne mai dil nahi lgta or ma fail hojata hn exam mai apni tarf se pori khoshish krta jun ke k khob parhun r mehant karo pr ma naam kaam hojta hn js ki vja se ma fail hojta hun please koi wazifa batyen mujhe?

Answer: 1) Agar koi talib-e-ilm chahta hay k is ko sabaq yaad ho jay tu is ko chahiay k Sura A’araaf, ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagaz ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354) 2) Imtihaan me kamyabi k liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perhne ke sath 7 martaba perh ker jay.(Ref: Naeemul amaal, pg#354). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
61430
Mujtahid:
Date:

Question: AoA,, Main aap se exams main pass hony ke liye wazifa lena chahta hoon ... Mere exams january main hain or Final exams hain... Main maths main boht weak hoon or baqi subjects main bhi... Meri pehly 1st position ati thi mgr ab 4-5 ati hy .... Main ab 1-2 position lena chahta hoon ... Plzz koi wazifa ya dua bta dein ... Plzzz reply me fast .... ( Thanks )

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
62248
Mujtahid:
Date:

Question: as salam alikum mera paper hona wala he to mujha koi aysa wazif batae ka mera paper clear hojae 2nd year ka...

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326)
Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
62408
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date:

Question: mera rang gora ho gy aor main imtihan main first ao wazifa batian

Answer: 1. Agar chahra be-ronaq ho jay ya chahray ka rang siahi mayal ho jay to har namaz k bad 111 martaba (Allaha’hul mu’sou’wi’rul maalik) parh kar hathoon per dam kar k chahray per pharaien to inshallaha bad surati zail ho gi. Awal o aakhir 14 bar darood sharif parhain. (ref : kitab naway salaheen pg # 328) ya
2. Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes banti hai ghm ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147)
Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326)
Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
62422
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: mujhe koi emtihan ma first ane ki duaa bata de please

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326)
Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
62931
Mujtahid:
Date:

Question: Please mujhe bata dain mera ek paper ruka hua hai mera 26th February ko exam hai Maths ka main us ke liye kya wazeefa karun mujhe bohat darr lag raha hai ke main dobara us paper main fail na ho jaun.

Answer: Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
63237
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: Aslam o Alaikom meri 1st year main Math main supply hay main chahta ho k meray Math main 2nd year main achay number a jay and total marks 650 tak kam as kam a jay iska koi hal bata dai Shukria

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal, Mafhoom e pg# 352-55). Update on dated 18-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
63767
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: sir slam. Sir mera parso paper h maths ka. Mn kafi smjh rhi hn but smjh nh ati r men bht mehnat kr rhi hn lkn papr mn sb bhol jta h. Plz mjhy asaan wazefa btyn k mera result bht acha aye. Plz sb chxn men paas hjaun plz

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal Mafhoom e pg# 352-55) . Update on dated 27-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
65749
Mujtahid:
Date:

Question: Sir m na FA ka exam diya hyn or un m kamyabi k liya koi wazefa btain .Plz

Answer: Kisi bhi jaiz maqsad mai qamiabi k lie pehlay 11 martaba darood sharif parhain aur phir 101 martaba ﻳﺎﺍﷲ ﻳﺎﺭﺤﻣﻥ ﻳﺎﺭﺤﻳﻢ ﻳﺎﻜﺭﻳﻢ ﻳﺎﺣﻰ ﻳﺎﻗﻳﻭﻢ parhain. (Ref: Naeem ul aamaal pg # 314) Update on dated 21-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
65975
Mujtahid:
Date:

Question: ASSALAM O ALAIKUM me ne iss saal class 9 k papers deye han or 4 july ko mera result hy app se guzarish ha meri k aap mje koi wazeefa bta da k jiss ki madad se mei tne numbers se kamyab ho jao jitni meri khawahish ha (shukria)

Answer: Sab se pehle 11 mertaba salawaat perhain or kisi bhi jaiz maqsad main fatah hasil kerne k liay 141 mertaba wird kia jaey. (Ref: Naeemul amaal,Mafhoom e pg#311). Update on dated 28-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
66221
Mujtahid:
Date:

Question: aoa sir mene ap se pahle b sawal keya tha magr mje jawab nai milla umeed ha k mje iss dafa jawab mill jae ga mene ninth class k papers deye han or hafte tak is ka result ajae ga meharbani farma kar mje koi essa wazifa batain k me acha numbers se pass ho jaon bohat shukria

Answer: Sab se pehle 11 mertaba salawaat perhain or kisi bhi jaiz maqsad main fatah hasil kerne k liay 141 mertaba wird kia jaey. (Ref: Naeemul amaal,Mafhoom e pg#311). Update on dated 06-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
67004
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: Assalamu alaikum wa rahmtullahi wa barkatu sir pehle to apka babot bahot shukriya, mere sawalo ka jawab deke confusion dur karne k liye. sir mai CA-CPT k liye taiyari kr rahi hu. meri Cpt ki exam 13 December 2015 ko h. ap muj koi wazifa or dua bata dijiye taki mai exam ache se clear kr saku pehli hi bar mai. sir mai 3 salo me hi CA ban jaun taki mai apne ghar walo ki zimmedari utha saku. pls ap mujhe koi wazifa or dua bata dijiye. taki hardworking k sath sath Allah pak ki rehmat v ho or mai pass ho jaun. 2) sir meri ek or problem hai ki mera padai me dil nahi lgta hai pehle ki tarah eske liye bhi koi dua bata do taki mai pehle ki tarah padai krne lagu. or bahot hardworking karu taki mere ammi abbu k Budape ka sahara ban sakun.

Answer: 1) Surah e ahzaab ko hath say likh kar aik dabbay(box) mai band kar k apnay ghar may hifazat say rakh dain aur is surah ko har rooz aik bar parh kar dua mangain to hisb e manshah rishta distiab ho ga. (Ref : Naway e salaheen, Mafhoom e pg # 352).
Wazifa bayan karnay k sath aap ko is fiqhi maslay ki taraf bhi mutwajjah kiya jata hay k : jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. (Ref: kitab nigah aur libas ques # 106 , Mafhoom e pg # 69).Update on dated 21-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Imtehan main kamiyabi k liay:
1)Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal Mafhoom e pg# 352-55) .
Perhae main dil lagne k liay:
2) Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326)
Hafiza k liay:
3)Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326). Update on dated 24-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
76634
Mujtahid:
Education Date:

Question: Assalamu alaikum sir mere 10 class borad 2017 ky exam hony valy hai or mera books kholy ku dil nai krta please koe wazifa btady.

Answer: Perhae main dil lagne k liay: Surah e Taha ki ayat#25 se 28 tak ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326). Update on dated 16-02-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
93071
Mujtahid:
Date: 2019-02-14

Question: Exam ma kamiabi ka wazifa

Answer: Imtehan main kamiyabi k liay:
1)Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal Mafhoom e pg# 352-55) .
Perhae main dil lagne k liay:
2) Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326)
Hafiza k liay:
3)Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326).
[Updated on 14-Feb-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
95534
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Assalam o alaikum sir, mera neet medical ke exam 5th may ko hone wala hai , mai ye 3rd time exam de raha hun per iss baar bhi meri tayyari achhi nahi hai , mai behad pareshan hun Mai aapse minnat karta hun ke Allah ke waaste aap mujhe koi aisa namaaz ya phir koi dua ya phir koi wazifa batayen jisse mai iss baar neet medical ke exam me kaamyaabi haansil kar lun

Answer: Imtehan main kamiyabi k liay:
Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal Mafhoom e pg# 352-55) .
Update on dated 20-04-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
98013
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-07-11

Question: Assalamoalaikum mjy koi hal batein my buhat pershan Hon my itna prti Hon phir b my ksi 1 paper my fail ho jati Hon mjy buhat tention ho ri h or ab dobara paper jaldi nae hony sargodha university ki trf sy mcom smester system kr ri Hon college sy ye last smester tha

Answer: imtehan main kamiyabi k liay 1 imtehaan main aasan paper k liay center imtehaani markaz jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay ye sorah anfaal sorah 8 parah 9 ki ayat 62hay fa inna hasbakal laah howal lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen ref naeem ul aamaal mafhoom e pg 352 55 perhae main dil lagne k liay 2 surah e taha ki ayat no 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain ref naway e salaheen pg 326 hafiza k liay 3 motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai ref naway e salaheen pg 326
[Updated on 11-Jul-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
99921
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: I have given the paper of matric but i got supplies and now i have to reappear in both parts and i am so tensed tomorow is my bio paper and whatever i learn i forget kindly pray for me that i suceed in exams and tell me some wazifa as well that i clear my all exams this time

Answer: Imtehan main kamiyabi k liay:
1)Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal Mafhoom e pg# 352-55) .
Perhae main dil lagne k liay:
2) Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326). Update on dated 04-09-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
101064
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: A.A main acha student tha Lekn ab prhny ka dil tk nahe krta,books ko hath lgaany main takleef hoti hai ,bar bar fail ho rhaa hoon please koi aesa wazifa btaain k main pehly ki trh prhny lg jaaon

Answer: Perhae main dil lagne k liay: Surah e Taha ki ayat#25 se 28 tak ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326). Update on dated 14-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
104379
Mujtahid:
Muslim Date: 2020-03-10

Question: Dear sir ..... Aoa . MRI maths ma supply ha . Jitna b karlun paper dekh k kuch b samaj nhi ata . Kindly koi wazeefa btaen k m maths clear karlun . M bht preshan hun. Tension say kuch samj nhi araha

Answer: Emtehaan main aasan paper k liay center (imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal (sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326)
[Updated on 10-Mar-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
109239
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date: 2020-07-27

Question: AoA Respected Sir! My problem is quiet common but i am losing myself. I have failed one subject 5 times and its my last attempt to pass it. Please koi wazifa bta dein. q k jub b exam dey ker aoon sirf is ik exam mein fail ho rahi hoon 2016 sey aur ye 2020 a gaya hai. main bohet mayoos hoti ja rahi hoon. Na hi meri kahin shadi ho rahi hai. jub k umer k liyaz sey mein (30) ki ho gayi hoon. sub mujhey kehtey hain badqismat ho, kya keroon akhir kismat kahan sey laoon. Na hi koi achi jagah job milti hai. jitni b applications dou sirf rejection. Kabhi kabar toh apni existence pey khafa hoti hoon. why i am in this world if i am this much disregarded human for the world. Please main ney bohet wazifay kiye in 3'no problems k liye but abhi tak koi output hi nahi a raha. akhir aur kitna sabar keroon. and exam ka last chance hai please i need easy and effective wazifa. 5 dafa ye subject parh liya hai. ab energy nahi rahi k is subject k liye. lekin unfortunately its compulsory subject of my education plan so i can't change it . Thanks,

Answer: parwardigaar e aalam ki rehmat sai mayoos na ho chaharda masoomeen k tawassul sai maange inshallah aap ki tamam mushkilaat asaan hogi.
1). Emtehaan main aasan paper k liay center (imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal (sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-55) Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326)/
2)Misbah e kafami mai hai k agar kisi larki k liay rishta na aa raha ho tu surah e taha ki ayat#131 or 132 ko kaghaz par likh kar bator e taweez apne bazu par baandh lain inshallah jald us ki shadi hogi.Ref:naeem ul amaal page no 325).
Rasool e akram ne farmaya: Surah yaaseen ki tilawat kiya kare is me 10 barkate hai (us me se aik ye hai k ) jin ki shadi nahe hoi hai wo shadi shuda ho jaay ghe. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 18).
3-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )
[Updated on 27-Jul-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111007
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-10-14

Question: Asalam alikum My question is k mjy imtehan ma kamyabi k koi wazifa mil sakta ha ma na test dia ha ab result ana tk koi wazifa bata den taka ma wo karun n ma pass ho jaon

Answer: Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326)
[Updated on 14-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111820
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-12-05

Question: Sir Asslam oe Alikum m na Entry test ka Imtihan diya ha or ab mera result ana hai m chata hun ka mra medical college m dakhla ho jykoi lamba wazifa batien takay m zuada sa ziada zikr Khuda kron or kamyabi haasil kr skoon

Answer: Quraan majeed men Allah Taala fermata hai k Insan k liye wohi kuch hai jo uski koshish ka natija hota hai (Suraah Najaam, Ayat#39) lehaza jo apne emtihan dene k liye koshish ki hogi ap k result men wohi hoga, to is aytbar se to emtihan se ek din pehle wazeefa parehne se koi faida nahi hoga, han albatta is bat ka faida hosakta hai k ap k result men kisi qism ka dhoka na ho, lekin result wohi ayega jo apne likha hoga, Albatta emtihan dene se pehle uski tayari k waqt wazeefa k asraat hosakte hen lehaza ap Saal ke shuru se kitaboo ko achi terhan samjain or yaad kren. (Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai). 1) Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. Aur Kisi bhi jaiz maqsad mai qamiabi k lie pehlay 11 martaba darood sharif parhain aur phir 101 martaba ﻳﺎﺍﷲ ﻳﺎﺭﺤﻣﻥ ﻳﺎﺭﺤﻳﻢ ﻳﺎﻜﺭﻳﻢ ﻳﺎﺣﻰ ﻳﺎﻗﻳﻭﻢ parhain. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 314,352,55)
[Updated on 05-Dec-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
112650
Mujtahid:
Mujtahid Date: 2021-11-26

Question: Aoa, kindly mje tora guide krya.. Main na June main paper dena hy.. M tyari b kafi krta ho. Magar result sai nhi arha. Mje koi dua btye k m jo yad kru wo yad rahy aur meray exams b bht achy number sa pass ho jae.. Shkriya

Answer: 1: Agar koi talib-e-ilm chahta hai ke is ko sabaq yad ho jaye tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga. 2: Imtehan main kamiyabi k liay: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay: “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen. (Ref: Naeem ul aamaal Mafhoom e page #352 to 55)
[Updated on 27-Nov-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
113024
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-02-10

Question: Assalam o alaikum Mai CA kar rha hu phly to mery papers asani sy pass ho rhy thy par ab last 2 years sy papers dy rha hu har 6 months bad lakin koi paper pass nae ho rha... mai bht preshan hu kindly koi wazifa bta den tyari karta hu par paper mai ja k bht kuch bhol b jata hu. Hafiza taiz karny ka b koi treeka bta den Jazak Allah

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53).
hafiza k liay 3 motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai ref naway e salaheen pg 326
[Updated on 10-Feb-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
113672
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-03-18

Question: Aoa. I'm appearing in some exams next year, can you please tell me any wazifa which can help me to ace those exams? I have to top those exams at any cost. Please help. Any wazifa, any dua. Thankyou!

Answer: Imtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad mai 3 martabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hai: “ ﻔﺎﻦﺤﺴﺒﻚﻫﻮﺍﻟﻨﻯﺍﻴﺪﻚﺒﻨﺼﺮﻩﻮﺒﺎﺍﻟﻤﻮﻤﻨﻴﻦ ” “Fa inna Hasbakal laah. Howal.lazi ayyadaka binasrihee wa bil moomineen”. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 352-53).
[Updated on 18-Mar-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
121889
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-03-21

Question: Pardhi main Dil laghny Kay leyeh

Answer: Agar ilm haasil karne me dil na lagta ho to surah alaq ki aya #1 se 5 tak ko likh kar galay me daalay aur pani par parh kar piye to zehan-o-aqal ki taizi ke liye mujarrab hai.
(Ref: Naway-e-Saleheen, pg #346).
[Updated on 21-Mar-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
126408
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-05-02

Question: Govt job ke liye koi bhe test dun us m mere marks axhi nhi aati men reh jati hun. Akhir kyu hota h esa or eska hal kya h

Answer: 1: Kisi bhi bare kaam (important work) ko shuru karne se pehle isme mubaraka (almubdeo) ko 56 bar parhna us kaam ko zaroor kamiyabi ke darje tak le jata hai.
2: Jaiz hajaat ke liye Rozana 100 martaba parhna yaqeenan mufeed hai (ya qaahiral adowwe waya waaliyal walyeyye ya mazharal ajaaibay ya murtazaa ali).
3: Surah e Zariyat(surah #51) aur surah e alam nashrah(surah #94) ke parhnay walay ke liye Khair o barkat me izafa aur rizq me ziadti hoti hai aur is k ahl o ayal ki rozi wasee (ziada) hoti hai ye amal tajurba shuda hai.

(Ref: Duniya o Aakherat ki 100 pareshaniyon ka hal, pg #101. + Wazaif-e-Talib, pg #75. + Kitab Payam e Shifa, pg #236).
[Updated on 03-May-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
126417
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-05-02

Question: ASLAAM O ALIKUM SIR SIR 1ST YEAR KE PAPERS START HAIN CHEMISTRY KA PAPER HOGAYA HI JIS ME ME PASSING MARKS SE OUT HON PLEASE KOI WAZIFA BATAIN K MERE NUMBERS ACHE AA JAEN SIR ALLAH HAFIZ?

Answer: Quraan majeed men Allah Taala fermata hai ke Insaan ke liye wohi kuch hai jo uski koshish karta hai (Suraah Najaam, Ayat#39) lehaza jo apne emtihan dene ke liye koshish ki hogi aap ke result men wohi hoga, to is aitebaar se to emtihan se ek din pehle wazeefa parhne se koi faaida nahin hoga, Han Albatta is baat ka faida ho sakta hai ke aap ke result men kisi qisim ka dhoka na ho, lekin result wohi ayega jo apne likha hoga, Albatta emtihan dene se pehle uski tayari ke waqt wazeefa ke asraat ho sakte hain lehaza aap Saal ke shuru se kitabon ko achi tarahan samjain or yaad karen. (Allah Taala hi taufiqaat main izafa farmaane wala hai).
Emtehaan main aasan paper ke liye center (imtehaani markaz) jaanay se pehlay is aayat ko 7 martaba parh kar jaayen or is ayat se pehlay or baad 3 martaba salawaat parhen. ye sorah anfaal(sorah #8, parah #9) ki ayat #62, hay: فَاِنَّ حَسۡبَکَ اللّٰہُ ہُوَ الَّذِیۡۤ اَیَّدَکَ بِنَصۡرِہٖ وَ بِالۡمُؤۡمِنِیۡنَ “Fa inna Hasbakallahu. Howallazi ayyadaka binasrihee wa bil mumineen. Aur Kisi bhi jaiz maqsad me qamiabi ke liye pehlay 11 martaba durood shareef parhain aur phir 101 martaba ﻳﺎ ﷲ ﻳﺎﺭﺤﻣﻥ ﻳﺎﺭﺤﻳﻢ ﻳﺎﻜﺭﻳﻢ ﻳﺎﺣﻰ ﻳﺎﻗﻳﻭﻢ parhain.

(Ref: Naeem ul Aamaal, pg #314,352,55).
[Updated on 03-May-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print