Showing 50- 100 questions from 159 questions on this page.
Question: assalam.o.alikum mara ya question k ma choti umar sa hath sa sex karrahe ma ya gandi aadat nahe chot rahe ma kia karon ma bohot tanshan ma hn ma Allah sa kasay mafi mangon plz help me...😢
Answer: 1-Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). 2- Aap namaz or quran ko perhain, Q k in ko chorhne ka ye khayaal bhi shaitan ka ho sakta hay. Update on dated 17-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: ky gunaho ki tuba kuy liya astagfar kafi ha ????????
Answer: Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010 Update on dated 07-03-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Kisi larki ke mon main lund dal kar phir pachtaya to kia karon plz koi tareeqa btaien use bholne ka
Answer:
Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010 Update on dated 26-08-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Agar ak sharabi ak dam se sharab chor de our allah k pas mafi mange to usko kayse mafi mil sakti hain
Answer: Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010 Update on dated 25-11-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: salam...my question kisi b tarah k tauba torny k kaffara kia ho ga?
Answer: Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010 Update on dated 16-12-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Ek admi shaded bemar hain our un ke tabbyet tori sey teak hogaye tu pir us k dil me souch Pida hogaye K main ne muhammad ke kasm kiye k main zina Nahi karonga our wo is baat ko our logo sey Kaye our un sey zina hojaye tu un key leye kafara ya koi our Tarqa bawo plz us ke age 17 years hia
Answer: Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010 Update on dated 16-02-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Ek admi shaded bemar hain our un ke tabbyet tori sey teak hogaye tu pir us k dil me souch Pida hogaye K main ne muhammad ke kasm kiye k main zina Nahi karonga our wo is baat ko our logo sey Kaye our un sey zina hojaye tu un key leye kafara ya koi our Tarqa bawo plz us ke age 17 years hia
Answer: Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010 Update on dated 16-02-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Ager Koi Bemari ke halat shaded our wo un tabeyat torey teak hojaye our un ke dil me he souch Pida hogaye ke main muhaamad ke kasm kiye hain ke main zina nahi karonga our wo ye our admi ko kahey our pir us zina hogaye tu un kafara ya koi our Tarqa us ke age 17 years hain
Answer: Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010 Update on dated 16-02-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Sir plz my question k ager koi admi bemar hain our un tabeyat toresy teak ho gaye our un k dil me ye souch Pida hogaye k main muhaamad saw k kasm kiye hain k mai zina nahi karonga our wo ye bat logo ko bataye our pir un sey zina hogaye tu un maafi hain ya kafara ya toba plz give answer
Answer: Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010 Update on dated 16-02-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Sir ap plz mujhe btain k main 18 saal ki hn per bcpun se main apne vagina main ungli dalti hn or ya phir koi soft cheez us se heart beat tez hojati hai koi TV per gandi cheez dekh ln to ek lehr si uthti hai per jb se pta chala k yeah gunah hai tb she main bht sharminda per shaitan abhi bhi WO ganda kaam krne main mada deta hai ...plz ap yeah btaye k beghair shadi k is ka kya ilaaj hai
Answer: Jis insaan se ghuna hoa ho wo sub se pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day ker wo shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na-fermani ker rahay hain.wo koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perhai waghaira, or har os cheez se bachain jo us ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar wo khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani(d.b), dated: Sep 27, 2010). Update on dated 28-01-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: agr walid ki death ho jaey to beta phr mafi kesy mangy?
Answer: Toba yani sharmindagi ka izhar karna k aainda ye gunah nahi karon ga. Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney waloon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba). Update on dated 28-04-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: mere shohar ne shadi se pehle eik larki ke sath muhabbat ki aur web cam pe us larki ko naked bhi dekha baat shadi tak Pohanchi per shadi na Ho saki. Mujh se shadi ke baad mere shohar ne mujhe sub kuch bta diya aur ro ro ke Allah se mafi bhi maangi. Is ka ab Kya gunnah hai.
Answer: Tauba yani sharmindagi ka izhar karna k aainda ye gunah nahi karon ga. Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney waloon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba). Update on dated 02-05-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Assalam o alaikum Hum gunah kiye jinah kiya h ger ourato ke sath kafi martaba or mafi mangne ke bad bhi kiya h Ab kis trah mafi mange or isse bachne ke liye Kya kre hume sex ki bht icha hoti hai
Answer: Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). Update on dated 04-05-2017. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Agr koi bcha 15 saal ki umer mai koi bara ghuna kartahai to usae maafi kesae hogi
Answer: Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). Update on dated 14-06-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Salam, ye sach ha k Allah pak ne Quran pak me irshad farmaya k jo shakhs gunah kary or phr muaffi ka talabgar ho to ham usy muaaf karty ha, Lakin Alkah ny ye b Quran Pak me farmaya k jo koi kisi gair k sath haram taluk qaim kary to ye qaraz ha or qaraz ki koi muaffi ni ha or is adaige us ki maa, behan, biwi ya beti ki surat me deni go ge. ab sawal ye ha k agar koi shakhs (umarried) gair mehram (unmarried) k sath jaan bhooj k relation qaim kary or zina k elawa har galat kam kary or bad me apny gunahon par nadim ho or istagfar kary or sachi toba kar lay. To kya is k baad bhe wo shaks is qaraz ka maqrooz rahy ga ya Allah usy muaf kar dy ga. Please mukmal detail k sath jawab dijiy ga. JazakAlkah. W salam
Answer: Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). Update on dated 14-08-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Mera aik or sawal yeh hai keh kia sex videos dekhne k bad bar bar maafi mangli jaye lkn pher dekhli jaye jis mein sex na ho pura srf kissing ho lekin yeh na pata ho keh yeh sab dekhna haraam hai lekin jab pata chal jaye or pher sacchhee dil se maafi mangli jaye to kia Allah Taala maaf krdeta hai ya tab bhi gunah e kabeera samjha jata hai ? Meri age 15 years hai or mein 12,13,14 years ki age mein yeh sab dekhti thi lekin sex ke khayal se nai dekhti thi khali hot scenes ke likh kr or khayal se dekhti thi or kabhi asal sex dekhne ka dil bhi nahi chaha..
Answer: Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). Update on dated 17-03-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Larki ka Na mehram se izhaar mohabbat krna ar larki k family ka rishte ko accept na krna ar phr iske baad larki bahut se maheeno dil se us larke se baat na Krna ar nikal dena.. Iss case mei kya wo larki Khuda ke saamne ro ro k muafi maange thou kya Allah Pak us larki ko iss Gunah k liye muaf kreinge?
Answer: Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). Update on dated 15-03-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Mene quran uthaya tha apni jan bachane k liye apne ghr walo se ku k mene abortion krwaya tha or unhe pta chal gaya tha to ub me kya kru???
Answer: Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). Update on dated 17-03-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: ager mujse ek baar gunah hu maine allah se maafi maag li phir wahi gunah mujse ho gaya kya quran ke hisaab se allah mujhe maaf ker dega ager mai phir se maafi maagon
Answer: Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). Update on dated 26-09-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Agr koi insan kehta ha ya ehad krta ha k gunaah ni krna ohr b kr letaa ha or us k b forn bad e qo nwki kr leta ha ya namaz pr leta ha or toba kr letaa or wo bar bar ese krta ha gunaah kiyaa sth e namaz pr li ya toba kr li shrminda hogya k ab ni krnaa ni tha krna chahyw or toba kr leta is bary mw koi ahadees batye shukrya.
Answer:
Istighfaar (taubah) main 6 batain shamil hain:(Nidamat k saath sachay dil say 14 masoomeen(a.s) k waseelay k saath Allah say maafi talab kernay say tubah foran qobool hoti hay)
1) Maazi(past) k gunah per shamindagi.
2) Aaindah(in future) gunah nah kernay ka masboot iradah.
3) logo ka jo haq aap per baaqi hay os ko ada kerna.(maslan kisi ka maal ya haq, nahaq khaya that tu os say maafi maangna ya oska haq ada kerna).
4) Jin wajibaat ko ada nahi kiya os ko ada kerna.(maslan namaz roza ko agar ada nahi kiya tha tu os ki qaza bja laana).
5) Jo ghosht maal e haram say jism main paidah hoa ho os ko gham o ranj say pighla daina yahaan tak k naya ghosht paidah ho.
6) Jism ko waisay hi ibadat ka mazah chakhana jis terah osko gunah say maza chakhaya tha.
(Nehjul balaghah,kilimaat o hikmaat # 417). Update on dated 01-09-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Asalam o Alaikam Ya ALI A. S MADAD Mera sawaal hy ke meri shadi jis larki ke sath hovi hy wo meri khala(Mother\'s Sister) ki beti hy. Humara nikah aik saal pehley hova tha or ruksati humari aik month pehley hovi hy. Nikah se pehley humara aik dosrey ke gahr ana jana bohat zyada tha or shaitaan ke behkawey me or jawani ke josh me aa kr hum ne aik dosrey k sath kae bar humbistari ki per hum dono ki niyat humesha se aik dosrey ke sath shadi karney ki thi. Nikah se pehley hum dono ne sachey dil se tooba ki. Ab hum dono ka zameer andar se humein kafi guilty feel krwata hy or humein sakoon nahi aa raha. Ap se rajooh kr rahey hein ke humein batayen ke hum kya kafara adaa karein ke humein kisi hadh tak sakoon mil jaye. Hum jab bhi namaz parhtey hein tu apne sarey gunahon ki maafi ALLAH PAAK or apne Zamaney ke IMAM A. S se talab krtey hein. Hum dono apni ghaltiyon pr boht zyada shirminda hein. Humein batayen ke hum kya amal karein or kya kafara adaa karein. Humara nikah humarey ghar walun ki or hum dono ki raza mandi se hova hy. Ab humari ruksati ho chuki hy per hum log sakoon me nahi hein or apne gunahon pr boht zyada shirminda hein. Humein batayen ke hum kya karein. Hum tu us fiqa ke log hein ke jis me har masley ka hal majood hy. Humein ap ke jawab ka intazar rahey ga. Hum dono apni ghaltiyon pr boht shirminda hein or har namaz me maafi talab kartey hein. Talib e Dua
Answer: Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). Update on dated 27-02-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Agar biwi apne shohar se chup kar kisi ger mard se sirf phone per baat kare fir use apni galti ka assas ho jay to wo apne shohar se kasse mafi mage.
Answer: Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). Update on dated 14-08-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). Parwardigar nai quran majeed mai wada kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta hai. aur aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday par amal na karay. (Ref : website Ayatullah sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888)Update on dated 04-04-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Gunaah ya haraam kaam ka pata hone per bhi use karna aur phir pachtawa ho to kis tarah se tauba kare?
Answer: Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). Update on dated 20-04-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: Sir mene apni bhabhi k sath sex kia hai or or wo bhi razi hai. Mene buht control kia hai or buht br toba bhi kia hai. Par jb koi nhi hota ghar me to me control nhi kr pata.. Hum ne sirf kissing boobs tk kia hai.. Plz mjhe rasta bataye is musibat se kese niklun buht pareshan hu me..
Answer:
Na mehram aurat k jism k kisi hissay ko choona haram hai, chahae lazzat k iraday k sath ho ya is k baghair. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #2397).
1-Hazrat imam Ali Riza a.s se mervi riwayat k mutabiq waqt e zawaal(e aaftab) 150 baar yaa qoddoos“یا قدوس” ka wird dil ko noorani ker daita hay or osay sahitani waswaso se aman mil jaati hay. (Ref:Dunya or akhirat ki 100 pareshaniyo ka hal, pg#20).
2-Waswasae k liay ( Laa haula walaa qoowata illaa billaah لاحول ولاقوة إلا بالله) perhain.(Ref: Mafati jinah pg# 208). Update on dated 23-10-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: A.o.A agr larka apni gf ko kiss kary lekin bad me us pr nadim hoto kia kary??
Answer:
Na mehram aurat k jism k kisi hissay ko choona haram hai, chahae lazzat k iraday k sath ho ya is k baghair. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #2397).
sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.
[Updated on 12-Feb-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Me hand practice bohat karta hun khud py control nh kar pata.... uske liye kya karu ky ye adat khatam hojaye plzzz ans iam waiting
Answer:
Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah ko phir kabhi anjaam nahi dain gen.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b)
[Updated on 26-Nov-2018 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Ma ne bht bara gunnah kia main islam ka bareme likhi gai gandi post parh kr hand practice krta tha mera kaffara kia hoga
Answer:
Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah ko phir kabhi anjaam nahi dain gen.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b)
[Updated on 26-Nov-2018 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Please help mai bahut pareshan hu mujhse bahut bade bade kabeera gunha ho gaye hai meri nijat magfirat ke koi surat hai
Answer:
Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah ko phir kabhi anjaam nahi dain gen.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b)
[Updated on 26-Nov-2018 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Mera Sawal kuch yun hai k parhai Khatam hoi University ki hi 1 larki se rat gaye Tak fahash baten kerna Mera malool ban gya, main Ne business start kiya jo k yamyab na Ho ska,or b nuksan hote rahe isi doran Mera us larki se taluq b Khatam ho gya ab b Meri rozgar ko Le k koshish Jari hai Mgr 3 Sal ho gye abi Tak Koi kamyabi ni mil pai...ap k Jawab ka talib
Answer: 1- Na mehram aurat k jism k kisi hissay ko choona haram hai, chahae lazzat k iraday k sath ho ya is k baghair. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #2397). 1-Hazrat imam Ali Riza a.s se mervi riwayat k mutabiq waqt e zawaal(e aaftab) 150 baar yaa qoddoos“یا قدوس” ka wird dil ko noorani ker daita hay or osay sahitani waswaso se aman mil jaati hay. (Ref:Dunya or akhirat ki 100 pareshaniyo ka hal, pg#20). 2-Waswasae k liay ( Laa haula walaa qoowata illaa billaah لاحول ولاقوة إلا بالله) perhain.(Ref: Mafati jinah pg# 208).
Question: Fahash films or mushatzani se chutkare k liye Mere 1 dost se muj se pocha to main Ne use namaz ki pabandi ka kaha is k ilawa Koi Kalam jo use parhne ko kahon to btaiye.
Answer:
1- Na mehram aurat k jism k kisi hissay ko choona haram hai, chahae lazzat k iraday k sath ho ya is k baghair. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #2397). 1-Hazrat imam Ali Riza a.s se mervi riwayat k mutabiq waqt e zawaal(e aaftab) 150 baar yaa qoddoos“یا قدوس” ka wird dil ko noorani ker daita hay or osay sahitani waswaso se aman mil jaati hay. (Ref:Dunya or akhirat ki 100 pareshaniyo ka hal, pg#20).
2-Hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 01-Dec-2018 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Mene Galti me kuch alfaz ALLAH pak ke bary me keh diye jo mjhy nahi kehny chahye the uski kese astaghfar karun ke rab razi ho jaye.
Answer:
Tauba yani sharmindagi ka izhar karna k aainda ye gunah nahi karon ga. Parwardigaar ne quran me wadah kia he k wo toba karney waloon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba).
[Updated on 05-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Agar banda lagataar Zina dekhy aur phir bandy ko apni ghalti ka dil se ahsaas ho jaye aur Allah sey maafi mang ley toh kya uski maghfirat ho jaye gi???
Answer:
Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 15-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: agr bar bar gunah hine ke bad touba kare fir gunah ho jaye fir touba kare aisa bar bar hojaye to kya kare hajrat bhot pareshani me hu mene apne app ko bhot cuntrol kiya he par kuch nhi kar pa raha hu apne ap par jo cuntrol nhi kar paa raha hu
Answer:
Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 30-Mar-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Agar kise ne sharab ko pee Liya or phir osy realize ho gya k ye gunnah kiya or sharminda hai to kya maafi ho sakti hai?
Answer:
Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 10-Apr-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Maine school Freind ke Sath zina kiya hay to ab uski shadi ho gai hai to me Allah pak s kese mafi mangu.
Answer:
Istighfaar (taubah) main 6 batain shamil hain:(Nidamat k saath sachay dil say 14 masoomeen(a.s) k waseelay k saath Allah say maafi talab kernay say tubah foran qobool hoti hay)
1) Maazi(past) k gunah per shamindagi.
2) Aaindah(in future) gunah nah kernay ka masboot iradah.
3) logo ka jo haq aap per baaqi hay os ko ada kerna.(maslan kisi ka maal ya haq, nahaq khaya that tu os say maafi maangna ya oska haq ada kerna).
4) Jin wajibaat ko ada nahi kiya os ko ada kerna.(maslan namaz roza ko agar ada nahi kiya tha tu os ki qaza bja laana).
5) Jo ghosht maal e haram say jism main paidah hoa ho os ko gham o ranj say pighla daina yahaan tak k naya ghosht paidah ho.
6) Jism ko waisay hi ibadat ka mazah chakhana jis terah osko gunah say maza chakhaya tha.
(Nehjul balaghah,kilimaat o hikmaat # 417).
[Updated on 24-Jul-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Kisi Ko Tabah Karne Ki dua ~||+91-8804419786||~ IN USA-UK
Answer:
Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah ko phir kabhi anjaam nahi dain gen.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b)
[Updated on 24-Aug-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Assalam O Alaikum Agha Jan! I committed a sin during my early age at near 14 years of age. I touched private parts of a girl who was not ligitimate to me for the sake of lust while she was sleeping. Now i am afraid to admire this before Allah amd before her.. How can I pay back for it or please what is (KAFAARA) for this? Thank you!
Answer: Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010). Update on dated 09-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
Question: ma nay net par sex dek liya ha ma allah say toba kasay karu
Answer:
Aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah ko phir kabhi anjaam nahi dain gen or hamaishah yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hukum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain. Aap koshish karain k aap khud ko doosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) ).
[Updated on 31-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Salaam.. My mom dad has died years ago... i wanna ask .. what if they dint apologiz me ( may allah not make it happen)... What should i do now...
Answer:
Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey.(Ref : sistani.org ques # 1 , toba) Hazrat Rasool e Khuda irshad farmatay hain k: Jo shakhs surah e talaq surah no 65 ki tilawat karay ga Khuda os ki toba qabool karay ga jis mai gunah ki taraf dubara lotna na ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37)
[Updated on 05-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Mastrubation magfirat dua maine bohot baar mastrubation kiya hai mujhe mastrubation ki magfirat ki dua chaiye
Answer:
Aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah ko phir kabhi anjaam nahi dain gen or hamaishah yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hukum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain. Aap koshish karain k aap khud ko doosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b).
[Updated on 20-Feb-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: 1) Agar Allah Se Ahad Karle ke woh gunah Kabhi nahi Karega lekin phir bhi gunah ho jaye toh kya kare 2) Allah Se Kiya Hua Wada Wapas Kaise Le
Answer:
1) Jis insaan se gunah hova ho wo Sub se pehlay shermindagi ka ehsaas karain or Allah se maghfirat talab karain or khud se ehed or wada karain k is gunah ko dobara anjaam nahi dain gay, or hameshah yaad rakhain k Allah aap ko daikh raha hay, or is gunah ko anjaam day ker wo shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na farmani ker rahay hain.wo koshish karain k khuch mufeed kamo main khud ko masroof ker lain jaisay sport, perhai waghaira, or har os cheez se bachain jo us ki jinsi khahish ko ubharay ya baydaar karain. Agar wo khud par qabo nah paa saktay hoon to roza rakhain q k roza ghunahoo k muqabilay mai dhal ka kaam karta hai. (E-mail rcvd from A.Sistani (d.b)
2) Agr Allah se Ahad (Vada) kiya jaye to usko pura karna wajib hai, lekin Ahad ko Ahad us wqt kaha jaye ga Jab apne ye Ahad zaban se bol kr kiya ho (k Men Allah se ye Ahad krta hun k ainda men ye Gunah nahi krunga) lehaza faqt Ahad ki niyat krne se us per amal krna wajib nahi hota (arche gunah se bachna hr surat men wajib h), phir bhi ehtiyat e mustahib hai k agr dil se bhi ahad kiya jaye to us per amal kiya jaye (albatta wajib nahi hai) lehaza agr apne ahad k alfaz ko zaban se ada kiya hai to vada pura na krne ki waja se ap 60 faqeroo ko peat bhar kar khana khilayen ya phir 2 mahine ke musalsal roze rakhen (yani in dono kamon men se jo ap chahen anjam den) (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2631-
[Updated on 09-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Gunah ki mafi ka sab sy acha trika kon sa h?
Answer:
Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gay.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ki jinsi khahish ko ubhaaray.(Ref: Mafhoom e E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b)
[Updated on 04-Mar-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: agar ek muslim ladki hindu ladke se saband banane ke baad toba kre to maafi milega????
Answer:
1) Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey.(Ref : sistani.org ques # 1 , toba)
2) Hazrat Rasool e Khuda irshad farmatay hain k: Jo koi surah e talaq surah no 65 ki tilawat karay ga Khuda os ki toba qabool karay ga jis mai gunah ki taraf dubara lotna na ho ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37)
[Updated on 07-Mar-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Sir ma aik larki hun or mjh sa bar bar ek ghalti ho jati h matlb ka kgud ki private jagah par hath lagana or mje sharmindgi bhe hoti h Allah sa maafi b maangti hunnphr bhe gunah bar bar hote h yee ma kese is sa bachun...mje rona ata ha mje dar lagta h k jesi ma buri hun kal ko meri olaad hogi to kahin Allah mjhe uske zariye sa na saza de de ya azmaaa lay...mma aisa ni chahti ap plzz mje btayein ma kya krun?
Answer:
Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi. or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain. aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b)
[Updated on 02-Apr-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Sir me ye ghalti bar bar kr deti hun kbi kbi koi buri videos bhe dekh leti hun ma nai chahti aisa or mere fiance bht achay hainnn mjh sa bht pyaar krte hain mje ye feeling ati h k ma aisi harkatein krti hun buri hun bht....wo itny achay hain ma unki achi biwi bnna chahti hun ma ni chahti k ma aisi bnu or mje dar lagta hai k aj tk jo mene ghaltiyaan ki hainnn uski saza Allah pak mje na kahin de dein mtlb k future ma olaad k zariye sa koi pareshani ya kch aisa...ma achi bnnna chahti hun or mje bat bat pr ghusa bhe bht atta ha chir jati hun bht....plz me bht uljhan ma rehti hun har wqt ma knsi surat ki tilawat kia krun plz kch explain kr dein kiaa aisi buri harkatein kr k me apne fiance ko dhoka to ni de rai wo mje acha smjhtey hain or ma aisi hun mje bht rona ata h i am 18 years old girl or mjh sa ye sb ghatia harkatein hoti rehti hain mje bht dukh hota ha?
Answer:
1) Sab gunah maaf ho saktay hain, Aap sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi. or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.aap koshish karain k aap khud ko dosri mufeed kaamo main masroof ker lain jaisay khail, perhae waghaira waghaira or har os cheez se perhaiz karain jo aap ko in kaamo ki janib ubhaaray. (E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b)
2) Gussay ko door karnay k liye surah e aal e imran ki ayat no 134 ko chini(sugar) per 101 martaba musalsal 21 din tak parhain aur pe lain inshallaha faida ho ga. (Ref: Naeem ul aamaal pg# 36).
[Updated on 02-Apr-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Kuran me maafi ke bare me Kya likha hai ager kiss inshan see galati see galati ho gye ho to kuran me ushkooo maaf krne ka koe baat hai ya nahi
Answer:
Sachchay dil se toba karain prwardigar nai quran majeed me wadah kia hai k wo toba karney waloo ki toba ko qabool karta he. Aisa hargis nahi ho sakhta k wo apne waday per amal na karey. (ref : website ayatullaha sistani d.b. ques # 1 , toba http://sistani.org/local.php?modules=nav&nid=5&cid=888
[Updated on 24-Apr-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Zina ka kuffara kya hai
Answer:
1) Zina karna gunah e kabira hay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 1, Mafhoom e Maslah #30 , Eidition 1439 hij).
2) Zina ka kuffara sache dil se toba karna hai lehaza Hazrat Rasool Allah se marvi hadees ke mutabiq Sura e Tahreem (sura no 66) ki tilawat karte howe Allah Taala ki baarga main toba kijye.(Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 37
[Updated on 24-Apr-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Agr koi larka kisi larki ko kiss krta hi to wo toba kasy kry
Answer:
sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 20-Mar-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Asalamo alikum, Mera question yh hai k main jb baligh nae tha to mainy apni cousin ki neend main usko hath lgaya tha. Ek sy ziada mrtba. Usy nahi pta. Lakn jb ab apni us gunah ko sochta hon to bht bura lgata hai. Apni darindgi py gussa ata hai. Kia mujhy us lrki ko bta kr mafi mangni hogi ya khuda mujhy maaf kry ga?
Answer:
Jee nahin use batane ki zaroorat nahin aap sirf Toba karen Parwar digar ne quran me wadah kiya he k wo toba karne walon ki toba ko qabool karta he aur aysa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur gunah se bachne k liye mazboot irada chahiye. Allah har waqt apne bande ko maaf kerne ko tayyaar hay agar banda sachay dil se sharmindagi k sath maafi maangay.(Ref : sistani.org ques # 1 , toba), (Ref :Mafhoom e http://www.sistani.org/urdu/qa/01766/)
[Updated on 04-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]
Question: Agar Koi Nafil Roze Ki Halat Me Musthzani Karle To
Answer:
1-Us ka roza batil hojaye ga or mushtzani haram or gunah e kabira hay.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah no 1569).
2-Sab se pehlay tu aap ko apnay is gunah per nidamat honi chahiay or Allah se istighfaar or tauba talab kerni chahiay or apnay aap se ehed or wada kerna chahiay k is ghunah e azeem ko phir kabhi anjaam nahi dain gi.or hamaisha yaad rakhain k Allah aap ko har waqt daikh raha hay or aap is gunah ko anjaam day ker shaitan ka hokum maan rahay hain or Allah ki na fermani ker rahay hain.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010).
[Updated on 27-Aug-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]