Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Rizq k liay wazifa (246 Questions)


Showing 0- 50 questions from 246 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
2541
Mujtahid:
-- None -- Date:

Question: achi jaga job mil jaye jaldi

Answer: Surah e Zariyaat(surah #51) aur surah e alam nashrah(surah # 94) k parhnay walay k lie Khair o barkat mai izafa aur rizq mai ziadti hoti hai aur is k ahl o ayal ki rozi wasee(ziada) hoti hai ye amal tajrba shuda hai. (Ref : Kitab payam e shifa, Mafhoom e Pg # 236). Update on dated 11-05-2015 (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
9327
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam walekum maulana saheb ji. Meri shadi hoke 5mahne hue hai. meri our meri bahan ki shd k ly maine 2lak loan nikalatha.meri biwi muje meri tankhwa gharme dene c rokti hai kehti hai ke loan ko bharo.our gharwalo ko kuch khane lata hu to naraj hoti hai.our mere ma bp bi muri tankhwa mangte hai. Mi in 2 ko khush ni rakparaha hu so plz salah dekakar madat kijiye

Answer: maa o baap o bivi dono ke sath acha soolook rakne ki koshish karye, or koshish kejye ke kisi ki waja se kisi dosre ka haq zaya na ho.
Surah e Zariyat(surah #51) aur surah e alam nashrah(surah # 94) k parhnay walay k lie Khair o barkat mai izafa aur rizq mai ziadti hoti hai aur is k ahl o ayal ki rozi wasee(ziada) hoti hai ye amal tajrba shuda hai. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 236) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maida surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay wahan se rozi mile gi jahan se use wahm o guman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
9331
Mujtahid:
Date:

Question: mere karobaar ko taqreban 3 saal hagai magar ab tak main ne koi khasa munafa nahi dekha bawjod es ke ke main ne bohat acha karobar kya hai yane jo kamatha ho paatha nahi hoon

Answer: Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes benti he ghum ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he”. Aik aur irshad k aik jumla he k namaz e shab charahey ko safaid aur khoobsurat karti he.
(Ref : Kitab payam e shifa pg # 147)
Jo shakhs surah e hijr surah no. 15 ko likh kar apnay bazoo k sath bandaye to uski khareed o farookth ziyada ho jae gi, log os say karoobar karna behtr samjhain gay or jab tak ye likha hua is k pas ho ga Khuda k hokum say is ka rizq ziada ho ga.
(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 27)
(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
9877
Mujtahid:
Date:

Question: aswakm mein mba kar ke 2 sall ho raha hai aur job ke koshish bhut kar ra magar koi job nai milre , mera liya bhut sare log duwa kar ra kis ke duwa ka be asra nai ho raha hai jal jal se jall koi wazifa yen ,,, aur mera hath mein ring joo blac colur ke hai triangle shape mein hai uske weight 7.5 grms hai , ring phena sahi hai mera aur mera naam khaja safiullah

Answer: Wssalam o alykum, ager ye ring sone ki na ho to sahi hai. (Ref : nigaah o lebaas , baab # 7 , sawaal no # 106 , pg # 103).
Hazrat Imaam Jaffar o Sadiq (a.s) se marvi riwayat ke mutabiq Sura e yoosuf ko likh kar 3 din apne ghar main rakhe or phir use wahan se utha kar ghar ki bahar wali dewaar main chupa de ke koi is se muttale na ho. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani no # 30 , pg # 27 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
9928
Mujtahid:
Date:

Question: sir man job ki talash man hun kafi jaga interview b day chuka hun per call kahen say nai a rhai jub interview hota hai to asa maloom hota hai k mjy zaroor call ay gi par call nai ati man bht parishan hun

Answer: Hazrat Imaam Jaffar o Sadiq (a.s) se marvi riwayat ke mutabiq Sura e yoosuf (sura no 12) ko likh kar 3 din apne ghar main rakhe or phir use wahan se utha kar ghar ki bahar wali dewaar main chupa de ke koi is se muttale na ho. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani no # 30 , pg # 27 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai)

Print

Id:
10617
Mujtahid:
Date:

Question: meray husband ki job 8 months say nahi hai plz koi wazifa batadain

Answer: Hazrat Imaam Jaffar o Sadiq (a.s) se marvi riwayat ke mutabiq Sura e yoosuf (sura no 12) ko likh kar 3 din apne ghar main rakhe or phir use wahan se utha kar ghar ki bahar wali dewaar main chupa dain ke koi is se muttale na ho. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani no # 30 , pg # 27 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
10708
Mujtahid:
imam maulana sistani sahab Date:

Question: rozi ki rukawat ko dhoor krne ke liye kaun si dua padhi jaye...........

Answer: Surah e talaq surah#65 ayat#2 ka akri hissa and ayat#3 puri yani(wa-maei yattqillaha yaj-al lahu makhraja sy........le kulle shaei-in qadra tak) rozana 3 baar parhain,awal-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga,aur agr qarz ada krna hai tou isi ayat ko rozana 21 baar parhain.(Ref : book payame shifa pg#229)

Print

Id:
10845
Mujtahid:
rozgar Date:

Question: rozgar ke barkat ke lite quran ki kis ayat ki tilawat kare

Answer: Surah e Hijr (surah no. 15) ko likh kar apnay bazoo k sath bandh lain. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani no # 30 , pg # 27 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
10913
Mujtahid:
Sistani Date:

Question: Salam koi asee dua batain jis say meray papa Kay rizq Mai barkat ho woh bohat pareshan rehtay hai rizq ki taraf say

Answer: Wssalam o alykum, Surah e Hijr (surah no. 15) ko likh kar apnay walid ke bazoo per bandh dain. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani no # 30 , pg # 27 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
11526
Mujtahid:
Date:

Question: meray husband karachi mai rehty hain or mai islamabad mai job kerty ho mujhy asa wazeefa baty k wo islamabad mai shift hojay mai ph.d kerrahi ho jis mai boht sari hurdles hain isko jald complete kerny ka wazeefa bhi bta dain plz. mai boht preshan ho apky liye boht dua go raho gi. thanks

Answer: Dua e tawassul ko har waqt perh saktay hain, laikin kisi khaas maqsad k lie is dua ko musalsal 14 dino tak rozana namaz e fajar k baad 2 rakat namaz e hajat ada kernay k baad perh kar dua mangain. insha allah parvadigar aap k haq me jo behtar hoga wo karega .(Ref: Naeem ul aamaal pg# 40-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
11678
Mujtahid:
Want to get own house Date:

Question: ASSALAM-O-ALAIKUM mai aur mairay husband rent k home main rahtay hain. mjy koi aisa amal/wazifa bata dain jis say hm apna ghr kharid sakain takeh rent sy bach sakain. Thanx in advance

Answer: Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maida surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )
Jo koe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajat pure ho gi. ( ref: payaam shifa, pg: 249) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
11701
Mujtahid:
Date:

Question: assalaam alaikum saheb meri shaadi hokar 18 mnths hue hai prob ye hai mujhe abhi tak job nahi milri aur business kiya waha pe b loss hua aur mere wife mamu ki ladki hai koi kehte hai wo sote khadam wali hai isliye mai upar nahi araha hu aur uske ghar wale mujhpar aur mere ghar walo par kala jadoo kiya hai 5 mnths se hamare beech kuch baat nahi hai aur mai ye rishta khatam karna charaha hu mujhe ek ladka hai 7mnths ka ladki ka naam aisha begum unki mother:pervez begum

Answer: 1)Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maida surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )
Jo koe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajar pure hoghe. ( ref: payaam shifa, pg: 249) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
11702
Mujtahid:
Sistani Sahab Date:

Question: Dear Sir Salam Alikum mera ek masala hai ki humare ghar mein rozi rozgaar ke darwaze ekdum band ho chuke hain main din mein har namaz fareza ke baad astagfaar aur salwaat ki tasbi padta hoon mera share or commodities ka kaam hai kahin se koi kaam nahi ban raha hai maine 25000 se apne papa ka ac khola hai aur mujhe client ki zaroorat hai kya koi aisa wazifa hai jisse is kaam mein tarakki mile . Please help me out to resolve this situation..

Answer: Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maida surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
13745
Mujtahid:
wazifa Date:

Question: meri kiarana dukan hai allah ka karm hai allah chala rahe hai lekin mai os dukan ko holsel banana cahta hon tarkki ke liye ko wazifa bayae plz. mera jawab dijiye mere email id par bheje

Answer: Kisi aik namaz k baad har rooz 15 mertba awwal o aakhir salawaat k sath sorah ma,idah(sorah#5) ki ayat#114 ki tilawat ki jay tu rizq bay hisaab milay ga. (Ref: Naway saliheen pg#338). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
13773
Mujtahid:
Hanfia Date:

Question: Assalamu Aluykum. Main ek saal se berozgar hon.

Answer: Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein.
Agar koi shakhs rozgar sai mehroom ho gya ho ya rozgar na milta ho to nochandi jumarat aur juma roza rakhay shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chand martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karay aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhay baad e asr, maghrib aur isha bhi tilawat ko tark na karay aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba “ la illaha il’lal’la ” aur 100 martaba “ Allaho akhbar ” aur 100 martaba “ Almamdo lil’lah ” aur 100 martaba “ subhan Allaha ” keh kar takiey(pillow) k nichay rakh kar so jae subah ko bedar honay k baad is noshtay ko taweez bana kar dahanay hath par bandh lay aur Khuda sai pukhta ehad karay k kisi par ziadti na karay ga. inshAllah jald rozgar mil jae ga. Aur agar koi shakhs ye ayaat nahi parh sakta to wo khud roza rakh kar ayaat kisi sai likhwa layaur in tasbeehaat ko parhta rahay. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 100-01)

Print

Id:
14018
Mujtahid:
sunah Date:

Question: quran mai woh koun oun si aayaten hai jin ko bolne se barkat hoti hai....plz jaldi zaruri hai

Answer: Surah e Zariyat(surah #51) aur surah e alam nashrah(surah # 94) k parhnay walay k lie Khair o barkat mai izafa aur rizq mai ziadti hoti hai aur is k ahl o ayal ki rozi wasee(ziada) hoti hai ye amal tajrba shuda hai. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 236) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
14745
Mujtahid:
sistani sahab Date:

Question: me health aur rozi se pareshan hu qarz bhi hai suray Qaaf teen baar padhta ho dua wagerah bhi padhta ho lekin koi raasta nahi nikalta hai strong hal batai

Answer: Health k lye :
Sehat o aafiat k lie dua hazrat sajjad a.s. say marwi hai. “ Allah humma inni as’aa’loo’kal aa’fi’ya’to wsh shukra alal aa’fi’ya’te ” (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 211)
Rizq k lye:
Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda ayat # 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )

Qarz k lye :
Agar surah kahf qarz ada karnay k iraday say parhain to inshAllah qarz ada ho jae ga.
Ya maqrooz adami har namaz k baad ba-qa’edgi say surah muzammil ki tilawat karay to qarz ada ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
15177
Mujtahid:
rizq Date:

Question: meri biwi or sasur ne mere rozi par tala laga diya hai me koi kam karta hu lakin usme mughe niksan hota hai kya karu.

Answer: Jo shakhs surah e hijr surah no. 15 ko likh kar apnay bazoo k sath bandh lai to o ski khareed o farookth ziada ho jae gi, log os say karoobar karna behtr samjhain gay aur jab tak ye kilha hua is k pas ho ga Khuda k hokum say is ka rizq ziada ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 27) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
15959
Mujtahid:
quarz ke adyagi ke liye wajifa Date:

Question: mera shotasa computer ka shop hai business start kara 7 saal huwe hai lekin bhitak karj se pareshan hai aur rozi me barkat ke liya our karz ke adaygi ke liye wajifa bata de

Answer: 1)Surah e Zariyat(surah #51) aur surah e alam nashrah(surah # 94) k parhnay walay k lie Khair o barkat mai izafa aur rizq mai ziadti hoti hai aur is k ahl o ayal ki rozi wasee(ziada) hoti hai ye amal tajrba shuda hai.
2)Maqrooz aadmi har namaz k baad ba-qaidgi sai surah e muzammil ki tilawat karay qarz ada ho jae ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 236, 241)
(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
16874
Mujtahid:
Date:

Question: agar job na mile toh ka karna chaye?

Answer: Agar koi shakhs rozgar sai mehroom ho gya ho ya rozgar na milta ho to nochandi jumarat aur juma roza rakhay shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chand martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karay aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhay baad e asr, maghrib aur isha bhi tilawat ko tark na karay aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba “ la illaha il’lal’la ” aur 100 martaba “ Allaho akhbar ” aur 100 martaba “ Almamdo lil’lah ” aur 100 martaba “ subhan Allaha ” keh kar takiey(pillow) k nichay rakh kar so jae subah ko bedar honay k baad is noshtay ko taweez bana kar dahanay hath par bandh lay aur Khuda sai pukhta ehad karay k kisi par ziadti na karay ga. inshAllah jald rozgar mil jae ga. Aur agar koi shakhs ye ayaat nahi parh sakta to wo khud roza rakh kar ayaat kisi sai likhwa layaur in tasbeehaat ko parhta rahay. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 100-01)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
17174
Mujtahid:
job Date:

Question: aslamo alikum. sir mairy umer 28 year hey . my education is BA, PGDIT, par job milty naheen agur miley tu chut jaty hey koi wazifa butain

Answer: Husool rizq or taraqqi e rizq k liay sab se pehlay 11 mertaba salawaat perha jay phir 141 mertaba یا رزاق ارزقنی “yaa razzaaqo orzuqnee”. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
23109
Mujtahid:
RIZK Date:

Question: ASSALAMU ALICUM MA RAKSHA CHALATA HU MA CHATA HU KA KOI AYSA WAZIFA BATA DE JIS SA MARA RIZK MA KHULA IZAFA HO OUR HUM LOGO KEE MADAD KARNA WALA BAN JAI. JAZAKALLAH

Answer: Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
25604
Mujtahid:
Date:

Question: Salam sir mera question hai ke main jab bhi kisi job ke liye apply karta hoon wahan se reject ho jaata hai plz mujhe koi aisa wazifa bataiye jisse mera yeh masla hal ho jaye

Answer: Agar koi shakhs rozgar sai mehroom ho gya ho ya rozgar na milta ho to nochandi jumarat aur juma roza rakhay shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chand martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karay aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhay baad e asr, maghrib aur isha bhi tilawat ko tark na karay aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba “ la illaha il’lal’la ” aur 100 martaba “ Allaho akhbar ” aur 100 martaba “ Almamdo lil’lah ” aur 100 martaba “ subhan Allaha ” keh kar takiey(pillow) k nichay rakh kar so jae subah ko bedar honay k baad is noshtay ko taweez bana kar dahanay hath par bandh lay aur Khuda sai pukhta ehad karay k kisi par ziadti na karay ga. inshAllah jald rozgar mil jae ga. Aur agar koi shakhs ye ayaat nahi parh sakta to wo khud roza rakh kar ayaat kisi sai likhwa layaur in tasbeehaat ko parhta rahay. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 100-01)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
26379
Mujtahid:
Rozgar Date:

Question: mairai hasband 5 months sai bayrozgar hain, kam hotai hotai rok jata hai, mairai hasband nai shadi apnai parents ki marzee sai nahi ki, jis ki waja sai un k parents shadi mai nahi ayy, aur na happy thayy, shadi k furun bad woo bayrozgar ho gai, kia is ki waja mai hoon, ham bus 2 months sath rahai hain, us k bad mai apnay parents k gher agai, q k rent ka gher offort nahi kar saktai thaay, ab woo apnai gher aur mai apnai gher, 2 months bohat achay rahai, ki is ki waja nazar ho sakti hai, ab to lagta hai hum dono pagal ho jain gai, rozgar na honai ki waja sai, kia nazar lag gai hai, ya parents ko naraz karnai ki waja sai asa howa hai, jab k mairai hasband abhi bhi apka farz pora kartai hain apnai waldan ka, kia karai k hum sath aur achi life gozar lain, un ko rozgar mil jai,

Answer: Wednesday k din 2 rakat namaz rozgaar ki niyat sai parhain aur namaz k bad 40 martaba surah e kousar parhain.(Ref: payam e shifa pg # 230)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
32233
Mujtahid:
ghar Date:

Question: assalamu alaikum sahab mera name sohail ahmed hai mera saval ye hai meri saas ka ghar bante waqt hum kuch paise dale the aur ghar bi ada hum khud banaye hai jo meri saas meri biwi ke name pe ada aur ada mere sale ke name pe karte bole the 3saal hogaya ghar bane ke aab mere saas ki niyat nahi hai meri biwi ka dil bhoot toote gaya hai aab mere saas mujhe ko mere paise de diye hai aap ek aisi wazifa dijiye jis se hum khud ek new ghar bana liye jaisa aur mere karobar me kuch aisa taraqi chahiye jis se hum khud ghar bana liye jaisa plz sahab aap kuch help kijiye

Answer: Kisi bhi hajat (chahay wo ghar ki ho) k pura honay k liay surah e yaseen ki ayat#40 ko 7 baar parhain.
Surah e talaq surah#65 ayat#2 or 3 rozana 3 baar parhain, awai-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga. (ref:book payame shifa pg#249,229). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
32552
Mujtahid:
Date:

Question: asslamu-alaikum mera naam raja hai mai electrition hu aur mera kaam 3-4 mahine se ahi chal raha hai mujhe aap koi aisa wazeefa batao jisse mujhe rozi hassil ho

Answer: Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
32632
Mujtahid:
SUNNI Date:

Question: ASSALMUALIKUM hazrat aisa koi amal batye ke mujhe allah ke khazane se gaib se paisa mile jitna mai chahta hon itna ke mai apni niyyat ko pura kar sako hazrat meri niyyat ye hai ke paisa milte hi sabse pehle 1 masjid tamir karna chahta hon jis ka total kharch 1 crore 70 lakh hai allah ke waste meri madad farmaye allah aapko jazae khair ata farmaye aapki dua ka talib ASAD KHAN

Answer: Doulat k hosool ki garaz sai jumarat k din 2 rakat namaz e hajat parhain is k baad surah e yaseen ki tilawat karain is amal ka 3 din takrar karain bohat hi mujarrab hai. (Ref : Payam E Shifa pg # 236)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
32655
Mujtahid:
Date:

Question: business ke kiya koi wazifa

Answer: Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maida ayat # 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )
Jo shakhs surah e hijr surah no. 15 ko likh kar apnay bazoo k sath bandh lai to os ki khareed o farookth ziada ho jae gi, log os say karoobar karna behtr samjhain gay aur jab tak ye likha hua is k pas ho ga Khuda k hokum say is ka rizq ziada ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 27) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
32767
Mujtahid:
RIZQ KE LIYE Date:

Question: ASSALAMUALIEKUM HAZRAT MAINE RIZQ KE LIYE SAWAL KIYA THA OR AAPNE JAWAB BHI DIYE Ques. ID 32632 PAR AAPNE YE JAWAB DIYE THE Doulat k hosool ki garaz sai jumarat k din 2 rakat namaz e hajat parhain is k baad surah e yaseen ki tilawat karain is amal ka 3 din takrar karain bohat hi mujarrab hai. (Ref : Payam E Shifa pg # 236)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). SURAH YASEEN KI KITNE MARTABA TILAWAT KARNA HAI BATAYE JALDI BATANA KYOKI KAL JUMARAT HAI JAZAK ALLAH

Answer: Surah yaseem ki 1 martaba tilawat karain. (Ref : Payam E Shifa pg # 236)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
32802
Mujtahid:
Yes Date:

Question: Muje padaimedilnahi lagta padai muje yad nahi rahata muje gourmet naukri onahai plz my kyakarnna ?

Answer: 1)Agar dil ilm k hasool may na lagta ho to surah e alaq ki ayat # 1 ta 5 likh kar is k galay may dalain aur pani par parh k pelain to zehen aur aqal ki tezi k liay bhi mujarrab hay. (Ref : Kitab naway salaheen pg no 346 )
2)Agar koi shakhs rozgar sai mehroom ho gya ho ya rozgar na milta ho to nochandi jumarat aur juma roza rakhay shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chand martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karay aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhay baad e asr, maghrib aur isha bhi tilawat ko tark na karay aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba “ la illaha il’lal’la ” aur 100 martaba “ Allaho akhbar ” aur 100 martaba “ Almamdo lil’lah ” aur 100 martaba “ subhan Allaha ” keh kar takiey(pillow) k nichay rakh kar so jae subah ko bedar honay k baad is noshtay ko taweez bana kar dahanay hath par bandh lay aur Khuda sai pukhta ehad karay k kisi par ziadti na karay ga. inshAllah jald rozgar mil jae ga. Aur agar koi shakhs ye ayaat nahi parh sakta to wo khud roza rakh kar ayaat kisi sai likhwa layaur in tasbeehaat ko parhta rahay. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 100-01)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
32812
Mujtahid:
agha sistani Date:

Question: AOA Mara sawal yaha ha ka pahly mare ak shop ther 3sall pahly wo normel chalte tahe or 2 sal bad mare job ho ge the wo many katam kar die thae ab mare job katm ho ge ha koch wajohat ke baena par ab ma apna dubara say wohe kam shoro karna chata ho mujy dar ha kahe paher say wo dob na jay or manyjis qaraz be lo wo boj na ban jay koe asa wazefa baty jas say karobar ma barkat ho or karz bhe oter jay or opna kam bhe ache tarekay say chalta rahy kindily please help me ma joo kam bhe karta ho ya erada karta ho pora nai hota ha apne tarf say pore koshash karta ho many shop karyana tayep bani the abe wo bana chata ho kindaily replay me ma bhot paryshan ho 3 maha say gar par free betha ho

Answer: Surae talaq surah#65 ayat#2 and ayat#3(wa-maei yattqillaha yaj-al lahu makhraja sy........le kulle shaei-in qadra tak) rozana 3 baar parhain,awwal-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga,aur agr qarz ada krna hai tou isi ayat ko rozana 21 baar parhain.(ref:book payame shifa pg#229). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
32856
Mujtahid:
rozi aur paresani Date:

Question: asslamoalekum mera name amir ali hai meri kapade ki dukaan hai dukaam open karne ke liye maine karza liya magar dukan mai kuch munafa nahi horaha hai aap se gujaris hai ke rozi mai ijafa hone ke liye kun si duwa hai please jawab jald dijiye

Answer: Surah e talaaq (surah#65) ayat#2 or 3 rozana 3 baar parhain, awal-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga,aur agr qarz ada kerna hay tu isi ayat ko rozana 21 baar parhain. (Ref:book payame shifa pg#229). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
32986
Mujtahid:
Imam Jaffer sadiq R A Date:

Question: Karobar k liya wazifa

Answer: Jo shakhs surah e hijr surah no. 15 ko likh kar apnay bazoo k sath bandh lai to os ki khareed o farookth ziada ho jae gi, log os say karoobar karna behtr samjhain gay aur jab tak ye kilha hua is k pas ho ga Khuda k hokum say is ka rizq ziada ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 27)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
34278
Mujtahid:
rozi ke liye dua Date:

Question: Assalamoalykum Hazrat mera sawal ye h ki mere walid shab ka kaam insha Allah achha chalta h lekin usme barkat ni hoti saari kamai dukaan me hi kharch ho jati h . koi tarkeeb bataye aur ek sawal personal mere liye h ki mai raat ko paak saaf hokar sota hu lekin subah paak ni uth pata meharbaani karke iska solutin bataye ;

Answer: Rizq k lie:
1)Dukan mai bethtay waqt kalma e shahadatain kehna aur soda k waqt takbeer kehna mustahab hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, pg # 306)
2)Jo shakhs surah e hijr surah no. 15 ko likh kar apnay bazoo k sath bandh lai to o ski khareed o farookth ziada ho jae gi, log os say karoobar karna behtr samjhain gay aur jab tak ye kilha hua is k pas ho ga Khuda k hokum say is ka rizq ziada ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 27)
Ehtilam k lie: yani rat ko sotay mai mani niklnay sai bachnay k lie
3)Surah e al tariq k khawas me he k sotay waqt is ko parh k soye to ethilam nahi ho ga. (Ref : mukhzane amaliat pg # 64, 65)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
34330
Mujtahid:
imam khamnai Date:

Question: mera consultancy hai jahan humlog job dilwate hai,aur candidates se charge lete hai.lekin hamare yahan candidates ki kami hai,humlog k pass vacancy bahut hai.koi aisa wazifa batyye k candides ki kami na ho.

Answer: Surah e Zariyat(surah # 51) aur surah e alam nashrah(surah # 94) k parhnay walay k lie Khair o barkat mai izafa aur rizq mai ziadti hoti hai aur is k ahl o ayal ki rozi wasee(ziada) hoti hai ye amal tajrba shuda hai. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 236)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
34555
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam o alaikum mai 1 tajir banna chata hu koi mujrab wazifa taleem farma de

Answer: Jo shakhs surah e hijr surah no. 15 ko likh kar apnay bazoo k sath bandh lai to os ki khareed o farookth ziada ho jae gi, log os say karoobar karna behtr samjhain gay aur jab tak ye likha hua is k pas ho ga Khuda k hokum say is ka rizq ziada ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 27) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
34741
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam o alikum janab mai karobar karna chahata hu magar koi vasila nazar nahi ata k khaha se shuru karu meri madad farmaay or doulat ka majrab tarika batai

Answer: Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
35007
Mujtahid:
question Date:

Question: As salam alekum ,,, janab mere pareshani aishi hai ke main ,,, 12 saal se kaam kar raha hoo ,lakin kabhii bhii mera paisa bacha nahi pata ho chahuye main din raat bhi mahnat karuu to ghar me sirf main 2000-2500 hi deta ho ,, mujhe kuch bataye ke main ghar pe paise jiyada de sakku lakin,,,,

Answer: Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda surah # 5 ayat # 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
35130
Mujtahid:
sistani sb Date:

Question: Sir M bhtt time se job serch kr rhe hu 7. 8 mahine se lakin job nhi mil rhi aur jo job kr rha tha wo bhi chut gai. ab maire pas job nhi hai 1.5 month se aur maire papa mammy nhi hai aur koi bhi nhi hai bs m aur ek bhan hai main bht preshan hu m kya kru jo mjhe acchi job milgae jaldi se

Answer: Agar koi shakhs rozgar sai mehroom ho gya ho ya rozgar na milta ho to nochandi jumarat aur juma roza rakhay shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chand martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karay aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhay baad e asr, maghrib aur isha bhi tilawat ko tark na karay aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba “ la illaha il’lal’la ” aur 100 martaba “ Allaho akhbar ” aur 100 martaba “ Almamdo lil’lah ” aur 100 martaba “ subhan Allaha ” keh kar takiey(pillow) k nichay rakh kar so jae subah ko bedar honay k baad is noshtay ko taweez bana kar dahanay hath par bandh lay aur Khuda sai pukhta ehad karay k kisi par ziadti na karay ga. inshAllah jald rozgar mil jae ga. Aur agar koi shakhs ye ayaat nahi parh sakta to wo khud roza rakh kar ayaat kisi sai likhwa layaur in tasbeehaat ko parhta rahay. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 100-01)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
35305
Mujtahid:
Date:

Question: A.A! mera saawal yeh hai, keh hamaray rizq mai barkat nahi rehti....

Answer: Surah e zariaat surah # 51 aur surah e alam nashrah surah # 94 k parhnay walay k lie khair o barkat mai izafa aur rizq mai ziadti hoti hai. (Ref : Payam E Shifa pg # 236)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
36331
Mujtahid:
Date:

Question: Salam sir doulat ka mujrab wazifa batay

Answer: Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Aqhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes benti he ghum ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he”. Aik aur irshad k aik jumla he k namaz e shab charahey ko safaid aur khoobsurat karti he. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
36784
Mujtahid:
Date:

Question: Assalamualaikum, hamare ghar me ai din koie na koie pareshani rehti hai aur meri shadi bhi nahi horahi hai.. Meherbani karke koie aisa wazeefa btayein jis se meiri shadi hojaye aur maldar hone ke liye bhi koie wazeefa btadein..

Answer: 1)Perashani k lie wazifa : 1)Surah e Ahqaaf 3 bar parhein. Musibat tal jaay gi. 2)Har qism ki perashani k liya surah e Mubarak e An’aam ki ayat no 17,18 (in yamsask . . . . . . .al khabir) ko fajr say pehlay likh kar apnay paas rakhain. Inshallaha faida ho ga. (ref : kitab payam e shifa pg # 217 , 221).
2)Aap apnay libaas par zafraan say surah e fattah, surah # 48 ki pehli teen ayaat likhain aur apnay pas rakhain sohar dar ho jain gi. (Ref : Kitab Payam e Shifa pg # 282)
3)Surah e Zariyat(surah #51) aur surah e alam nashrah(surah # 94) k parhnay walay k lie Khair o barkat mai izafa aur rizq mai ziadti hoti hai aur is k ahl o ayal ki rozi wasee(ziada) hoti hai ye amal tajrba shuda hai. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 236) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
36802
Mujtahid:
salawat Date:

Question: Assalam-o-alaykum agha sahab mera sawal ya hai k mein namaz pharta hon to duniya k khal bhot kasrat sayb atay hain or jo kam mujh ko yad nahi hoty wo namaz mein yad atay hai is k liya koi dua ya wazifa batain or dua mujh gunha gar ke liya bhi dua kijiye ga Shukriya

Answer: Jo bhi shaks ikhlaas ki dolat hasil karna chahta ho wo ism-e-mubarika

Print

Id:
36823
Mujtahid:
Date:

Question: mere bhai ka naam jawed hai mechanichal engineer hai.1 sal se naukri k liye pareshan hai magar naukri nahi mili.koi wazifa batay aur kya waja hai naukri na lagne ki ye b batay

Answer: Agar koi shakhs rozgar sai mehroom ho gya ho ya rozgar na milta ho to nochandi jumarat aur juma roza rakhay shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chand martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karay aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhay baad e asr, maghrib aur isha bhi tilawat ko tark na karay aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba “ la illaha il’lal’la ” aur 100 martaba “ Allaho akhbar ” aur 100 martaba “ Almamdo lil’lah ” aur 100 martaba “ subhan Allaha ” keh kar takiey(pillow) k nichay rakh kar so jae subah ko bedar honay k baad is noshtay ko taweez bana kar dahanay hath par bandh lay aur Khuda sai pukhta ehad karay k kisi par ziadti na karay ga. inshAllah jald rozgar mil jae ga. Aur agar koi shakhs ye ayaat nahi parh sakta to wo khud roza rakh kar ayaat kisi sai likhwa layaur in tasbeehaat ko parhta rahay. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 100-01)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
36885
Mujtahid:
n Date:

Question: AOA MARE husband ke job hi lakin uss sa harcha pora nahe hoota.13 years ho gaya hin canada main lakin mali halat accha nhe ho raha 6 monts ka baad job mila lakin hyarcha pora nahe ho raha bohjat parshni hi .har kam main rekawt ajte hi please app koye QURANI WAZAIF ABATA DA THANKS ALLAH APP KO AJAR DA GA AMEEN

Answer: Surah e Zariyat(surah #51) aur surah e alam nashrah(surah # 94) k parhnay walay k lie Khair o barkat mai izafa aur rizq mai ziadti hoti hai aur is k ahl o ayal ki rozi wasee(ziada) hoti hai ye amal tajrba shuda hai (Ref: Kitab payam-e-shifa Pg # 236) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
37546
Mujtahid:
Date:

Question: mere bhai ko job nai milrahe 2 sal sa wo b.tect(computer science) kiye hai aur autocad aur java oracle sab kiye hai phir bi unko koi job nahi milrahe aur nahi hyderabad nahi abroad mai plzz ap kuch madat kiye giye apka jawab ka intejar hai mhuje

Answer: Agar koi shakhs rozgar sai mehroom ho gya ho ya rozgar na milta ho to nochandi jumarat aur juma roza rakhay shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chnd martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karay aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhay baad e asr, maghrib aur isha bhi tilawat ko tark na karay aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba “ la illaha il’lal’la ” aur 100 martaba “ Allaho akhbar ” aur 100 martaba “ Almamdo lil’lah ” aur 100 martaba “ subhan Allaha ” keh kar takiey(pillow) k nichay rakh kar so jae subah ko bedar honay k baad is noshtay ko taweez bana kar dahanay hath par bandh lay aur Khuda sai pukhta ehad karay k kisi par ziadti na karay ga. inshAllah jald rozgar mil jae ga. Aur agar koi shakhs ye ayaat nahi parh sakta to wo khud roza rakh kar ayaat kisi sai likhwa layaur in tasbeehaat ko parhta rahay. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 100-01)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
39654
Mujtahid:
Ali khamenaii Date:

Question: me 3 saal se berozgaar hn is preshani ka koi tor btaden

Answer: Agar koi shakhs rozgar sai mehroom ho gya ho ya rozgar na milta ho to nochandi jumarat aur juma roza rakhay shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chand martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karay aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhay baad e asr, maghrib aur isha bhi tilawat ko tark na karay aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba “ la illaha il’lal’la ” aur 100 martaba “ Allaho akhbar ” aur 100 martaba “ Almamdo lil’lah ” aur 100 martaba “ subhan Allaha ” keh kar takiey(pillow) k nichay rakh kar so jae subah ko bedar honay k baad is noshtay ko taweez bana kar dahanay hath par bandh lay aur Khuda sai pukhta ehad karay k kisi par ziadti na karay ga. inshAllah jald rozgar mil jae ga. Aur agar koi shakhs ye ayaat nahi parh sakta to wo khud roza rakh kar ayaat kisi sai likhwa layaur in tasbeehaat ko parhta rahay. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 100-01)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
40361
Mujtahid:
sunni Date:

Question: hamari shadi ko 4 month ho gaye or shadi ki jab date fix hoe tab inki job chut gae ab na hi koe job mil rahi h or na hi koe kam ho pa raha h buht pareshan hain hamari love marriage hoe h or ab susral mai sab mjhe inki job na hone ka sunate hain koe wazifa bataen k inki job ho jaye inho ne mere liye apni engagment tori thi unho ne bhi inhe buht bud duaen di thi allah jane kea waja h

Answer: Note : Is website mai fiqh e jafaria k mutabiq jawabat diay jatay hain.

Surah e talaaq surah#65 ayat#2 and ayat#3 rozana 3 baar parhain,awal-o-aakhir 1 martaba dorood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga.(Ref:book payame shifa pg#229) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
40460
Mujtahid:
Rozagar Date:

Question: Assalam walekum, mera swal hai Mujh job nahi milri, interview call atein hai, 1st round clear hotha hai aur 2nd round ko bolatein boltein hai par bolatein nahi hai, kaya aap mujh koi wazifa bol saktein jisse mujh naukri jaldi mali jaye Khudha hafiz

Answer: Agar koi shakhs rozgar sai mehroom ho gya ho ya rozgar na milta ho to nochandi jumarat aur juma roza rakhay shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chnd martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karay aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhay baad e asr, maghrib aur isha bhi tilawat ko tark na karay aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba “ la illaha il’lal’la ” aur 100 martaba “ Allaho akhbar ” aur 100 martaba “ Almamdo lil’lah ” aur 100 martaba “ subhan Allaha ” keh kar takiey(pillow) k nichay rakh kar so jae subah ko bedar honay k baad is noshtay ko taweez bana kar dahanay hath par bandh lay aur Khuda sai pukhta ehad karay k kisi par ziadti na karay ga. inshAllah jald rozgar mil jae ga. Aur agar koi shakhs ye ayaat nahi parh sakta to wo khud roza rakh kar ayaat kisi sai likhwa layaur in tasbeehaat ko parhta rahay. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 100-01)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
40697
Mujtahid:
jobness Date:

Question: me jin ko pasand karti hon wo kafi time se koi achi job dhond rahe hen unhen koi achi job mil nh rahi hai hum bohat pareshan hen unhen job mile to humre rishte ki bat ho plzzzzzz koi wazifa bataiye k unhen achi job mil jaye unka nam abdul khaliq hai plzzz mujhe kuch btaen

Answer: Agar koi shakhs rozgar sai mehroom ho gya ho ya rozgar na milta ho to nochandi jumarat aur juma roza rakhay shab e juma mai bistr par janay sai pehlay surah yousuf ki ayat no. 54 say 56 tak aayat ko chand martaba parhain. Roz e juma namaz e subah aur baad namaz e zohar in aayaat ki tilawat karay aur zohar aur asr k darmian in ayaat ko kaghaz par likhay baad e asr, maghrib aur isha bhi tilawat ko tark na karay aur bistr e khawb par tilawat karnay k baad 100 martaba “ la illaha il’lal’la ” aur 100 martaba “ Allaho akhbar ” aur 100 martaba “ Almamdo lil’lah ” aur 100 martaba “ subhan Allaha ” keh kar takiey(pillow) k nichay rakh kar so jae subah ko bedar honay k baad is noshtay ko taweez bana kar dahanay hath par bandh lay aur Khuda sai pukhta ehad karay k kisi par ziadti na karay ga. inshAllah jald rozgar mil jae ga. Aur agar koi shakhs ye ayaat nahi parh sakta to wo khud roza rakh kar ayaat kisi sai likhwa layaur in tasbeehaat ko parhta rahay. (Ref : Aasar e Ahlbait a.s. pg # 100-01)
Wazifa bayan karnay k sath aap ko is fiqhi maslay ki taraf bhi mutwajjah kiya jata hay k : jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. (Ref : kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print