Please click the button for Quran o Itrat Academy Whatsapp Channel.
Whatsapp Channel
Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions:

Question & Answers << Go Back

Topic: Azadari (81 Questions)

Showing 50- 81 questions from 81 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
65739
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: ﮐﻞ ﯾﻮﻡ ﻋﺎﺷﻮﺭﺍ ﻭ ﮐﻞ ﺍﺭﺽ ﮐﺮﺑﻼ" Koi hadees hai agr hai to kya zaeef hai aur agr masumeen a.s se nhi koi rabta iska to ye kisne kaha

Answer: Ye hadees ka jumla nahi hay or aimma(a.s) se naqal nahi hoa.balkeh ye imam jaffer sadiq (a.s) k zamane main aik sha,er ne sher kaha tha.( Ref: http://www.hawzah.net/fa/Magazine/View/6023/6620/77468/ ). Update on dated 21-06-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
66130
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: pakistan m zanjeer zani k barecm kia hukm h ?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). Update on dated 14-10-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
68236
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: This reference numbers in your websites answer questions is not correct, please provide proper address of this reference or any screen print is required from official site of Agha Sistani. Ques. ID 33322 Print Question salaam ye zanjeer ka matam qama ka matam ispe koi fatwa hai kya sistani saheb k mujhe plzz bataye Country Mumbai - india Answer Zanjeer ka matam karnay mein behtar hai ke mahool (society) aur mutaarif tareeqay kay mutabiq azadari ki jay. (Ref : www.sistani.org , farsi , shaair-e-deeni , Q 11.)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Topic Ibadaat >> Zanjeer Ka Matam Mujtahid sistani Answered By Quran-o-Itrat Academy

Answer: Up to date fatwa :Ayatullah sistani (d.b) khoon k matam k jaiz hone ya nah hone main koe raey nahi rakhte lehaza momineen alam falalam ka lehaz rakhte hoay doosre mujtahid k fatwe per amal ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael jaame,edition#1433 Mafhoom e pg #885, question#153). Update on dated 21-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
68258
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam o alikum moharam k maheeny mh kala rang phnana thek ha ya ni

Answer: Muharram main kale kaprhe pehenna mustehsan(behter) hay. (http://www.sistani.org/urdu/qa/01844/). Update on dated 21-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
69178
Mujtahid:
Date:

Question: kiya matam krna jaez he? oska hukm kis ne diya he ?kiya quran aur hades se sabit he?

Answer: Imam Hussain k gham main matam dari mustahab hay . (Ref: Mafhoom e http://sistani.org/index.php?p=827020&id=975 ). Or quran main hay k: onho(Hazrat Yaqoob a.s) ne sab se moonh phair liya or kaha keh afsoos he yosuf k haal per or itna roay keh aankhain safaid ho gaen or gham k ghoont petay rahay.(Ref: Mafhoom e sorah yosuf(sorah#12), ayat#84) Note: Hazrat yaqoob(a.s) jo k aik nabi hain apnay baitay yosuf(a.s) ki judae main itna roay k on ko nazar aana band ho gaya, jab on k rone per kisi ko ayteraaz nahi he tu Imam hussain(a.s) or shuhada e kerbala(a.s) ko 3 din tak pani se mehroom ker k shaheed kia gaya or on ki khawateen ko nangay sar na-mehramo k saamne phairaya gaya on per korhay( hunter) barsaay gaey, tu on k in masaa,ib per rona kese jaiz nah hoga jab k Imam Hussain(a.s) k is gham per rona tu sunnat e nabi(s.a.w.w) bhi hay.Saboot k liay khuch riwayaat paish e khidmat hain: ١) جناب آدم کو جب جناب جبرئیل نے یہ دعا تعلیم کی'' یا حمیدْ بحق محمد، یا عالی بحق علی یا فاطر بحق فاطمہ یا محسن بحق الحسن و الحسین و منک الاحسان''اس دعا میں امام حسین کا نا م جناب جبرئیل کی زبان پر آیا بے ساختہ جناب آدم کی آنکھوں سے آنسو نکل آئے دل میں بے چینی پیدا ہو گئی ۔جناب جبرئیل سے پوچھا :کیا وجہ ہے کہ حسین کا نام آنے سے میری آنکھیں اشکبار ہو گئیں ۔جناب جبرئیل نے امام حسین کے مصائب کا تذکرہ کیا دونوں نے گریہ کیا اور مجلس عزا برپا کی(سوگنامۂ آل محمد ،ص ١١) ٢)صحیح بخاری اور صحیح مسلم میں جناب عائشہ سے منقول ہے آپ کہتی ہیں : ایک دن رسول خداۖ حالت اخواب میں تھے اتنے میں حسین گھر میں وارد ہوئے میں نے انہیں پیغمبر کے پاس جانے سے منع کیا لیکن حسین پیغمبر کے پاس چلے گئے ۔ رسول خداۖ نیند سے بیدار ہوئے اس حال میں کہ آنکھیں ا شکبار تھیں میں نے کہا: کس چیز نے آپ کو رلایا ہے؟ رسول خداۖ نے فرمایا: جبرئیل نے مجھے وہ خاک دکھلائی ہے کہ جہاں میرے حسین کو قتل کیا جائے گا ۔ خدا لعنت کرے ان لوگوں پر جو حسین کا خون بہائیں گے۔( عمر عبدالسلام ۔ مخالفة الوھابیہ القرآن والسنة،ص ٥٨) ٣) احمد ابن حنبل نے اپنی مسند میں روایت نقل کی ہے کہ علی صفین سے واپسی پر کربلا سے گذر ے اچانک بیٹھ گئے اور آواز دی ''صبرا یا ابا عبداللہ''اے حسین صبر کرنا۔اس کے بعد اپنے اصحاب کو مخاطب کر کے فرمایا : ایک دن رسول خدا کی خدمت میں حاضر ہوا رسول خداۖ کی آنکھوں سے آنسو جاری تھے ۔ میں نے کہا یا رسول اللہ کس چیز نے آپ کو رلایا ہے ؟ فرمایا: کچھ ہی دیر پہلے جبرئیل میرے پاس آئے اور کہا ''فرات کے کنارے آپکا حسین قتل کیا جائے گا اور مجھ سے کہا : کیا آپ اس تربت کو استشمام کرنا چاہیں گے ؟ پیغمبر نے فرمایا: جبرئیل نے ہاتھ بڑھایا ایک مٹھی خاک لا کر مجھے دی جس سے میرے حسین کے خون کی بو آرہی تھی۔(احمد ابن حنبل، مسند،ج ١،ص٨٥) ان روایا ت سے یہ ثابت ہوتا ہے کہ انبیاء ماسبق اور مخصوصا نبی آخرالزمان ۖ نے امام حسین کی مجلس برپا کی ہے اور آپ پر گریہ و ماتم کیا ہے۔ مجالس امام حسین [ع] بعد از شہادت شہادت امام حسین کے بعد مجالس عزا کی بانی ثانی الزھراء شریکة الحسین جناب زینب(س) ہیں جھنوں نے زندان شام سے رہا ئی پانے کے بعد تین دن مسلسل مجالس عزا کو برپا کیااور مظلوم کربلا پر گریہ و ماتم کر کے اس سنت حسنہ کو قائم کیا ۔ آئمہ معصومین نے اس سنت کو مکمل طریقہ سے رائج کیا اور یہ سلسلہ مجالس مرور زمان کے ساتھ ساتھ پورے عالم اسلام کے اندر پھیل گی دور حیات آئمہ میں مجالس برپا کرنے کے نمونہ بکثرت کتب اھل تشیع اور تسنن میں پائے جاتے ہیں : ١) زید شحام سے مروی ہے کہتے ہیں کہ ہم اھل کوفہ کی ایک جماعت کے ساتھ صادق آل محمد کی خدمت میں حاضر ہوئے امام نے جعفر بن عفان کو اپنے پاس بلایا اور فرمایا: اے جعفر ! مجھے اطلاع ملی ہے کہ تم نے میرے جد حسین کے غم میں مرثیے کہے ہیں اس نے کہا جی ہاں یابن رسول اللہ ۔فرمایا: قرائت کرو ۔ جعفر بن عفان کہتے ہیں : میں نے مرثیہ پڑھا امام نے اتنا گریہ کیا کہ آنسو آپ کے رخسار مبارک پر جاری ہو گئے ۔ ( تمام اہل مجلس نے گریہ کیا) اسکے بعد امام نے فرمایا: اے جعفر ! اللہ کے فرشتوں نے تمھارے اشعار پر امضاء کیا ہے اور ہم سے زیادہ انہوں نے گریہ کیا خدا وند عالم نے تمہارے اوپر بہشت کو واجب کر دیا ہے۔اور تمہارے گناہوں کو معاف فرما دیا ہے اور اسکے بعد فرمایا : جو شخص حسین کے غم میں شعر کہہ کر خود روئے یا دوسروں کو رلائے خدا بہشت کو اس پر واجب کر دیگا اور اسکے گناہو ں کو معاف کردیگا۔(فرھنگ عاشورای،ج ٥ ص ٩٢ چاپ : مجمع جہانی اہلبیت قم۔) ٢) امام رضا علیہ السلام نے ماہ محرم آتے ہی ابن شبیب کو بلوا کر فرمایا: اے ابن شبیب ! اگر چاہتے ہو کہ جنت میں تمہیں ہمارے ساتھ مقام اور درجہ ملے ہماری خوشی میں خوش رہو اور ہمارے غم میں مغموم ۔۔۔ اے ابن شبیب!اگر کسی چیز پر گریہ کرنا چاہو تو میرے جد حسین پر گریہ کرنا اسلئے کہ انہیں پیاسا ذبح کیا گیا۔۔۔( عیون اخبار الرضا ج ١ ص ٢٩٩،بنقل سوگنامہ آل محمد ص ٨) ٣) امام زمانہ کے مرثیہ اور سلام امام حسین کی شان میں(سوگنامہ آل محمد ص ١٥٨) ۔یہ تمام نمونہ اس حقیقت پر دلالت کرتے ہیں کہ طول تاریخ اسلام میں بلکہ تاریخ بشریت میں مجالس عزا برپا ہوتی رہی ہیں جو انکی عظمت ، فضیلت اورانکے عبادت ہونے کو ثابت کرتی ہیں لہٰذا ہر مسلمان کو فریضہ ہے کہ مجالس عزا کو سنت انبیاء ومعصومین اور عبادت الٰہی سمجھ کر ان شرکت کرے اور ان سے درس انسانیت حاصل کرے۔ (http://www.alhassanain.com/urdu/magazin/naway_e_elm/naway_e_elm_1/003.html). Update on dated 05-03-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
73473
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Zanjeer zani confusion in Pakistan videos are spread that Ayat-ul-Allah Seestani has prohibited Zanjeer zani and qama zani.

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119). Update on dated 14-10-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
84442
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: matam ke hawale se pochna tha ,mere ahle sunnat bahi kehte hai hum zinda o javaid ka matam nahe kerte ,in ko kya jawab dena chaye??

Answer: Imam Hussain k gham main matam dari mustahab hay . (Ref: Mafhoom e http://sistani.org/index.php?p=827020&id=975 ). Or quran main hay k: onho(Hazrat Yaqoob a.s) ne sab se moonh phair liya or kaha keh afsoos he yosuf k haal per or itna roay keh aankhain safaid ho gaen or gham k ghoont petay rahay.(Ref: Mafhoom e sorah yosuf(sorah#12), ayat#84) Note: Hazrat yaqoob(a.s) jo k aik nabi hain apnay baitay yosuf(a.s) ki judae main itna roay k on ko nazar aana band ho gaya, jab on k rone per kisi ko ayteraaz nahi he tu Imam hussain(a.s) or shuhada e kerbala(a.s) ko 3 din tak pani se mehroom ker k shaheed kia gaya or on ki khawateen ko nangay sar na-mehramo k saamne phairaya gaya on per korhay( hunter) barsaay gaey, tu on k in masaa,ib per rona kese jaiz nah hoga jab k Imam Hussain(a.s) k is gham per rona tu sunnat e nabi(s.a.w.w) bhi hay.Saboot k liay khuch riwayaat paish e khidmat hain: ١) جناب آدم کو جب جناب جبرئیل نے یہ دعا تعلیم کی'' یا حمیدْ بحق محمد، یا عالی بحق علی یا فاطر بحق فاطمہ یا محسن بحق الحسن و الحسین و منک الاحسان''اس دعا میں امام حسین کا نا م جناب جبرئیل کی زبان پر آیا بے ساختہ جناب آدم کی آنکھوں سے آنسو نکل آئے دل میں بے چینی پیدا ہو گئی ۔جناب جبرئیل سے پوچھا :کیا وجہ ہے کہ حسین کا نام آنے سے میری آنکھیں اشکبار ہو گئیں ۔جناب جبرئیل نے امام حسین کے مصائب کا تذکرہ کیا دونوں نے گریہ کیا اور مجلس عزا برپا کی(سوگنامۂ آل محمد ،ص ١١) ٢)صحیح بخاری اور صحیح مسلم میں جناب عائشہ سے منقول ہے آپ کہتی ہیں : ایک دن رسول خداۖ حالت اخواب میں تھے اتنے میں حسین گھر میں وارد ہوئے میں نے انہیں پیغمبر کے پاس جانے سے منع کیا لیکن حسین پیغمبر کے پاس چلے گئے ۔ رسول خداۖ نیند سے بیدار ہوئے اس حال میں کہ آنکھیں ا شکبار تھیں میں نے کہا: کس چیز نے آپ کو رلایا ہے؟ رسول خداۖ نے فرمایا: جبرئیل نے مجھے وہ خاک دکھلائی ہے کہ جہاں میرے حسین کو قتل کیا جائے گا ۔ خدا لعنت کرے ان لوگوں پر جو حسین کا خون بہائیں گے۔( عمر عبدالسلام ۔ مخالفة الوھابیہ القرآن والسنة،ص ٥٨) ٣) احمد ابن حنبل نے اپنی مسند میں روایت نقل کی ہے کہ علی صفین سے واپسی پر کربلا سے گذر ے اچانک بیٹھ گئے اور آواز دی ''صبرا یا ابا عبداللہ''اے حسین صبر کرنا۔اس کے بعد اپنے اصحاب کو مخاطب کر کے فرمایا : ایک دن رسول خدا کی خدمت میں حاضر ہوا رسول خداۖ کی آنکھوں سے آنسو جاری تھے ۔ میں نے کہا یا رسول اللہ کس چیز نے آپ کو رلایا ہے ؟ فرمایا: کچھ ہی دیر پہلے جبرئیل میرے پاس آئے اور کہا ''فرات کے کنارے آپکا حسین قتل کیا جائے گا اور مجھ سے کہا : کیا آپ اس تربت کو استشمام کرنا چاہیں گے ؟ پیغمبر نے فرمایا: جبرئیل نے ہاتھ بڑھایا ایک مٹھی خاک لا کر مجھے دی جس سے میرے حسین کے خون کی بو آرہی تھی۔(احمد ابن حنبل، مسند،ج ١،ص٨٥) ان روایا ت سے یہ ثابت ہوتا ہے کہ انبیاء ماسبق اور مخصوصا نبی آخرالزمان ۖ نے امام حسین کی مجلس برپا کی ہے اور آپ پر گریہ و ماتم کیا ہے۔ مجالس امام حسین [ع] بعد از شہادت شہادت امام حسین کے بعد مجالس عزا کی بانی ثانی الزھراء شریکة الحسین جناب زینب(س) ہیں جھنوں نے زندان شام سے رہا ئی پانے کے بعد تین دن مسلسل مجالس عزا کو برپا کیااور مظلوم کربلا پر گریہ و ماتم کر کے اس سنت حسنہ کو قائم کیا ۔ آئمہ معصومین نے اس سنت کو مکمل طریقہ سے رائج کیا اور یہ سلسلہ مجالس مرور زمان کے ساتھ ساتھ پورے عالم اسلام کے اندر پھیل گی دور حیات آئمہ میں مجالس برپا کرنے کے نمونہ بکثرت کتب اھل تشیع اور تسنن میں پائے جاتے ہیں : ١) زید شحام سے مروی ہے کہتے ہیں کہ ہم اھل کوفہ کی ایک جماعت کے ساتھ صادق آل محمد کی خدمت میں حاضر ہوئے امام نے جعفر بن عفان کو اپنے پاس بلایا اور فرمایا: اے جعفر ! مجھے اطلاع ملی ہے کہ تم نے میرے جد حسین کے غم میں مرثیے کہے ہیں اس نے کہا جی ہاں یابن رسول اللہ ۔فرمایا: قرائت کرو ۔ جعفر بن عفان کہتے ہیں : میں نے مرثیہ پڑھا امام نے اتنا گریہ کیا کہ آنسو آپ کے رخسار مبارک پر جاری ہو گئے ۔ ( تمام اہل مجلس نے گریہ کیا) اسکے بعد امام نے فرمایا: اے جعفر ! اللہ کے فرشتوں نے تمھارے اشعار پر امضاء کیا ہے اور ہم سے زیادہ انہوں نے گریہ کیا خدا وند عالم نے تمہارے اوپر بہشت کو واجب کر دیا ہے۔اور تمہارے گناہوں کو معاف فرما دیا ہے اور اسکے بعد فرمایا : جو شخص حسین کے غم میں شعر کہہ کر خود روئے یا دوسروں کو رلائے خدا بہشت کو اس پر واجب کر دیگا اور اسکے گناہو ں کو معاف کردیگا۔(فرھنگ عاشورای،ج ٥ ص ٩٢ چاپ : مجمع جہانی اہلبیت قم۔) ٢) امام رضا علیہ السلام نے ماہ محرم آتے ہی ابن شبیب کو بلوا کر فرمایا: اے ابن شبیب ! اگر چاہتے ہو کہ جنت میں تمہیں ہمارے ساتھ مقام اور درجہ ملے ہماری خوشی میں خوش رہو اور ہمارے غم میں مغموم ۔۔۔ اے ابن شبیب!اگر کسی چیز پر گریہ کرنا چاہو تو میرے جد حسین پر گریہ کرنا اسلئے کہ انہیں پیاسا ذبح کیا گیا۔۔۔( عیون اخبار الرضا ج ١ ص ٢٩٩،بنقل سوگنامہ آل محمد ص ٨) ٣) امام زمانہ کے مرثیہ اور سلام امام حسین کی شان میں(سوگنامہ آل محمد ص ١٥٨) ۔یہ تمام نمونہ اس حقیقت پر دلالت کرتے ہیں کہ طول تاریخ اسلام میں بلکہ تاریخ بشریت میں مجالس عزا برپا ہوتی رہی ہیں جو انکی عظمت ، فضیلت اورانکے عبادت ہونے کو ثابت کرتی ہیں لہٰذا ہر مسلمان کو فریضہ ہے کہ مجالس عزا کو سنت انبیاء ومعصومین اور عبادت الٰہی سمجھ کر ان شرکت کرے اور ان سے درس انسانیت حاصل کرے۔ (http://www.alhassanain.com/urdu/magazin/naway_e_elm/naway_e_elm_1/003.html). Update on dated 17-11-2017. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
84443
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: matam ke bare me koi qurani daleel hai ?

84449
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: kya das muharram alharram ke din kam krna halal hai ya harram

Answer: sazawaar hai k ahlebait a.s ki shahadat k ayyam mai dukaandaar apni dukaan ko band rakhein balke dhukaan ka kholey rakhna agar ahlebait ki be hurmati shumaar hota ho to parhez karein.
(http://www.sistani.org/urdu/qa/01844/)(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
92734
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2018-10-19

Question: Kya mazhab e shia me zanjeer zani jiaz he

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
92846
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2018-11-01

Question: salam...ladies k lie qama ka matam krna jaiz hai ya nahi....ajkal ye nai cheez suany m arai h k ladies qama ka matam kr skti...ap rahnumai kijiey...

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 10-08-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
99800
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Karbala k phele shaheed ka name kya ha with refrence book

Answer: Karbala k maidan main yazeedi fouj ki janib se pehla hamla teero ki barish ki sorat main hoa, jis k natije main 50 k qareeb ashab e hussaini shaheed ho gae, tu is liay ye nahi kaha jaa sakta k sab se pehle koon shaheed hoa. (Ref: Sa,aadatud daarain fi maqtal e hussain,muallif Allama sheih Muhammad hussain najafi, pg#335-6).

Print

Id:
100033
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Assalam o Alikum. Sir main ya Janna cahta hon k 9 muharram ki magrib k bad Yani 10 muharram ki shab ko ziyarat bad az majalis perh salty Hein Yan Mana hy.

Answer: Jee perh sakte hain. (Ref: Kuliyaat e mafateehul jinaan, pg#514). Update on dated 07-09-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
101210
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-10-21

Question: Salam alaikum janab mere ek sawal hai ki tatbeer haram hai agar hai to kyu

Answer: Is taraf se is maamlay(ie tatbeer) main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 21-Oct-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
101584
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Slam aagha znjeer zni ka kia hukm hy ?

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istaftaat, part#1,Edition 1435 hijri,Mafhoom e Maslah #177, pg#119).
[Updated on 04-11-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110290
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-10-21

Question: Assalam o alaikum, sir kya Muhrram ya safar k mahine me kaale libas pehnna makruh h ya mustaheb hai? Pls tafseer me bataiye main bht confuse hu kisi ne mujhse swal kiya h

Answer: Imam hussain a.s. ki azadari mananay me kalay kapray pehenna pasandida amal hay. Or aam dino main bhi kala libaas pehenna ayatollah sistani d.b k fatwe main makhrroh nahi. (Ref : Mafhoom e http://www.sistani.org/persian/qa/01016/)
[Updated on 21-Oct-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110340
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-09-10

Question: Assalam walikum Karbala me qabila e Bani hashim kon kon h

Answer: 18 afraad thay:

1)Abdur Rehman bin Aqil
2)Jaafar bin Aqil
3)Mohammed bin Abi Sayeed bin Aqil
4)Abdullah bin Muslim bin Aqil
5)Mohammed bin Muslim bin Aqil
6)Aun bin Abdullah bin Jafare Tayyar
7)Mohammed bin Abdullah bin Jafare Tayyar
8)Abdullah bin Ali
9)Jafar bin Ali
10)Usman bin Ali
11)Abbas bin Ali
12)Abu Bakr bin Ali
13)Abu Bakr bin Hassan
14)Qasim bin Hassan
15)Abdullah bin Hassan
16)Ali bin Hussain (Ali Akbar)
17)Abdullah bin Hussain (Ali Asghar)
18)Imam Hussain bin Ali bin Abu Talib (A)
Ref:(https://www.ashura.com/library/bani_hashim.html).
[Updated on 10-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
116036
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-02-04

Question: Muharram mein shadi mein jana sahi hai ya ghalat

Answer: Yeh kam sharan Haram nahin hai jab tak ke is se ayam-e-aza ki hitk-o-hurmat na hoti ho jaisa ke roz-e-aashora khushiyan manana aur zaib-o-aaraaish karna, Albatta munasib yeh hai ke Insan ahl-e-bait (a.s) ke ayam-e-museebat men har us kam se ijtinab kare ke jo kam aam taur par wo apne ahbaab ki museebat men anjam nahin deta magar yeh ke urfan zaroori kam ho.
(Ref: Website, Ayatullah Sistani(d.b), urdu, link https://www.sistani.org/urdu/qa/02434/ ).
[Updated on 04-Feb-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
116151
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-08-29

Question: kia qamees utar kar matam karna jaiz hai?

Answer: Mardon ke liye qameez utar kar matam karne men koi masala nahin.(Ref: https://www.sistani.org/persian/qa/0975/ ).
[Updated on 30-Aug-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
116162
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-12-28

Question: Kameez utar kar matam karna haram hai ya nahi

Answer: Mardon ke liye Haram nahin hai. Albatta aurat ke liye Ehtiyat e wajib ki bina par jaiz nahin hai ke wo mard ke jism ke wo hisse dekhe jin ka dekhna mutaaraf nahin hai, jesa ke seena ya pet ka hissa.
(Ref: https://www.sistani.org/urdu/qa/18228/
(Ref: https://www.sistani.org/urdu/qa/25002/
[Updated on 29-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
116209
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-09-06

Question: Salam Can u plz tell me that what is the reason behind zanjeer??

Answer: Is taraf se is maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahi kerte hain, momineen is maslay main doosray jaami,osh shara,et mujtahid ki aalam fal aalam ki pabandi kerte hoay taqleed ker sakte hain. (Ref: Istaftaat, Ayatullah Sistani(d.b), part #1, Edition 1435 hijri, Mafhoom e Maslah #177, pg #119).
[Updated on 06-Sep-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
120975
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-10-03

Question: Salamun Alikum. Janaab Mera Sawaal Hai Ki Maine Suna Hai Ashoor Ke Din Subhe Ashoor Se Asr e Ashoor Tak Sona(Sleeping) Haram Hai. Kya Ye Bat Sahi Hai? Wassalam

Answer: Jee nahin, Sona(Sleeping) Haram nahin hai.
(Ref: mafhoom e link https://www.sistani.org/urdu/qa/02434/ ).
[Updated on 03-Oct-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
121000
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-10-07

Question: Kia moharram k maheeney main gold kharred sakte hain

Answer: Yeh kam sharan Haram nahin hai jab tak ke is se ayam-e-aza ki hitk-o-hurmat na hoti ho jaisa ke roz-e-aashora khushiyan manana aur zaib-o-aaraaish karna, Albatta munasib yeh hai ke Insan ahl-e-bait (a.s) ke ayam-e-museebat men har us kam se ijtinab kare ke jo kam aam taur par wo apne ahbaab ki museebat men anjam nahin deta magar yeh ke urfan zaroori kam ho.
(Ref: Website, Ayatullah Sistani(d.b), urdu, link: https://www.sistani.org/urdu/qa/02434/ ).
[Updated on 07-Oct-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
121026
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-10-09

Question: Kia moharram k maheeney main gold kharred sakte hain

Answer: Is sawal ka jawab de diya gaya hai.
[Updated on 10-Oct-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
124256
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-06-27

Question: Aoa Meny ghar lena hai ghar ki deal hogai hai down-payment hogai hai. Written agreement abhi hona hai court ki taraf se order ka intezar hai. Kia agar muharram me court order krta hai tu ghar k liye written agreement kr skty hain ya nhi. Shukriya

Answer: G yh haram nh hai lekin behtr hai k muharram me khushi ko tarq kia jae jis tarah kisi qarebi ki mout pe bhi aisi khushio ko tarq kia jata hai..
(Ref: sistai.org, urdu, shair e hussainiyah)
[Updated on 28-Jun-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
124324
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-07-18

Question: kya muharram main nayi cheez leni chahiye

Answer: Yeh kam sharan Haram nahin hai jab tak ke is se ayam-e-aza ki hitk-o-hurmat na hoti ho jaisa ke roz-e-aashora khushiyan manana aur zaib-o-aaraaish karna, Albatta munasib ( behter )yeh hai ke Insan ahl-e-bait (a.s) ke ayam-e-museebat men har us kam se ijtinab kare ke jo kam aam taur par wo apne ahbaab ki museebat men anjam nahin deta magar yeh ke urfan (yani louqo ki nazar me )zaroori kam ho.
(Ref: Website, Ayatullah Sistani(d.b), urdu, link https://www.sistani.org/urdu/qa/02434/ ).
[Updated on 19-Jul-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
124435
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-07-22

Question: محرم صفر میں نئے گھر کی تعمیر کرنا درست ہے

Answer: Yeh kam sharan Haram nahin hai jab tak ke is se ayam-e-aza ki hitk-o-hurmat na hoti ho jaisa ke roz-e-aashora khushiyan manana aur zaib-o-aaraaish karna, Albatta munasib (behtar) yeh hai ke Insan ahl-e-bait (a.s) ke ayam-e-museebat men har us kam se ijtinab kare ke jo kam aam taur par wo apne ahbaab ki museebat men anjam nahin deta magar yeh ke urfan (yani loqon ki nazar me) zaroori kam ho.
(Ref: Website, Ayatullah Sistani(d.b), urdu, link https://www.sistani.org/urdu/qa/02434/ ).
[Updated on 23-Jul-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
124488
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-05-22

Question: Kea muharam ma makeup krna jaiz hai after ashurah

Answer: Jee, jaiz hai jab tak ke is se ayam-e-aza ki hitk-o-hurmat na hoti ho jaisa ke (shab e shahadat ya roz e shahadat) khushiyan manana aur zaib-o-aaraaish karna, Albatta agar is me mahine me (shab e shahadat ya roz e shahadat) hai to agar ayam-e-aza ki hitk-o-hurmat na bhi hoti ho tab bhi munasib yeh hai ke Insan ahl-e-bait (a.s) ke ayam-e-museebat men har us kam se ijtinab kare ke jo kam aam taur par wo apne ahbaab ki museebat men anjam nahin deta magar yeh ke urfan zaroori kam ho.

(Ref: link: https://www.sistani.org/urdu/qa/02434/ ).
[Updated on 23-May-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
124539
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-05-24

Question: KIA MOHRHAM MAY MUTA KARSAKTY HAY

Answer: Yeh kam sharan Haram nahin hai jab tak ke is se ayam-e-aza ki hitk-o-hurmat na hoti ho jaisa ke roz-e-aashora khushiyan manana aur zaib-o-aaraaish karna, Albatta munasib yeh hai ke Insan ahl-e-bait (a.s) ke ayam-e-museebat men har us kam se ijtinab kare ke jo kam aam taur par wo apne ahbaab ki museebat men anjam nahin deta magar yeh ke urfan zaroori kam ho.

(Ref: Website, Ayatullah Sistani(d.b), urdu, link https://www.sistani.org/urdu/qa/02434/ ).
[Updated on 25-May-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
124771
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-07-01

Question: ASALAM O ALIKUM MOLA ALI MADAD! KIA ZANJEER YA KAMA KAY MATAM KAY LIE YA HATH KAY MATAM KAY LIE MAA BAAP KI IJAZAT LAZIM HAY?

Answer: Seena zani, giryaa karna aur chehra peetna, agarchay shadeed ho, agar yeh umoor ( cheeze) Hazrat Syed Shuhda (a.s) ke liye gham aur be cheeni ka sabab ho, to Hazrat Imam Hussain (a.s) par shadeed be taabi, be qaraari aur be aarami aur ronay aur azadari ke masadeeq mein se shumaar hota hai jo ke mustahab hai aur khudawand-e-mutaal ki bargaah mein taqarrub ka baais hai; bashart-e-kay is mein shadeed zarar ka sabab nah ho. Yeh hukum, Imam Hussain (a.s) ki azadari ke alawa baqiya tamam masomin (a.s) ki azadari ke mauqa par bhi jaari hota hai. Laiq-e-tawajah hai ke ahal bait (a.s) khusoosan Hazrat Syed Shuhda (a.s) ki rusoomaat-e-azadari ahem tareen shaaer-e-deeni mein se hai, aur zaroori hai ke is ki adaigi ke ihtimaam mein kotahi nah ho aur is pas manzar mein, jaisa ke yeh rusoomaat aur baqiya majalis jo ahal bait (a.s) se marboot hon un ke waqar o azmat aur pakeeza shaan ki hifazat momnin ke zimmay daari mein shumaar hoti hai, lehaza zaroori hai ke un kamon se ijtinab kya jaye jo azadari ki kamzori ka sabab banen.
2: Zanjeer zani, ya qama zani wagera ke maamlay main hum manfi(No) or masbat(yes) nazariye ka izhaar nahin karte hain, momineen is maslay main dusre jaam-e-sharait mujtahid ki taraf aalam fal-aalam ki pabandi karte hue ruju kar sakte hain.
3: Azadari karna takeedi mustahab hai. lekin waldain ki taraf se koi hukum ya rok tok (azadari, zanjeer zani se mana karna) agar shaqat-o-mohabbat ki wajah se ho aur is ki mukhalifat se unhen aziyat hoti ho to aulad ke liye un ki mukhalifat karna haram hai.

(Ref: Tauzeeh ul masail Jaame, Ayatullah Sistani(d.b), part #2, edition #1443, maslah #530,532. + Tauzeeh-ul-masail, Edition #42, maslah #1387).
[Updated on 02-Jul-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
126317
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2024-04-16

Question: Matam jaiz ha

Answer: Seena zani, giryaa karna aur chehra peetna, agarchay shadeed ho, agar yeh umoor Hazrat Syed Shuhda (a.s) ke liye gham aur be cheeni ka sabab ho, to Hazrat Imam Hussain (a.s) par shadeed be taabi, be qaraari aur be aarami aur ronay aur azadari ke masadeeq mein se shumaar hota hai jo ke mustahab hai aur khudawand-e-mutaal ki bargaah mein taqarrub ka baais hai; bashart-e-kay is mein shadeed zarar ka sabab nah ho.
Yeh hukum, Imam Hussain (a.s) ki azadari ke alawa baqiya tamam masomin (a.s) ki azadari ke mauqa par bhi jaari hota hai.
Laiq-e-tawajah hai ke ahal bait (a.s) khusoosan Hazrat Syed Shuhda (a.s) ki rusoomaat-e-azadari ahem tareen shaaer-e-deeni mein se hai, aur zaroori hai ke is ki adaigi ke ihtimaam mein kotahi nah ho aur is pas manzar mein, jaisa ke yeh rusoomaat aur baqiya majalis jo ahal bait (a.s) se marboot hon un ke waqar o azmat aur pakeeza shaan ki hifazat momnin ke zimmay daari mein shumaar hoti hai, lehaza zaroori hai ke un kamon se ijtinab kya jaye jo azadari ki kamzori ka sabab banen.

(Ref: Tauzeeh ul masail Jaame, Ayatullah Sistani(d.b), part #2, edition #1443, maslah #530).
[Updated on 17-Apr-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print