Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Jadu or asaib ka wazifa (103 Questions)


Showing 50- 100 questions from 103 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
58322
Mujtahid:
Date:

Question: mujhay aisay lagta hy jaisay meri bv pay jadu ho gaya hy, woh bht pyar krti thee mjhay and meri har baat ko darja rutba deti thee.. hum thoray parishan zarur haein lkn hum main aisa kabhi ni hoa tha k narazi ho.. abhe hum sath ni rehtay isi lea msgs pay baat hoti hy to msgs karna ya baat krna ghusa dilwa deta hy meri bv ko... and aik do baar juti py juti bhee ai to kisi ka kehna hy k yeh be hint hay jadu k honay ka, pehlay fajr time tasbeeh daily krti thee meri bv and raat main bhee parh kr soti thee to aj kal yeh bhee ni kr paa rahi and aksr namaz bhee reh jati hay... please advise...

Answer: Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah-e-Muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref: payam-e-shifa, pg# 224)
Mian biwi ki aik doosray se mohabbat-o-ulfat k lie har namaz k bad surah-e-mumtahina ki ayat#7 ko 7 martaba parha karain. Is se donoo me bai-misaal mohabbat qaim ho jay gi. (Ref: Naway saaleheen, pg# 404)(Khuda aapki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
58771
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date:

Question: mere upr koi jadu tona krvata hai me kai martba tone(dhaage me bndhe hue maheen nakhoon)niklva chuka hu preshan ho gya hu sehat ni bn pati h aur tbiyt kharab ho jati hai eeee plz koi wazifa btae ya fir koi dua btaye jis se mai khud hi tone se nijat pa liya kru eeee plz plz plz plz koi dua btana to arbic and english dono me likh dena. sukriya!

Answer: Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224)
Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55)

Jadoo k lie: Imam jaffar e Sadiq a.s. farmatay hain k jo surah e jin ki apni zindigi mai kasrat sai tilawat karta hai to wo jinnat aur in k shar sai mehfooz rehta hai. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 36) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
59765
Mujtahid:
Date:

Question: assalamu alaikum, mujhe aur mere bhai ko raat me sote waqt ya soye bad koi cheez satati hai ek dam se neend ushar hojati hai ya thodi dair tak mujhe pakde rakti hai uske bad neend ushar hojati hai quran e shareef se mujhe iska ilaj bataye

Answer: Wssalam o alykum, Imaam Jaffar o Sadiq (a.s) se marvi riwayat ke mutabiq, her raat ko sone se pehle sura yaaseen ki tilawat karain. (Ref : mafaati ul jinaan , topic # Fazilat e Sura e Yaseen , pg # 04 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
59791
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: aslam o alikum sir.. sir mri wife k sath bhutt bura ho rha hai us ki tbieat bhuttt khrab hai wo din ba din bhttt kamzor hoti ja rhi hai kisi ne us k uper jado kr dia hai main ne bhuttt sw logo se ilaj krwia pr us ki tbieat or zayda khrab hoti ja rhi hai plzz ap es ka koi hal nikal dn... us ko jinat ki awazin sunai deti hain.. us k lia ap khud dua kr dn

Answer: Wssalam o alykum, Sura e Yaseen ko likh kar is ka pani pilaain. (Ref : payaam e Shifa , topic # fazaail e Sura e Yaseen , pg # 70 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
59840
Mujtahid:
Date:

Question: Sir mujy 4 saal pehley Bohat takleef hoti the par me wahm khayal karta tha par 4 Saal bad mene Yah jabar ko 707 martaba parha tu jadu khatam ho gaya per phir ls asrat mehsoos hote hain aur me asarat khatam karna chata hoon aur kis tarah karon aur kitni

Answer: Sura e Yaseen pharain or is ka pani pilain. (Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 102 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60379
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Pichli bar bhi pucha tha jbab tk ni pahucha mai seestani saahab mera masla ye hai ki mujhe koi tone (pudiya) (टोने, black magic) deta hai jo ki maine hafiz saab ke yha nikal vae the to ek patle se dhage me mahin mahin nakhun (nail) bndhe hue the .please kuch esa bta do ki ye mai khud hi nikal liya kru ya fir koi esa wazifa ya ko dua btao jis se ye preshani jad se khatm ho jae ! plz plz...plzzz aap se bahut ummid hai shukriya ji.

Answer: Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
61806
Mujtahid:
Date:

Question: Asalamu alikum meri mangni ho chuki hai 2 saal hogeor aab wo log shadi karne ko taalte rehte hain phele kaha k jldi krenge aab bahane banate rehte hain or jbse meri tbyt bht kharab rehti hai mene bht ilaaj karaya sbne kaha mujh per jadu kraya hai meri hone wali saans ne unki marzi nhi hai k meri shadi unke bete se ho magar hum dono ek dusre se bht pyar karte hai jinse meri mangni hui hai wo bhi mjhse badal gaen hain bht mjhse har bat per naraz hojate hain or galiyan bhi dete magar mangni k badse meri sehat bht kharab hogi or mujhe bht gande gande khuwab aate hain humesha meri bofy bht garam rehti hain Plz mujhe kuch btaen me bht pareshan hun

Answer: 1. Hazrat Ameer ul Momineen a.s se riwayat ki gay ha ke jadu ke asar ko zail kerne ke liye in ayaat me se koi aik ayat hiran ki jhilly (khaal) ya kagaz per likhay tu jado ka asar zail ho jay ga or zafiraan se likh ker machoor(jis per jadoo howa ha) ko pilanay se jadu khatam ho jay ga.
* Surah Al a’araaf ayat # 119
* Surah Taha ayat # 69
(Ref: Nawah us Saliheen, pg # 359)
2. Dua e tawassul ko har waqt perh saktay hain, laikin kisi khaas maqsad k lie is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad 2 rakat namaz e hajat ada kernay k baad perh kar dua mangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
61829
Mujtahid:
Date:

Question: sir meri sari family par meri chachi black magic krti hai mje es ka hal btaen jis sy hum py jadu b na chle aur wapis b palt jae.thanks!

Answer: 1. Hazrat Ameer ul Momineen a.s se riwayat ki gay ha ke jadu ke asar ko zail kerne ke liye in ayaat me se koi aik ayat hiran ki jhilly (khaal) ya kagaz per likhay tu jado ka asar zail ho jay ga or zafiraan se likh ker machoor(jis per jadoo howa ha) ko pilanay se jadu khatam ho jay ga.
* Surah Al a’araaf ayat # 119
* Surah Taha ayat # 69
2. Sahar ke khatmay ke liye 21 din tak har roz 360 martaba Surah Yaseen ki ayat # 8-9 perhay tu jadu ke asar se nijat milay gi.
3. Imam Raza a.s ke irshad ke mutabiq machoor sakhs ke lye Ayat ul Kursi, Surah Falaq or Surah Naas teen partaba perh ker pani per dam ker ke pina, chehra or seena per chirakna faiday ka sabab banta ha.
(Ref: Nawah us Saliheen, pg # 359)

Print

Id:
61844
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: aoa, hm per meray chacha ny kala jadu kiya hy, jis k asrat poray ghar per hain. khasoosan meri bari behn pe, q k hum ny unhi ka rishta dainay sy inkar kya ta, unki yadashat din ba din kamzor hoti ja rhe hy, even k roz mara ki batain b bhool jati hn. jadoo k asrat un per boht numayan hn, hum boht sy aamloon aur molviyoon k pas gaye laikin koi faida na hoa, is sorrat e haal sy hm sab boht parayshan hn. baraiy meherbani ap is jadoo k tor aur ainda b un k shar sy bachnay k liay koi wazeefa tajveez farmain. jazakALLAH

Answer: 1. Hazrat Ameer ul Momineen a.s se riwayat ki gay ha ke jadu ke asar ko zail kerne ke liye in ayaat me se koi aik ayat hiran ki jhilly (khaal) ya kagaz per likhay tu jado ka asar zail ho jay ga or zafiraan se likh ker machoor(jis per jadoo howa ha) ko pilanay se jadu khatam ho jay ga.
* Surah Al a’araaf ayat # 119
* Surah Taha ayat # 69
2. Sahar ke khatmay ke liye 21 din tak har roz 360 martaba Surah Yaseen ki ayat # 8-9 perhay tu jadu ke asar se nijat milay gi.
3. Imam Raza a.s ke irshad ke mutabiq machoor sakhs ke lye Ayat ul Kursi, Surah Falaq or Surah Naas teen partaba perh ker pani per dam ker ke pina, chehra or seena per chirakna faiday ka sabab banta ha.(Ref: Nawah us Saliheen, pg # 359). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
61936
Mujtahid:
Date:

Question: mujay lagta hai muj pai aur meray pati par jodu tona koye kar raha hai woh muj sai sohbat b nahi kartay aur jo b job kartay hai woh chout jati hsi achanak sai dushman ban jatai hai mujai apni jaithani par shak hai aisa kya karu jis sai yeh sab jadu khatam ho hum pyar sai rahai meray shohar bohat paraishan hai job k liyai

Answer: 1-Jadu k torh k lie surah araaf ayat#118 sai 120 aur surah yunus ayat#81 say 82 aur surah taha ayat#69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadu kia gaya hai inshallah jadu ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran Mafhoom e pg # 55) Update on dated 17-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
2-Shohar or biwi ki aik doosray se mohabbat o ulfat k lie har namaz k baad surah e mumtahina ki ayat # 7 ko 7 martaba parha karain. Is se donoo me bai-misaal mohabbat qaaim ho jaey gi.(Ref: kitab naway salaheen Mafhoom e pg # 404)
3-Kisi aik namaz k baad har roz 15 mertaba awwal o aakhir salawaat k sath sorah maida(sorah#5) ki ayat# 114 perha karain tu bay hisab rizq ki farawani hogi.(Ref: Nawa e saliheen, pg#345).Update on dated 17-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
61955
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam ale kum sir kesy ho sir muje ek masla he muje sifli jadoo or kala jadoo ka asar ho gaya he isis wajaha say mere throat me infection ho gaya he or muje boht dard he throat me is problems ko takreeebun 9 month ho gaye he me boht preshan ho mere uper jadoo ka boht asar he jis ki wajah say meri tabiyat boht kaharb he me kia karo mera masla hal karo plz sir boht tension he kisi tarah say mere oper say kalay jadoo ka asar khatam hoga or muje boht takleef he throat pe jadoo ki wajh say

Answer: Jadu k tor k lie surah araf ayat#118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 say 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadu kia gaya hai inshallah jadu ka asar jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran Mafhoom e pg # 55) Update on dated 17-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
62166
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Aoa. My question is that ke agar ghar par koi asaraat hai tou kia us shaitani makhlooq ka ghar ke kisi fard ki shaadi mein rukawat ban sakta hai. I will explain by an example agar kisi ne kisi par kala jado karwaya hai ke wo mar jay aur wo insan waqai bohat buri condition mein puhanch jaey aur us ke ghar walay us ke liye dua kar rahay ho ke wo baach jaey not knowing that whatever is happeninng is because of black magic tou agar khuda chahe tou jado tooth sakta hai na ya wo insan mar kar hi rahe ga??

Answer: Jadoo k tor k lie surah araaf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55)
1)Jadoo k lie: Imam jaffar e Sadiq a.s. farmatay hain k jo surah e jin ki apni zindigi mai kasrat sai tilawat karta hai to wo jinnat aur in k shar sai mehfooz rehta hai. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 36) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
62493
Mujtahid:
Date:

Question: KOI AISA WAZIFA BTA DYAIN SHATAN SA BACH SAKON AUR KYA SEXY VIDEOS DAKHNA GUNAH HA AUR SEXY KHALAT SA BACHNY KA WAZIFA BTA DYN

Answer: 1)Jo surah e jin ki apni zindigi mai kasrat sai tilawat karta hai to wo jinnat aur in k shar sai mehfooz rehta hai. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 36)
2) Hazrat Ali a.s irshad farmatay hain k Jo shakhs namaz e subah k baad 11 martaba surah e tauheed ki tilawat karay to os din wo koi gunah na karay ga chahay shaitan kitni hi koshish karay. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 42)
3) Ethiat e wajib k toor per fahash filmoo(porn movies) aur tasveeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
62535
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Allah ke waste muje is jadu ka ilaj bata de

Answer: 1. Hazrat Ameer ul Momineen a.s se riwayat ki gay ha ke jadu ke asar ko zail kerne ke liye in ayaat me se koi aik ayat hiran ki jhilly (khaal) ya kagaz per likhay tu jado ka asar zail ho jay ga or zafiraan se likh ker machoor(jis per jadoo howa ha) ko pilanay se jadu khatam ho jay ga.
* Surah Al a’araaf ayat # 119
* Surah Taha ayat # 69
2. Sahar ke khatmay ke liye 21 din tak har roz 360 martaba Surah Yaseen ki ayat # 8-9 perhay tu jadu ke asar se nijat milay gi.
3. Imam Raza a.s ke irshad ke mutabiq seher o jadu zada sakhs ke lye Ayat ul Kursi, Surah Falaq or Surah Naas teen partaba perh ker pani per dam ker ke pina, chehra or seena per chirakna faiday ka sabab banta ha.(Ref: Nawah us Saliheen, pg # 359)

Print

Id:
63194
Mujtahid:
Date:

Question: mara naam hina naz ha maek larka kopasand krte hu wwo b muja likekrta ha wo log rishta lai k ai mara ghar walo na inkar kr dea mana kuch logo sa sa taweez b karwwai lakin kam na howa phr achanak ek din razi ho gai lakin ab larkla k ghar wala nai razi ho raha mana apna ghar ko kaha ha k larka k ghar wala razi ha jb k wo ab razi nai ha mari ami kahte ha larka sa kaho k wo rishta mangna ai lakin wo razi nai ha mara ghar wala mari shadi ke bat krta ha to ma bohat ghabra jate hu or ab muja aksar khuwab ma ata ha k muj pa koi jadu kar raha ha k mara rishta na ho jaha ma chahte hu ap plz mari help karo ma kea karo k jadu k asrat khatam ho jai or mari shadi ho jai wahe mari age 31 years ho gai ha larka ka naam faisalha uske maa ka naam kosar ha bap ka naamnasir ha mara naam hina naz ha am i ka naam sughra or abuka naam bashir ha

Answer: 1)Jado k asar ko khatam karne k lie para #11,surah yunus#10 ki ayat#81ko kaghaz per likh kar rakhe to jado ka asar khatam ho jaey ga.(Ref: Nawahe sauleheen,Mafhoom e pg#359).
2)Jinse mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai mubtila honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106, Mafhoom e pg# 69) .
3)Rishtay k lie chand ki 11 sai 20 tak k darmiani jumay ko bad namaz e asr surah e taha surah no20 ki ayat no 131,132 ko likh kar pas rakhain or doh kar pie to shadi ho jae gi. (Ref : Naway e Salaheen, Mafhoom e pg # 352) . Update on dated 22-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
63226
Mujtahid:
Date:

Question: Aoa mra nm mehwsih mri mama ka nm ruqia plz jado ka tor bta dy aur sis ka nm rabia hm dno sis ka rishto ka b msla os ka liay b koi wazaif bta dy

Answer: Jado k torh k lie surah araaf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 say 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jado kia gaya hai inshallah jado ka asar jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran, Mafhoom e pg # 55). Update on dated 21-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
63248
Mujtahid:
Date:

Question: AOA sir hum log bht pareshan...meri mama ko khuwab me chupkalia nazar ati hain jo jadu ki nishani...naa meri bari sis ki shadi ho pa rhi bry bhai ki b shadi hogai aur sis se choty bhai ki b onk b bachy...bus hm dno behno k time masla...plzzzzzz utar krdy bandish aur jadu ka tor...dno bhai b alg hoye vy papa mam dno dibetic patient.papa k bht optrations hoye phr half leg remove krdi...plz in bandisho ka tor kry.sir plzzzz utar krdy wazaif bta dy achy rishty k liay aur jadu k tor k liay.rep me must u can also ans me in persnal mail.plz duao me yad rakhiey ga

Answer: Jado k asar ko khatam karne k lie para#11, surah yunus#10 ki aayat#81ko kagaz per likh kar rakhe to jado ka asar khatam ho jaay ga. (Ref: Nawahe sauleheen,Mafhoom e pg# 359). Update on dated 01-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
63915
Mujtahid:
Date:

Question: A.o.a. jnab mere biwi ka phla sohr ne meri biwi or mere karobar pr kuc karwa diya h. Mere biwi usse tlak hone k bawjood uske paas mujhe btye bina chali jati h. Or kuch dino baad wapes aa jati h. Uska phla sohar namarad h ye doctor bhi sabit kr chuke h. Wo khta h k tumhe khi bhi chain se nhi rhne dunga or brbad kr ke sadk pr la dunga. Usne mera karobar bhi bilkul band krwa diya h. May bikul sadak pr aa gya hu or wo mere biwi ko bhi bhla fusla kr le gya h. Ager m usse phon pr baat krta hu to wo baat bhi nhi kr rhi h. Mane usse kha ki ye hram h mere biwi ko wapes bhj do to wo mujhe jaan se marne ki damki dete h. Ladki k ghr wale bhi mera sath nhi derhe h wo bhi use j ka sath de rhe h. Kyoki unki tlaak ke do sal bad hmne court marrige ki thi. Aap mujhe koi rasta btay mera ek bacca bhi h saat sal ka. Mere priwar wale bhi mere saat nhi h. Allah ke waste is gunah ko rokne or mere jindge sudharne k liye meri mdad kre. Wo mujhe marwane tk ka irada kr chuka h. Allah k liye mujh pr rhm kijiye jitna jaldi ho sake mere mail id pr jwab dedijiye. Me urdu nhi padha hu hindi padh sakta hu or english me ji trh swal h use trh pd sakta hu Allah aapko aala makam ata frmay. Khuda hafij

Answer: Jado k asar ko khatam karne k lie para#11,surah yunus#10 ki ayat#81 ko kagaz per likh kar rakhe to jado ka asar khatam ho jaey ga. (Ref: Nawae sauliheen, Mafhoom e pg#359). Update on dated 24-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
63924
Mujtahid:
Date:

Question: jado

Answer: Jado k asar ko khatam karne k lie para#11, surah yunus #10 ki ayat #81 ko kaghaz per likh kar rakhe to jado ka asar khatam ho jaey ga. (Ref: Nawae saliheen, pg#359). Update on dated 24-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
66636
Mujtahid:
Date:

Question: Asslam o alaikum main bht ziada tensions mai rehta ho lgta hai kisi ne Kala jadu kya hai koi taveez waghira AGR ho

Answer: Jado k asar ko khatam karne k lie para#11, surah yunus#10 ki aayat#81ko kagaz per likh kar rakhe to jado ka asar khatam ho jaay ga. (Ref: Nawahe sauleheen,Mafhoom e pg# 359). Update on dated 03-09-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
72938
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: AoA mera naam mohd mehndi aur maa ka naam haseen bano hai mai takreebn 2 saal se musalsal beemar hu pet ki prblm aur piles maine ak ko dkhaya tha unhone ne bola apke upr jadu ka asar hai plzz kuch bataye taki iska tod ho sake

Answer: Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55). Update on dated 23-09-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
73354
Mujtahid:
Date:

Question: Kya sifli jadu ka tod k liye bhi koi ayat hai ?

Answer: Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55). Update on dated 23-09-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Update on dated 07-10-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
78027
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: muje kase ne kuch kela pela dya hy jes sy mery jesam me jado peda ho gya hy har waqt bemar ur tension me rehta ho

Answer: Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55). Update on dated 23-09-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Update on dated 07-10-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
86166
Mujtahid:
Date:

Question: Mere Papa ki job nae h 2 saal se or rent wala ghr bh rent p e nae char rha Mali mushkilat ghr me bht ziyada hogai h plz koi wazifa bta dey ksi ki nazar h ya bandis Jo bh h khtm hojaeyn or me Sunni hn

Answer: Jado k asar ko khatam karne k lie para#11, surah yunus#10 ki aayat#81ko kagaz per likh kar rakhe to jado ka asar khatam ho jaay ga. (Ref: Nawahe sauleheen,Mafhoom e pg# 359). Riwayaat main hay k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maida surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay wahaan sai rozi milay gi jahan sai osay wehem o gumaan bhi nah ho ga. ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232). Update on dated 01-09-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
86355
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Asslamualiakum kisi pe jadu ka asar hua hai par use kaise hataye aur wo bahut dur rehte hai main unke pass ja nahi sakta plz bataye

Answer: Was Salam. Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55) Update on dated 01-09-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
88411
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: AssalamAlilum Meri mother 4 5 din say neem beyhosh thi jab medicine or treatment k bad hosh aya tab say woh kuch abnormal behave kar rahi hain ... bat bat pay hassti hain ... bohat taiz chalti hain... har banday ki burai karti hain ... mazak urati hain ... bachioo ki shadi ki bat har wqt zuban pay hoti ha .... bachian abhi shadi ki umer ko nahi ha .... bar bar kehti ha kissi na mujh par ilm karwaya ha or ... bar bar kehti ha mein aik wazeefa parh rahi thi jis ka ulat hogaya ha .... wazifa qurani hi tha or masnoon wazifa tha ... Hum ghar walay bohat pareshan ha .. plz kuch rehnumai kardijiye ...

Answer: 1) Ayat ullah kashmiri k mutabiq 7 roz tak agar surah e alam nashrah surah #94 ko aik bar subah aur aik bar sham mai tilawat kar lia jae to tamam huzn o ghum door ho jain gay. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 94).
2) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55). Update on dated 23-09-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Update on dated 10-04-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
88683
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Aoa sir mayri sas mayri behad dushman hai.os k bathay ki yeh dosri Shaadi ha.woh jadu taweez bohat karti hai.bathay ko bharkti hai just k bad woh bad saloki karta ha.woh pahlay din say na pasand karti hai help me plz is bar iskay baytay nay ma k khany kar Mayra gala daba diya.me bohat parayshan Hoon.

Answer: Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55).
Riyawat me he k agar sohar aur biwi k darmian ulfut o muhabbat barhani ho to is Mubarak ism ko (Al wa’dood) ko 1001 bar kisi mithi cheez per parh kar donoo ko khanay ko dia jay to inshallaha zaroor bahimi ulfut wo mubahat paida ho jay gi. aur ikhtilaf khatam ho jay ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 83). Update on dated 18-04-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
88956
Mujtahid:
Date:

Question: Kya jadoo ka asar rehne se koi b wazifa kaam nahi karta

Answer: Agar kisi par jadu kia gya ho to Itwaar k din surah e muzammil ko likh kar sehr zada ko pilaya jae to jadu khatm ho jaey ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #1433). Update on dated 16-07-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
90926
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: A.o.a mjy btana tha k mere husband ne dusri shadi kr li he or meri trf sy bilkul hat gye hen bv b nhi smjhty itny door hogye hen meri saas ne unk hisaab kraya to us men aya k unki dusri bv ne un par kala jafu karaya huwa he us me naha kr apna napaak pani unko pilaya huwa he jis ki wja sy wo us k peechy bilkul pagal hogye hen unhen us k ilawa kci ki b prwah nhi he apni maa apny baap apny betay kci ki b nhi bs apni dusri bv k peechy pagal huwe ve meri saas susar b bht pareshan hen plz k0i t0r btaiye 0r kch esa amal btaiye k us larki sy jan chut jaye hmari yeh usk0 talaaq dy den... Jb sy inho ne shadi ki he qarz lena b shuru kar diya he plz madad kren k wo mjh sy muhabbat krny kag jayen or us jadu garni k0 ch0r den... Hum b ahly tashi hen par w0 0rat sunni he

Answer: Dua e sabsab ko apne shohar se jado batil kerne ki niyat se adhi raat k baad perhna munasib hay. Ye dua bohot jaldi asar kerti hay. Insha allah aap k shohar se jado ka asar batil ho jaey ga. (Ref: Tohfatul awaam, pg#414). Update on dated 10-06-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
94965
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-03-25

Question: Jaado ka asar kese door karein

Answer: Was Salam. Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55)
[Updated on 25-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
95274
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-04-09

Question: Mje jadoo k zriya koi soney par mabor kr data hy ise ka hal bata dain mai both par shan hn

Answer: Agar kisi par jadu kia gaya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55)
[Updated on 09-Apr-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
97476
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-07-23

Question: Salm. jaadu se bachne k liye konsi dua parhni chahye.

Answer: 1) Hazrat ameer ul momineen a.s se riwayat ki gaey hay keh jadu k asar ko zael kerne ke liay in ayaat me se koi aik ayat hiran ki jhilli, khaal ya kagaz per likhay tu jado ka asar zael ho jaey ga or zafiraan se likh ker jis per jadoo howa ha ko pilanay se jadu khatam ho jay ga. surah al a araaf ayat#119 surah taha ayat#69).
2) sahar ke khatmay ke liye 21 din tak har roz 360 martaba surah yaseen ki ayat 8 0r 9 perhay tu jadu ke asar se nijat milay gi 3 imam raza a s ke irshad ke mutabiq machoor sakhs ke lye ayat ul kursi surah falaq or surah naas teen partaba perh ker pani per dam ker ke pina chehra or seena per chirakna faiday ka sabab banta ha ref nawah us saliheen pg 359
[Updated on 23-Jul-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
98363
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-07-11

Question: Har kaam mein kharabi hoti hai.18 saal se jadu ka ilaj kar rahe hoon ab himmat khattam ho gaye hai.Please guide karen,Ghar bhari hai.

Answer: Imam Jaffar Sadiq (a.s) se marvi riwayat ke mutabiq, har raat ko sone se pehle Sura Yaaseen ki tilawat karye. (Ref : mafaati ul jinaan , topic # Fazilat e Sura e Yaseen , pg # 04 , ALLAH TAALA hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
[Updated on 11-Jul-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102716
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-26

Question: Assalam o alaykmmm mera naam sahabuddin ashrafi h ...mein 4 saal se bht jada pareshan hu paise paise ka mohtaj hu ...pata laga ke kisi ne kala jadu karwYa h

Answer: Dua e sabsab ko jado batil kerne ki niyat se adhi raat k baad perhna munasib hay. Ye dua bohot jaldi asar kerti hay. Insha allah aap k upar se jado ka asar batil ho jaey ga. (Ref: Tohfatul awaam, pg#414).
Agar kisi par jadu kia gya ho to Itwaar k din surah e muzammil ko likh kar sehr zada ko pilaya jae to jadu khatm ho jaey ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224)
[Updated on 26-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103274
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-25

Question: AOA Hmheri Ghar k hilat bht khrb Hain MERI mama ki natafakiyan bharh rahin Hain unki apas ma nai bnti or papa har time chirray rehte Hain or dadky hmhre sath bht galt karty Hain Kabhi pata krwaya to pata laga tha k jadu k Asad hai lakin koi behtri nI abtak

Answer: Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55)
[Updated on 25-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103514
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-02-17

Question: AoA. Mujhe apse pochna tha k ksi insan pe agr ksi ne jadu kia hai ya taweez ya dum wgra kia hai to kia us insan pe dubra koi taweez ya jadu asar kre ga ya phle jadu ka tor krna pre ga phr hoga mtlb taweez pe taweez asar krta hai ya jadu pe jadu plz rep kriye

Answer: 1-Jado karna haram hay, jado ko sekhana, sekhna or is k zariye se kamae karna haram or gunah e azeem hay. (Ref: Ayatullah sistani d.b, Minhajus saliheen, part#1, maslah#30).
2-Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55)
[Updated on 17-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
107942
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date: 2020-08-21

Question: Assalamualaikum, sir yeh meri friend ka masla h ,us k abbu us k or us ki ammi k upr kuch krwa rhe h wo un ko dhamki dete hai ki wo log bhot pachtaye ge ,wo log un se bhot zyada pareshan h wo un logo ko ghar se bhar nhi niklne dete or na kisi se baat krne dete h un k ghar koi ata to wo jagda krte , meri friend ko lgta h wo un pr jadu tona kra rhe h ,wo koi molvi sahab se baate krte or kuch kuch krwate bhi h ,wo log bhot zyada pareshan h please aap kuch esa bta do ki un ki pareshani khtm ho jaye please sir please...

Answer: Agar kisi par jadu kia gaya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada (yani jis par jadu kiya gaya ho) ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55)
[Updated on 21-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
109526
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-08-07

Question: Meri biwi aur mere upar pichle 8 saal se jadu kar rakha hai kisi se bhi ilaaj kara le par abhi tak khatm nahi hua quran ke zariye koi tarika bataye

Answer: Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55)
[Updated on 07-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110697
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-09-28

Question: Mere uppar kisine kuch kiya h shayad main pehle bohot accha party thi parai me acchi thi par ab mera parai me har kuch khatam hojta h ttn paraty ho aaste aaste karke sb chutjara bohot muskil hora kaise tore is dua taweez k asar ko

Answer: Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55)
[Updated on 28-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110715
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-09-28

Question: Mere shahar py unki ammi ne taveez ya Jadu kraya hwa hai abroad jany se asar khatm ho jata hai k nahi?

Answer: Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55)
[Updated on 28-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110915
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-03-08

Question: Asalamo Alaikum Mera naam Sabia hai mjy aksar esa hota hai m azaan ki awazein sunayi deti hai or wo waqt azaan ka nii hota Main 5 waqt ki namaz parhti hoon Or main kuch dino sy kaafi pareshaan thi raat k waqt 3 bjy k kareeb main Dua kar k sone lgi toh mjy awaz ayi mera kisi ny naam liya awaz bhari c thi maine saath he ankhein khol li or dobara Ayaat parh k soo gyi ye aksar hota hai mjy awazein deta hai koi plz iski wja bta dy

Answer: Dua e sabasab perh kar dam kar k os ka pani pe lain.(Ref:https://www.duas.org/sabaasab.htm)
[Updated on 08-Mar-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110984
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-12-03

Question: Ghar mein jinnat ke asarat hai his ke waje se rizq mein tangi hai

Answer: 1-Jadu k liye: Imam jaffar e Sadiq a.s. farmatay hain k jo surah e jin ki apni zindigi mai kasrat sai tilawat karta hai to wo jinnat aur in k shar sai mehfooz rehta hai. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 36)
2-Surah e talaq surah#65 ayat#2 ka akri hissa and ayat#3 puri yani(wa-maei yattqillaha yaj-al lahu makhraja sy........le kulle shaei-in qadra tak) rozana 3 baar parhain,awal-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga,aur agr qarz ada krna hai tu isi ayat ko rozana 21 baar parhain.(ref:book payame shifa pg#229)
3-Dur e nazeem main heh agar koe in teen naamo ko har rooz 11 mertabah perhe gat u oski tangi e mash wusat e rizq main badal jay gi. ‘الکریم الوھاب ذوالطول’(alkareemul wahaabo zut,taul). (Ref: Nawa e saliheen, pg#345).
4- kisi aik namaz k baad har roz 15 mertaba awwal o aakhir salawaat k sath sorah maida(sorah#5) ki ayat# 114 ayaat perha karain tu bay hisab rizq ki farawani hogi.(Ref: Nawa e saliheen, pg#345).
[Updated on 03-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
113462
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-03-09

Question: Salam agar kisi mai 1 month pehle jaddu ya taweez hui ho kitna time baad woh normal hojaingai agar dum hora ho toh n tor bhi?? Kya woh pehle jaise hojaingai ?

Answer: Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55)
[Updated on 09-Mar-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
113658
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-11-27

Question: Jaduu sa bachnay ka koi haal bta dein chahiya wo kisi kisam ka ho?

Answer: Agar kisi par jadoo kia gya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada ko pilaya jae to jadoo khatm ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 224) Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55)
[Updated on 27-Nov-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
116395
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-09-16

Question: Salam Mera qestion yeh hai ky mery bhai py jadu howa howa tha tu hum ny aik amal ko bola ky is ka tor kr dy unhy ny bola ky hum is ka tor kr dy gy lakin humy bd my pta chla ky yeh tor unhy sy jadu sy he kia hai wo bolty hai ky yeh Islam ky mutabik hai lakin Islam my tu hai ky jadu krny wala or krwny wala Islam sy kharij hai tu ap kindly bata dy yeh thk hai ya nahi

Answer: Jadu karna haram hay, Jadu ko Seekhna, Sikhna or is k zariye se Kamaei karna haram or gunah e azeem hay laikin is se Insaan islam se kharij nahin hota. jabke is gunah ko anjam dene ki wajah se zaroori hai ke tauba o istegfar kare. (Ref: Minhaj us Saliheen, Ayatullah Sistani(d.b), part #1, maslah #30, + https://www.sistani.org/urdu/qa/26515/ ).
[Updated on 16-Sep-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
116396
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-09-16

Question: Salam Mera qestion yeh hai ky mery bhai py jadu howa howa tha tu hum ny aik amal ko bola ky is ka tor kr dy unhy ny bola ky hum is ka tor kr dy gy lakin humy bd my pta chla ky yeh tor unhy sy jadu sy he kia hai wo bolty hai ky yeh Islam ky mutabik hai lakin Islam my tu hai ky jadu krny wala or krwny wala Islam sy kharij hai tu ap kindly bata dy yeh thk hai ya nahi

Answer: Jadu karna haram hay, Jadu ko Seekhna, Sikhna or is k zariye se Kamaei karna haram or gunah e azeem hay laikin is se Insaan islam se kharij nahin hota. jabke is gunah ko anjam dene ki wajah se zaroori hai ke tauba o istegfar kare. (Ref: Minhaj us Saliheen, Ayatullah Sistani(d.b), part #1, maslah #30, + https://www.sistani.org/urdu/qa/26515/ ).
[Updated on 16-Sep-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
120634
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-08-01

Question: Meri nanad ne mere pati par wajifa lagwa kar Vashikaran kiya hua h usey Kaise utara ja sakta h

Answer: 1: Agar kisi par jadu kia gaya ho to Sunday k din surah e muzammil ko likh kar sahr zada (yani jis par jadu kiya gaya ho) ko pilaya jae to jadoo khatam ho jae ga.
2: Jadoo k tor k lie surah araf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga.
(Ref: Kitab payam e shifa, pg #224. + Tajalliyat e Quran, pg #55).
[Updated on 02-Aug-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
120844
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-09-12

Question: Hamare Walid sahab ki bahut tabiyat kharab rehti hai Dr ki sab riport normal hai Kai molanao ne ye bataya ki asrat ka mamla hai ilaj bhi karaye .hamari madad kare

Answer: Asraat ke khaatme k liay Dua e sabasab ko parha jaey, Dua e sabasab parh kar dam kar ke os ka pani walid sahab ko pila dein.
(Ref: https://www.duas.org/sabaasab.htm )
[Updated on 12-Sep-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
120847
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-09-12

Question: Humein shak hai ki humpr jadu ho ra hai kyuki achanak humare tbyt bigd gyi

Answer: Jadu or asraat ke khaatme ke liay Dua e sabasab ko parha jaey Dua e sabasab parh kar dam kar ke os ka pani pe lain.
(Ref: https://www.duas.org/sabaasab.htm )
[Updated on 12-Sep-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
122124
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-05-19

Question: Mere aba ki young age me boht anir the meri ammi k nana ne kaha tha k aba k gher me jin hai useh kabu kerna h werna wo nuksan dega, toh aba ne unge paise diye unhone kuch wazifa kiye aur uske kuch arse bad meri ammi se nikah hua, per mere nani mamu sab jadu tona wale the shadi k bad mere aba bilkul kangal ho gye,ammi aba k bich masle hote gye aur kangal hote gye akhru sans tuk bimar ho k guzer gye, phir ammi meete bache ab mai binar hu, wo log boht behterin zindagi jite h aur hum aj bhi kuch nhi, kya ye jin ka asar h, ya jadu h? Ya nazre bad?

Answer: 1: Hazrat Ameer ul Momineen (a.s) se riwayat ki gayei hai keh jadu ke asar ko zaail karne ke liye in ayaat me se koi aik ayat hiran ki jhilli, khaal ya kagaz par likhay to jado ka asar zaail ho jaye ga aur zafiraan se likh kar jis par jadu hua hai us ko pilanay se jadu khatam ho jaye ga.

2: Sahar ke khatmay ke liye 21 din tak har roz 360 martaba surah yaseen ki ayat 8 aur 9 parhay to jadu ke asar se nijaat milay gi.

3: Imam Ali Raza (a.s) ke irshad ke mutabiq machoor sakhs ke liye ayat ul kursi surah falaq aur surah naas, teen partaba parh kar paani par dam kar ke peena, chehre aur seene par chirakna faiday ka sabab banta hai

4: Agar kisi ko Nazar-e-bad lag gaye ho to Surah-e-Humaza parh kar dam karay nazar bad door ho jaye gi.

(Ref: Surah araaf, ayat #119, surah taha, ayat #69. +nawaye saliheen, pg #359.
+ wazaif-ut-talib, pg #100).
[Updated on 19-May-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print