Please click the button for Quran o Itrat Academy Whatsapp Channel.
Whatsapp Channel
Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Zina (430 Questions)


Showing 300- 350 questions from 430 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
102846
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-06

Question: Zina jis main lardki ki marzi shamil na ho zaberdasti kia gaya,ho kia,zina kehlata ha?

Answer: Jee zabardasti zina karne ko bhi zina kaha jata hay or is sorat main zani ko is aurat ko mahr e misl bhi ada karna wajib hota hay. (Ref: https://www.sistani.org/persian/qa/0930/)
[Updated on 06-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102889
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-21

Question: Aoa. Agr ksi kanwari lrki sy zina hojye. R wo toba krly to kia wo ksi r mard sy nikkah kr skti hai kia wo nikkah jaiz hai?

Answer: Agar koi shaks kisi aise aurat se zina kare jo be shohar ho magar iddat me na ho to ahtiyat e wajib ki bina par toba karne se pehle usse shadi nahi kar sakta. lekin agar zani ke ilawa koi dosra shaks us aurat ke toba karne se pehle us ke sath shadi karna chahe to koi ishkal nahi hai, magar us surat me keh woh aurat zinakar mashoor ho to ahtiyat e wajib ki bina par us aurat ke toba karne se pehle us ke sath shadi karna jaiz nahi hai. isi tarah koi mard zina kar mashoor ho to toba karne se pehle us ke sath shadi karna jaiz nahi hai aur ahtiyat e mustahab yeh hai keh agar koi shaks zina kar aurat se jis se khud us ne ya kisi doosre ne zina kiya ho shadi karna chahe to haiz ane tk intizar kare aur haiz ane ke baad us ke sath shaadi kar le. (Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani, Tauzeeh ul masail, Masla no 2418).
[Updated on 22-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
103267
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-25

Question: Agr hony wali saas k saath Zina ho jy to uska kufara Kya ha

Answer: Agar koe shaks apni phopho ya khala k alawa kisi or aurat se zina kare tu ehtiyaat e mustahab ye hay keh os ki bati se shadi nah kare.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail, edition#42, maslah#2361).
Note: Zina ka kaffara tauba hay.
[Updated on 25-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103392
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-27

Question: Kya zina k bad sachy dill s mafi mang li jay to us k lye mafi hy?

Answer: Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 28-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103444
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-31

Question: Assalamualikum zanab mai ye janna chah raha hu ki bachpan me maine ek ladki ke saath hmbistri ki thi pr uske andr nahi sirf upr upr hi tha mera organ uske sharmgah ke andr nahi gaya tha us time mai kaafi chota tha aur ye zina kya hota hai nahi pata tha to ab bataiye wo zina hua ya nahi q ki us time mujhe iske baare me kuch nahi pata tha agr zina hua to uski maafi hai ya nahi aur maafi kaise ho gi. waiting for answer

Answer: Zina ye hota hay k aik baligh or aqil mard(yani jo pagal na ho) apne uzo e tanasul(penis) ko hashfe(glanspenis) ki miqdaar k baraber aik aisi aurat ki agli(vegina) ya pichli(anus) sharamgaah main daale jo is merd k liay halal nah ho mani ka kharij hona shart nahi hai. (Ref: Al-Lumatud damashqiyah,part#3,chepter kitab e hodood, pg#313) . [Updated on 31-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

[Updated on 31-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103492
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-02-19

Question: Aslamu alaikum mera sawal yeh hai k agr kisi larki k sath sex krny sy larki pregnant ho jay bad main nikah kar k bacha halal hai ya nai

Answer: 1) Zina karna haram hai aur is k zariay jo aulad ho gi wo haram zada ho gi. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1 masla # 29)
2) Agar koe shaks kisi aisi bay shohar aurat k sath zina kare jo iddat main nah ho to ehtiyat e wajib ki bina wo shaks is(aurat) k tauba kerne se pehle is se shadi nahi ker sakta.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 36th edition,maslah #2364)
[Updated on 19-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103929
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-17

Question: Youtube par kuch videos dekhne k baad pata chala k agr shadi shuda aurat zina kre to jiske sth zina kre wo us se talaq lene k bad bhi shadi nahi kr skti q k us mard pa larki haram ho jati ha lekin agr unho ne shadi krni ho to uska kia kafara ha ya kese ki ja skti ha ??

Answer: Agar sohardar aurat zina karay to ehtiyat e wajib ki bina par wo zaani par hamisha k lie haram ho jati hai Yani wo aurat phir khabi bhi (zaani) zina kernay walay shakhs sai nikah nahi kar sakti hai. Laikin shohar per haram nahi hogi.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 36th edition, maslah # 2367)
[Updated on 17-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
104025
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-02-24

Question: Asslam o wale kum janaab Muze ranz bahot ho ta hai na to mai jinna kar ta hu na to sarab. Pita hu help me plz

Answer: Was Salam.
1) Zina gunahan e kabeera mai sai aik gunah hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhajus Saliheen,Part#1,Edition#2009,Mafhoom e Maslah #30)
2) Sharab pina haram hai aur baaz hadees mai osay gunah e kabeera bataya gya hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2596)
3) Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah ko phir kabhi anjaam nahi dain gen.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo (gunahon) ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010)
[Updated on 24-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
104042
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-02-25

Question: Sir mera sawal hai ladki agar shadi k phele pregnant hojati hai to shadi kitne time main kardeni chaiye

Answer: 1) Zina karna haram hai aur is k zariay jo aulad ho gi wo haram zada ho gi. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1 masla # 30).
2) Agar koe shaks kisi aisi bay shohar aurat k sath zina kare jo iddat main nah ho to ehtiyat e wajib ki bina wo shaks is (aurat) k tauba kerne se pehle is se shadi nahi ker sakta.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 36th edition,maslah #2364)
[Updated on 26-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
104153
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-11

Question: Nabi ne (hadees me) zina ki kya saza bataye gaye hai??

Answer: 1) Islam baqi asmani adian ki terah iffat aur pakisgi ki hifazat ka alambardar hai. Allah nai quran mai zina ki muzammat krtay huay surah bani israil surah # 17 ki ayat # 32 mai kaha hai k tum zina k qareeb mat jao yaqeenan wo qabil e nafrat burai aur bura rasta hai.
2) Is k alawa hadees mai bhi is gunah ki bohat muzammat ki gae hai, Hazrat imam Jaffar e Sadiq a.s. farmatay hain k “zina krnay walay k lie 6 qism ki saza hain 3 dunya ki aur 3 aakhirat ki. Dunya ki sazain: 1) Zina sai chehray ka noor khatm ho jata hai 2) zina sai faqr o iflas ata hai 3) zina sai mout jaldi ati hai. Aakhirat ki sazain: 1) Zina sai Allah naraz hota hai 2) zina hisab ki sakhti ka sabab banta hai 3) zina hamisha ki dozakh ka sabab hai. mazeed farmaya k qayamat k din sab sai ziada azab mai wo shakhs ho ga jis nai apna nutfa haram rehm mai dala ho ga yani zina kia ho ga.” (Ref : Moharammat e Islam pg # 318-19)
[Updated on 12-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
104179
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date: 2023-08-11

Question: Meira aik bf hain hum sex krty hain shadi bhi krna chahty hain lekin degree puri hony ka intzar krhy hai lekin hum ye krna nahi chahty ... lekin jb bhi milty hain control nahi hota to hum soch rhy thy k hum sharai nikah krlain ku k aik sal bad hum ny shadi to krni hi hai to kia ye jaiz hai zinah sy bhtr nikah krlain

Answer: 1) Zina gunah e kabeera hay. Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah ko phir kabhi anjaam nahi dain gen.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b)
2) Jo shaks shadi nah karnay ki waja say haram fail maslan zina, istimna (hand practice) waghera may mubtala hota ho us per wajib hay kay wo shadi karay. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 2019 , maslah # 2407)
3) Jis shakhs nay kisi bay shohar aurat sai zina kia ho aur os say shadi karna chahae to is k liay ehtiyaat e wajib ye hay k wo os aurat k toba karnay say pehlay nikah nah karay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 403 pg # 235)
4) Nikah ki sharaet main se aik shart ye hai k nikah karney k liye kunwari larki apne wali (baap ya dada) sai ijazat le agar un ki ijazat k baghair nikah kia jaaye tu wo nikah durust nahi hoga.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 39 maslah no 2341)
[Updated on 12-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
104378
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-03-10

Question: Girl ki mrzi sy zina jyez ha kia

Answer: Zina karna haram hai aur is k zariay jo aulad ho gi wo haram zada ho gi. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1 masla # 30).
[Updated on 10-Mar-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
104403
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-04

Question: Kia babhi say zina karna Bhi ، narmal zina kay pehlo main ata hai kay is pay diffrent islami law logo hotay hain

Answer: Jee han bhabi ke sath zina kiya ho ya kisi aur ke sath dono zina hi shumar hote hain, Aur Zina karna gunah e kabira hay.(Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30).
[Updated on 04-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
104474
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-04-27

Question: Without marriage Ager pregnancy ho jaye to kya karna chaheye

Answer: 1-Qrare nutfa k bad isqate hamal (abortion) jaiz nahi hai, mgr ye k khoaf ho k hamal ka baqi rakhna orat ki zindagi k liye nuqsanda hai, ya na-qabile brdasht harj ka bais ho to agr hamal men agr jaan na pari ho to isqaat (obartion) jaiz hai, lekin hamal men jan parne k bad bachhe ko zaya krna hargiz jaiz nahi hai.(Albatta hamal ki condition ko janne k liye doctor ki taraf ruju kren) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, 31th Edition maslah # 487).
2-Agar koe shaks aisi bay shohar aurat k sath zina kare jo iddat main nah ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per wo shaks is(aurat) k tauba karne se pehle is se shadi nahi kar sakta. Laikin zani k alawa koe doosra shaks(is aurat k) tauba karne se pehle os k sath shadi karna chahay tu koe ishkaal nahi hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail, 41th edition, maslah #2364). Update on dated 16-04-19.
[Updated on 28-Apr-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
107880
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-09-03

Question: Apni Biwi ke kahne par kisi bewah se zina karna kaisa hai

Answer: zina karna haraam or gunahan e kabeera mai sai hai aap ko parwardigaar e aalam k hukm k tameel karni hai na k apni zoja ki.(Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1 masla # 30).
[Updated on 03-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
107881
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-09-02

Question: Agar Meri biwi yeh kahe ki meri saheli bewah hai uska tention kam karne ke liye usse zina karo to kya hukma hai

Answer: zina karna haraam or gunahan e kabeera mai sai hai aap ko parwardigaar e aalam k hukm k tameel karni hai na k apni zoja ki.(Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1 masla # 30).
[Updated on 03-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
107882
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-08-27

Question: Agar Meri biwi yeh kahe ki meri saheli bewah hai uska tention kam karne ke liye usse zina karo to kya hukma hai

Answer: zina karna haraam or gunahan e kabeera mai sai hai aap ko parwardigaar e aalam k hukm k tameel karni hai na k apni zoja ki.(Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1 masla # 30).
[Updated on 27-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
107891
Mujtahid:
I don't know what is mujtahid. I am simple Muslim. Date: 2020-08-27

Question: I am married and I have committed Zina with an unmarried girl. I want to understand that as per islam what is the punishment now.? I have strong will to not do it again for rest of my life.

Answer: 1)Zina ko gunah e kabeera mai shumar kia gya hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # masla # 29)
2)Sachay dil se toba karain. Parverdigar ne quran majeed me wada ia he k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karey. (ref : website ayatullaha sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=864 )
3)Sub se pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day ker aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-farmani ker rahay hain.aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perha,e waghaira, or har os cheez se bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon tab aap k liay zarori hay k shadi karain. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b),
[Updated on 27-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
107928
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-08-25

Question: Asamulalikum sir, agar virginity na tut ho aur ladke ke sharamgha ko ladki ne muh may liya ho ey zina hi kya plz sir answer me

Answer: Na mehram k sath jinsi lams (begair intercourse k) zina nahi hai laikin haram hai. Is liay tauba karain. (Ref : kitab nigah aur libas masla # 109, pg # 70)
[Updated on 25-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
108696
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-08-14

Question: ASALAM O ALAQUM SIR AP SAY POCHANA YA THA K MARA AIK JANNAY WALA HAI OS NAY SAWAL KEYA THAA K AGAR KOI BAAP NASHAY K HALAT MAY HO OR WO APNI BATE K SATH APNA AZOO TOUCH KAR K RELEZE HO JAYA OR BAAD MAY TOBA KAR LAYA THEN PLZZZZ REPLY

Answer: wsalam.
ye amal (mehram k jism ko lazzat k iraaday sai dekhna ya choona) gunahan e kabera mai sai hai.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah no 2401)
lehaaza aap par laazim hai k tauba karein or tauba ka sahi mafhoom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 14-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110259
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-10-25

Question: Agar kisi orat k sath hambistari ho jai to kaya aus orat ki beti k sath nikha jaiz ha?

Answer: Agar koe shaks apni phophi ya khala k alawa kisi or aurat se zina kare tu ehtiyaat e mustahab( Yani behter hay lain ye wajib nahe hay ) keh oski baiti k sath shadi nah kare, agarche shadi karna jaiz hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 41th edition, maslah #2361).
[Updated on 25-Oct-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110343
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-09-10

Question: Aslmalkm actually,, alhmdlh iam fi9 and away from zinah and such other bad things,, actually what I simply wanted to know is agar ek larka aur larki ki engagement hojaye sab ki marzi se and they used condom once but they used after their engagement , is it equal to zinah?? I didn't did such things I just wanted to know .

Answer: Yes, this work is also called zina. (Ref: A.sistani(d.b),jaded fiqhi masail, masalah # 259,239).
[Updated on 10-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110444
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-09-15

Question: Asalam eik dost ne apni sagi beti ke saath zina kia hay tu kia biwi se nikah khtam ho giya hay

Answer: 1) Zina karna gunah e kabira hai or mahaarim k saath zina karna ziada bara gunah hai lekin is sai aap ka apni zojaa k saath nikah baatil nahi hoga.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah #30 , Eidition 1439 hij).
2) Zina ka kuffara sache dil se toba karna hai lehaza Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baarga main toba kijye.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37).
3.tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 15-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110445
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-09-15

Question: Saagi beti se zaina kar ne ke baad baap beti ka rishta rahe ga yeha nahi aur biwi se rishta rahe ga yahe nahi tafsial se Jawab batiye ga eik dost ka sawal hay thanks

Answer: 1) Zina karna gunah e kabira hay or mahaarim sai zina karna ziada bara gunah hai lekin is sai rishtay par koi farq nahi parta or aap ka nikah bhi baatil nahi hoga lekin aap par tauba laazim hai(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah #30 , Eidition 1439 hij).
2) Zina ka kuffara sache dil se toba karna hai lehaza Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baarga main toba kijye.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37).
3.tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 15-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110449
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-09-15

Question: ek ladki sae sachi mohabbat ki haye phir uskae saath zinah karliya nikah sae pahle phir baadmae usi ladki sae nikah karliya kya hamarey gunah maaf hojayinge aur hamari taubah qubool hojayegi??

Answer: 1) Zina karna gunah e kabira hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah #30 , Eidition 1439 hij).
2) Zina ka kuffara sache dil se toba karna hai lehaza Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baarga main toba kijye.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37).
3.tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 15-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110538
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-09-19

Question: Assalam u alikum mujy ye jana ha ke agr koi husband apni bwi ko kisi or ke pas bejy us se ghlt kam krwaye to kya us ka nikkah toot jta ha ya ni

Answer: Nikah baatil nahi hoga. Lekin ye gunah e kabeera hai is ki tauba laazim hai.(Ref:Minhaj us saliheen ayatullah seestani volume 1 maslah no 30).
[Updated on 19-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110617
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-05-08

Question: Ager kisi ladki ke saath jabardasti jina ho jaye to kya wo ladki bhi gunehgaar hogi

Answer: Zina karna haraam or gunahan e kabeera mai sai hai. Zina bil jabr (jabardasti jina) main aurat ka koe qusoor nahi hota is liye wo gunahgar nahin hoti. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1 masla # 30)
[Updated on 09-May-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110623
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-04-30

Question: Larky k sath sex krny wali ki wife pak daman ho gi ya ni

Answer: Zina haram hai. aur na mehram sai jinsi lazzat hasil krna bagair jima k zina nhi hai magar haram hai. (Ref : Kitab Nigah aur libas pg # 70, masla # 109) )Agar shohar daar aurat zina kray to ehtiyat e wajib ki bina par wo zani par hamisha k lie haram ho jati hai laikin sohar par haram nhi hoti hai aur agar toba aur istegfar na karay aur apnay amal par baqi rahay (yani zina kari trk na karay) to behtr ye hai is ka sohar isay talaq day dai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail,33rd Edition,maslah #2367)
note: jo aurat kise ke sath zina kare tu wo pak daman nahe rehte.
[Updated on 30-Apr-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110843
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-10-05

Question: Assalam.o.Alaikum. Kaya Christian girl k sath hambistiri kr leni chahye .

Answer: Jee nahin jaiz nahin hai aur zina kehlay, zina karna haram or gunahan e kabeera mai sai hai. Aur Shohar aur biwi k ilawa kisi aur tariqe se jinsi lazzat hasil karna jaiz nahi hai.(Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. Part #1 masla # 30)
[Updated on 05-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110867
Mujtahid:
Ali Date: 2022-03-02

Question: Majboori me zina ho skta ha yani kisii ki jan bachaney k liye?

Answer: Zina karna gunah e kabira hay. Laikin agar majboor kar k zabardasti zina karwaya jae to jis ko majboor kia gaya ho wo ghunahgar nahi ho ga.(Ref: Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30). (Note: Majboor karnay sai murad ye hai us nai zinakar ko roknay ki bharpoor koshish ki ho laikin zinakar shakhs nai zabardisti os sai zinah kar dia ho maslan be-hosh kar dia ya mar dalnay ki dhamki di ho. aur ye majboori apni jan ke silsilay me to chalay gi ke apni jan bachaye jaaye, laikin kisi aur ki jan ke silsilay me nahin chalay gi.)
[Updated on 02-Mar-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110875
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-10-07

Question: KOI INSAN SAKHT MAJBOORI ME ZINA KR SAKTA YANI APNI YA KISI KI JAN BACHANEY K LIYE???

Answer: Zina karna gunah e kabira hay. Laikin agar majboor kar k zabardasti zina karwaya jae to jis ko majboor kia gaya ho wo ghunahgar nahi ho ga.(Ref: Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30).
(Note: Majboor karnay sai murad ye hai us nai zinakar ko roknay ki bharpoor koshish ki ho laikin zinakar shakhs nai zabardisti os sai zinah kar dia ho maslan be-hosh kar dia ya mar dalnay ki dhamki di ho. aur ye majboori apni jan ke silsilay me to chalay gi ke apni jan bachaye jaaye, laikin kisi aur ki jan ke silsilay me nahin chalay gi.)
[Updated on 07-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110892
Mujtahid:
Muslim Date: 2020-10-07

Question: Kya zina ka koi maafi nahi hai

Answer: Jee bilkul maafi hai.
Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 07-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110960
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-12-03

Question: Sir me shadi shuda hn or mera kisi or larki k sath affair h or ab wo pragnant h lakn uska nikah kisi or k sath hone wala h kia wo nikah jaiz ho ga ya ni?

Answer: 1) Ye zina kehlaye ga, aur zina haram or gunahan e kabeera mai sai hai. Aur Shohar aur biwi k ilawa kisi aur tariqe se jinsi lazzat hasil karna jaiz nahi hai.(Ref: Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. Part #1 masla # 30).
2) Agar koe shaks aisi bay shohar aurat k sath zina kare jo iddat main nah ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per wo shaks is(aurat) k tauba karne se pehle is se shadi nahi kar sakta. Laikin zani k alawa koe doosra shaks(is aurat k) tauba karne se pehle os k sath shadi karna chahay tu koe ishkaal nahi hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail, 41th edition, maslah #2364).
[Updated on 03-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111069
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-12-03

Question: Kisi larki se 7 sal ki umer main koi zabrdasti sex kara our baki koi dagh na ho us ki zindgi main kia woh larki gunangar hai ya badqirdar hai

Answer: Mard k leye na mehram aurat k badan ya baal ko maas karna haram hai. (laikin agar dokhul na hoa ho yani mard ne apna penis (ala tanasul) aurat ki sharamghah me dakhil na kiya ho to ye zina nahe hai. aur agar larki ke sath zabardasti zina kiya jaye to larki gunahgar nahin hoti.(Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3, masla # 16).
[Updated on 03-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111090
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-12-01

Question: Agr bewi shadi se pahlye kisi se sex kr chuki ho or bad me us ki shadi kisi dosry mard ky sath hi jye to shohar kai kary

Answer: Zina ki wajah se bivi apne shohar per haram nahi hoti. Is liay shohar aur biwi ek dusre ke sath zindagi guzaar sakte hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 41th edition, maslah #2367).
[Updated on 02-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111130
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-12-03

Question: ASSALAM OALAIKUM mene zina kiya h or wo b bht bar kiya h ek hi lrke se br br kiya h ab us lrke (boy) ki shadi b hogai h lkn wo phr mujhse milta h zina krte hn hum uski shadi ko ek saal hogaya h ab us larkey ki beti b hoi h lkn wo phr b mjse milta h zina k liye kya iska azaab mere samait usko b milega ya srf mjhe milega gunnah ? kya uski zindagi pr koi asar parega is gunnah ka ?

Answer: dono k liye zina karna gunah e kabeera hai
or is ki tauba aap dono par laazim hai.
Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 03-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111261
Mujtahid:
Sunni reference Date: 2021-12-01

Question: Asaalam wa alaikum. Mai aur ek ladki ek dusre se 13 saal se saccha pyaar krte h ab hamari shaadi hogai h....masla ye hai ke shaadi se pehle hum dono se zina ki galti ho chuki hai to kya hamara nikah qubool hua ya nahi...maherbani kar ke mujhe masla bataye.

Answer: 1) Nikah saheeh hoga lekin jo zina pehle kia gaya tha wo gunah e kabira hay or is ki tauba karna aap donon par laazim hai.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah #30 , Eidition 1439 hij).
2) Agar koe shaks aisi bay shohar aurat k sath zina akre jo iddat main nah ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per wo shaks is(aurat) k tauba karne se pehle os se shadi nahi kar sakta. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzihul masael, Mafhoom e Maslah #2364).
3) Zina ka kuffara sache dil se toba karna hai lehaza Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baarga main toba kijye.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37).
4) Tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 01-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111358
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-07

Question: Agr ek muslim ldki kafir ldky se zina krly aur ab vo zina chodna chahti hai lekin chod nhi paari kyunki us ldki ko adat hogyi hai ...ab kya krein ...aur vo ldka b nhi chod Raha please sir answer dena

Answer: Zina se bachne ka behtreen tariqa Shadi karna hai, Agr koi shadi na karne ki waja se haram kaam men mubtala ho rahi ho to us per shadi karna wajib hai, aur Zina kerna haram or gunah e kabeera hai.(Ref: Ayatullah Seestani(d.b), Tauzeeh ul masael, Edition# 35, Mafhoom e Maslah # 2407)
[Updated on 07-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111424
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-10

Question: Ek ladke ne apni sagi bahan se 15 saal ki umar me zina kiya us par kya hukm hoga

Answer: 1) Behen mehram hai aur us k sath sex kerna haram hai. Is se tauba karna lazim hai (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah #155 , Eidition 1427 hij).
2) Zina ka kuffara sache dil se toba karna hai lehaza Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baarga main toba kijye.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37).
3) Tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 10-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111449
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-11

Question: Assalamualaikum: mera question hai....keh agr aik shakhs khuda se sachay dil se maafi mangy .....tu kya allah taala maaf kr dein gein.... Mai ne suna hai keh zina ki maafi ni ....but agr kisi se yeh gunah ho jaye ..... Or baad mai wo bht sharminda ho...tu kya uski sari life kharab ho jaye ghee ...? Plz mujhe iss ka detail se answer dia jaye...meri yeh aik confusion hai ...

Answer: Zina ka kuffara sache dil se toba karna hai lehaza Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baarga main toba kijye.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37).
Tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 11-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111450
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-11

Question: Agr mard ne aurat k bas penis ko lagaya ho uski sharamgah per tou kiya yeh bh zina keh layega?

Answer: zina tou nahi kehlaaye ga lekin ye fail (kaam) bhi gunahan e kabeera mai sai hai lehaza ab aap par laazim hai k aap sache dil sai tauba karein.
Tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 11-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111451
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-11

Question: Agr Mard Ney aurat ki sharamgaah par apna (penis) lgaya ho tou kiya yeh zina me ajayega? Daala na ho bas lagaya ho.

Answer: zina tou nahi kehlaaye ga lekin ye fail (kaam) bhi gunahan e kabeera mai sai hai lehaza ab aap par laazim hai k aap sache dil sai tauba karein.
Tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 11-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111455
Mujtahid:
Deoband (sunni) Date: 2021-11-30

Question: If a person commit zina in immaturity at the age of 20 then if he is guilty and he punish himself with , a belt or stick 100 times with full force without any care for his harms and he has promised to Almighty Allah that he will not repeat this sin again , which he had done in immaturity as he was not guided properly islamically so is kafara paid for zina or not ( as there are no punish law rules for zina these days so he had punished himself)

Answer: 1: Saza dene ka talluq Islami hokomat main Hakim e Shara ke hokum se hai. Apnay aap ko saza dena jaiz nahin hai.(Ref; Sistani.org , topic # qisaas).
2: Zina ka kuffara sache dil se toba karna hai lehaza Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baarga main toba kijye.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37). Tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 01-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111456
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-11

Question: aoa sir mera sawal ha k agr insan sy anjany main kisi ki muhabt main ak usy khony k dar sy hr wo kam kia ho jo galat ho jesy k zina wgira or dil par bojh ho gunah ka galati ka us ki maufi kesy ho gi?kesy wo ye bojh kam kr skta ha?zehni skoon na ho ehsas e gunah or nadamat ki wajah sy to esy main usy kya krna chahye

Answer: Zina ka kuffara sache dil se toba karna hai lehaza Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baarga main toba kijye.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37).
Tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 11-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111457
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-11

Question: aoa sir mera sawal ha k agr kisi sy jany anjany main esa gunah ho jaye jo bad main us k zameer py bojh ho gunah or galati ka ehsas usy jeny na day jesy kisi ki jhoti muhabt main giraftar ho jana phr us py yaqeen krna usy chor jany kho jany k dar sy hr gaalat baat manna jesy k touch tk b krny dena itna qareeb any dena lkin bad main wohi shaks dhoka day shadi na kry or dil py hmary gunah ka bojh ho k zina kia ha us ny q us ki mani Allah ki naframani ki sakon na ho na zameer gunah k esas sy jeny day to kya krna chagye kesy maufi mily gi? kesy ye bojh kam ho ga? Allah sy kesy mafi mangi jaye ?

Answer: Zina ka kuffara sache dil se toba karna hai lehaza Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baarga main toba kijye.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37).
Tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 11-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111476
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-13

Question: Mera dost na ek lrki k sath hum bistri nahi ki lekin uski shrm gah mein hath phyra hy or blow job kiya hy lkin penis ni dala kiya ye zinah hy or iski kiya maffi hy?

Answer: Ye zina to nahi kehlayega lekin ye fail (kaam) bhi gunahan e kabeera mai sai hai lehaza ab aap par laazim hai k aap sache dil sai tauba karein. Aur Tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 13-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111530
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-27

Question: Sir mery dost k sath aik lrkay nae bachpan mae sex/zayadti ki ab mera dost chata hai k wo badla ley us sae to kia uska us lrkay ki maa behn k sath sex krna jaiz hai? Kia wo haq rkhta hai k ab wo uski maa behn k sath sex kray? Kia is trah badla lena theek hai ya maaf krna behtr hai

Answer: Jee nahin ye jaiz nahin hai. Q k zina (sex) haram aur gunah e kabeera hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1 masla # 30)
[Updated on 27-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111560
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date: 2020-11-19

Question: AGAR KISI LADKE SE ZINA HO JAYE JISSE VO PYAR KARTA THA KAFI TIME VO SATH RHE PAR VO LADKI USE CHOR GAYE TO USKE LIYE ALLAH SE MAFI KAISE MANGE

Answer: 1: Zina haram aur gunahan e kabeera mai sai aik hai.(Ref: Ayatullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah #30 , Eidition 1439 hij).
2: Jinse mukhalif sai is had tak dosti karna k mohabbat ki had tak pounch jay, ye jaiz nahi hai q k ghunnah mai mubtila honay ka khof mojoud hay. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69).
3: Zina ka kuffara sache dil se toba karna hai lehaza Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baarga main toba kijye.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37).
3-Tauba ka sahi mafhom ye hai k sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 19-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111565
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-19

Question: Zina ???

Answer: zina gunahan e kabeera mai sai aik hai.(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah #30 , Eidition 1439 hij).
[Updated on 19-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111666
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-11-30

Question: aslamulaikum. mere husband k peeche ek larki pari v the or us larki neh bht majboor kia inko Zina k lie tab mein pregnant the or abi delivery k baad muje yeh baat pata lagi hein jab mene husband seh poocha toh uno neh apni galti ka aitram toh kia hein par mere dil seh yeh baat ney nikalri. kya muje apne husband ko maaf kar dena chaye?

Answer: 1: Zina haram aur gunahan e kabeera mai sai aik hai.(Ref: Ayatullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah #30 , Eidition 1439 hij).
2: Zina ka kuffara sache dil se toba karna hai lehaza Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baargah main toba ki jaye.(Ref: Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg #37).
(Note: Aap ke shohar ko chahiye ke Allah tala se maafi mange, aur use apne is gunah ki tauba karni chahiye.)
[Updated on 01-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print