Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Question & Answers << Go Back

Topic: Azadari (75 Questions)

Showing 0- 50 questions from 75 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
126
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-21

Question: Please confirm me 100% that Matam-e-Zanjeer is correct as per Aga Sistani. If it isnt then why ? Please reply me before 10th Muharram.

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
254
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date: 2018-05-28

Question: salam ale kum, zanzeer kei matam kei baarei mei aap ka kya kehna hai kya yeh jaez hai????

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
1099
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khamnaie Date:

Question: Assalam-o-Alaikum,mera sawal ye hey k churiyon k saath qameez utaar ker jo zanjeer zani ki jaati hey kya wo jaiz hey?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
1362
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: Salam. In the matter of zanjeer zani (with baldes) to whom we should obey? either our marja e taqleed or Wali e Faqih? please advise.

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
1364
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: Assalam-o-Alaikum, Kiya churiyon k saath zanjeer zani jaiz hey?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
1366
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: Salam, Kiya churiyon k saath zanjeer zani jaiz hey?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
1446
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: Kiya Zanjeer Zani aur Qama zani jaiz hay ?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
1500
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Khamnaie Date:

Question: Salam! Is "Zanjeer Zani" (Barchi) is right in Fiqh e Jafaria? Thank You

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
1814
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: zanjeer zani k bad bleeding hoti hai aur atleast 2 or 3 days tak hoti hai thori bht.. to kya is bleeding k hote hoe namaz jaiz hai?

Answer: bismehi taala, agar namaz padhne wale k badan ya libas par zakham ka khoon ho to wo us khoon k sath us waqat tak namaz padh sakata he jab tak zakhm thik na ho (ref: tawzihul masail Aytullah Seestani (d.b.) masaala no. 857) (is masaale me mazeed tafsilat bhi he is liye masaala no. 856 se 872 tak ka mutalea kar liya jae)

Print

Id:
1831
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: Is the use of knifes or zangeérs on head or any other part in moharam prohibited by mujtahid or not.

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
1860
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: salaam. qibla i want to ask that "is the zanjeer zani(with knife or blade) and blood sheding allowed if there is any condition regard this please discribe. thanks. WASSALAAM ALHAMDULILLAH

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
2856
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: shia hazarat apny ap ko kiya marty hai jub k mai shia hazarat ki kitab ka mutala kr choka ho jis mai marna na jaiz likha mai ap ko refrence dy sakta ho plz bataye

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
2882
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: kya zanjeerzanikarna shai ha ya nahi please es ka jawab dain

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
2900
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: Assalam-o-Alaikum I want to ask about zanjir zani. Is it allowed? i am confused because as we know even if we have one drop of blood on our dress or body we can not pray.So the people who are doing it their wounds bleed alot even after taking shower so what about them and during zanjir zani many people get the drops of blood on their dress and they cannot pray until they go home and take a bath ,where as usually people stay with the jaloos. thanks

Answer: 1)Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).

2)If the body or the dress of a person wishing to pray is stained with blood from wound or sore etc, he can pray namaz with that blood as long as the wound or the sore has not healed up. And the same applies to pus, which may flow out with blood, or any medicine which became najis, when applied to the wound or the sore. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 836).[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
3039
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: kya qame ka matam aur zanjeer ka matam jayaz hai ya nahin ?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
3147
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: shia ki majalis main kya suni ja sakte hai?

Answer: Jee haan. (Ref: Mafhoom e E-mail rec from ayatullaha sistani d.b. dated : January 28, 2011). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
3301
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: salam. zanjeer zani karna haez hei aayatul ALLAH seestani k muqalid par?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
3487
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: Salaam, aaj kal sab shia hazraat kalay kapray pehntay hain, khas kar muharram main. islaam main kala kapra pehnna kesa hay? tehzebul islam main to kala karpra mana farmaya gya hay.

Answer: Imam hussain a.s. ki azadari mananay me kalay kapray pehenna pasandida amal hay. Or aam dino main bhi kala libaas pehenna ayatollah sistani d.b k fatwe main makhrroh nahi. (Ref : Mafhoom e http://www.sistani.org/persian/qa/01016/) Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
3969
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: Ya Ali Madad, I need to know some answers.. 1) Matam for Ghamy Hussain is Haram or Hillal? 2) Tel me reference from Quran That Ali a.s Fatima Zahara, Imam Hassan, Imam Hussain are Ahly bet, 3) What are current conditions to do MUtta?

Answer: 1- Imam Hussain k gham main matam dari mustahab hay . (Ref: Mafhoom e http://sistani.org/index.php?p=827020&id=975 ).
2) Sorah e ahzaab ki ayat#33 main ehle bait(a.s) k taharat ka wada Allah ne kia hay or har qism ki nijasat ko on se door rakhne ka aylaan kia hay or ye ayat in hi hazraat e ehl e bait a.s k liay nazil hoe. Hatta k nabi (s.a.w.w) ki azwaaj main se bhi kisi ne gunah se masoom o maehfooz hone ka daawa nahi kia.
( http://fa.wikipedia.org/wiki/%D8%A2%DB%8C%D9%87_%D8%AA%D8%B7%D9%87%DB%8C%D8%B1 )
3) Nikah e Mutaa ki sharaa’it me se khuch ye hain k:- 1). Nikah ka sigah ehtiyaat e wajib hay k sahi arabi me parha jaay,or agar khud merd or aurat sigah arabi main nah perh saktay hoon tu arabi k alawa kisi dosri zaban main perh saktay hain or kisi ko wakeel banana laazimi nahi hay. 2. sigah parhne wala aqal rakhta ho(yani pagal nah ho) or agar apne lie perh raha ho to baligh hona bhi zurari he . 3. ye keh merd or aurat ya uska wakeel sigah parhte waqt qasd e insha(nikah kerne ka irada) rakhte hoon.4-
kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtaar or baligh bhi ho. agar lerki kawari nah ho tu os k liay baap ya dada ki ijazat ki zororat nahi hay.
(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #+2335+2341-2). Update on dated –2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
4450
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: salam.mujy ye bate ap k zanjeer ka matam kerna chahiye

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
5018
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: zakireen ya ulma jo paisy majalis k badly laity hn vo theek hn ya nhe? agr bani(founder of majlis) khud dy to laina jaiz hy? aur agr zakireen aur ulma majalis k contracts lain to kiya aisi mjalis mein jana jaiz hy?

Answer: Zakireen k lie majlis k perhnay k paise lena jaiz he. Zakreen k liay bohat ziyada raqam laina bhi jaiz hay agarchah logon k badzan honey ki surat me munasib nahi he. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 2, ques # 224, pg # 88)

Print

Id:
5050
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Seestani Date:

Question: zanjeer ka matam allowed in islam? if not why prophet s,a,w,s didn,t object the companion who broke all teeth in jang e ohud becoze of rasool e khuda?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
5125
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: salam mujhye ye puchna hai k aj kaal k larkye jo apne kalaiun main phenye hote hain.. karda ya churi jesi cheez kiya ye phena galat hai plz clear jawab dayen thanks

Answer: There is no problem in that. (Ref : e-mail rec from ayatollah sistani d.b. Mon, January 24, 2011 4:13:47 PM)

Print

Id:
5228
Mujtahid:
Ayatullah Seestani Date:

Question: meRa Sawal Ye Hai kay... Zanjeer Zani Kay barey M Ayatullah Seestani Kya kehte Hn.?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
5623
Mujtahid:
agha ali sastani Date:

Question: kia zangeer ka matam jayeez hay

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
5950
Mujtahid:
ayatullah SYED ALI KHAMENAEE Date:

Question: ZANJEER ZANY KRNAY K BARAY ME KYA HUKUM HA?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
6046
Mujtahid:
Imam SEATANI. Date:

Question: Salam, arz ye hay ke humara muhalla jo ke takreeban 70 Gharon per mushtemil hay or sab ik family ki terha reh rahe hain.aap se sawal ye hay ke ladies ka majalis may bagair kisi time table ke jis may aane jane ka koi time na hooo or transport ka bi maqool itezam na hoo or jis se un ke ghar may (BAAp,Bhai,SHOHER,BAchoon) to mushkilaat ka samna hojata hoo.kia aisi surat may un ka majlis may jana sahi hay.halanke humare ik Maulan sahib ne kai dfa doran majlis ladies ki is baat per un ko mana kia hay.per ladies bazid hain ke majlis MOLA (AS) ki hay is may jane se koi nahi rok sakta.

Answer: 1-Azadari karna takeedi mustahab hai. (Ref:Muharam ul haram, Mafhoom e pg:329 eidition 2008) . laikin agar waaldain ko is amal se aziyat phonchay or wo aulad ko jane se mana ker dain tu aulad k lie un ki mukhalifat karna haram hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1387). 3-Biwi k liay shohar ki ijazat se bahar nikalna maslan majlis e imam Hussain a.s me jana jaiz hai lekin shohar ki ijazat k baghair majlis main jana jaiz nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, Mafhoom e sawaal # 193, pg #88). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
6061
Mujtahid:
Date:

Question: salam..!kia zanjeer zani jaiz hai?plz clear jawab dena?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). Update on dated 14-10-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
6291
Mujtahid:
sistani Date:

Question: zangeer zani ku aur kis had tak jaiz hai?koi daleel dejiye plz

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
6313
Mujtahid:
agha sistani shaib Date:

Question: azdri kia hay. kia matam krna azadre hay. hamary fiakaha main matam kaha tk jaiz hay.

Answer: 1- Imam Hussain k gham main matam dari mustahab hay . (Ref: Mafhoom e http://sistani.org/index.php?p=827020&id=975 ).
2- Faqat matam kerna azadari nahi balkeh azadari ye hay k imam hussain a.s k maqsad ko pora Kia jaay or is baat ko yaad rakha jaey k kis maqsad k liay Imam hussain a.s ne khud apni , apnay gharane or apne ashaab e bawafa ko kerbala main qurban ker diya. Hum ko osi maqsad(yani Islam) ko mazboti se thaam ker os per amal kerna hay or matam or gham e imam hussain a.s inhi kaamo main se aik ehem kaam hay. (Ref: Mafhoom e http://www.sistani.org/english/qa/01261/)
2- Matam kerna or tamaam imamo (a.s) ka gham manana mustahab hay . (Ref: http://www.sistani.org/urdu/qa/01830/). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
7286
Mujtahid:
sastine khamnai Date:

Question: YA ALI MADAD mulana sahab main syed zadi hn maira naam zahara hai maira sawal ye hai k hmaray mard jo zanjeer zani krtay hain wo keun krtay hain jb ye koi dosray tabkay ka pochta hai too main ziada detail say nhe bta pate plz ap mujhy detail say btain takay main jwab dainay k kabil ho jaon apka bohat bohat shukriya or maira dosra swal ye hai k agr ourat mar jai or os ka khawand os k janazay ko kandha day too kia onka nikah toot jata hai plz dunu batoun ka jwab maire email pay jwab day dain apke mashkoor hnge MULA PAAK apko salamt rkhay aammen

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
7636
Mujtahid:
aaqua sistani Date:

Question: islam me zangeer marna kasa ha aaqa sistani ka hawala sa

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
11163
Mujtahid:
aqae sistani Date:

Question: please matamdari ka koi proof quran o hadees say btadey?

Answer: Imam Hussain k gham main matam dari mustahab hay . (Ref: Mafhoom e http://sistani.org/index.php?p=827020&id=975 ). Or quran main hay k: onho(Hazrat Yaqoob a.s) ne sab se moonh phair liya or kaha keh afsoos he yosuf k haal per or itna roay keh aankhain safaid ho gaen or gham k ghoont petay rahay.(Ref: Mafhoom e sorah yosuf(sorah#12), ayat#84) Note: Hazrat yaqoob(a.s) jo k aik nabi hain apnay baitay yosuf(a.s) ki judae main itna roay k on ko nazar aana band ho gaya, jab on k rone per kisi ko ayteraaz nahi he tu Imam hussain(a.s) or shuhada e kerbala(a.s) ko 3 din tak pani se mehroom ker k shaheed kia gaya or on ki khawateen ko nangay sar na-mehramo k saamne phairaya gaya on per korhay( hunter) barsaay gaey, tu on k in masaa,ib per rona kese jaiz nah hoga jab k Imam Hussain(a.s) k is gham per rona tu sunnat e nabi(s.a.w.w) bhi hay.Saboot k liay khuch riwayaat paish e khidmat hain:
١) جناب آدم کو جب جناب جبرئیل نے یہ دعا تعلیم کی'' یا حمیدْ بحق محمد، یا عالی بحق علی یا فاطر بحق فاطمہ یا محسن بحق الحسن و الحسین و منک الاحسان''اس دعا میں امام حسین کا نا م جناب جبرئیل کی زبان پر آیا بے ساختہ جناب آدم کی آنکھوں سے آنسو نکل آئے دل میں بے چینی پیدا ہو گئی ۔جناب جبرئیل سے پوچھا :کیا وجہ ہے کہ حسین کا نام آنے سے میری آنکھیں اشکبار ہو گئیں ۔جناب جبرئیل نے امام حسین کے مصائب کا تذکرہ کیا دونوں نے گریہ کیا اور مجلس عزا برپا کی(سوگنامۂ آل محمد ،ص ١١)
٢)صحیح بخاری اور صحیح مسلم میں جناب عائشہ سے منقول ہے آپ کہتی ہیں : ایک دن رسول خداۖ حالت اخواب میں تھے اتنے میں حسین گھر میں وارد ہوئے میں نے انہیں پیغمبر کے پاس جانے سے منع کیا لیکن حسین پیغمبر کے پاس چلے گئے ۔ رسول خداۖ نیند سے بیدار ہوئے اس حال میں کہ آنکھیں ا شکبار تھیں میں نے کہا: کس چیز نے آپ کو رلایا ہے؟ رسول خداۖ نے فرمایا: جبرئیل نے مجھے وہ خاک دکھلائی ہے کہ جہاں میرے حسین کو قتل کیا جائے گا ۔ خدا لعنت کرے ان لوگوں پر جو حسین کا خون بہائیں گے۔( عمر عبدالسلام ۔ مخالفة الوھابیہ القرآن والسنة،ص ٥٨)
٣) احمد ابن حنبل نے اپنی مسند میں روایت نقل کی ہے کہ علی صفین سے واپسی پر کربلا سے گذر ے اچانک بیٹھ گئے اور آواز دی ''صبرا یا ابا عبداللہ''اے حسین صبر کرنا۔اس کے بعد اپنے اصحاب کو مخاطب کر کے فرمایا : ایک دن رسول خدا کی خدمت میں حاضر ہوا رسول خداۖ کی آنکھوں سے آنسو جاری تھے ۔ میں نے کہا یا رسول اللہ کس چیز نے آپ کو رلایا ہے ؟ فرمایا: کچھ ہی دیر پہلے جبرئیل میرے پاس آئے اور کہا ''فرات کے کنارے آپکا حسین قتل کیا جائے گا اور مجھ سے کہا : کیا آپ اس تربت کو استشمام کرنا چاہیں گے ؟ پیغمبر نے فرمایا: جبرئیل نے ہاتھ بڑھایا ایک مٹھی خاک لا کر مجھے دی جس سے میرے حسین کے خون کی بو آرہی تھی۔(احمد ابن حنبل، مسند،ج ١،ص٨٥)
ان روایا ت سے یہ ثابت ہوتا ہے کہ انبیاء ماسبق اور مخصوصا نبی آخرالزمان ۖ نے امام حسین کی مجلس برپا کی ہے اور آپ پر گریہ و ماتم کیا ہے۔

مجالس امام حسین [ع] بعد از شہادت
شہادت امام حسین کے بعد مجالس عزا کی بانی ثانی الزھراء شریکة الحسین جناب زینب(س) ہیں جھنوں نے زندان شام سے رہا ئی پانے کے بعد تین دن مسلسل مجالس عزا کو برپا کیااور مظلوم کربلا پر گریہ و ماتم کر کے اس سنت حسنہ کو قائم کیا ۔ آئمہ معصومین نے اس سنت کو مکمل طریقہ سے رائج کیا اور یہ سلسلہ مجالس مرور زمان کے ساتھ ساتھ پورے عالم اسلام کے اندر پھیل گی
دور حیات آئمہ میں مجالس برپا کرنے کے نمونہ بکثرت کتب اھل تشیع اور تسنن میں پائے جاتے ہیں :
١) زید شحام سے مروی ہے کہتے ہیں کہ ہم اھل کوفہ کی ایک جماعت کے ساتھ صادق آل محمد کی خدمت میں حاضر ہوئے امام نے جعفر بن عفان کو اپنے پاس بلایا اور فرمایا: اے جعفر ! مجھے اطلاع ملی ہے کہ تم نے میرے جد حسین کے غم میں مرثیے کہے ہیں اس نے کہا جی ہاں یابن رسول اللہ ۔فرمایا: قرائت کرو ۔ جعفر بن عفان کہتے ہیں : میں نے مرثیہ پڑھا امام نے اتنا گریہ کیا کہ آنسو آپ کے رخسار مبارک پر جاری ہو گئے ۔ ( تمام اہل مجلس نے گریہ کیا) اسکے بعد امام نے فرمایا: اے جعفر ! اللہ کے فرشتوں نے تمھارے اشعار پر امضاء کیا ہے اور ہم سے زیادہ انہوں نے گریہ کیا خدا وند عالم نے تمہارے اوپر بہشت کو واجب کر دیا ہے۔اور تمہارے گناہوں کو معاف فرما دیا ہے اور اسکے بعد فرمایا : جو شخص حسین کے غم میں شعر کہہ کر خود روئے یا دوسروں کو رلائے خدا بہشت کو اس پر واجب کر دیگا اور اسکے گناہو ں کو معاف کردیگا۔(فرھنگ عاشورای،ج ٥ ص ٩٢ چاپ : مجمع جہانی اہلبیت قم۔)
٢) امام رضا علیہ السلام نے ماہ محرم آتے ہی ابن شبیب کو بلوا کر فرمایا: اے ابن شبیب ! اگر چاہتے ہو کہ جنت میں تمہیں ہمارے ساتھ مقام اور درجہ ملے ہماری خوشی میں خوش رہو اور ہمارے غم میں مغموم ۔۔۔
اے ابن شبیب!اگر کسی چیز پر گریہ کرنا چاہو تو میرے جد حسین پر گریہ کرنا اسلئے کہ انہیں پیاسا ذبح کیا گیا۔۔۔( عیون اخبار الرضا ج ١ ص ٢٩٩،بنقل سوگنامہ آل محمد ص ٨)
٣) امام زمانہ کے مرثیہ اور سلام امام حسین کی شان میں(سوگنامہ آل محمد ص ١٥٨) ۔یہ تمام نمونہ اس حقیقت پر دلالت کرتے ہیں کہ طول تاریخ اسلام میں بلکہ تاریخ بشریت میں مجالس عزا برپا ہوتی رہی ہیں جو انکی عظمت ، فضیلت اورانکے عبادت ہونے کو ثابت کرتی ہیں
لہٰذا ہر مسلمان کو فریضہ ہے کہ مجالس عزا کو سنت انبیاء ومعصومین اور عبادت الٰہی سمجھ کر ان شرکت کرے اور ان سے درس انسانیت حاصل کرے۔
(http://www.alhassanain.com/urdu/magazin/naway_e_elm/naway_e_elm_1/003.html). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
11606
Mujtahid:
Date:

Question: mera sawal hy k apni jaan per zulm or tashadud karna(mahtam) gunnah hy ya nai? Quran e pak me is bary me kya hukam ya zikar hy?

11615
Mujtahid:
Ayattulah Sistaani Date:

Question: Salam.. Sir may hr saal zanjeer zani krta hun pr Logh kehtey hain k ye haram hai, jinab may nay apni laife may kisi mushtahid ka fatwa zanjeer k haram honey ka nahi prha.. so plzz merirahnumai farmaey k may is ajjar risaalat may gunah ka irtikaab to nahi hoo raha?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). Update on dated 14-10-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
11936
Mujtahid:
sistani sahab Date:

Question: Kya moharram me ashora ke baad tv dekh sakte he aur wine pene ki kya saza he

Answer: 1-Is main koe haraj nahi hay jab tak ye kaam aap ko haram main mubtila nah ker day.(Ref: Mafhoom e Email rcvd from A.Sistani(d.b), dated:27.12.11 ).
2- Sharab(wine) peena haram ahy chahay aik qatra bhi ho or ye gunah e kabira main se hay. Sharab peene ki had(saza) 80 korhe(hunter) hain.(Ref: http://www.sistani.org/index.php?p=827020&id=1024+ Minhajus Saliheen ba-mutabiq 5th mujtahideen, Part#2,Mafhoom e Maslah#220, pg#636 ). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16151
Mujtahid:
Ayatullah Sistani Date:

Question: Aap ki nazar mai kia azadari imam Hussain a.s. k lie sina kholna jaiz hai?

Answer: Jaiz hai. (Ref : Mafhoom e http://www.sistani.org/urdu/qa/01830/) Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
17597
Mujtahid:
Ayotulla Sistani Date:

Question: salaam, Is is ok or Haraam to do Matam using zanjeer or blade and let the blood come out. thankyou, khudahafiz.

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
22753
Mujtahid:
aqa e sistani sb Date:

Question: salaam aga sb roze k sath zanjeer zani ki ja sakti hai hamare aksr momin 21 ramzan ko roze k sath zanjeer zani krt hn kia thk hai plz roshni dalye

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
2)Rozaydar k lie har aisa kaam krna jo kamzoori ka ba’is ho krna makrooh hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1629). [Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
31353
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam o Alikum mera sawal k zanjeer zani karna jaiz hai.chaye mahol (society) theek hu. just zanjeer zani karna hala hai ya haram

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
32675
Mujtahid:
non yet Date:

Question: mera questoin Zanjeer zani ke bare main hai ke kia ye jaiz hai or kia is ke liye walid ya walda main se kis se ijazat talab ki jaye or is ke mutaliq ehkamat kia hai?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
2)jab bhi waldain ki taraf sai koi hokum ya roktok mohabbat ki wajah sai ho aur is ki mukhalifat sai inhain aziat hoti ho to aulad k lie un ki mukhalifat karna haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1387 )[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
32690
Mujtahid:
Agha Syed Ali Sistani Date:

Question: Maira Question yeh hai k kia islam mai mard k lye apni family k ilawa kisi or k samny Kameez utarna maqroohat mai atta hai ?? Pakistan mai bohat sari shia awam kameez utar k matam krti hai .. Agr kameez utarna maqroohat mai shamil hai to hum is refernce say haram kaam to nahi kar rahay hain ... ??

Answer: Azadari or seena zani k doran azadaro ka kameez utaarna jaiz hai. Laikin ehtiyat e wajib ye hai k na-mehram khawateen on k jism per nazar nah dalain. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed masael , Mafhoom e Pg # 163, part#4). Update on dated 05-03-2015.. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
46419
Mujtahid:
Sistani d.b. Date:

Question: Majlis mai buland awaz sai rona aur sar ko peetna jaiz hai?

Answer: Azadari e Imam Hussain a.s. mai aisa karnay mai koi haraj nahi hai. (Ref : Mafhoom e http://www.sistani.org/arabic/qa/0529/page/3/ +Mafhoom e http://www.sistani.org/persian/qa/0946/). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
46420
Mujtahid:
Sistani d.b. Date:

Question: Roz e Ashoora dunyavi kaam karna kaisa amal hai islam k mutabiq?

Answer: Ashoor k din Dunyawi kaam kerna haram nahi hay laikin agar ashor k din ki behurmati shumaar ho tu haram hay jaisay ashor k din khushi manana or zenat kerna haram hay. (Ref: http://www.sistani.org/arabic/qa/0529/page/2/ )Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
46421
Mujtahid:
Sistani d.b. Date:

Question: Muharram aur safar k mahinay mai kalay kapray pehanna kaisa hai?

Answer: Muharram aur safar k mahinay mai kalay kaprhay pehanna pasandida amal hai. (Ref : Mafhoom e http://www.sistani.org/persian/qa/01016/) Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
46618
Mujtahid:
Sistani Date:

Question: Gair masoom k soog mai matam karnay ka kia hokum hai?

Answer: Kisi ki maut per bhi ehtiyaat ki bina per jaiz nahi hay k apna chehra or badan zakhmi kare or apne baal nauche, laikin sar or chehra peetna jaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #624). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
46619
Mujtahid:
Sistani Date:

Question: Imam Hussain a.s. k lie matam karna deen aur shariat mai bayan hua hain ya nahi aur kia aisa karna mustahab hai?

Answer: Imam Hussain k gham main matam kerna mustahab hay. (Ref: Mafhoom e http://sistani.org/index.php?p=827020&id=975 ). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58816
Mujtahid:
Date:

Question: alam lagana jaiz h

Answer: Azadaari me alam rakhna ya maatam dari k durain alam saath saath uthaana jaiz hai. ( Ref: Book Muharamul haraam k hawale se muntakib sawalaat k jawabaat, Ayatullah sistani mafhoom e pg: 323). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
60560
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: kia azadari imam hussain a.s men dhool shehnai ka istmal sahy he

Answer: Ager dhoul(musical drum) or shehnae ko is terah bajaya jaey jo ehle e lahw o laeb(singers & musicians) k tariqay jaisa nah ho tu jaiz hay. (Ref: Mufhoom e istitaat#15. http://www.sistani.org/arabic/qa/0529/page/2/). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
65703
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: salam, Blade ke matam me apki kya rae h ???