Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Zeenat (150 Questions)


Showing 100- 150 questions from 150 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
59375
Mujtahid:
Date:

Question: aslam o alikum kia muharram me mahandi lagana savab hai?

Answer: Wssalam o alykum, is ko lagana Muharram u Haraam main munasib nahi hai, balke ager gham ke dino ke munafi ho to is ko in dino lagany se pareez karain.(Ref : Sistani.org , Allah Taala hi tofiqaat mian izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
59713
Mujtahid:
Date:

Question: Salam , Muharam mein mehndi lgana islam mein jaiz hai???? plz ans me

Answer: Wssalam o Alykum, munasib nahi hai, kun ke ye khushi ke moqo se munasbat rakhti hai. .(Ref : Sistani.org , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
59714
Mujtahid:
Date:

Question: Hath mein red dhaga pehnna jaiz hai???

Answer: Koi harj nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3 , sawaal # 136 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
59854
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: sllamun alaikum...! plz mujhe ye bata dijiye k kon c riwayat me aurton k liye nails barhana jaiz hy...plz reference k sath btaen.

Answer: Wssalam o alykum, Hadees main manqool hai ke Hazrat Rasool Allah (s.a.w) mardo ko to ye hokum dete the ke nakono ko zinda nakoon ke paas se kato, or oraton ke liye ye farmaya ke thora sa chor kar kato ke wo tuhmari zinat ka mojib hai. (Ref : tehzib ul islaam , baab # 5 , topic # 8 , pg # 185 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
60348
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: AOA, Mera sawal ye hy k, islam me stones " aqeeq" etc ki kia hesiat hy.Kia kuch stones kuch logo k lye suitable aur kuch k lye unsuitable ho sktay hain. Is k elawa naam ka stone nikalwana sahi hy? Agar sahi hy tou ye kon log nikaltay hain ? Please answer it. Jazak allah

Answer: Rasool ul Allah ne hazrat Ali as se farmaaya, Lal (red) aqeeq ki anghuthi (ring) pheno kyu k is ne khuda ki wahdaaniyat aur mere (rasool) ki nabuwat aur Ap (hazrat Ali) aur Ap ki aulaad ki imaamat ka iqraar kiya, Allah ne farmaaya jis haath me aqeeq ki anghuthi (ring) ho ghi me aatish jahanum me us haath ko azaab na karonga.
Imam ali raza (a.s) ne farmaaya yaqoot ki anghuthi ( ring ) phenne se pareshani zaail hote hai
Imam musa kazim ( a.s) ne farmaaya zamarrud ki anghuthi ( ring) phenne se mushkil aasaan hote hai
Imam ali raza ( a.s) ne farmaaya zabarjad ki anghuthi( ring) phenne se faqeeri ,ameeri me badal jaati hai
Imam jafar saadiq ( a.s) ne farmaaya jo firooza ki anghuthi( ring) phenne gha wo muhtaaj na hogha
Imam jafar saadiq ( a.s) ne farmaaya dure najif ko dhakhne se khushi haasil hote hai
(ref: tehzeebul islaam,allama baaqir majlesi, pg:32,36,38,39) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
Note : In Ahadees se pata chalta hai k in stones ka insane per asar to hota hai

Print

Id:
60618
Mujtahid:
Date:

Question: orat apny sir k ball (jo comb krty wqt utr jaty han) khan pehnkany cahaea

Answer: Ali bin Abi-Talib (a.s) se Marvi Hadees ke mutabiq in ko mitti main dafan kar dena chahiye. (Ref : tehzib ul islaam , baab # 5 , topic # baal o nakoon wageera ke dafnane ke aadaab , pg # 188 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmane wala hai).

Print

Id:
61212
Mujtahid:
Date:

Question: Sir Muja ya puchna ha ka body ka baal kha tak remove krna ha?Auns ka kha tak?

Answer: 1)Riwayat k mutabiq puray badan par noora(Badan k baal katna) lagana mustahabb hai. 2)Riwayat mai takeed hai k mard 40 din tk aur aurat 20 din tk noora karey (Ref : http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
61291
Mujtahid:
Date:

Question: Aoa main ap sa puchna chahta hoon ik admi ko undershave kis tra krni chahya apne penis k pass sa ya tango per b please reply

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae.. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Note: is bayaan se aap k liay wazeh ho gaya hoga k sharamgaah k baal kaatna mustahab hay nah k tango k, or tango k baal kaatna merd hazraat k liay jaiz hay takeedi mustahab nahi or khawateen k liay oper bayaan ki gae sharait k sath mustahab bhi ho jata hay .

Print

Id:
61526
Mujtahid:
Date:

Question: Kya sindor lagana gunah hai

Answer: Ehtiyaat e wajib ke madd e nazar se musalmanon k liye aysa hulya apnana jaiz nahi hai jo hinduon se khas ho.(Ref : Aqa Sistani,Jadeed faqhi masail , masala # 210 , eidition # 5 , Allah Taala hi tofiqaat main izafa farmaane wala hai).

Print

Id:
62202
Mujtahid:
Date:

Question: Sir my question is , kia girls ko body hairs epilator ya blade sy remove krna haram ha

Answer: 1)Riwayat k mutabiq puray badan k baal saf krna (hatta k sharamgah k bhi mustahabb hai. 2)Riwayat mai takeed hai k mard 40 din tk aur aurat 20 din tk noora karey (Ref : http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23)
Note: kise bhi cheez se baal ko saaf kiya ja sakta hai.(Email rcve from web eanswers@najaf.org) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
62217
Mujtahid:
Date:

Question: kia cosmetic surgery krwana gunnah hai is k bare main kia hukam hai kuch larkion ki shadi un ki badsoorti ki wja se ni ho pati wo kia krain surgery krwa lain ya phr kisi se bhi shadi kr lain chahe wo un k mutabiq ka larka ho ya na?

Answer: Khobsurati k lie chaihre ya badan ki plastic surgery karwaane se agar haraam touch ya haraam nazar ka sabab na ho to ye kaam karwaana jaiz hai. (ref:sistani.org urdu, plastic surgery que:1)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
62434
Mujtahid:
Date:

Question: Haram ball kese aur kahan tak saaf krne chahiye....plz don't show my question.,

Answer: 1)Riwayat k mutabiq puray badan k baal saf krna (hatta k sharamgah k bhi mustahabb hai. 2)Riwayat mai takeed hai k mard 40 din tk aur aurat 20 din tk noora karey (Ref : http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
63930
Mujtahid:
Date:

Question: kia islam me aurat ko agey bal rakhna mana ha?

Answer: Riwayat mai takeedi mustahab hai k mard 40 din tk aur aurat 20 din tak noora karey(sharamgaah k baal saaf karain) (Ref : http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23). Update on dated 24-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
70823
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Kia admi nichy (back) waly hair remove krna zarori hy?

Answer: Riwayat k mutabiq puray badan k baal saf krna (hatta k sharamgah k bhi mustahabb hai. 2)Riwayat mai takeed hai k mard 40 din tk aur aurat 20 din tk noora karey (Ref : http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
72919
Mujtahid:
Date:

Question: kya islam me tatto banana haram hai

Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1)wazoo ya ghusl k lie pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2)gunah mai parhnay ka khof na ho. 3)tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4)Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5)aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai.(Ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012) Update on dated 23-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
73047
Mujtahid:
Date:

Question: kya aurat apni sharm gah ke balon ko razor shave kar sakti hai

Answer: Jee haan.auratain(women) apni body say baal(hair) remove kernay k liay razor istemaal kersakti hain.(Ayat Ullah Seestani(d.b), email Rcvd from Ayat Ullah Seestani(d.b) dated 15-07-2010). Update on dated 23-08-16. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
76633
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Kiya shia orat apne sharamgah k baal saf kar skti hai?? Zrori haii??

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat k ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Update on dated 16-02-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
82150
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Kya seen k Baal katwana jaiz hain or shadeed makrooh see kya muraad Hai pehle k jawab Abhi TK mosool nhe hue

Answer: Seenay k baal katwana jaiz hain. Makrooh yani napasandeeda , wo kam jo haram to nah ho lekin na karna behtar ho. (Ref: https://www.sistani.org/arabic/qa/0504/, Tauuzihul masael, pg#493). Update on dated 09-03-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
92869
Mujtahid:
Date: 2018-11-01

Question: mard cream k sath zere naf bal saf kr sakta?

Answer: Jee haan jaiz hay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istifta from https://www.sistani.org/arabic/qa/21357/ ). (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
[Updated on 01-Nov-2018 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
93257
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2018-11-23

Question: Kya pakhany sy bal katna gunah hy ya nahe

Answer: Jaiz hai ghunah nah hai.(ref web site ayat ullah sistani d b http www sistani org local php modules nav nid 5 cid 1077 ques 1 2 3)
[Updated on 23-Nov-2018 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
93287
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2018-11-24

Question: Sharmgah k baal kitne hisay tk katna wajib hai?

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat k ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
[Updated on 24-Nov-2018 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
93305
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2018-11-27

Question: Salam o Alikum Main yeh janna chahta hon k naaf k neechay k baal kitnay hissay tak saaf rakhny chaiye maslan mera khoon garam hai or mery jism per baal ziyada hain (seeny, hathon, tangon etc) to plz tafseel say bataye k naaf k nechay or under arms k baal kitnay hissay tak saaf rakhny ka hukum hai Islam main or jism k baal kam kerny ki koi medicine bata saktain hain. JAZAKALLAH

Answer: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/). Note: zair e naaf baal or baghal k baalo k kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baal ki takeed e mustahab nahi aae..
[Updated on 27-Nov-2018 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
93425
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-01-17

Question: Aslam u alikum , mera swal ha k peche ki sharamgah k Baal Katne ka tareeqa , kyunke mera doubt ha k vo bal katne bi chae ha k nahe . Aur katna kis tarah han , please bta Degye . Gizak Allah

Answer: Un balo ka katina zarori nahi hai, jaiz hay. in balo ko hair removiing cream se hata liya jaey. ( Ref:http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23 )
[Updated on 17-Jan-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
94691
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-03-15

Question: Asalam o alaikum May nay apna Testicles (Penis Balls) kay be hair kaat deya tha kia issko kaatna zarori tha Zair e naaf say neechay Penis Kay Aas paas Kay baal Matlab penis Balls Kay hair Kaatna Zarori tha May Issko be kata karta tha

Answer: zair e naaf jo baal hai un ka kaatna zaroori nahi hai lekin baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada katne ko terk nah kia jaye.(Ref:http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).)
[Updated on 15-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
95041
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-03-28

Question: zer naaf k kis hisse se baal saf karna zarori hain. yani naf k shoro hone se. ya aza e tanasul k atraf saaf karna chahiye?"

Answer: sharamgaah or os se oper sakht baalo ko saaf karna mustahab hay. Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k zair e naaf baal ko 40 din se ziyada kaatne ko tark nah kia jaey, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baal ki tu riwayaat e kaseera main in baalo ko kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat k ye baal shohar k liay bivi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.(Re: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
[Updated on 28-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
95097
Mujtahid:
Date: 2019-04-01

Question: AOA. Mera sawal yeh ha k zer e naaf bal saaf karny ky bad ghusal lazam hota ha ya na. Maslan agar insan pak halat mai ha aur us k zer e naf bal aur baghal barhy hauy hain aur wo bal kat deta ha. Aur ghusal nai karta to kia yeh jaiz ha. Ya ghusal b lazmi ha

Answer: Zair e naaf baal kaatne se ghusl wajib nahi hota.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41, maslah#344).
[Updated on 01-Apr-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
100768
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-10-05

Question: Islam mein tattoo body pr chhapvana jayz hai ya nhi

Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1)wazoo ya ghusl k lie pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2)gunah mai parhnay ka khof na ho. 3)tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4)Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5)aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai.(Ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012)
[Updated on 05-Oct-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102694
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-26

Question: مرد اپنی چھاتی کے بال کاٹ سکتا ھے کیا اسلام کے مطابق؟

Answer: Seenay k baal katwana jaiz hain. ( Ref : Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani ,Web Address https://www.sistani.org/arabic/qa/0504/)
[Updated on 26-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102741
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-26

Question: kia darhi rkhne k baad choti ya barhi krwa skte hain? or naiz agr darhi rakhne k baad khat rakhna or phir darhi rakhne me koi gunah to nhi ?

Answer: darhi itni miqdar me rakhna wajib hai keh hadh e aqal thori aur gaal par darhi sadiq aye.
(Ref: Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Web Address: https://www.sistani.org/urdu/qa/search/92898/ ).
[Updated on 26-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102763
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-23

Question: Aslam o Alaikum! Mera sawal he hai ke aj ka mard apne kan me bali (ring) pehnte hain or kuch shia mard bhi pehnte hain kya mard ka kan me bali pehnna jaiz hai?

Answer: W.Salam, Kaan me baali pehenna ahtiyat e wajib ki bina par haram hai. (Ref : Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani
Web Address : https://www.sistani.org/english/qa/01276/).
[Updated on 24-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103123
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-19

Question: kya marad ko apne back side baal saaf karne chhaiye? I shall be very thankful to you if you will reply fast. Jazak ALLAH

Answer: 1)Riwayat k mutabiq puray badan par noora(Badan k baal katna) lagana mustahabb hai. 2)Riwayat mai takeed hai k mard 40 din tk aur aurat 20 din tk noora karey (Ref : http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23)
[Updated on 19-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
104230
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-03-03

Question: Mera sawal hai kia bivi apna bazoo per ya jism ka kisi bhi hisa per sohar ka naam kudwa sakhti hai

Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1)wazoo ya ghusl k lie pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2)gunah mai parhnay ka khof na ho. 3)tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4)Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5)aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai.(Ref : email rec from ayatollah sistani d.b.)
[Updated on 03-Mar-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
107110
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-04

Question: Aoa. Agr koi ghr mn akela ho tu wo baghar libas ky phr sakta hai ?

Answer: Mard k liye zaroori hai chahay usay koi na bhi daikh raha ho namaaz ki haalat mai apni sharam gaah ko daanphay.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 39 maslah no 776)
(Note: Mard k liay namaz main sirif sharamgaah chupana zarori hay)
[Updated on 04-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
107239
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-04

Question: Salamun alaikum. Agar sharmgah or bagal k baal 2-3 mahine se na saaf kiye ho to kya namaz or digar ibadaat kr sktey?? Plz reply soon.

Answer: G han ibadaat ko anjam diya ja sakta hai. Riwayat k mutabiq puray badan k baal saf karna (hatta k sharamgah k bhi mustahabb hai. 2)Riwayat mai takeed hai k mard 40 din tk aur aurat 20 din tk noora karay yani baal karay. (Ref : http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23)
[Updated on 04-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110264
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-10-24

Question: Salam un alaykum Islam mai ladies ky leay razor ka istimal jaiz hai ya nahi? jaisy eyebrows ky leay razor. please jaldi itila dejeay ga. Shukriaya

Answer: Jee haan. auratain(women) apni body say baal(hair) remove kernay k liay razor istemaal kersakti hain.(Ayat Ullah Seestani(d.b), email Rcvd from Ayat Ullah Seestani(d.b) dated 15-07-2010).
Auratoo k lye eyebrows banwana jaiz hai. (Ref : deen k ahkaam pg # 242 ques # 760) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1553)
[Updated on 24-Oct-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110468
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-08-17

Question: Agar mehendi mai tattoo lagaye to namaz hogi kya?

Answer: Tattoo banana jaiz hai magar ye ke: 1)wazoo ya ghusl k lie pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2)gunah mai parhnay ka khof na ho. 3)tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4)Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5)aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai.(Ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012)
Agar mehandi se wuzu k aaza tak paani pouchne me koe rukawat na ho to wuzu sahi hai aur namaaz perh sakte hain lekin agar rukaawat ho to wuzu k lie rukawat ko door karna zarori hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, before maslah # 289)
[Updated on 17-Aug-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
110661
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-04-09

Question: Aqeeq pehina behter h ya Neelam?

Answer: Har pathar (stone) ki apni apni fazitat hai to ye kehna mushkil he konsi anguthi pehenna behtar hai aur konsi behtar nahin. Albatta Mujtihideen ne namaz perhne wale k lie aqeeq ki anghuthi (ring) perhne ko mustahab qaraar dia hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #852). aur Rasool allah (s.a.w.w) ne Hazrat Ali (a.s) se farmaaya :Laal (red) aqeeq ki anghuthi (ring) pehno Q k is ne khuda ki wahdaaniyat (unity) aur meri nabuwat aur Hazrat Ali(a.s) aur un k aulaad ki imamat ka iqraar kiya. Allah ne farmaya jis haath me aqeeq ki anguthi (ring) hogi me aatish e jahanum me us haath ko azaab nah karo ga . Imam Ali Raza ( a.s) ne farmaya yaqoot ki anghuthi( ring) phenne se pareshani zael hoti hay. (Ref: Tehzeebul Islam, Allama baaqir majlisi, pg#32,36,38,39).
[Updated on 09-Apr-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
111344
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-11-04

Question: مرد اور عورت جسم کے فالتو بھال کتنے دن میں صاف کرنا ضروری ہے۔ کیا مرد بھی کریم استعمال کر سکتے ہیں۔ اور داڑھی ولے مشین سے صاف کرنا جائز ہیں۔؟

Answer: 1: Jee haan, mard ke liye cream aur loha (machine) istemal karna jaiz hay.(Ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Istifta from https://www.sistani.org/arabic/qa/21357/).
2: Riwayat k mutabiq puray badan par noora lagana (yani Badan k baal katna) mustahabb hai. Aur Riwayat mai takeed hai k mard 40 din tak aur aurat 20 din tak noora karey yani badan ke baal katay.(Ref : http://sistani.org/index.php?p=827020&id=928&page=3&perpage=10 ques # 23)
3: Dharhi ka mondna ya machine se is ka banana agar mondne ki tarah ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per jaiz nahi hay. (Ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail jaame, part#1, maslah #2246).

[Updated on 04-Nov-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
112870
Mujtahid:
Imam khaminei Date: 2021-02-01

Question: Are tattoos allowed In Islam

Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1) wuzoo ya ghusl k lie pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2)gunah mai parhnay ka khof na ho. 3)tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4)Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5)aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai.(Ref : email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012)
[Updated on 01-Feb-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
113007
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-02-27

Question: اسلام و علیکم، کیا عورت ک لیے آنکھوں میں لینس لگانا جائز ہے؟ اور اسکی کوی شرعئ احتیات یا احکام ہیں تو وہ بھی بتا دیں

Answer: Aurat ke liye lens lagana jaiz hai. lekin agar color lens zeenat main shumaar hota ho tu os ko na-mehram k saamne zahir kerna jaiz nahin hoga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b), jadeed fiqhi masail, maslah #532).
[Updated on 27-Feb-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
114342
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-04-21

Question: پاخانہے کے آس پاس کی جگہ پر سے بال اتارنے چاہیے یا نہیں

Answer: 1: Baaz riwayaat main takeed(mustahab) aae hay k (mard) zair e naaf baalon ko 40 din se ziyada katne ko terk nah karay, or aurat 20 din se ziyada zair e naaf baal kaatne ko terk nah karay. Or rahi baat baghal k baalon ki tu buhat sari riwayaat main in baalon ke kaatne k liay baghair mudaat e muayyana ki qaid k hokum diya gaya hay or agar aurat ye baal shohar k liay biwi se lazzat or faida hasil kerne ki raah mian nafrat ka sabab banain tu aurat k liay in baalo ka kaatna wajib hay.
2: Dubur(anus) ke baal katna Jaiz hain.
(Ref: http://www.sistani.org/arabic/qa/0504/page/7/).
(Note: Riwayat men zair e naaf baalon or baghal k baalon ke kaatne ki takeed e mustahab aae hay laikin dubur(anus) k baalon ki takeed e mustahab nahin aae.. lekin riwayat men is se mana bhi nahin kiya gaya to lehaza dubur(anus)katna jaiz hain ).
[Updated on 21-Apr-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
114758
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-09-22

Question: Kaisa tatto banwana chaiye jisme apke sare bate bhi h jay or tattoo bhi ban jay

Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1) wuzoo ya ghusl k liye pani pouchnay mai rokuwat na ho. 2) gunah mai parhnay ka khof na ho. 3) tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4) Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5) aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai. (Ref: email rec from Aayatollah Sistani(d.b), dated July 9, 2012)
[Updated on 22-Sep-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
114898
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-08-30

Question: Jisam per tattoo banwana sahi hai kya

Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1) wuzoo ya ghusl k liye pani pouchnay mai rukawat na ho (agar rukawat ho tu use wuzu ya ghusal ke lie use hatana pere ga ). 2) gunah mai parhnay ka khof na ho. 3) tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4) Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5) aurat k lie agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai. (Ref: email rec from Aayatollah Sistani(d.b), dated July 9, 2012).
[Updated on 30-Aug-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
115412
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-07-13

Question: Or ek or sawal meri ek dost lerki pak hony k lye raiser use kerti to kya yeh haram hai gunnah hai

Answer: Aurat(women) apni body say baal(hair) remove kernay k liay razor istemaal ker sakti hai is men koi haraj nahin hai. (Ref: email Rcvd from Ayatullah Sistani(d.b), dated 15-07-2010).
[Updated on 13-Jul-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
115667
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-05-15

Question: KY chotey bachey ko gold pehna saktey hy ?

Answer: Mard k liay sona pehenna haram hai lekin na balig bachay ke liye haram nahin hai, Han albatta jab ye bacha balig ho jaye ga to is ke liye bhi sona pehenna haram hoga.
(Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42 ,maslah #820).
[Updated on 16-May-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
115761
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-04-13

Question: Kia Tuesday Kay din hair ya bear setting kerwana jaiz hay sahe hay ya nhii...

Answer: Jee Jaiz hai. (Ref: Tehzeeb e aal e Muhammad(s.a.w.w), Allama majlisi(r.a), pg #153,154,155).
[Updated on 13-Apr-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
116327
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-11-16

Question: Mard k lye chandi pehnany ki miqdar Kia ha?

Answer: Chandi pehnne main koe ishkaal nahin hai chahe jitni miqdar me ho, lekin mard k liay sona pehnna haram hay or us k sath namaz batil hai.(Ref: Tauzeeh ul masail, Ayatullah Sistani(d.b), edition #42 ,maslah #820).
[Updated on 17-Nov-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
116383
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-11-10

Question: kya ayat ka tatto kra sakte hai

Answer: Tattoo banana jaiz hai magar: 1) wuzoo ya ghusl k liye pani puhnchnay main rukawat na ho. 2) gunah main parhnay ka khof na ho. 3) tattoo sai galat aqaid ki tarweej na ho. 4) Allah ka nam ya quran ki koi ayat na ho. 5) Aurat k liye agar zeenat shumar ho to na mehram sai chupana wajib hai. (Ref: email rec from ayatollah sistani d.b. dated July 9, 2012).
[Updated on 10-Nov-2021:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
120413
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-06-10

Question: Kia Sheer Khuwar Bachy / Na baligh bachy pa b Sona Haram hai ?

Answer: Mard ke liye sona ( gold) pehenna haram hai lekin na balig bachay ke liye haram nahin hai, Han albatta jab ye bacha balig ho jaye ga to is ke liye bhi sona pehenna haram hoga.
(Ref: Tauzeeh ul masail jaame (farsi), Ayatullah Sistani(d.b), edition #1443, part #1, maslah #1083, and part #2, maslah #500).
[Updated on 11-Jun-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
120523
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2022-07-05

Question: baal kitnay lambay kr sakty hai or unko bandhna kesa hai mardon k leay please explain completely

Answer: Mardon ke liye dono baaten masnoon hain chahen to sab baal mundwaain chehen to barhaain albatta mundwana afzal hai, lekin Rasool e khuda(s.a.w.w) se manqool hai ke jo bhi apne sar ke baal bare rakhna chahe to use laazim hai ke un ki khabar geeri (dekh bhaal) kare warna mundwa de.
(Ref: Tehzeeb e Aale Muhammad, Allama Baqir majlisi, pg #153,154).
[Updated on 06-Jul-2022:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print