Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+

Question & Answers << Go Back

Topic: Zeenat (150 Questions)

Showing 50- 100 questions from 150 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
42504
Mujtahid:
Shia Date:

Question: A.o.a mjhe apxe ye poochna ha ke larki ko periods ke bd hathon ke hairs saaf krna zarori ha ya ni

Answer: Aurat k lie 20 din mai sar k baalo k alawa puray badan k baal saaf krna mustahab hai chahay periods k baad karain ya periods k pehlay. (Ref :
http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23) (Khuda aap ki
tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
42625
Mujtahid:
agha sistani Date:

Question: slam.mera sawal yeh hy ky kia girls apni eyebrows bana sakti han? reference den sistani sab ka....

Answer: Eye brows banwany jaiz hai aur osay na mehram sai chupana bhi zaroori nahi hai. (Ref : Kitab Nigah aur libas pg # 96)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
43832
Mujtahid:
Date:

Question: aurat pet k niche ka baal kitne din me kaat sakti h aur na kaate to namaaz hogi ya nahi.

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
43996
Mujtahid:
yes Date:

Question: assal o alaikum kia aik 50 sala baiwa aurat apne sir k balo main kaali mehandi ya khizaab laga skti hai shariyat kaa kia hukum hai?

Answer: Mehandi laga sakti hai magar urf(awaamun naas) ko dekha jaay ga agar wo mehndi ko zeenat sumaar kartay hain to zurori he k na-mehram mardo se chupa’ein. (ref : Email rec from ayatollah sistani d.b. at 28 oct 2010). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
44311
Mujtahid:
sunni Date:

Question: kia mard hair remove creame say bal saf ker sakta hai

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
44438
Mujtahid:
Hu Date:

Question: Kia orat color waly kapry pehn skti ha ua nai

Answer: Aurat apni ( ﺧﺪﻭﺨﺎﻞ ) ko chupanay ki shart k sath rangeen libas pehanna jaiz hai aur har zinat ko chupana wajib nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 142,pg # 64)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
44536
Mujtahid:
Date:

Question: AssalamuAlaikum.. mera sawal ye hy k aik musalman mard ko under shave kahan se kahan tak karni chahiye? mene recently asked questions k answeres read kiye hai par apki ki urdu itni high hy k samajh nai aye answer please urdu thori halki rakhiye ga ..thank you

Answer: Puray badan k baal saf krna hatta k sharamgah k bhi baal katna mustahab hai. (Ref : Web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
44641
Mujtahid:
sunni Date:

Question: I am Alima,Allhmdulilah,I m surprized about ur answer,that u r saying,making the eye brows is not sin,Asstghfirullah,how can u say,Asstaghfirullah,R u making Muslim fool?

Answer: Note : Is website per fiqha e jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hain. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
45089
Mujtahid:
Date:

Question: Aurat apnay jisam k ghair zaruri Baal kaisi saaf kray,kyun k kuch log kehtay hain Baal ukharna haram hai,kuch kehtay hain loha mtlab jillet use krna haram hai,to phr asal tareeka kya hai,Islam k mutabik,

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
45315
Mujtahid:
a Date:

Question: mera apsay yay sawal h k kya may apnay jism k bal yani chest bazu wagera k bal kat skta hn ?????

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
45458
Mujtahid:
Date:

Question: kya waxing karna haraam hai islam me

45739
Mujtahid:
Date:

Question: مرد کے جسم میں غیر ضروری بال جو لازمی تلف کرنے چھیے کون کون سے ہیں اور کہا سے کہا تک.

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
46546
Mujtahid:
Date:

Question: Meri dost ka masla hein.Kya ek biwi apne husband ke liye lambe nahun rak sakti hehn.jab woh nahun kati hein to uska phusband hafa hota hein.plz jaldi javab dije ga.waslam

Answer: je bara sakti hain. Balke baaz riwaaytoo mai mojood hai ke orat ka nakoon bharana mustahab hai.(Ref : mujtahid se poche gaae sawalaat , masaa # 186 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
46704
Mujtahid:
shishtani sahab Date:

Question: suna hai apka 1 fatwa aaya h k... kya hum tattoo banwa sakte hain....

Answer: It is permissible to have a tattoo if: 1. The tattoo allows the water of wudhu and ghusl to reach the skin while performing wudhu or ghusl. 2. Having a tattoo does not involve forbidden touch or look. 3. The tattoo does not encourage corruption or corrupted ideas or beliefs. 4. The tattoo does not have the names of Allah his almighty or Quran script. e. for woman, if that is considered as a beauty item then it must be concealed from non-mehram man ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
47445
Mujtahid:
sistani saheb Date:

Question: salam o alaikum janab mera sawal hai kya aurat apni sharmgah ke baal razor ya trimmer se saaf kar sakti hai isme koi harj to nahi hai aur hatho aur pairo ke baal ,eyebrow wagairah banwa sakti hai ,dusra sawal yeh hai ki kya oral sex karne se bhi aurat mujnib ho jati hai , lakin yeh kaise maloom hoga ki kab aurat oral sex se mujnib huyee meherbani karke in sawalo ke jawab de diye kudahafiz !

Answer: 1)Aurat apni sharamgah k baaloo ko iron yani lohay wagira ki blade sai kaat sakti hai.(Ayat Ullah Seestani(d.b), email Rcvd from dated 15-07-2010)
2)Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

3)Shohar or biwi oral sex yani aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain, magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay. Albetta is sai aurat mujnib nahi hoti hai laikin agar oral sex karnay sai wo ratubat jo aurat say shehwat k saath Khaarij hoti hay agar is hadd tak ho kay usay Inzaal Kaha ja sakay aur libaas ko aalooda kar day , jo aam tor par us waqt nikalti hay jab aurat jinsi shehwat ki Intihaa tak pohunch jaey to ye Najis bhi hay aur is aurat ko Mujnib shumaar kiya jaey ga aur us par ghusl e janabat bhi wajib hoga. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 345) (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
47762
Mujtahid:
sistani saheb Date:

Question: salam o alaikum janab mera sawal hai kya aurat apni sharmgah ke baal razor ya trimmer se bana sakti hai, dusra sawal hai kya aurat ke sath oral sex karne se bhi aurat mujnib ho jati hai agar ho jati hai to yeh kaise maloom hoga ki aurat mujnib ho gayi hai meharbani karke iski wazahat kar diye ! Aur kya aurat hath pair ke baal saaf kar sakti hai aur eyebrow banwa sakti hai please in sawalon ke jawab de diye bahut meharbani hogi khudahafiz !

Answer: 1)Aurat apni sharamgah k baal lohay sai kaat sakti hai. (Ayat Ullah Seestani(d.b), email Rcvd from dated 15-07-2010)
2)Wo ratubat jo aurat say shehwat k sath Kharij hoti hay agar is Hadd tak ho kay usay Inzal kaha ja sakay aur libas ko aalooda kar day, jo aam tor par us waqt nikalti hay jab aurat jinsi shehwat ki Intihaa tak pohunch jae to ye Najis bhi hay aur is aurat ko Mujnib(Jis par ghusl wajib hota hay) shumaar kiya jaey ga aur us par ghusl e janabat bhi wajib hoga. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 345)
3)Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
47819
Mujtahid:
ayatullah shistani sb. Date:

Question: salamalaekum..... whick kind of tatto allowed for us (shia)???? should it be permanent or it should be temporary also ???? khudahafiz..... may khuda bless u....

Answer: It is permissible to have a tattoo if: 1. The tattoo allows the water of wudhu and ghusl to reach the skin while performing wudhu or ghusl. 2. Having a tattoo does not involve forbidden touch or look. 3. The tattoo does not encourage corruption or corrupted ideas or beliefs. 4. The tattoo does not have the names of Allah his almighty or Quran script. e. for woman, if that is considered as a beauty item then it must be concealed from non-mehram man ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
47856
Mujtahid:
ali sistani sab Date:

Question: perfume k mutaliq kiya hukam ha jis me alkohal shamal ho.... aur konsa perfume use kar skata ha

Answer: Perfumes mai istemal honay wala alkohal paak hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 109) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
48742
Mujtahid:
Butt Date:

Question: Mere sawal ye hai k..meri girlfriend apni neck pa taton banana chahti hai kiye yeh jaiz hai islam ma

Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1)wazoo ya ghusl k lie pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2)gunah mai parhnay ka khof na ho. 3)tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4)Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5)aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai.(Ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
48745
Mujtahid:
islam Date:

Question: AOA. i want ask.... islam mein lamby nails rakhna HARAM hai ya ni?? aur agar HARAM hai to is ki waja kia hai?? mtlb kia nuksan hai lamby nails ka k in ko haram qrar dia gya hai?????

Answer: Nails barhanay k baray mai baaz riwayat may maujood hay k nails barhana auratoon k liay munasib hay. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 1, ques # 186, pg # 90)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
48995
Mujtahid:
unwanted hair Date:

Question: sir jism k gair zarori ball pait k ball b hoty hain or jo hamari sharm gah se upar ball ko kahan tak remove karna chaye or jo 2 tango k darmiyan ball hoty hain wo b remove krne chaye ? thankx

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
49243
Mujtahid:
none Date:

Question: Asalam0alikum! kya Mard hazrat Seenay, Bazu, Qamer of Tangon k Baal saaf ker sakte hain

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
49245
Mujtahid:
ALI SISTANi Date:

Question: sharamgah k bal saf karna lazmi hai larki/girl k liye?

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
49449
Mujtahid:
akai sistani Date:

Question: salam alykum sawal ye hai ki kaya aurat hierremoer losan ki jagaha bilet istimaal kar sakti hai ki nhi ya dono kar sakti hai

Answer: Aurat k lie sar k alawa puray jism k baal katna mustahab hai aur lohay(blade) sai apnay jism k baal kat sakti hai. (Ref : Sistani.org)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
49532
Mujtahid:
Date:

Question: kiya mard k liye sharamgah k ilawa jisam k kisi or hissay k bal katna jaiez h? jaisy seenay k wagera wagera

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
50521
Mujtahid:
Date:

Question: sir mery face or body pr bht bal h plz koi hal bta dai

p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
50583
Mujtahid:
mujtahid Date:

Question: kya roze ki halat mein neechy ki safae krna sae hai...roza makrooh toh nae hoga?

Answer: Roze ki halat me zair e naaf baal ki saaf karna makroo nahe hai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1629 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
50689
Mujtahid:
shia Date:

Question: asalam-o-alikum, 1.girls k liay kis had tk makeup krna jaiz hai?2.kia pairo (foots) ka chupana zaruri hai ? 3.kia ghusal k liay body ka dry hona zaruri hai ? 4-agar koi girls is trha ka dress pheny jo fit na ho,aur full sleeves ho,sar pay scarf bhei ho tou kia uska parda theek hai?ya parday k liay zaruri hai kay chadar ya abbaya pheni jai?5=parday k liay face ko kis had tk chupana zarurui hai?

Answer: 1) Aurato k lye makeup karna jaiz hai laikin make up karne k baad namehram mard se apna pura chehra chupana wajib hai (ref:nigha o libaas pg: 96)lekin agar makeup bauhat mamoli ho aur zahir na ho to phir makeup karne k baad chehra chupana wajib nahe hai. (Ref:sistani.org,urdu,zinat,que:1)
2) aurat k lye agar use koi namehram mard na dakh raha ho to namaz me use takhno tak pair(foot) chupana wajib nahe hai. laikin namehram mard ki moujoodghi me aurat ko namaz me aur aam halat me apne pairo (foot) ko namehram mard se chupana wajib hai . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #777,2399 )
3) ghusal kye wqt badan ka dry hona zarori nahe .((Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 379)
4) aurat k lye zarori hai k wo (chehra aur kalahiyon tak hatho k elawa) sar k baal aur apna badan namehram mard se chupaye or ihtiyat lazim ye hai k apne badan or sar k bal us larke se bhi chupaye jo abhi baligh na ho klekin itna samjhdar ho k ache or bure ko samjhta ho or ehtamal ho k orat k badan pr uski nazar parne se uski jinsi khwahish bedar hojayegi, laikin orat na-mehram mard k samne chehre or kalaiyon tak hath khule rakh sakti hai lekin is surat men k haram men mubtala hone ka khoof ho ya kise mard ko(hath or chehra) dikhana haram me mubtela karne ke irade se ho to in dono suraton men inko chupana wajib hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2399)
5) thori aur is se niche ka wo hissa jo maqna(chadar) pehante waqt mamolan chupaya nahe jata chere me shamil hai aur itne hisse ko chupana wajib nahe hai. laikin kaan ka shumaar chere me nahe hota aur perde me is ka chupana wajib hai. (nigha o libaas. Pg:83)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
50730
Mujtahid:
islam Date:

Question: AS SALAM O ALIKUM mera sawaal ye he k hmein upne najaiz baal mean balig larke upni naaf k neeche ik baal khaa se khaa tk kaat na chahiay ap mjhe wizahet krdein jazak ALLAH

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
50808
Mujtahid:
Ayatuallah sistani , shia Date:

Question: A.O.A 1-Is waxing is allowed in Islam for men i mean can he wax his chest legs etc. 2-And i want to know please answer this question and if u can add a reference then it will be more suitable ' MAsOOMEIN (AS) do have ilm e gaib" i was debating with one of my fellow and he argues a lot that they just have extra knowledge but not ilm e gaib which is the quality only Allah have itself. waiting for you reply thanks

Answer: wssalam o alykum, ALLAH TAALA AALIM UL GEEB HAI is se muraad ye hai ke wo cheezain jo kuch maklook (agerche kuch jaanti hai jese Ap (s.a.w) ki khabar dene se pehle hamare liye jannat o dozak, pul e siraat wagera geeb the agerche Un(s.a.w) ke nazdee maloom the) nahi jaante or un ke liye geeb hai ALLAH TAALA un ko bhi jaanta hai jese un ko jin ko maklook jaanti hai, pas ALLAH TAALA ke nazdeek koi sheh geeb nahi hai balke ALLAH TAALA her she ka AAlim hai jesa ke sura e maaeda ki aayat no 97 main fermata hai Allah her sheh ko jaanne wala hai,
Or jahan tak ye baat hai ke ALLAH TAALA ke ilaw kisi or ko geeb ka ilim hai ke nahi? To ALLAH TAALA kud Quraan e Majeed main farmaata hai ke Maklook main se bhi baaz ke paas geeb ka ilm hai jesa ke Quraan e Majeed ki sura e jin ki aayat no 36 se 37 main farmaaya hai ke wo apna geeb kisi ko nahi batata siwaae un loog (jin main se baaz rasool hain) ke jis se razi hon.
Or yaqini daleloo se ye sabit kiya ja chukka hai ke is aayat ke misdaaq jesa ke Rasool(s.a.w) hain is hi terhan Ali(a.s) or in ki olaad main se hone wale 11 aimma(a.s) bhi hain.(Ref : rasikoon fil ilm, muhaazraat # syed kamala haidri , fasal # 10 , pg # 336 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
50914
Mujtahid:
agha syastani Date:

Question: kya lerkay emo hairstyle rakh sktay hain jis main sir k baal paishani ko chupa daitay hain or kya merd k lia lambay baal rakhna jaiz ha?

Answer: Ge Haan Mard ke liye lambay bal rakhna jaiz hai.(Ref:Sistani(d.b),Manasik e haj , masla no:before 403 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae). Albatta namaz k wqt ager ye baal peshani per aaye howe hon jo k sajde gah ko chhone men rukawat hon to in ko peshani ki jaga se hatana zarori hai.(Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 1414 , maslah # 1047).

Print

Id:
51658
Mujtahid:
Date:

Question: Mera sawal ye hai k Kya back side k ball kat sakty hain please

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
52593
Mujtahid:
Date:

Question: sir,,,jab hips pa bal(hairs) a jain to una saf ya shav krni chiya ya nahi????

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
52790
Mujtahid:
Date:

Question: Kya ourat ka sar pa pagri bandhna jaiz ha agar nai tw is ka hawala kon c book ma milay ga

Answer: Mardo k libaas k sath khaas hai to orato k liay ye pehenna jaiz nahi hai.(Ref : jaded fiqhai masail , masala # 207 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
52902
Mujtahid:
Sistani Date:

Question: Aurat ka hair katwana jaiz hai ya nahin plz ans

Answer: Aurat apne sar k baal kaat sakte hai( yani chothe karsakte hai) laikin aurton k lye sar moundwana (pura ganja hona) jaiz nahi hai.(Ref : E.mail receive from sistani.org, Aqai sistani ,Manasiq hajj, pg#150 eidition 1996).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
52981
Mujtahid:
Date:

Question: kya aurat apni peshani per bindi laga sakti hai aur saree ka libas pahan sakti haiisalam.main bindi or saree ke bare main kya ray hai

Answer: Bindiya lagana ager zinat shumaar kiya jaae to na-mehramoo ke samaane lagana jaiz nahi hai.
Ager saarhee shehwat ubhaarne ka sabab bane ya ortoo k badan ko zahir kar rahi ho to jaiz nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 139 , 140 , 141 , pg # 63 , 64 , Allah Tala tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
53011
Mujtahid:
Muslim Date:

Question: 1st Q: sir me ne yea pata karna tha k kia hmare Islam me Nail bharane se roka gaya hai aur agr roka gaya hai tuu es ki waja kia hai aur agr nahi roka gaya tuu kia shariet hain en k bharhane ki? 2nd Q: kia hmare Mazhb me Aurt ka Qabr pe jana jaiez hai yea nahi aur agr nahi hai tu kia waja hai aur agr jaiez hai tu us ki kia sharaiet hain?

Answer: 1) Merd k liay nakhun berhana jaiz hay. Baaz riwayaat mai is baray mai moujood hai k khawateen k liay nakhun barhana munasib hay. (Ref: Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 186,pg # 90)
2) Aurto ka qabrastaan jana jaiz hai (Ref: mujtahid say pochay gay sawalaat part#3,ques#202) (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa farmaye).

Print

Id:
53684
Mujtahid:
Date:

Question: asalam o alikum janab sy sawal hy k nails or hairs ki trimming ka ki hukam hay or kis kis din jaiz hain agar mumaniyat hy to kis din ki or Q mard apny ball kis tarhah lamby kar sakty hain kitni had ha sir or darih ki

Answer: Rasool akram se monqool hai k jo shaks har Wednesday, thusday nakhun katwaay aur jumme ko bhi kaat sakte hai.
dhari ko darmiyana rakhna sannat hai.yani na ziyada lambhi ho na buhat kam aur aik mush se ziyada dhari barhana makroh hai.( ref: tehzeeb ul islam ,allama Muhammad baqir majlisi, pg: 181)
mard k lie sar k baal rakhna bhi jaiz hai aur ganja hona bhi jai hai laikin Ganja hona afzal hai. ( ref: tehzeeb ul islam ,allama Muhammad baqir majlisi, pg: 179)
Dhari ki Sherie miqdaar ye hai k zaroori ha k aam log use dekhen to ise dhari wala kehain. (Ref : Mujthid se poushey gye sawalat part # 1, ques # 159 pg # 80)

Print

Id:
53707
Mujtahid:
Date:

Question: Kya unmarried girls ko mehendi lagana sunnat hai..ya nahi?? 1993

Answer: aik aurat k liye doseri aurat ki araaish aur zehbo zenat karne ka amal burai ki terweej aur ise aam karne me shareek shumaar na ho to jaiz hai.(Ref : aqa sistani,Jadeed faqhi masail , masla # 523 , pg # 270, eidition 5)
Aurat k lie ring aur churia aur dosere zehbo zenat karna jaiz hai laikin ring aur churiyo k ilawa dosere zenat ko namehram se chupana wajib hai. (Ref : aqa sistani,Jadeed faqhi masail , masla # 531 , pg # 272, eidition 5) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
54028
Mujtahid:
Date:

Question: My que is: k islam mey mard ko sir k bal kahan tak rakhnay chahye... kahan tak rakhna jaeez hy. thnaks

Answer: Hadees k mutabiq ager sar k baal barhana chaho to in ki dhone o kanggi karne waghera se deekh bhaal karo, or ager ye nahi kar sakte to in ko chote kar lo. (Ref : tehzib ul islaam , baab # 5 , topic # ortoon o mardoo ke liye sar ke baal rakhne ke aadaab , pg # 179 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
54541
Mujtahid:
Date:

Question: kya ladkiya gold sone ki payal pair me pehen sakti hai kya yeh jaiz hai.

Answer: Gee han bilkkul pehn sakti hen koi harj nahi hai albatta apni zeenat ko namehram se chupana wajib hai.(Ref : nigaah o lebaas , baab # 7 , pg # 103 , ALLAH TAALA tofiqaat main izafa farmaae).

Print

Id:
56206
Mujtahid:
Date:

Question: kya pakhane ki jga par jo baal ate hen vo utarne chahiyen

Answer: Riwayat ki roshni main mustahab hai.(Ref : Web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
57282
Mujtahid:
Date:

Question: Aslam o alikum Mulna Sahib! kya mard or aurat apnay jism k ur jagha say jesay (senay k baal ya raan k baal ya jism k kesi bhi hesay say) hatwa sktha hai k nahi? agar hatwa sktha hai ya skthi. Tu us ka hawala bhi day? Jaza K Allah

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
57549
Mujtahid:
Date:

Question: sir hmare sater e aurt k hise ma mojod bal.yani wo bal jo katne lazmi hai un ko kaha sy kaha tk katna chaye.kn kn si jga sy

Answer: Sharam gaah ke ird gird ke baalo ko kaatna mustahab hai.(Ref : Web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
57735
Mujtahid:
Date:

Question: Murd ko nechay walay bal kitnay tak saf krnay chaye

Answer: Marvi Riwayat ki roshni main 40 din ke ander kar lene chahiye. (ref :web site ayat ullah sistani d.b. http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
57884
Mujtahid:
Date:

Question: Haiz ki halat me hair colour krna ya mehendi lagana haram to nai??

Answer: Haraam nahi hai, mager makrooh hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 1 , Maslah # 235 , eidition #1st , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hia).

Print

Id:
58735
Mujtahid:
Date:

Question: Kia muharram mai mard kaly kapray pehan salt a hair?

Answer: Imam hussain ( a.s) ki azadaari manaane me kaala libaas pheanna accha fail hai .(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 191 pg #81) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
58824
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Salam alekum Janab mera sawal ye hai ki agar main moharram me Naye kale kapde bana sakta hu kya mujpe kale kapde nahi hai moharram ke liye naye kapde banana jaiz hai kya moharram me wsalam

Answer: Imam hussain ( a.s) ki azadaari manaane me kaala libaas pheanna jiaz hai aur accha fail hai .(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 191 pg #81) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
58925
Mujtahid:
Date:

Question: Meri hips k inder (hole k ird gird baal) ko saaf krna lazmi hain.. ???

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
58926
Mujtahid:
Date:

Question: Me hole k upr se baal saaf nhe krta. Kia??haraam hai…? ??