Showing 0- 50 questions from 157 questions on this page.
Question: mujey jism ke ghair zaroori baal saaf karney ke barey mian batiye kahan se kahan tak karney chahiye.ye masala bohat aam hia bohat kam logon ko is key barey mian pata hia app ki theek rai chahiye
Answer: bismehi taala, Darhi key elawah jism key baqi baal katna jayez hay (ref:www.qoitrat.org/QA/other/q.198)
Question: Kia islaam main White Gold pehnna jaez hay ya mamno hay?
Answer: White gold sona nahi he lihaza usi pahana jaiz nahi he. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 1, ques # 198, pg # 94) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: mera sawal ye hai k kya eyebrows pluck kerna haram hai??ya unko shape dena?? aur is bat ko kuch scholers haram kehty hain aur kuch nain...to plz ap mujy betaye k ye haram ha ya nain??
Answer:
Eyebrows banwana (Pluking kerna) or inko shape dena jaaiz hay.or na-mehram say chopana wajib nahi.(Ayat Ullah Seestani(d.b), nigah or libaas,sawaal#163).
Question: Salaam 1)I want to ask that kya mehendi zeenat me shumar hoti ha means agar hath par design lagai jae to kya na-mehram k samne gloves se chupana zaruri ha??? 2)And bridal mehendi lagai ho???
Answer: Urf(awaamun naas) ko dekha jaay ga agar wo mehndi ko zeenat sumaar kartay hain to zurori he k na-mehram mardo se chupa’ein. (ref : Email rec from ayatollah sistani d.b. at 28 oct 2010).
Question: can a married woman/women can cut her hair
Answer: It is permissible for a women to cut her hair. (Ref : email received from ayatollah sistani d.b.)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: islam me pant ya salwar takhne se oopar ya takhne ke barabar honi chahiye
Answer: Riwayaat main jo warid hoa hay os ka mafhoom khuch yoon hay k shalwaar itni nehchay nah ho k zameen per righray or najis ho. Aisa kerna takabbur ki alamat hay.(Ref: Tehzibul Islam, pg#21). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sharm gha say ball utarna jaiz hai
Answer:
Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: kia orat (woman) orat ky baal (hair)kat sakti hai shadi wghyra k moqa per.
Answer: Jee haan Jaiz he. (ref : e mail rec from ayatollah sistani d.b. dated : April 6, 2011) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Molana Shab Salam, muje ye janna chahtahu k kia meri Bivi kisi Non Muslim Specially Hindu se se Makeup(Eyebro,Facial Massaj etc karwa sakti hai ya nahi jwab ka muntazir rahu ga Thanx Muhammad Raza Karachi Pakistan
Answer: Jee haan non muslim se make-up karwana jaiz he. (Ref email rec from ayatullaha sistani d.b. dated : August 2, 2011) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: haiz k dino may hatho may mehndi lagana jaiz hay ya nahi?
Answer: Mehandi ya is jaisi doosri cheezoon se khizab karna baaz fukha k qoul k mutabiq makrooh he. Jab ke ayatullaha sistani d.b. k mutabiq makrooh nahi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 78) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: 1, KYA AURAT APNE SHOHAR KE IJAZAT SE ATAR(KHUSHBU)LAGA KAR GHAR SE BAHAR JA SAKTI HAI,
Answer: Agar khushboo lagana mardoo ko gumraah karnay ka sabab na ban rehi ho aur osay laganay ka maqsad mardoo ko haram me mubtila karna bhi na ho to jaiz he. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 3, ques # 135, pg # 65) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: undershave ka kia tarika ha ya kahan say kahan tak karni chahin or kia ya back say bi karini chahin or aghar karini chahin to kahan sa kahan tak saleem w,slam
Answer:
Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Molana Sahab Salam, mera sawal ye hai k meri bivi Non Muslim ya Hindu K pass apna Makeup aur eyebroo banwasakti hai,aup k jaldi jawab ka Muntazir rahuga
Answer: Jee haan make-up hindu se kara sakhtay hein. (Ref email rec from ayatullaha sistani d.b. dated : August 2, 2011) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: aurotonm k nails agar baray ho to namaz hojati hy ?nails bbrhana sahi hy ya ghalat?
Answer: Nails barhanay say namaz ho jati hay aur baaz riwayat may is baray may majood hay k nails barhana auratoon k liay munasib hay. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 1, ques # 186, pg # 90)
Question: Agr aurat k nakun baray hoan tu uski namaz ho jati hai kye.......
Answer: Baaz riwayaat may is baray may mojood hay k nakun (nails) barhana auratoon k liay munasib hay. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 1, ques # 186, pg # 90) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sir mera sawal ha k islam me sharam ghah k bal cut kerny ka kiya hukam hai? i mean k kahan sy ly ker kahan tak cut kerny chahiyee,,, orr esy mukaamat jahan sy bal cut kerny per baad ma takleef ho or bechani ho to iss k bary ma kiya hukam ha?
Answer:
Riwayat ki roshni mai mustahabb hai. (Ref : Web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23).
Or shram-gaah ke ird-gird wo baal jo dosre baaloo se jaldi nikalte hain sharam-gaah ke baal shumaar hote hain. (Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: zer e naaf baal ka masala kon si kitab main hai
Answer: puray badan k baal saf krna (hatta k sharamgah k bhi) riwayat ki roshni mai mustahabb hai. (Ref : Web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23) , (Ref : tehzib ul islaam , baab # 7 , topic # bagal ke baal mundne ka bayaan , pg # 214 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).
Question: kiya larkiyan nakhon baray rakh saqte hain? kiya kalay(black) kapray sirf syed pehan saqte hain?Kia ISLAMIC Films dekhna Gunah hai?
Answer:
1)Baaz riwayato mai mojood hai k nakhun barhana aurato k liay munasib hai. (mujtahid sy puchay gaey sawalat,pg90,masla#186,4th edition 2007)
2)Black kapray koi bhi pehn sakta hai.(mujtahid sy puchay gaey sawalat,part 3,pg#44, masla#84, 3rd edition).
3) Agar kisi bhi burae ka bais nah banay tu koe haraj nahi hai.(Ref: Nigah or libas, pg#42). (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa farmaye)
Question: kya plucking karwana haram hai?
Answer: Plucking kerwane main koe haraj nahi, or namehram se chupana wajib nahi hai. (Ref: Nigah or libas, pg#96). (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa farmaye)
Question: mere jism per baal boht hai me unhe hatana chahta hun me kya krun
Answer: Noora lagana yani puray badan k baal saf krna (hatta k sharamgah k bhi) riwayat ki roshni mai mustahab hai. (Ref : Web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/ ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: can muslim cut his hair on body?
Answer: Yes it is mustahabb to cut body hairs after 20 days. (Ref : web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: sharam gah k baal kaatney ka sahi tareeqa detail me bata dein., k kese r kis kis jagah k kaateon jyien?
Answer:
Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: plz tell me Wazifa for removing unwanted hair of face..
Answer:
(1) Men or women k lye eye brows banwana jaiz hai ( ref.mustahid se pouche kye sawaalaat part#4 pg no.68 question no.135)
(2) aurat k lye face k baal saaf karna jaiz hai (ref. Aqa sistani Jadeed fiqi masail masla no. 524).
Note :Face k baal remove kerne k liay bleach cream,Face mask or hair removing machine, istemaal ki jasakti hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Assalamo alaikum mera sawal-> paith se niche k bal kahan tk katna chaiye kya tundi tk bl na katne se nawaj nahi hoti hai
Answer:
Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Agar naaf se neechay k baal nah kaatay jain tu namaz batil nahi hoti Q k baal kaatna aik mustahab amal he nah k wajib. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: mera sawal yh hy kh kia aurat apny sar ky bal nechay sy katwa sukti hy. i mean triming karwa sukti hy.please reply
Answer:
They are permissible. (Ref. E. Mail recive from English@alsistani.org April 25, 2011 )
Translation: Aurat k liay apne sar k baal kaatna aur dosery aurat se katwaana jaiz he.( Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Sona pahanna Mardon ke liye zayaz hai ya nahi ?
Answer: Sona pehenna maslan sona ki zanjeer gale me pehenna, sona ki anghoti haath me pehenna ,sona ki gharhi kala,e per baandhna mardon k liay haram hay.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 820). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) .
Question: salam kya samne ki tarah peche gand ki baal bi saaf karna farz hai.
Answer:
Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: AOA sir mera sawal yeh hay k kia ourat rozay ki halat main make up kar sakty hay agar kar sakty hay to kitna kar sakty hay
Answer:
1)Roze ki halat me makeup karne se roza batil nahe hota hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1553)
2)Makup karna jaiz hai laikin is k baad aurat ko apna chera nameram se chupana zarori hai.(ref. nigha aur libas sawal no : 161,160 pg no:96) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: assalam wa alaikum kya mard apne jism ke baal kaatsakta hai? agar kaatsakta hai toh kis kis jagah ke baal kaatsakta hai
Answer:
Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: kya sharm ghah k ball rkhana jaize ha ya ni 2) kya hand paratice karni chahiy shadi boht phely 3) ya kisi orat ki sharm gha dekh sakte ha ager sex na bhi karna ha plz rply
Answer:
1) Baaz riwayaat main sharamgaah k baal 40 din se ziyada terk nah kernay ki takeed ki gae hay. Or khawateen ko 20 din se ziyada terk nah kernay ki takeed ki gae hay, or seenay or pait per majood baal ko door kerne per bhi kaseer riwayaat warid hoe hain baghair muddat ki tadaat k.( http://sistani.org/index.php?p=297396&id=504&page=3&perpage=10)
2) Istemna krna haram hai chahae kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253) 2)Sub sai pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehad or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day kar aap shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani kar rahay hain. aap koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof kar lain jaisay sport, kitab perhna waghira, or har os cheez sai bachain jo aap ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar aap khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
3) Merd k liay apni biwi k alawa kisi aurat ki shrmagaah dikhna bhi haram hai,chahay sex ka irada nah bhi ho. (Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah #2400 and Minhajus Salaheen Ayatullah Sistani d.b. Part #1, masla #30). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Kia platenium jisay white gold kha jata hai, pehanna jaiz hai?
Answer: Platenium sona nhi hai, lehaza pehnna jaiz hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 198, pg # 94) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Salamalaik.can women use razors to remove hair from her arms n legs,coz i have heard that its a sin.plz reply.
Answer: Yes, she can Women removes their body hair with Iron.(Ayat Ullah Seestani(d.b), email Rcvd from dated 15-07-2010) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: kia larkiya apni pussy say hair cut kr suckti han k nai
Answer:
Aurat apne sar k baal kaat sakte hai( yani chhote kr sakte hai) lekin aurton k liye sar mundwana (pura ganja hona ) jaiz nahi hai.(Ref : Email receive from sistani.org, Aqai sistani , Manasik_e_Hajj, Pg#150, Edition 1996) (Khuda apki tofiqat men izafa farmaye).
Question: kya mard ko safar k doran sona pehnna jaiz hai????
Answer: Mard ke liye sonay ka istemaal jaiz nai hai chahay wo angoti ya kisi aur cheez ki surat me ho (Ref: Jadeed fiqhi masail, pg#139, masla#201)(Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa Farmaye)
Question: sir mujhay ye pochna hai k mard k lye pindlyon ya seenay k bal saf karny k hawaly se kya hukam hai
Answer:
Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: asalam O aalaikum. Mere sawal sirf itna sa hy k Shia asna ashri mei Baghal k ball aor ghair zarori balo ko saf krny ki hd miyaad kitny din hy??
Answer:
Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: ASSALAMUALIKUM MERE SAWAL YA HAI SAB KI AURAT LOG APNE EYEBROWS BANSAKTI HAI KYA
Answer: Eyebrows banwana (Pluking kerna) or inko shape dena jaaiz hay. (Ayat Ullah Seestani(d.b), nigah or libaas,sawaal#163). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Ek larki apne sharamgah k bal kitne din bad saf kar sakti hai or agr na kare to koi gunah to nahn? Or menses k bad bal saf karna lazmi hai ya nahn ? , or in se ibadat mn koi faraq par sakta hai....?
Answer:
Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: can a girl remove her pubic hair by a rozor ? i heard that girl cannot use blade to remove the genitals area hair...
Answer: Yes, she can Women removes their pubic hair with Iron.(Ayat Ullah Seestani(d.b), email Rcvd from dated 15-07-2010) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: sharm gah k bal kaisa,kb or kahan tk katnay chahiye?
Answer:
Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: kya adult girl shave kar sagti hai
Answer: Aurat k lie sar k alawa puray jism k baal katna mustahab hai aur lohay(blade) sai apnay jism k baal kat sakti hai. (Ref : Sistani.org)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: kya balon ko colore karna jaiz hai?
Answer: Agar baloo ko rangnay ka maqsad sirf zeenat ho, kisi ko dhoka dena na ho, missal k tor par aib ya apni umer ki ziadti ko chupana, to koi haraj nahi hai. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 525 pg # 270)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Kya Undershave area mein anus kay baal bhi shave karna shamil hai
Answer:
Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Islaam main mehndi dahri or balon main lagana islaam ke roh se kaisa hai....
Answer: Riwayat mai aya hai k jo shakhs jism k baal saf karnay k bad mehndi sar sai pair tk lagaye to wo deewangi, jazam, bars, aur kharish jaisi beemari sai mehfooz rehay ga. (Ref : Tehzeebul islam pg # 219)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: salam = ji mai pahle bhi aapse sawal kar chuka lekin koi jawab nahi aaya kya mard neeche ke baal saaf karne ke liye cream vaghaira istemal kar sakta hai aur aorat rezar istemal kar sakti hai plz plz jawab zaroor dena wassalam
Answer: Jee haan jaiz hay. (Ref: Email rcvd by ayatullah sistani). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: kya ladkiya vex karwa sakti hai aur eyebrow b karwa sakti hai?
Answer:
1)Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
2)Eyebrows banwana (Pluking kerna) or inko shape dena jaaiz hay. (Ayat Ullah Seestani(d.b), nigah or libaas,sawaal#163). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: 1.undershave ka kia tarika ha ya kahan say kahan tak karni chahin or kia ya back say bi karini chahin or aghar karini chahin to kahan sa kahan tak 2.can a girl remove her pubic hair by a rozor ? i heard that girl cannot use blade to remove the genitals area hair... 3. kya aurat apny jasm sy hair ksi raser sy saaf ker skti hy, kya aurat ko ye ijazit deta hy islam?
Answer:
Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Question: Mard k lie aurat ka libas pehnna aur is ka bar’aks jaiz hai? aap k jawab ka muntazir raho ga
Answer: Mard k lie zanana libas pehanna aur aurat k lie mardana libas pehanna haram nahi hai aur is sai namaz bhi batil nahi hoti hai albetta ehtiyat e wajib ki bina par ye jaiz nahi hai k mard apnay aap ko aurat k roop mai dhal lai aur isi terah bar’aks yani aurat apnay aap ko mard k roop mai dhal lai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 833)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: Sone chandi ke alava zevraat pahenna kaisa hai
Answer: Mardoo k lie sonay k alawa tamam dhatoo ka istemal jaiz hai aur auratoo k lie tamaam dhatoo ka istemal jaiz hai magar ye k haram mai mubtila honay ka khof na ho.(Ref : Website sistani d.b. ques # 37, http://sistani.org/index.php?p=815209&id=1817&perpage=51) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Question: kia hair transplant jaiz hai?
Answer: G han jaiz hai. (Ref : aqa sistani,Jadeed faqhi masail , masala # 526 , pg # 271 , eidition # 5 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).