Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Question & Answers << Go Back

Topic: Rizq k liay wazifa (246 Questions)

Showing 200- 246 questions from 246 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
98754
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-07-23

Question: Asslamo alaikum Mere husband ki job chli gai h or m buhat pareshan hn koi asa wazifa btaen k unki job mil jae or hmare halat thk ho jaen.

Answer: Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 23-Jul-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
98900
Mujtahid:
Date:

Question: A.O.A mre shadi ko 5 saal hny waly hn or mra ak beta 3 saal ka jb shdi hoi tb hsbnd abe prh ry thy ab study b cmplt hogae h hr jga aply krty hn job ni milti. ktny test b pas kiay hn ktni sifarish b krae h lkn hr jga nakami hoi h ab unhun ny ghr bna k sale krny ka business start kia h. sth sth job ki b try krty hn or jo ghr bn gya h wo sale b ni horha... ap mje btayn kia paisa nokri bv k naseeb ma hta h. mje isk ly kia krna chaeay m bht prshn hn k mre wja s unko sbki btyn b sunni prti hn q k hm joint fmly m rhty..

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). Update on dated 26-07-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
99636
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: A.O.A sir mai ne phly b ap se ye sawal kia ta k mere baba achanak tango se maazoor hogye hai kamaney wale sirf mere baba hi te bhai b chota hai ab kamaney wala koi nhi hai or taleem mai rukawatein b bht zayada hai plz ap mjy rizq k lye or taleem mai rukawat dur krne k lye koi azmuda wazifa bata den shukriyan.

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). Update on dated 23-08-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
99793
Mujtahid:
Date:

Question: Mujay kam nahi melta hai stand per batta hu our kam nahi melta hai

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). Update on dated 30-08-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
101054
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-10-14

Question: Mn aur mri ik czn ik dusry ko bht pasand krty hn. But usky ghr waly ni maan rahy. Aur jb tk mri achi job ni lagy gi wo many gy b ni. Mn kiya wazifa krun k mri achi job b lg jy aur mri usky sath shadi b hojy

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).

Shadi k liay wazifa: Rasool(saww) nay famaya: Ay Ali a.s surae yaseen ki tilawat kia kro,is mai 10 brkatain hain(in mai sy aik ye hai k)gair shadi shuda,shadi shuda hojaega.(Ref:book dunya-o-akhirat ki 100 pareshanio ka hal pg#18)

[Updated on 14-Oct-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
101082
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Assalamo alekum sir maine kpde ka business shuru kiya tha pehle to chala lekin ab nhi chal rha hai mera sara stock waise ka waise rkha hai or jisse paise udhar liye the uske adhe paise maal me phase hai plzzz kuch btaiye jisse mere sare stock bik jaye

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). Update on dated 15-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
101089
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: Assalam e alikum job k lye koi wazifa tu bta dain k job ho jaye har hal mein

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41). Update on dated 15-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
103161
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-16

Question: A.O.A Mere job nie lag rhe ache ma job ka liya jata bhe hn to kam hota hota khatam ho jata ha

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. یا رزاق ارزقنی (Yaa razzaaqo orzuqnee).(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
3-Ayatullah kashmiri k mutabiq 7 rooz tak sorah e alam nashrah ko aik baar subah or aik baar sham main tilawat kar liya jaey tu huzn o gham zaael hojatey hain.(Ref: Donya o akhirat ki 100 preshaniyo ka hal).
[Updated on 16-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103487
Mujtahid:
Tell md Date: 2020-02-20

Question: Ma life my business ko ly bhot preshan ho 2 doutgher hai meri Jo krubar start Kia is my lose jo kam start kia is my lose Phir kisi NY Kah bhir chly jao Wah gye tu agy frad wali duniya phly majood thi wah Sy wapsi ban gi Asy Lagta hai ksi Her chez ko bandesh my lia ho Kuch mind sakon my nhi a rha namaz parhi nhi dil ko sakon kisi chez py sakon nhi hai plz tell what's I do

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. (Yaa razzaaqo urzuqnee یا رزاق ارزقنی ).(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41)
[Updated on 20-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103557
Mujtahid:
Sunni Date: 2020-02-13

Question: sir me bahir mulk jana chahta hun har kam me rukawat arahi hai

Answer: 1-Kisi bhi jaiz maqsad main fatah Hasil karne k liay 141 martabah یا فتاح یا عزیز(Yaa fattaaho ya azeezo) ka wird kia jaey..(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 14-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103633
Mujtahid:
Yasir Date: 2020-02-07

Question: AOA Bhai mera naam Yasir, umer 38 saal Kay qarib 1.5 saal say bay rozgaar hoon abi tak koe nokeri nai mili, koe wazifaa bayaan farmaadin.

Answer: Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 07-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103922
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-02-18

Question: Asalamualikum , merey papa job less hain pichly 5 saal se kafi jaga try kiya hei pr kaheen se jawab nhi ata walida ka bhi inteqal ho gya hei aur ab hum dou behnen hain aur papa k ilawa koi zariya nhi hei amdan ka . please koi help kren

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )
[Updated on 18-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
104260
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-03-04

Question: Sir g mujy govt ki job chahiay us k liay wazifa btye please

Answer: sura e Yaseen ko ibtida se pharna shuroo karain, jab 1st mubeen tak ponhche to 41 martaba darj zeel ayat phar kar dua maangain, phir doosre din phir shuru se Sura e Yaseen ko shuro se pharye yahan tak ke 2nd mubeen tak ponhach jaain to 41 martaba us hi ayat ko phar ka dua maangain jis ko 1st din phara tha, or jab Sura e Yaseen main 7 martaba lafz e mobeen aaya hai to 7 rooz tak ye hi amal karain. 41 martaba pharne wali ayaat : Sura e Al-Hamd (Sura no 1) ayat no 4 is ke baad ye dua pharni hai allah umma an taqziya hajati(job ke liye Allah Taala se dua maangain).(Ref : nawaa e Saleheen , pg # 49 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
[Updated on 04-Mar-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
104284
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-03-06

Question: Salaam janab 6 or 7 Saal say pareshan hoon Kabhi ghareloon pershani Kabhi sehat Kabhi business Kay hawlay say kaam Mai ab Dil Nahi laghta thak Gaya hoon muktafil wazaif bhe kiye or dua bhee parheen hain dua sabasab dua sanam e quresh dua tawasal or bhee bohat say ammal kiye hain or jahan jahan investment ki Woh bhe block hai or 11 months say farig hoon koi kaam Nahi kindly Kuch batain

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 06-Mar-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
104522
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-03-14

Question: Sir mere shoher ki nokri nh lag rh kahi bhi hr jgha apply kia hai lekin koi company jawab nahi deti plz koi wazifa bta dain k job ho jy

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 14-Mar-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
108225
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-06-30

Question: Aoa ,sir mera sawal yh h ky m bacho ko ghr m tuition parhati hn but ajkl km ho gaey h ana phly mera room bhra hota tha bacho sy koi aisa Allah ka kalam bta dy ky bachy dubara ajaey

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 30-Jun-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
108329
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-06-27

Question: Assalam o alikum Meri job bht achi ja rahi the achanak corona virus ke waja say kam khatam hoa. 3 month ho gaye bgair kam ke. Ab rehna bhe mushkil hogaya hai rent ka masla. Bacho ke school fees ka masla. Sochta hu pakistan wapis chala jao.. lakin wahan bhe kuch nahi Kam to khul raha ab. Mgr meri company ka kam abhe tak band hai. Karza bhe hai.koe wazifa bataye kam chal pre.

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 27-Jun-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
108348
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-06-27

Question: Asslam o laykum. Me aik multinational company me tha mera job choot gaya hai 6 saal se koshish kar raha hoo na koi job milta hai na koi Business mil pa raha hai.. kuch bataye zikr duaa.

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )
[Updated on 27-Jun-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
108743
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-08-12

Question: Salam o Alikum Ya Ali A.S Madad Qibla rozgaar main tarqqi o barkat k lia koi wazifa ya dua batain main kafi arsay say ek Private firm main mulazmat keraha hon lakin aksar meri taraqqi main koi na koi rukawat ajaty hai, Allah ka bara karam hai k Rizk e Halal kamata hon or poori koshish kerta hon k haram kamon say bachon lakin us k bawajood Rozi main taraqqi or barkat dono nahin hai. Allah ka bara karam hai k usnay PANJITAN E pak a.s k sadqay say kisi ka mohtaj nahi rakha lakin zindagi main ek ajeeb see baysukooni hai. Meharbani farma ker koi wazifa ya dua batain . JAZAKALLAH

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )
[Updated on 12-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
109136
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-08-10

Question: Aoa sir myri shadi ko15 sal ho gy hy myri husband ki koi job nahi qarzo m doby hoy hy ghr m hr waqth by sakooni or laryi jagry rahty hy aps m badgomani ka shikar hy hr waqth dill m byskooni hy.

Answer: Answer: 1. Muhabbat paida karne k liay yaa latifo yaa wadoodo 213 martaba perha jaey.(Ref: Naeemul amal, pg#311)
2. Agar mian biwi me ikhtilaf ho gye ho to donoo me se aik awal o aakhir 11 bar salawat kay sath ba-wazu qibla rukh musalay per baith kar 100 martaba darg zail kalimat ka wird karay to haftay bhar me hallat saz gar ho kar daimi mohabbat me tabdeel ho jain gay. (Bismillah hirrahmanir raheem bismillah hil waasiea jalla jalala hoo)
3. Mian biwi ki aik doosray se mohabbat o ulfat k lie har namaz k bad surah e mumtahina ki ayat # 7 ko 7 martaba parha karain. Is se danoo me bemisal mohabbat qaim ho jay gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 404).
4. Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
5. Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )

1.muhabbat paida karne k liay yaa latifo yaa wadoodo 213 martaba perha jaey.(Ref: Naeemul amal, pg#311)
2. Agar mian biwi me ikhtilaf ho gye ho to danoo me se aik awal o aakhir 11 bar salawat kay sath ba-wazu qibla rukh musalay per baith kar 100 martaba darg zail kalimat ka wird karay to haftay bhar me hallat saz gar ho kar daimi mohabbat me tabdeel ho jain gay. (Bismillah hirrahmanir raheem bismillah hil waasiea jalla jalala hoo)
3. Mian biwi ki aik doosray se mohabbat o ulfat k lie har namaz k bad surah e mumtahina ki ayat # 7 ko 7 martaba parha karain. Is se danoo me bemisal mohabbat qaim ho jay gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 404).
[Updated on 11-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
109574
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-08-06

Question: Aoa meri shadi k bad se gr k halat khrb han jhgra hota rahta h gr m or karobar main bi nuqsan ho raha h koi hal btaen him SB gr Waly bht preshan han

Answer: 1. Muhabbat paida karne k liay yaa latifo yaa wadoodo 213 martaba perha jaey.(Ref: Naeemul amal, pg#311)
2. Agar mian biwi me ikhtilaf ho gye ho to donoo me se aik awal o aakhir 11 bar salawat kay sath ba-wazu qibla rukh musalay per baith kar 100 martaba darg zail kalimat ka wird karay to haftay bhar me hallat saz gar ho kar daimi mohabbat me tabdeel ho jain gay. (Bismillah hirrahmanir raheem bismillah hil waasiea jalla jalala hoo)
3. Mian biwi ki aik doosray se mohabbat o ulfat k lie har namaz k bad surah e mumtahina ki ayat # 7 ko 7 martaba parha karain. Is se danoo me bemisal mohabbat qaim ho jay gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 404).
4. Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
5. Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )
[Updated on 07-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110267
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date: 2020-09-10

Question: Aoa plz mjhe rizq ka waseefa btya jis SE rizq mein izafa hn bht qarz dar hty ja rhy hai

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 10-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110692
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date: 2020-09-28

Question: AOA sir i got so much amazing job however at tat time my father diagnosis with bladder cancer i was confused should i do that job or not because in that job i have to visit site 2 days in a week due to both reason i left that job but now i am regretting to leave that job.. my current job is not giving me good experience. please help me out. 2 moths guzar gy han but ma is regret wali condition sa nae nikal pa rahi can i get this job back any wazifa please suggest me

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 28-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110693
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-09-28

Question: sir aoa ma ny aik job join ki but ma ny wo chor di is waja sa ka us ma week ma 2 din visit tha. par ab mujhy dukh ho raha ma wo job dobara karna chahti hun. kya ap koi wazifa bata sakty han is ka liya jis sa wo job mujhy wapis mil jay

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 28-Sep-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110989
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date: 2021-12-05

Question: Assalam-o-Alaikum mere husband k har kaam mein rukawat arahi hai..kam hota nai hai bohat pareshan hain or dorsa shadi ko 4 saal hogaya koi baby nai hai please batadein kia parhon? . Jazak'Allah

Answer: 1: Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maeda ayat # 114 ki tilawat karay to usay wahan sai rozi milay ga jahan sai usay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
2: Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. yaa razzaaqo urzuqnee.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
3: Aurat ki agli sharamgah me hambistari karne se aurat hamila hoti hai. Lekin mard hambistari say farigh hone k baad aurat se aahistagi se alag ho jaey or aurat kuch dair tak chit laiti rahe, aur apni rano ko milaey rakhe takeh hamal therne main asani ho. (Ref: Islam or jinsiyaat, pg#151). Wazifa: baraey talab e aullad, har namaz k bad 11 martaba sora e furqan ki 74 ayat ko perrhna or likh kar aurat k gale main baandhna nemat e aulad k hosool k liay mufeed hay.
[Updated on 06-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111084
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-10-19

Question: mene naya job suru kiya hai magr us me munafa nahi ho raha hai

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 19-Oct-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111355
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-11-30

Question: Assalamualaikum jab se Maine shadi ke h mere halat boht tang ho gae h pareshani ka aalam h rozgar nhe kahin nhe mil RHA boht bure Hal h

Answer: 1-Dur e nazeem main heh agar koe in teen naamo ko har rooz 11 mertabah perhe gat u oski tangi e mash wusat e rizq main badal jay gi. ‘الکریم الوھاب ذوالطول’(alkareemul wahaabo zuttaul). (Ref: Nawa e saliheen, pg#345).
2- Har roz kisi aik namaz k baad 15 mertaba awwal o aakhir salawaat k sath sorah maida(sorah#5) ki ayat# 114 ayaat perha karain tu bay hisab rizq ki farawani hogi.(Ref: Nawa e saliheen, pg#345).
[Updated on 30-Nov-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111392
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date: 2020-11-06

Question: Asslamu alaikum Mere ko job chaiye hai par MIL ti nahi hai ghar ki aesi Position bhi nahi hai ke kuch hove Ham 4 sis hai 4 Ka padhai ka kharacha hi bahot Ho jata hai 3 year se job dhud rahi hu par ni mil ti please aap koi Dua bataiye

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 06-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111393
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date: 2020-11-06

111394
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-06

111395
Mujtahid:
Job Date: 2020-11-06

111454
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-12-25

Question: Asalam Alikum Sir mujhay poochna ye hai k Main bohat pareshaniyoon say Guzar raha hon Kafi arsay say matlab abhi tak her jagah say sirf nuksaan he nuksaan hasil hua hai kahin say koi Kamyabi nahe mili kisi nay kaha jadu hai ap pay puri family pay taveez banwa ay pehnay sub kuch kea but kuch hasil nahe hua maamla wahin ka wahin haii ab to sir may sara din ajeeb sa dard rehnay laga haiii ajeeb c halat rehti hai sara din jab k pehla aisa nahe tha. ab to mujhy bhi mehsoos hota haii k kahin na kahin kuch na kuch to ghalat haiii mehnat main bhi karta hon but kuch hasil nahe hota... please mujhy koi hall btayen is cheez ka koi waziifa btayen mujhy k meray halaat behtar ho jayen meray in sub mamlaat ki wajah say meray bachay bhi disturb hoo rahay hain kindly koi wazifa bta dain jis say meray mali halaat behtar ho jayen.

Answer: 1- Asraat k khaatme k liay dua sabasab ko perha jaey.
2-Surah e talaq surah#65 ayat#2 ka akri hissa and ayat#3 puri yani(wa-maei yattqillaha yaj-al lahu makhraja sy........le kulle shaei-in qadra tak) rozana 3 baar parhain,awal-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga,aur agr qarz ada krna hai tou isi ayat ko rozana 21 baar parhain.(Ref : book payame shifa pg#229).
[Updated on 25-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111540
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-27

Question: Asalam.o.alaikum Mere husband ko job nh mil rahi hai wo jis b job k liye apply kr rahy hain koi job nh mil rahi or agr kahi se b interview call ati hai to koi na koi rukawat zarur peda ho jati hai esa kyu horha hai

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 27-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111567
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date: 2020-11-19

Question: Salam. Mujhy ye pochna tha k mere husband ko job nh mil rahi koi na koi rukawat zarur hai mene pehly bhi ap sa swal kiya tha agr interview call ati hai to koi rukawat aa jati hai hamara koi kam nh ho oa raha es ki waja kya hai hamary sath esa kyu horha hai kya ap mujhy es ki waja bata sakty hain

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 19-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111572
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date: 2020-11-24

Question: As salamo alaykum. Meri aur meri bivi ki roz ladai jhagde hote rehte hai, aur ghar me barkat bhi nahi, rizq me bhi barkat nahi, kisi aamil ko bataya tha to unhone kaha ki aap dono per bure asrat hai, tawiz bhi diye lekin jyada fayda nahi hua, aap please kuch amal bataiye bure asrat ke liye

Answer: 1-Mian biwi ki aik doosray se mohabbat o ulfat k lie har namaz k bad surah e mumtahina ki ayat # 7 ko 7 martaba parha karain. Is se donoo me bai-misal mohabbat qaim ho jay gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 404)
2-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 martaba “yaa razzaaqo urzuqnee”(یا رزاق ارزقنی). (Ref: nameemul amaal, pg#312).
[Updated on 24-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111754
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-11-30

Question: Assalamu alaikum mai job ki wajah se boht pareshan hu. Mujhe achhi job ni mil rahi mera gulf jaane ka mann hai. Lkn bhai pehle se waha hai. Wo mujhe ni bula le raha hai. Waha. Mai boht pareshanion se guzar raha hu. Man to karta hai ki mai apni life ka the end kar doon

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat# 114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
(Note: Islam men Khudkushi aik haram kaam hai. Allah Taala ne insaan ko zindagi jaisi azeem nemat se nawaza ha lihaza insaan ko chaye ke is nemat per Allah Taala ka khas shukar ada karay or is zindagi ka maqsad (Marifat e Khuda or Ibadat e Khuda) ko pora karay. Allah Taala ki khusnodi ke liye os ke ahkaam ke mutabik apni zindagi guzaray).
[Updated on 01-Dec-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
112347
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-01-02

Question: Pichle do saal se karz me doob gaya hu partner ne 10 lakh ka dhokha diya ek maulvi Sahab ko bataya toh unhone kaha k kiya hua h WO ilaj karty h pr ek mahine me fir se musibato me ghir jaata hu . ab kaam bhi nahi aur na kaam karne ki himmatrahi

Answer: 1-Ayat ullah kashmiri k mutabiq 7 roz tak agar surah e alam nashrah surah #94 ko aik bar subah aur aik bar sham mai tilawat kar lia jae to tamam huzn o ghum door ho jain gay. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 94).
2-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 martaba “yaa razzaaqo urzuqnee”(یا رزاق ارزقنی). (Ref: nameemul amaal, pg#312).
[Updated on 24-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
[Updated on 02-Jan-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
113153
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-02-20

Question: Assalamu alaikum sir. Mera bhai engineering khatam kiya uske padhai hote par hi use naukri mil gayi lekin vo jis domain me padha tha use naukri doosri domain ab vo naukri use bilkul pasand nahi he agar vo naukri resign kar diya to jaldi se naukri nahi milega.Isliye vo vohi naukri continue kar raha he magar vo bohot pareshan aur bechain dikh raha he. Na kuch kha raha he na kisi se kuch baat kar raha . Uske dil ki pareshani door karne aur uski pasandeedha naukri milne ki koi dua ya aayat bata dijiye jo mai padlum thaaki mera bhai hamesha khush rahe hamare ammi abba ke sath khushi se baat kare aur vo bhi aaram rahe.Please send me some dua asap.

Answer: 1-Perashani k lie wazifa: Har qism ki perashani ka liya surah e Mubarak e Anaam ayat #17 (in yamsask . . . . . . .al khabir) ko fajr say pehla ikh kar apna pas rakhain. Inshallaha faida ho ga. (Ref : kitab payam e shifa pg #221,282)
2-Rizq k lie wazifa: Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuqnee”.(Ref: naaemul aamaal, pg #315).
[Updated on 20-Feb-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
113244
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-02-27

Question: Aoa, meri jab se shadi hui hai kafi bemar rehne lagi hun mere susral wale bohat laraiyan karte hain, mere shohar ka koi karobar nahi hai sub kuch us k bare bhai k hathon me hai mere shohar ko koi apna nizam nahi banane deta sub kuch us k bare bhai k control me hai me chahti hu hum aleida ho jaye mere shohar ka koi apna zati karobar ho humara apna ghar ho mere shohar ko uska hissa mil jaye

Answer: 1: Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. yaa razzaaqo urzuq nee. (Ref: naaemul aamaal,pg#315).
2: Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat #114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rabbana anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
3: Residency k lie wazifa : Agar koi apna zati ghar(house) karna chahta ho to is durood sharif ko juma (Friday) k din baad namaz e asar aik hazar (1000) martaba parh kar Allaha Tallaha se dua karay to wo apne lotf o karam se zaati ghar ka intezam kar day ga aur riyhaish k silsile me wo kabhi bhi muhtaj nahi ho ga. Darood sharif ye he Allaah humma salli alaa muhammadin nabi yil ummee wa alaa aal e Muhammad
[Updated on 27-Feb-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
113414
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-03-05

Question: Mara bahion ko jobs ni mil rahein,hmara halaat BHT khrab hain ,.Mara Ami Abu BHT preshan Hain,Mja khwab Mai. Gandi cheezen ati Hain smj ni ata Kia krein

Answer: 1: Job milnay k liye sadqa dain. Sadqe ki wajah se rizq naazil kiya jata hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b), Minhaajus saliheen Part#2, albaabus saani-fis sadqa, page #425).
2-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. yaa razzaaqo urzuq nee. (Ref: naaemul aamaal, pg #315). Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat #114 ki tilawat karay osay wahan sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref: Kitab payam e shifa Pg #232) ayat (rabbana anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ).(Ref: Kitab payam e shifa, pg #240,241).
3: Perashani k liye wazifa: Surah e Ahqaaf 3 bar parhein. Musibat tal jaay gi. Har qism ki perashani k liya surah e Mubarak e Anaam ki ayat #17,18 (in yamsask . . . . . . .al khabir) ko fajr say pehlay likh kar apnay paas rakhain. Inshallaha faida ho ga. (Ref: kitab payam e shifa, pg #217,221).
[Updated on 05-Mar-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
113738
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-11-22

Question: As salaam alaykum. Mere shohar ko pichle 7-8 saalo se koi dhang ki naukri nahi mil rahi. Koi bhi chota business karne me sirf nuksan ho raha hai. Ab to ye haal hai ke woh bas phone pe game khelne me lage rehte hai. Unki rozi jaise baand rakhi ho. Jo bhi paise the unhone kisi ko udhar de diye jo wapas nahi mil rahe. Woh itne bezaar rehte hai ke chand paiso ke liye humpe karze badte ja rahe hai aur kahi se koi umeed nahi dikhti. Yaha tak ke woh namaz ada karne se bhi bhagte rehte hai. Aur bewaja chidte hai aur jhagde hote hai. Mujhe Quran paak se kya wazifa karna chahiye. Pls meri madad kare

Answer: 1-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”یا رزاق ارزقنی.(Ref: naaemul aamaal, pg #315). 2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat #114 ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref: Kitab payam e shifa, Pg #232) ayat (rab,ban,a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ) (Ref : Kitab payam e shifa Pg pg # 240-41).
[Updated on 23-Nov-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
113999
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-04-07

Question: السلام علیکم میرا سوال یہ ہے کہ 2 سال پہلے میری شادی ہوئی تھی تب میں گورنمنٹ جاب کرتا تھا لیکن شادی سے کچھ عرصہ بعد وہ جاب بھی چلی گئ اور بھی کوئی نہیں مل رہی اور نہ ہی کوئی کام کر پا رہا ہو۔ اور وضاحت فرما دے کہ یہ نظر کا مسئلہ ہے یا ہمارا رشتہ اپس میں میچ نہیں کیا۔ شکریہ

Answer: 1: Job milnay k liye sadqa dain. Sadqe ki wajah se rizq naazil kiya jata hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b), Minhaajus saliheen Part#2, albaabus saani-fis sadqa, page #425).
2-Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. yaa razzaaqo urzuq nee. (Ref: naaemul aamaal, pg #315). Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat #114 ki tilawat karay osay wahan sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref: Kitab payam e shifa Pg #232) ayat (rabbana anzil alina . . . . . . khairur razaqeen ).(Ref: Kitab payam e shifa, pg #240,241).
3: Perashani k liye wazifa: Surah e Ahqaaf 3 bar parhein. Musibat tal jaay gi. Har qism ki perashani k liya surah e Mubarak e Anaam ki ayat #17,18 (in yamsask . . . . . . .al khabir) ko fajr say pehlay likh kar apnay paas rakhain. Inshallaha faida ho ga. (Ref: kitab payam e shifa, pg #217,221).
[Updated on 07-Apr-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
114015
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-11-22

Question: Hello ASalam O Alaikum Mujhe apse ek question hai . So, mera matter ye hai Mera Kharobar (Bussiness) nahin Chalraha Hai Main Apni Family Ko Support nahi Karparaaha hoon Main Family se door hota jaraha hoon Kuch bhi karne ka Maan Nahi Karta Kam Par jane ka Maan Nahi Karta Dil bechain se rehta hai Raat Ko Neend nahi aatii Ghabrahat Mehsoos hota hai. Hata ke Paise hone Ke baad bhi main Apni family ko nahi de paraha hoon Please ab bata sakte hai Mere sath Aisa Kyun horaha hai.. shukriya

Answer: 1. Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 141 mertabah ye zikr perha jaay. “yaa raz’zaaqo urzuq’nee”.(Ref: naaemul aamaal, pg #315).
2. Jo shakhs surah e muzamil ko perashani k door honay ki niyat se namaz e isha k baad 11 bar parhay to ose khush hali naseeb ho gi. (Ref: wazaif ul abrar pg #49).
Hazrat e Ameerul momineen se manqookl hay keh jo shaks soote main dare ya neend nah ane main pareshani hoti ho tu sorah e kahf ki ayat #11 or 12 ko parhe. (Ref: tabeer e roya, pg#27).
[Updated on 22-Nov-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
116425
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-09-16

Question: Assalam O Alikum.Allama Sb Mughy 5 Sal ho gy hain wakalat( advocacy) karty huy magr ajj tak bilkul kam nhi chala plzzzz koi bht ziada mujarab Kamal batein q k paisy na Hony ki waja sy main shadi bhi nhi kr ska aur na hi apna ghr bana saka hoon.bht pershan hoon Allama Sb lazmi hal bataien.

Answer: 1: Husool e rizq or taraqqi e rizq k liay 11 martaba durood parha jaye is ke bad men 141 martabah ye zikr parha jaaye. yaa razzaaqo urzuqnee(یَا رَزَّاقُ اُرْزُقْنِیْ).
2-Riwayat main hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 baar surah e maeda ayat #114 ki tilawat karay osay wahan sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. رَبَّنَـآ اَنْزِلْ عَلَيْنَا مَـآئِدَةً مِّنَ السَّمَآءِ تَكُـوْنُ لَنَا عِيْدًا لِّاَوَّلِنَا وَاٰخِرِنَا وَاٰيَةً مِّنْكَ ۖ وَارْزُقْنَا وَاَنْتَ خَيْـرُ الرَّازِقِيْنَ.
(Ref: naaem ul aamaal, pg #312 + Payam e shifa, Pg #232).
[Updated on 16-Sep-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
116613
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-10-24

Question: mera sawal yh h k m nai janta k krna kia h jo kam shuru krta wo ktm nai kr pata thaq jata hu os m har waqt bechaini rehti h rizq ni h sakoon ni h

Answer: Was Salam. Ayatullah kashmiri k mutabiq 7 rooz tak agar surah e alam nashrah surah#94 ko aik bar subah aur aik bar sham mai tilawat kar lia jae to tamam huzn gham door ho jain gay. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 94)
Hazrat Imam Jaffar e Sadiq a.s. ka farman he ke “Namaz e shab charey ko zeba(khoob surat) aur Akhlaaq ko acha banati he. Aur insan ko khushboo daar karti he. Rizq ki ziadti aur qarz ki adaigi ka baes benti he ghum ko door karti aur aankooh ko noor ata karti he. (ref : Kitab payam e shifa pg # 147)
[Updated on 25-Oct-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
121621
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-02-06

Question: Nazr e bad kasy door ho ge our rozgar ma birkat kasy ho ge

Answer: 1: Agar kisi ko Nazar-e-bad lag gaye ho to Surah-e-Humaza parh kar dam karay nazar bad door ho jaye gi. (Ref: Wazaif-ut-Talib, pg #100).
2. Husool e rizq or taraqqi e rizq ke liye 141 martaba ye zikr parha jaaye. yaa razzaaqo urzuqnee (یَا رَزَّاقُ اُرْزُقْنی). (Ref: Naeem ul Aamaal, pg, #312).
[Updated on 06-Feb-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print