Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Hafzay k liay wazifa (103 Questions)


Showing 0- 50 questions from 103 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
6070
Mujtahid:
Date:

Question: Salaam, molana sahab muje bohat maine hogaye mera study ma dil ni lagta or sirf purani baate yaad ate hai or phir ma mayoos hojata ho plz muje koyi Quran se wazifa bataye plz I m only 16 year old

Answer: Agar koi talib-e-ilm chahta ho kay usko sabaq yaad ho jaay tu usko chahiay keh surah aa

Print

Id:
9912
Mujtahid:
Date:

Question: salam mera question hai!plz exams me passed hone ki dua btade or yad krne ki bhi plzzzzzthnx

Answer: Wssalam o alykum, Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
11439
Mujtahid:
Date:

Question: salam sir .agr kesi ka brain week ho to us k liay koi quarni ayat bta di jiay.....plzzzzzzzzzzz

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
11531
Mujtahid:
Date:

Question: Meri yad dasat kamjor ho gayi h kya karu

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
14782
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam alaikum.......! Yadast (memory) tej karne ke liye koi dua batayein. Please Dua email ID par send karne ki taqleef karein.

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qila qama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
16748
Mujtahid:
muslim Date:

Question: mera yeh question hy k mai joh cheez yaad krta hn matlb joh subject yd krta hn tou bhool jata hn plz help me koi dua ya wazifa hi bata dein

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat # 25 se 28 tak har rooz 3 martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qalaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
32264
Mujtahid:
A.Sistani Date:

Question: Mere puri back mein dard hai aur meri yadasht ka bhi masla hai mujhe weham hota hai ke ju meine parha hai aya woh sahi hai yah nahi plz help me koi wazifa batain

Answer: 1-Dard k liay wazifa: Ameerul momineen Hazrat Ali a.s ne fermaya k agar kisi k jism main koe takleef paida ho jay tu os ko chahiay k is dua ko perhay, insha Allah koe dard ya merz os ko nuqsan nahi pohancha sakay ga.
بسم اللہ الرحمن الرحیم اعوذ بعزۃ اللہ و قدرتہ علی الشیاء اعیذ نفسی بجبار السماء اعیذ نفسی بمن لا یضر مع اسمہ دآء اعیذ نفسی باالذی اسمہ برکۃ و شفاء
(A,oozo bi,izzatil laahi wa qudratihee alal,ashyaa,e oeezo nafsee bi,jabbaaris samaa o,eezo nafsee biman laa yazurro ma,as,mihee daa,un o,eezo nafsee bil,lazis,mohoo barakatun wa shifaa.) (Ref: Naeemul amaal, pg#342-343).

2- Hafzay k liay: Agar kisi talib e ilm ka hafiza kamzoor ho tu wo sorah e nisa ki ayat#113 ko 121 mertabah paani perh perh ker rozana piay tu insha allah is ki berkat se wo alim fazil ho jay ga. (Ref: Naeemul amaal, pg#367-368). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
32854
Mujtahid:
Date:

Question: assalmu-alikum warahmattullahi wabar-katuhu mera naam shahrukh hai aur mai machenical hu, hazrat mujhe bhulne ki aadat pal kaam kar kar bhul jata hu koi aisi dua batao jisse mera dimag aur yaaddash tez ho jaye bhulne ki bimari khatam ho jaye

Answer: Har rooz 3 martaba surah e taha (surah#20) ki ayat#25 se 28 parh lain,apki yaad-daasht taiz tareen ho jaegi.(Ref: Book Nawaey saliheen pg#326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
34575
Mujtahid:
dua Date:

Question: main koun si dua padhu ke mujhe jald sawalat yaad ho jayen or kabhi na bhulun.

Answer: Agar koi talib e ilm Surah e aaraf surah # 7 ki ayat # 171 ko likh kar kitab mai os jigha rakh dai jahan osay sabaq yaad karna hai, inshallah sabaq yaad ho jae ga jaisa yaad karnay ka haq hai. (Ref : Tajjaliyat e quran pg # 56)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
39914
Mujtahid:
Mumbai Date:

Question: Meri age 21 hai. Mera padia me dhyan nahe lagta hai. Me chahta hu ke pad likh ke kuch ban jayu lekin jab padai karne bethta hu to thkan or sochne lagta hu. Fir bad me afsos hota hai. Ap plz mujhe kuch hal btaye.

Answer: Iddatud daae main mazkoor hay k agar bacha ka dil ilm k hosool main nah lagta ho tu sorah e Alaq ki ayat# 1 se 5 tak ko likh ker galay main pehen lain or paani per perh ker pe bhi lain tu zehen or aqal ki taizi k liay bhi mujarrab hay.(Ref: Nawaay saliheen, pg#346). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
40807
Mujtahid:
Help Date:

Question: Salam mawlana sahab mera masla ye he ki mera padhai me dil nai legta muje kitabi taleem hasil kerne ka koi asardar wazaif de. Allah hafiz.

Answer: Har rooz 3 martaba surah e taha,surah#20 ki ayat#25,26 and 27 parh lain,apki yaddasht taiz tareen hojae gi.(Ref: Book nawaey saleheen pg#326)

Thori Injeer lekar surae hijar,surah#9 ki ayat#9 parh kr pohnk dain aur roz chand danay injeer k khaein,hafza behtreen hojaeyga aur jo parhainge foran yaad hojaeyga.(ref:book payame shifa,pg#182). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
40813
Mujtahid:
wazaif Date:

Question: salam mawlana sahab , mene aapke id per bhi sawal bheja he aap plz iss bat se naraz na hona ki mene 2 bar ye sawal pucha ki, mera dil padhai me nai legta to please aap muje koi assardar wazaif de jo aasan ho taki mera dil padhai ki aur rahe hamesha aur me kitabi aur duniyavi taleem hasil ker saku vo bhi kamiyabi ke sath . allah hafiz

Answer: Thori Injeer lekar surae hijar,surah#9 ki ayat#9 parh kr pohnk dain aur roz chand danay injeer k khaein,hafza behtreen hojaeyga aur jo parhainge foran yaad hojaeyga.(ref:book payame shifa,pg#182)
Zehn taiz krnay k leay surae alaa surah#87 ki rozana tilawat karain.(ref:book dunya o akhirat ki 100 pareshanio ka hal,pg#42,and tafseere anwaun-najaf). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
40950
Mujtahid:
Date:

Question: sir a.o.a sir mara dimag bht chot hai log mujha saeen chala kahti hai.sir plz mujha koi tarika batae k mare dimag taz kam kare log mujha shater bole.

Answer: Har rooz 3 martaba surah e taha,surah#20 ki ayat#25,26 and 27 parh lain,apki yaddasht teez tareen hojaegi.(book nawaey saleheen pg#326)

Thori Injeer lekar surae hijar,surah#9 ki ayat#9 parh kr pohnk dain aur roz chand danay injeer k khaein,hafza behtreen hojaeyga aur jo parhainge foran yaad hojaeyga.(ref:book payame shifa,pg#182)

Print

Id:
41099
Mujtahid:
sunni Date:

Question: Asalam o allikum .. mera parhne mei bilkul dil ne lagta .. mere ghar waley bi bahout pagley mahiney imtehan hai .. pareeshan hai mujh se .. aesa kya kero ke dil bi lagye parhne mei aur sabh yaad hojaye ? aur ek masla danoo ka hai ACNE jo ke khtam ne ho rae bht ilaj kerwane ke baaad bi .. kuch haal batayein ..

Answer: Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain.

1-Iddatud daae main mazkoor hay k agar bacha ka dil ilm k hosool main nah lagta ho tu sorah e Alaq ki ayat# 1 se 5 tak ko likh ker galay main pehen lain or paani per perh ker pe bhi lain tu zehen or aqal ki taizi k liay bhi mujarrab hay.(Ref: Nawaay saliheen, pg#346).

2-Har rooz 3 martaba surah e taha (surah#20) ki ayat#25 se 28 parh lain,apki yaad-daasht taiz tareen ho jaegi.(Ref: Book Nawaey saliheen pg#326)

3-Moli k patto ka rus laganay se keel mohasay(pimples) 1 haftay main khatam ho jatay hain. 4- Naraggi ka chilka rigarhne se keel mohasay(pimples) mit jatay hain. 5- kachay papitay (papaya)ko kaatnay se jo dhoodh,numa maya(liquid) nikalta hay, osay roozana keel mohasay(pimples) per laganay se chuch dino main khatam ho jatay hain.(Ref: Ilaaj k asaan gharolo nuskhay, pg#13). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
41109
Mujtahid:
Allahe sunnat Date:

Question: Salam Mawlana sahab mera dil nai legta padhai me muje koi wazaif betae taki me taa umar padhai keru, khub dil legake keru aur apne ammi abbu ko khush rakhu. Allah hafiz

Answer: Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain.

Thori Injeer lekar surah e hijr(surah#9) ki ayat#9 perh ker phonk dain aur rooz chand danay injeer k khaein,hafza behtareen hojaey ga aur jo perhainge foran yaad hojaey ga.(Ref: Book payame shifa,pg#182)
Zehen taiz kernay k liay surah e aalaa (surah#87) ki rozana tilawat karain.(Ref:book dunya o akhirat ki 100 pareshanio ka hal,pg#42,and tafseere anwaun-najaf). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
41750
Mujtahid:
n/a Date:

Question: mery walid ki death 2008 main hvi thi or phir 4 saal bad walida bemar ho gaen or 2012 main unki death ho gae main us k baad bht preshan rehti hon hr ek ki choti choti baat mehsos hoti hai.main bht laiq student thi lekin ab normal b ni rahi parhti hon to samaj ata hai lekin thori dair bad sb bhol jata hai plz meri preshani ka hal bataen

Answer: Sura e Yaseen pharain or is ka pani piyain. (Ref : tajalliyaat e Quraan , pg # 102 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
41815
Mujtahid:
yes Date:

Question: paper yaad krne ki dua or paper me qamayabi hasil krne ki dua

Answer: Motabar riwayat k mutabiq Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
41847
Mujtahid:
Date:

Question: m kese study men ful concetratn kr skta hun kbi neyat parhne k ni hti ap kch btye k agr neyat na b hoto m parh sako aur jaldi yad b h jaye

Answer: Motabar riwayat k mutabiq Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
44121
Mujtahid:
Ayatollah Sistani sb. Date:

Question: Salamvalekum...main yeh janna chahta hu ke kya apni memory ko sharp karne ke liye ya use aur improve karne ke liye koi duae hain..mere saath yeh problem hain ke main jo kuch bhi apni studies se related learn karta hu voh exam time tak bhoolne lagta hoon..please agar aapko pata ho to bata diye..

Answer: 1)Ayatul kursi ka rozana 21 martaba parhna quwat e hafiza barhanay aur qurani surah ko yad krnay k lie intehai mujarab hai. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 50)
2)Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qila qama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
44510
Mujtahid:
wzeefa hifaze quran Date:

Question: mery bhai ko 7 sal ho gay han quran-e-pak hifaz krty hoy lakin abi tak wo 25 spary pr ha. us k qari sahab khty han k wo ak zheen treen student ha sabaq yad b jaldi krta ha lakin phir b 25 spary pr ha 7 salon main 5 supary hifaz kiy han aap koi wzeefa btayn jis sy wo jald as jald quran-e- pak hifaz kr ly

Answer: Agar koi talib e ilm Surah e aaraf surah # 7 ki ayat # 171 ko likh kar kitab mai os jigha rakh dai jahan osay sabaq yaad karna hai, inshallah sabaq yaad ho jae ga jaisa yaad karnay ka haq hai. (Ref : Tajaliyat e quran pg # 56)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
45769
Mujtahid:
islam Date:

Question: sir may 9 class ka student ho or mujhy bhut ziyada tension ho rahe hay wo is liye k mujhy koi b sabak ho yad bhot dare say hota ha or may sabak bhol jata ho plz mere help kejeye

Answer: Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
46270
Mujtahid:
Date:

Question: Sabq me dill lag jayee.

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaaae).

Print

Id:
46832
Mujtahid:
Date:

Question: salam je muje wazifa krna hai ma jo bhi kam krta ho hota he nae hai aur taleem ma boht zada problem hai plz muje bataya k ma wazifa kasay kro

Answer: 1)Imam raza a.s. farmatay hain k kisi bhi kaam ko start karnay sai pehlay khuda ka nam “ ﺍﻠﻤﺒﺪﺉ ” parhay to wo kaam apnay anjam ko pouchay ga. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 31-32)
2)Agar dil ilm k hasool may na lagta ho to surah e alaq ki ayat # 1 ta 5 likh kar is k galay may dalain aur pani par parh k pelain to zehen aur aqal ki tezi k liay bhi mujarrab hay. (Ref : Kitab naway salaheen pg no 346 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
47117
Mujtahid:
Date:

Question: mujh ko jalde lesson yad karne ka wird btao

Answer: Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
47178
Mujtahid:
Date:

Question: AOA, i want to ask about mental health. my age is 21 and em a student. my problem is that i forget things (e.g learnings lesson) in short time. can you tell me any surah of quran..

Answer: Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
47308
Mujtahid:
Date:

Question: Sir aoa mara sawal ye hai ki mara damag bht kamzor hai mai chezon ko bhol jata ho plz koi dua bta dijiy

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
47349
Mujtahid:
Date:

Question: Mera parhai me bilkul dil ni lagta .books ko dekh kar dar jati ho k itni bri book kese yad hoge,muje suicide k khayalat bohat atay hen,2 bar koshish b kr chuki ho. . .plz help me

Answer: 1)Khud khushi kerna azeem gunah main se hay. ( Ref: Ayatullah Sistani (d.b), minhajus saliheen, part # 1, maslah # 30).
2)Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani sai dho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
47432
Mujtahid:
sabak na bhulne ki dua Date:

Question: a.o.a...main yeh janna chahti hu ke kya apni memory ko sharp karne ke liye ya use aur improve karne ke liye koi duae hain..mere saath yeh problem hain ke main jo kuch bhi apni studies se related learn karti hu voh exam time tak bhoolne lagti hoon......or mujhey jald he sabak bhul jata hai...or mujhe jaldi sabak yaad hota he nhi.please agar aapko pata ho to bata dey.koi choti se dua bata de mehrbani ker k plzzz sir koi choti se dua jo ma asani sey padh lon

Answer: Agar koi talib e ilm surah e aaraaf surah # 7 ki ayat # 171 ko ko likh kar kitab mai os jigha rakh dai jahan sabaq yaad karna ho. Inshallah sabaq is terah yaad ho ga jaisay yaad karnay ka haq hai is k alawa ilm o fehm mai bhi ziadti ho gi. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 56)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
47750
Mujtahid:
Ayatollah sistani Date:

Question: Salaam qibla ma pehle se hi study ma week tha lkn 2012 ma bohat improve hua mera english teacher bohat tareef karte the meri lkn ab pata nhi kya hua hai muje kuch yad nhi rehta na samj aata hai k sir kya keh raha hai ma kya karo koi asa wazeefa bataye k jo sir samja te hai wo bhi samjho or jo parho wo yad ho jaye .thankx

Answer: Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
48441
Mujtahid:
sehrish Date:

Question: asslam o alikum... sir mujhe cheezen baten bht jaldi bhool jati hain....lesson yad krne mai bht time lagta mushkil se yad hota aur examination hall mai bhol jata.... ap mujhe koi munasib tareeqa(weerid) btayen... thanks...

Answer: Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
48657
Mujtahid:
nill Date:

Question: salam ameer sahab yaha sab tiik taak hain omeed rakta ho ap b tiik hongey mera 1 chota sa masla hain likn mujje zaror koie nuskha ya wazifa batawo ma jab study karta ho dil tung ajata hain our jo koch rata ko full soch samaj kar apney sat note karta ho likn subba ott jawo to koch b yad nahi rehta hain mery wazefy daily (rabbi zednni ellma)(hasbiyallaho neghmal wakeel neghmal mawla wa neghmal naseer) har nemaz k bad karta ho

Answer: Jummay k din sabz kaghaz par surah aal e imran surah # 3 zafran sai likhain aur phir jari pani said ho kar pani mehfooz kar lain 7 din tak suraj niklnay sai pehlay nihar moo is pani ko thora thora pe lain aur in dinoo mai ghost na khae. Hafza tez ho jae ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 31-32)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
49886
Mujtahid:
Date:

Question: jab main parhta hoon tou mera dil nahi lagta ap mujain ilm mai izafay ki dua dain or mujain samajh main kam ata hai mujain us ki dua dain mujain yaad karnain main muskhil hootie hai…

Answer: Agar koi talib e ilm surah e aaraaf surah # 7 ki ayat # 171 ko ko likh kar kitab mai os jigha rakh dai jahan sabaq yaad karna ho. Inshallah sabaq is terah yaad ho ga jaisay yaad karnay ka haq hai is k alawa ilm o fehm mai bhi ziadti ho gi. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 56)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
50834
Mujtahid:
al sistani sahab Date:

Question: salam alekum, sir me engineering kar raha hu, exam me kamyab nahi ho pata jo padhta hu bhul jata hu, meri help kijiye me bohot pareshaan hu mere sath ke sab aage badh chuke hain aur padhai me mann bhi nahi lagta.

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat# 25 to 28 ko har rooz 3 martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
50836
Mujtahid:
Ayatullah sistani sahab. Date:

Question: salam Alekum, sir mera naam Syed Hasan azam hai me Mechanical engineering ka student hu. me pehle padhai me kafi acha hua karta tha par pichle 2 years se mera padhai me mann nahi lagta aur mere number kharab aate hain aur is saal toh me kamyab bhi nahi hua exam me aur exam dubara dene hain muje,, me bhul jata hu yaad nahi rehta jab exam dene jata hu.. sir meri help kijiye me bohot pareshan hu. shukria.

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat # 25 ta 28 ko har rooz 3 martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
51656
Mujtahid:
muslim Date:

Question: Salam mujha koti tariqa bitaya mujh bhote dare sa sabaq yad hota hai or phir bhool jata parhi ma dil bhi nahi lagta mera

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
51670
Mujtahid:
Date:

Question: sir mera parhai main dill nahi lagta koi aisa wazifa bata deyn js se mera parhai mn dill lagne lagay or main achy nombron se pas ho jaun.

Answer: 1) Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326)
2) Emtehaan main aasan paper k liay center(imtehaani markaz) jaanay say pehlay is aayat ko 7 mertabah perh ker jaay or is ayat say pehlay or baad 3 mertabah salawaat perhay. ye sorah anfaal(sorah#8,parah #9) ki ayat #62hay:

Print

Id:
51743
Mujtahid:
syed ali sistani Date:

Question: salam mujhe yaad nhi hota nujhe karne ka tareeqa bata dhei allah hafiz

Answer: Surah-e-taha(surah#20) ki ayat #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay sy hafza taiz hojaeyga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326). (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa farmaye)

Print

Id:
51756
Mujtahid:
Hafza bht kamzor hae Date:

Question: salam, m ap ko disturb kar rha hun lkn hazrat meri problem hae k may ilam hasel karny ka shock rhkta hun, pr book khulta hun tu dil oth jta hae or yad nae hota,hafaza bht kamzor hae... ap say iltimas hae meri eslah karien or mjy jeld batien or amal kitny din or kitni baar karna hae g,wakt ki pabandi karni hae k nae .... omed karta ho ap mjy rply karien gy .... regards, thanks.

Answer: Surae taha(surah#20) ki ayt #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay sy hafza taiz hojaeyga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326)
Sura hijar (surah#9) ki ayt#9 ko sukhi injeer par prh kr chand danay hr roz khaey tou uska hafza taiz hojaeyga/(ref:book payame shifa,pg#182)

Print

Id:
51907
Mujtahid:
Syed Sadiq sheerazi Date:

Question: asslam o alaikum sir Main f.sc part 1 ka student hn aur main parahi main a6a hn aur a6e numbr b hasil krta hn par kuch dino se mera parahi pe dhiyan ni ja raha main jitni b koshish karun mujhe parhne main maza ni aata aur jadeed technalogy bahut istamal krta hn barae mehrbani koi tareeqa bataen k main parhne lag jaun aur bahut a6e no. Hasil kar ln aur apne maqsad main kamyab ho jaun aur ap ki duaen b chahye

Answer: Wssalam o alykum, Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
51912
Mujtahid:
haryana Date:

Question: mollana shab mojha kuch yaad nahi hota or paad ne bet ho to allass aat taa h aap kuch essa btai ye ke mujha sabbaq jaalde yaad ho or koi paare saani be na ho

Answer: Surah e Taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa karne wala hai).

Print

Id:
52019
Mujtahid:
Date:

Question: sir mje koi aisa wazeefa btain jis se mjhe jaldi yad hojaye,,,,,me parhny me achi hun lkin bht time lgta hy yad krny me jis ki wja se time km bachta hy mery pas......to plzzz koi aisa wazeefa jis se mjhe jaldi yad ho jaye........................

Answer: Surah e taha(surah#20) ki ayat #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay say hafza taiz hojaey ga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
52179
Mujtahid:
dua Date:

Question: sir i am humbly requesting a dua for understanding mathematics very clearly i am very week in math i had a dua but unfortunately i forgot it pls help me pls

Answer: Sura e taha(surah#20) ki ayat #25-28 ko rozana 3 martaba parhnay sy hafza taiz hojaeyga aur har cheez yaad rahaygi. (ref:book nawaey saleheen,pg#326)

Print

Id:
52304
Mujtahid:
Abdul Rehman Date:

Question: Sir mai jb bhi parhta hun muj sy parha nae jata hafza bht kamZor hai aur mujy pechla yaad kia hua bhi bhool jata ha meri help karain thanks a lot

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
52326
Mujtahid:
Irfan khalid Date:

Question: Zehan tez karney kai liye koi wazifa bataen

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
52635
Mujtahid:
faizan Date:

Question: salam, ap se sawal h ke me quran pak hiz kar rha hun or mujh se bohot chutiyan hoti hen or mujhay sabak yad bhi nahi hota or dil bhi nahi karta yaad karne ko ap meri madad karen pleassee

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
52650
Mujtahid:
Date:

Question: assalamo alaikum,hazar me hifz karna chahta hun lekn abhi me engineering kr rha hun,meri zehan thori kamzor he or me b kamzor hun,aap mjhe aise wazife ke baare me btae ke mera zehan bot jald hi bot tez ojae or me engineering ke sath sath hafiza bhi kr lu,aapse guzarish he,

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat no. 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qalaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
52839
Mujtahid:
Date:

Question: Mera grand viva ha matlb oral test ha jis me muktalif teacherz jo aj tk paraha ha sawalat krty hn r mry concepts zara b clear ni mjy kch b ni ata r samjh b ni ata kia yad krn.2 din bad viva ha mjy koi asi dua wazifa batain k wo woi sawal krn jo mjy ata ho

Answer: Surah e Taha ki ayat no. 25 to 28 ko har roz teen martaba pharain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
53022
Mujtahid:
riaz Date:

Question: damagh taiz kernai kai liai kia perhna chahiai

Answer: Surah e Taha ki ayat no. 25 to 28 ko har roz teen martaba parhain. (Ref : Naway e salaheen pg # 326 , Allah Taala tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
53223
Mujtahid:
parhai me dill lagne aur yad jaldi k lye amal Date:

Question: As salam o alaikum,,sir mera parhai me dill ni lgta,,yad ni hota..agar yad j kareen to bhool jata he,,sochen aur waswise ate hen,,pls kia karoon yad b ho jay kamyab ho jaun imtehan me aur yeh khial b khatam ho jayeen,,pls tell me

Answer: Mo`attabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat # 25 ta 28 ko har roz teen martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi sai qawi tar banati hai. (Ref : Naway e salaheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
53300
Mujtahid:
Date:

Question: A.O.A i need some help about my lesson.i forget my all Lesson plz tell how about leran my lesson bcoz my will started 4 april.....plz help me

Answer: Motabar riwayat k mutabiq surah e taha ki ayat #25-28 ko har roz 3 martaba parhain to ye har qism ki faramoshi ka qilaqama karti hai aur hafizay ko qawi- sai qawi tar banati hai (Ref: Naway e saaliheen pg # 326) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print