Please click the button for Quran o Itrat Academy Whatsapp Channel.
Whatsapp Channel
Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Shohar Biwi K Ahkam 2 (865 Questions)


Showing 350- 400 questions from 865 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
56533
Mujtahid:
Date:

Question: a/w kya ourat or mard ek dusre ke saramgaah ko choos sakte hai??? aapke ans me aap ne kaha han lekin bahut aise aalim bolte hai ki saramgaah ko choosna aa chatna haram h iske ailawa kahi bhi chat aa choos skte hai???

Answer: Shohar or bivi k liay jaiz hay k wo aik dosray k jism k tamaam hisso(parts) ko jism k kisi bhi hissay(part) say choo(touch) saktay hain. (ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaa jus saliheen,maslah #11). 2) Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
56535
Mujtahid:
Date:

Question: kya meri wife mere upar se sex kar sakti h????

Answer: Jee haan bivi hambistari k doran shohar k oper lait sakti hay or sex ker sakti hay). (Ref: email rcvd by a.sistani.). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
56616
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Salam, Agha Sahib, sb sy pehly ham Rab e Kareem sy Doa Goo hy k apko iss Azeem kam k krny pr ajr e Azeem Ata Farmayee. Ameen. Molana sahib mera ak question hy kindly jawab jald sy jald send kr dena ap ki mehrbani hoo gii ta ham islam pr amal pera hoo sky. Agha Sahib mera swal ye hy k kia ak insan jis ka nikah hoo chuka hoo magr abi Rukhsti na howi ho matlb abi Shadi na howi hoo aur us ki wife abi apny Parents k gaar ho to kia woo walden parents sy chup kr rat ko ya kisi bi waqt donoo mill skty hy maa baap ko dhoka dy kr ku k abi hamry moshara to uny milny ki ijezaat ni deta ku k abi un ki shadi ni howi just nikah howa hy ? kindly jawab zaroor de dy jald sy jald. kia agr wo donoo chup kr milly aur just kiss hug etc kry to koi gunha to ni hy ku k un k parents to abi ye bardasht ni kry gy naa ? plz give me the answer with detail. Allah paak apki Tofeiqaat mein Izafa farmayee ameeen.

Answer: ye dono nikha k baad hasband o wife hain, lekin ager riwaaj ye ho ke jab tak ruksati nahi hoti us waqt tak larki apnea p ko apne shohar ke liye pesh nahi karti, is terhan ke is ko goya ik zimni shart samjha jata ho to phir orat per apne is shohar ki is muaamle main itaat wajib nahi hai. (Ref : mujtahid se poche gaae sawalaat , part # 4 , masala # 150) Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
56630
Mujtahid:
Date:

Question: Assalamu alekum, Maine galti se meri biwi ka doodh piliya ab iska kya kaffara hai and me humbitari me bht jald free ho jata hu

Answer: 1)Ehtiyat-e-Wajib ye hay k Biwi ka doodh nah piya jaye is ka koi kaffara nahi albatta tauba karlay. (Ref: Ayatullah Seestani(d.b),E-Mail from Answers@najaf.org) 2) jis ka nutfa kam ho ya kamzoor ho os k chahaea k sab se pehlay khuda ki bargah me istegfar karay aur is k bad anday(egg) aur piaz kasrat se khaien. (ref : kitab tib e islam pg # 54) 3)Homoeopathic Medicine damiana pentarkan drops(Made in Germany Dr. willmar schwabe karlsruhe) subah, dopeher, raat 10 qatray aik ghoont pani main daal ker istemaal karain insha allah jald hi tamaam jinsi bimariyan khatam ho jay gi. Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57035
Mujtahid:
Date:

Question: A/W maine pahle v ek sawal pucha tha lekin jawab nhi mila...mera ai dusra bar sawal puch rha hu plzzz jawab de is bar..1) Kya husband wife dono ek dusre ka saramgah chat aa choos skta h???? 2) kya ourat apne husband ke upar se sex kar skti h??? please is bar jarur jawab de please

Answer: 1) Shohar or bivi k liay jaiz hay k wo aik dosray k jism k tamaam hisso(parts) ko jism k kisi bhi hissay(part) say choo(touch) saktay hain). (ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaa jus saliheen,maslah #11). 2) jee haan bivi hambistari k doran shohar k oper lait sakti hay or sex ker sakti hay). (Ref: email rcvd by a.sistani.) , 3) Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57313
Mujtahid:
Date:

Question: kya beve ke gand marna jayez hai apne shawher k leye

Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay). Update on dated 20-11-2015. (Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57317
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: agar biwi badchalan ho to marad ko kya karna chahiye ?

Answer: 1)Agar shohar dar aurat zina kray to ehtiyat e wajib ki bina par wo zani par hamisha k lie haram ho jati hai laikin shohar par haram nahi hoti hai aur agar toba aur istegfar na karay aur apnay amal par baqi rahay (yani zina karna trk na karay) to behter ye hai is ka shohar isay talaq day dai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2367). Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57323
Mujtahid:
Date:

Question: aslaam o alikum, ap ne bohut se logon ko jvb dia he ap k jvab thk b hain lakin ap tasali bakhsh jvab nai dy rahy hain, mera bohut serious masla he agr ho sky to mail kr dyna mei id b likh dungi, mera masla ye he k meri shadi ko 6 months ho gaey hain shadi k shuru k 20 din hm sath rahy hain aur us k 2 mahiny bd 10 din sath rahy hain, mery shohar mery pas nai hoty hain, mje un se sexualy koi satisfaction nai he un k penis ka size b kafi chota he aur bohut jaldi discharge ho jaty hain, aur sperm b blkl pani he aur quantity mei b kamhe, mei unhy check up krany ka bohut bar keh chuki hun wo meri bt nai sun rahy hain mje khrcha nai bhyjty mei ami abu k pas rehti hun mei un se bohut tang ah chuki hun hmari shadi b zbrdsti hoi thi, mei un se aledgi chahti hun meri liye islaam mei kya hukam he?

Answer: Agar shohar ne biwi se judaaiy ikhteyaar ki ho aur is se kinara kash hoa ho to biwi apna muaamla le kar mujtahid k paas jasakte hai jo shoar ko do bato me se aik ka paband kare . ya biwi ko ghar laa kar basaay ya ise khushi se talaaq de de ta keh wo kise aur se shadi kar le . Agar shohar in dono se inkaar kare aur ise in dono me se kise aik per majboor na kiya jaa sake to mujtahid biwi k mutaalbe per is ka sigha jaari kar sakta hai aur agar is se jodaae ka sabab biwi bani ho jis ka koe share jawaaz nah ho to ise mujtahid se talaaq dene ka koe rasta nahe hai. (Ref : Jadeed faqhi masail ,aqa sistani, masla # 428, 429,pg # 241,242, eidition 5). jis aurat ka daimi nikah ho jay is k lie haram he k shohar ki ijazat k beghair ghar se bahir nikle chahae is ka nikalna shohar k haq k manafi nah hi ho. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2376). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57528
Mujtahid:
Date:

Question: Mera sawal ye hai k meri Biwi k ghar walon ka or mera bohat jhagra rehta tha, tung aa ker main nay apni biwi say kaha k main tumko talaq nahi dena chahta laikin ager tum khula chahti ho to lay sakti ho us ney do din sochnay k baad apnay ghar walon k dabao main aa ker mujhay likh ker de dia k wo alhaidgi chahti hai or apnay baap k sath chali gai. us waqt wo pregnent thi kuch mahino baad shariat board nay mujhey uski darkhwast per notice bheja or sulha kerwaney ki koshish ki. mager wapis anay k liey meri biwi ney wo sharaiat rakhin jo main poori nahi ker sakta tha. main ney un sharait ko mannay say inkaar kia or ye likh ker de dia k is ney mujh sey alhaidgi ka mutalba kia hai lehaza ager ye ana bhi chahti hai to main nahi rakhna chahta. us ney wahan kaha k meray shohar nay zabardasti likhwaya hai or main khula nahi chahti ager ye talaq dena chahtey hain to den. main ney kaha k ager ye khula chahti hain to lain main talaq nahi doon ga or main ney kabhi ye nahi kaha k main talaq dena chahta hon. taqreeban 6 mahinay baad meri beti paida hoi jis ki mujhey khabar nahi di gai. main ney apni biwi ko khat likha k main dusri shadi ker raha hon apna haq mehar lay lo or khula lay lo us ney likha main khula nahi chahti or usi khat main bataya k meri beti ho chuki hai 3 mahinay ki hai. ye sun ker main apni Bivi or bachi sey milnay us k ghar gaya mujhey milnay nahi dia gaya. phir main ney dusri shadi ker li. bohat mahinon hamara rabta nahi hwa main her 4 ya 5 mahinay bad khat bhejta tha k meri beti sey milnay do mager us ney na kabhi mujhey phone kia or na kbhi ghar ana chaha kyon k wo adalati bayan hotey they k main ana chahti hon. ab ye case court main hai us ko gay hway 4 saal ho gay hain main ab bhi us k ghar phone kerta hon mager wo baat nahi kerti. meray sawalat ye hain: wo haq e zojiyat ada nahi kerna chahti kyon k na us ney kabhi aney ki koshish ki na rabtey ki or na meray rabta kerney per koi musbat jawab dia sirf adalaton main ye kaha k wo ana chahti hai wo bhi sharait per. Kia mujh per us ka 4 saal ka naan nafqa wajib hai? adalat ney meray khilaf faisla dia hai k mujhey 4 saal ka naan nafqa dena hai. mujhey shariat ka jawab chahiey. kia wo sharai aitebar sey meri BiVi hai jab k 4 saal se hum alag hain. Meri beti sey milney per pabandi lagana ya meri merzi k khilaf naam rakhna un logon k liey jaiz hai kyon k main kuch or naam rakhna chahta hon unhon ney kuch or rakha, jab k main ney her jaga kaha k main apni beti ka maintenance amount deney per tayar hon. Shukria

Answer: Ab tak wo ap ki zojiyat main hain, agche un ka 4 saal ka naan o nufqa dena aap per wajib nahi hai, or aap ki beti un ki bhi beti hain to wo us ka naam rakh sakti hain lekin aap ko us se milne na dena jaiz nahi hai. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, 31st edition, maslah # 2462 to 2472 , 2377 , 2422 ) Update on dated 20-11-2015.. Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57571
Mujtahid:
Date:

Question: Mera sawal yehy k meri pasand ki shading hui y 3 sail hoye hyn or 2bachy hay.mere shohar meri baat nae sunty na mujh se koi bat share krty hyn. Or apny ghar walo PR sab pesy kharch karty hyn.mjhy pesy nae deity na baat manty hyn. Me susral se ab alag hona chahte hun

Answer: Mian biwi ki aik doosray se mohabbat o ulfat k lie har namaz k bad surah e mumtahina ki ayat # 7 ko 7 martaba parha karain. Is se donoo me bai-misal mohabbat qaim ho jay gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 404)
rasool khuda (s.a.w) se marvi Hadees ke mutabiq Ager ap un ke sath apne rawaiye o aklaak (jese bolne ka andaaz, un ki zaroriyaat ki chezoon ka kayaal wageera) acha bana lain to wo ap se mohabbat karne lagain gi. (Ref : Nawadir ul Ahadees , jild # 1 , Topic # behtreen shaks ki nishaandahi , pg # 62 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57580
Mujtahid:
Date:

Question: ASalam.o.alikum mujha yeh bataen mufti sahab k b.v ka dood pee na jaiz ha yan na-jain ha and agar hum kisi asi orat ka dood peeta hn jius k sath humhara nika nahi hova to asi surat ma shariyat kia kahati ha ?plz mujha aga karen

Answer: Ehtiyaat e wajib ke madd e nazar bivi ka doodh pina jaiz nahi hai. or esi orat jis ke sath nikah nahi howa is ka doodh pena haraam hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), E-Mail from Answers@najaf .org) , (Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 1430 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57604
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam o alaikum agar wife apny husband ko beta keh dy tu kia talaq ho jati ha yaa phir kuch nahi hota please jaldi answer chahiye

Answer: koi harj nahi hai). Update on dated 20-11-2015. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus saliheen Part # 3, Maslah # 639 , eidition # 4th ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57606
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date:

Question: Mera Shawal Ye hai ki meni Suna hai kiye Husband aur wife ko Sex kiye doran Bolna nhi chye agr wo bolyn to ise sye un ki Olad biye zuban piyda ho gye ise baat mn kitni Shachi hai Plz

Answer: Hazrat e Imaam Jaffer o Sadiq (a.s) se manqoolah hadees main warid ye hai ke Ager jima ke waqt baat ki jaae to mumkin( imkan ) hai ke bacha gnooga peda ho ga zarori nahi hai k aysa ho. (Ref : tehzib ul islaam , baab # 4 , topic # mubashirat ke adaab , pg # 130 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57611
Mujtahid:
Date:

Question: Penis & Vagina fucking allowed or not between husband and wife

Answer: Allowed. (Ref:Ayatullah sistani, Minhajus Saliheen,Part#1, Maslah#30,eidition 1430 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57739
Mujtahid:
Date:

Question: kia mian bv ko bv ke rishte daron se milne se rok saktaha bv kia fon kr sakte ha

Answer: Merd k liay munasib hay k apni bv ko ijazat day k wo bv apne rishtedaro se mulaqaat kare. Or shohar bivi ko ghar se bahar jane se rook sakta hay laikin shohor ko ye haq nahi pohanchta k wo bivi ko phone kerne se roke. (Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Minhajus Saliheen,Part#3, Maslah#337,338 ). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57766
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: AOA.maray shohar nay dusri shadi ki hai woh neechay walay portion main rahti hai aur mein upar mara shohar uss kay saath rahta hai apna sab samaan bhi neechay lay gaya hai ab ussay 5 month ho gay hain uppar nahi aata bachon lo bhi poochta dusri ko dinner par lay jatta hai sab kuch samnay karta hai lakin hamain nahi poochta sirf khana pura karta hai kapray waghaira bhi nahi lay kar daita susral walon say baat ki tau woh pahlay say bhi bighar gaya hai mujhay samaj nahi aa rahi kya karoon kafi baar socha kay Khula lay loon lakin uss ki bhi himaat nahi hottie aap plssssss batain kay mein kya karoon Islami rooh say pssssss lazmi bataya ga aap ki bohht maharbani ho gi.plssssss

Answer: Biwiyo k sath jis adalat k laazmi taur per rawa rakhne ka hokum diya gaya hay os se muraad raato ki taqseem main adalat hay. is maana main keh agar aik raat aik bivi k paas soya ho tu 4 raato main se aik raat dosri bivi k paas bhi soay. Jo adalat shariyat ki nigah main mustahab hay os se muraad naan o nafaqah or onki taraf tawajjah daine, chehre ko hash shaash bash hash rakhne or jins khahish pori kerne main braberi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Jadeed masael, maslah #434). Update on dated 26-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57773
Mujtahid:
Date:

Question: Salam sir, mera sawal ye he k me ne apni bivi k sath anal sex kia he mujhe pata he k ye gunah he me ne toba bhi kar li he tu kia mera nikah toot gaya he, pls reply me, me buhat parishan hon plz mujhe bata de. thanks

Answer: Biwi k peechay (back) k maqam(maqam e pakhana) main jimaa(intercourse) krna biwi k raazi na honay ki sorat men ethiyaat-e-wajib ki bina pr haram hai,agr biwi razi ho tu jaiz hay lekin shadeed makrooh hay). Update on dated 26-11-2015. (Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-. masail e mutakhaba, maslah # 67). Note: Anal sex se nikah nahi tootta(Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57774
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date:

Question: mera sawal ye hay kay mera sirf nikah hua hay we have no physical relation kiya mere shohar per mera kharcha dena farz ya wajib hay?

Answer: Nikah k baad or rukhsati se pehay k demiyaan naan o nafaqqah daina wajib hay, siwaay is sorat k keh koe aisi alamat ho jis se taay ho jay keh naan o nafaqqah daina zarori nahi chahay isi aytebaar se keh riwaaj hi aisa ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Mujtahid se pochaay gay sawalaat, part#4, maslah #142). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57785
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Shohar bv ko period ki halat men shadi ki rat choh skta he

Answer: Haiz ki halat mai jima(intercourse) karna haram hai aur ghunahgar hai laikin jima k ilawa baqi lazzat maslan bos-o-kinar(kissing wagera) krna jaiz hai. (Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah # 451,2426). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57786
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Shohar bv ko period ki halat men shadi ki rat choh skta he

Answer: haiz ki halat mai jima(intercourse) karna haram hai aur ghunahgar hai laikin jima k ilawa baqi lazzat maslan bos-o-kinar(kissing wagera) krna jaiz hai. (Ref:Ayatullah Sitsani(d.b),Tauzeehul masail 31th edition,maslah # 451,2426). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57789
Mujtahid:
Date:

Question: salam.. sir kya apni bv k peechhy karna jaiz hai ya nahi islam k mutabiq??? plz answer mw

Answer: Biwi k peechay (back) k maqam(maqam e pakhana) main jimaa(intercourse) krna biwi k raazi na honay ki sorat men ethiyaat-e-wajib ki bina pr haram hai,agr biwi razi ho tu jaiz hay lekin shadeed makrooh hay). (Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57796
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Kiya nikah aur rukhsati k darmyan sal ya do sal ka fasla jaiz hy? aur agr jaiz hy to kia larky ko apni manquha ko kharcha bhi dena chahiaye?

Answer: 1) Nikah or rukhsati k demiyaan faasla jaiz hay. 2)Nikah k baad or rukhsati se pehay k demiyaan naan o nafaqqah daina wajib hay, siwaay is sorat k keh koe aisi alamat ho jis se taay ho jay keh naan o nafaqqah daina zarori nahi chahay isi aytebaar se keh riwaaj hi aisa ho. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Mujtahid se pochaay gay sawalaat, part#4, maslah #142). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57827
Mujtahid:
Date:

Question: Hamal kese therta hai.? Agr banda aorat k bnda aorat ki sharm ghah me descharge nai balkay bahr hi ho jaye tu phir b aorat hamla ho skti??? Plz tell me

Answer: Jab tak merd ki mani aurat k rehem main nah jay tab tak aurat pregnant nahi hosakti or agar aurat ka perda e bakarat(seal) baqi ho or phata nah ho tu aurat haamla nahi ho sakti). (Ref: islam or jinsiyaat, pg#150-2). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57836
Mujtahid:
Date:

Question: Aoa,mufti sahab meri shadi ko 12saal ho gae hy.4bachy bhi hy.mere husband out of country hote hy..saal baad aate hy.me un ko bohat kehti hon k mujhe bhi sath le jae ya wapis aa jae magr woh meri baat nahi sunte.. Agr me masturbation karo tu kia woh gunah hy..plz answer de...me gumrah nahi hona chahti bt yeh ek humari physical requirement hy.. N kia is ka gunah mere husband pe ho ga...

Answer: 1)Istemna kerna (hand practice) haram hai chahay kisi bhi zarie sai ho. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 462, pg # 253). 2) Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta magar ye k(except) hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho). (tauzeehul masail,Agha Seestani,maslah #2382). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57840
Mujtahid:
Date:

Question: Agr band larki sharm ghah k bahar hi descharge ho jaye to kya larki pregnat ho jati hai

Answer: Jab tak merd ki mani aurat k rehem main nah jay tab tak aurat pregnant nahi hosakti or agar aurat ka perda e bakarat(seal) baqi ho or phata nah ho tu aurat haamla nahi ho sakti). (Ref: islam or jinsiyaat, pg#150-2). Update on dated 27-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
57876
Mujtahid:
Date:

Question: Assalam walekum mere sawal hai k shadi ko 11 saal hogaye hain or husband ne biwi ko khush rakha hai or chupke se 7 saal se afair chala rahe hain ab jab wo larki dosri gagah devorse le k agayi k shadi mai ap se hi karongi to husband ne biwi ko bata diya k muje gilt tha k afair hai ab mai us se nikah karna chahata ho to biwi ne ijazat nai di is doran mai husband ne biwi ko kaha k milna(sex) mana hai take teri tub khul jaye q k wo pregnant nai ho sakti.par biwi ko lagta hai k jis husband ne kabhi us ko pregnancy k liye nai kaha wo aj q kahe raha hai. Mera sawal hai k kya ye dosra nikah karne se pahele paheli biwi k sath milna (sex)nai karna chahiye kuch madad k liye? .or dosra sawal jab nikkah k liye nai mani to wo phir dhoka dene laga or biwi ghar chor k chali gayi.jab husband ne kalma-e-pak parh kar use chora to biwi wapis ayi to kya us admi par bharosa kya ja sakta hai? jisne itna dhoka diya ho?plz madad kijiye or ab biwi ki koi care nai pahele chupane k liye care karte thay

Answer: Dosre nikah se pehle bivi ke sath jima(sex) kar sakte hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448, 504). Ye sahi hai ke Husband ne ik anjaan larki (namehram) se affair kar ke haraam kaam kiya, lekin ik musalmaan bivi ko apne shohar ko 2nd shadi karne se nahi rookna chahiye kun ke Riwayat ki roshni main mard ka ik se ziyada shadiyan karna Allah Taala ko pasand hai). Update on dated 20-11-2015. (Ref : Nigah aur libas sawal # 106 pg # 69) , (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 215). Or ager wo bivi chahti hai ke apne shohar ke nazdeek us hi terhan mehboob ho or us ka shohar us ka us hi terhan kayaal rakhe to apne kirdaar o Aklaaq ko us terhan bana le jis terhan affair ke maloom hone se pehle tha balke us se bhi ziyada ache Aklaaq ka muzahira kare. (Ref : Nawadir ul Ahadees , jild # 1 , Topic # behtreen shaks ki nishaandahi , pg # 62 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58246
Mujtahid:
Date:

Question: agr shohr job pr ho to 1 sal tk bivi wait krti hai to agr bivi munh se apna hq mangy to shoher ko kya krna chahiye mtlb shoher ko waps ana chahiye ya apna kam zroori smjna chahiye ye islam mein jaiz hai?

Answer: Sohar apni jawan biwi sai 4 mahinay sai ziada muddat(time period) k lie hambistari(intercourse) tark nahi kar sakta magar ye k(except) hambistari os k lie nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski biwi khud 4 mahinay sai ziada muddat k liay hambistari tark karnay par razi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho). Update on dated 20-11-2015. (tauzeehul masail,ayatollah Seestani,maslah #2382). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58324
Mujtahid:
Date:

Question: SalAm mujay aap say ye sawal hay agar shohr apni bivi say lazzate khuaish chahta ho ur us ki bv mana kary to aesy may shrai masla kia hay

Answer: Bivi k liay zarori hay k jab bhi shohar jinsi lazzatain hasil kerna chahay tu oski khahish pori kare or share majbori(maslan periods) k baghair shohar ko hambistari se nah roke.Agar koi aurat hambistri aur jinsi lazzat k silsilay me shohar ka sath na day kar is ki khuwaish puri na karay to phir shohar par bhi bivi ki roti,kapray aur makaan ka zimadar nahi hai Agarchay wo shohar kay paas hi rahay). Update on dated 20-11-2015. (Ref: Tauzeehul Masail Ayatullah Sistani (d.b), Masla# 2376-7). Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58739
Mujtahid:
Date:

Question: Kya husband apne biwi ko pechy ke turf sy hambistre kr skta ha ya nh?

Answer: Biwi k peechay (back) k maqam(maqam e pakhana) main jimaa(intercourse) krna biwi k raazi na honay ki sorat men ethiyaat-e-wajib ki bina pr haram hai,agr biwi razi ho tu jaiz hay lekin shadeed makrooh hay). Update on dated 20-11-2015. (Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58741
Mujtahid:
Date:

Question: i want to know about the limits of shelter between husband and wife. 2. Can husband and wife see each other nacked, or its not allowed in islam.3. And what about kiss's limits, whole body or some area.4 can wife suck penis, or use to rub or catch by hand.thanks

Answer: 1- Shohar or bivi aik doosray k badan ko berhana(Nacked) daikh saktay hain. 2- Shohar or bivi aik doosray se tamaam lazzaat hasil ker saktay hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhajus saliheen,part#,3 maslah #5+11).2) Sohar aur biwi apnay badan k kisi bhi hissay ko doosray k badan k kisi bhi hissay se cho sakhtay hein (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 406 pg # 236,3) ,Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko mou laga sakte hain, mgr ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58751
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: 2 meri wife government job karti ha kia uski tankhaw mje haq bannta ha ya in?

Answer: Agar wife zinda ho to wife k salary (milkiyat) me shoar ka haq nahi hota. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #2607 ) Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58779
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date:

Question: Salam. Sir. mein bohat pareshan hun. mein ne apni bivi ko kissi se phone pe baat karte huyay pakra hai. aur wo ajnabi hai. ab meri bivi mujh se sorry keh rahi hai aur allah se bhi sachi toba kr lee hai. but mein ne usse talaq ka socha hai. mere bachay b hein. kindly rehnumai farmayen. reply urgent. thanks.

Answer: Ap usko samjaen, jis ne gunah kiya hai wo Toba karen Parwardigar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58830
Mujtahid:
Date:

Question: Asslemalaikum, Meri problem ye hai ki meri job saudi me lgi hai or mere husband ki saudi me doosri jagah, pehle to wo tayar the ki main join ker lu, but ab kuch logo ne unko behka diya meri taraf se, ab keh rhe hai tum mat jao, or mere sath ghar per bhi theek se behave nhi ker rhe, unke parents bhi kuch nhi samjhate hain, main job join kerna chahti hu taki yha se niksl jaye to problem khatam ho, plz dua btaye kya kru.....

Answer: Jis aurat ka daimi nikah ho jay is k lie haram he k sohar ki ijazat k begair ghar se bahir nikle. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2376) ,Mian biwi ki aik doosray se mohabbat o ulfat k lie har namaz k bad surah e mumtahina ki ayat # 7 ko 7 martaba parha karain. Is se donoo me bai-misal mohabbat qaim ho jay gi. (ref : kitab naway salaheen pg # 404). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58878
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Slam alama Sab.. Mara sawal hy kiya B.V k sat sex Katy waqt un k sharm ga ko dakha ja sakta hy ?or un say Apni sharm ga ko Sak karwaya ja sakta hy? Or akhri sawal pichy say b kiya ja sakta hy kiya? Shukrya

Answer: 1) Shohar or bivi aik doosray k badan ko berhana daikh saktay hain.Berhana(naked) ho ker jima kerna makhrooh hay. 2-Jima k doran baat kerna makhrooh hay. Shohar or bivi aik doosray se ye tamaam lazzaat hasil ker saktay hain. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhajus saliheen,part#3, maslah #5+11 ),3) Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15) 4)Biwi k peechay (back) k maqam(maqam e pakhana) main jimaa(intercourse) krna biwi k raazi na honay ki sorat men ethiyaat-e-wajib ki bina pr haram hai,agr biwi razi ho tu jaiz hay lekin shadeed makrooh hay). Update on dated 20-11-2015. (Ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58893
Mujtahid:
Date:

Question: Kaya mard orat ki sharm gha ko chom chat sak ha k nahi . jab k orat bi razee ho or kahay k chato mujay maza ata ha

Answer: Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58935
Mujtahid:
Date:

Question: assalamoalekum.... kya biwi penis ko hatho se sehla sakti he...........

Answer: 1)Shohar or bivi k liay jaiz hay k wo aik dosray k jism k tamaam hisso(parts) ko jism k kisi bhi hissay(part) say choo(touch) saktay hain). Update on dated 20-11-2015. (ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaa jus saliheen,maslah #11).Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58954
Mujtahid:
Date:

Question: Mera sawal ye hai k shohar aur bivi bar bar janabat karty hon jesy raat me kiya phir subah me kiya phir ghusul kr k phir kuch waqt k baad sex kiya tau kiya hr dafa ghusul waajib hoga? Aur kiya aurat ko sir k baal bhi dhona laazim hai? Agar sakht sardi ho aur shohar bar bar sex karta ho tau aurat ko baal dhony me bohat masla hota hai qk aurat k baal bary hoty hen, iss se sardi lagny ka khatra bhi hota hai, kia bina baal dhoey poory jism ko dhony se ghusul nh hota? Plz rahnumaai farmaaen

Answer: 1)Aik jima k baad doosra jima kerne k liay ghusl kerna fouran wajib nahi isi janabat ki halat main dobara jima kerna jaiz hay laikin namaaz perh se phele agar janabat ki halat me ho to namaaz perhne k lie ghusal janabat karna zarori hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhajus saliheen, part#3, maslah #5 ) 2) Ghusl me in chote chote baalo ko jo badan ka juz shumaar hote hain dhona zarori hai aur lambhe baalo ka dhona zarori nahi hai balkeh agar pani ko jild tak is tara pouchae k lambhe tar(ghele) na ho to ghusl sahi hai laikin agar inhain dhohe beghair jild tak paani pouchana mumkin na ho to inhe bhe dhona zarore hai taake paani badan tak pouch jaay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #378 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
58955
Mujtahid:
Date:

Question: Mera sawal ye hai k mery shohar sex k amal me khud discharge hony k baad so jaaty hen jb k mery andar becheni barh jaati hai, isliay me khud kisi na kisi tareeqy se ya koi tv ka scene dekh kr discharge hoti hoon, tab jaakr mery andar se becheni khatam hoti hai, mera sawal hai k kia esa karny se mujhe gunaah hoga?

Answer: Ehtiyaat e wajib k toor per fahash filmoo(porn movies) aur tasveeron(porn pictures) ko dekhna haram he agar chahah shak aur lazzat k bagair dekha jay. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 463 pg # 254) Shohar ko chahiay k jima se pehlay masaas(orgasm) kare, yaad rakhna chaiay k masaas or dastbaazi k is amal main merd khososi tawajjah rakhe, yani wo piyaar o muhabbat ki baato k sath sath aurat ko good main lay , boos o kinaar kare, pistano(brest) ki niple ko masle, pistano ko dhere dhere dabae,honto ya zabaan ko ahista ahista chosay, baghal, guddi, raan waghera main ungliyaan phere, sharamgaah k ander ungli dakhil ker k halke hlake harkat day , apna uzo e tanasul(penis) aurat k hath main day takeh wo ose dhere dhere dabae or inteshaar(yani uzu e tanasul main tanao) paida hone per apne jazbaat or khahishaat ko os waqt tak qabo main rakhe jab tak aurat ki saansain ukharhni nah shuru ho jain, is k baad jab jima shuru kia jaay tu jab jima k doran aurat k munzil hone (discharge) k bilkul qareeb ho yani wo baytabana harakaat karay, merd se chumtay, liptay, apne hatho ya taango se merd ko kas ker daba,ay. Tab merd bhi jaldi jaldi dkhool(inserting of penis) or ikhraaj(emiting of penis) ker k farigh ho jaay, agar ittefaaq se aurat is waqt tak munzil nah ho or wo apne haatho ya taango se merd ko kas k daba rahi ho takeh merd alag nah ho tu merd ko chahiay k is waqt tak apne aala e tanasul(penis) ko aurat ki sahramgaah se bahar nah nikalay jab tak k aurat munzil nah hojaay, phir khuch dair baad penis ko nikaal ker merd aahistagi se aurat se alag hojaay. ). Update on dated 20-11-2015. (Ref:Islam or jinsiyaat, mu,allif doctor muhhammed taqi ali abdi, pg#150-151). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
59667
Mujtahid:
Date:

Question: Mai ne pochna hay k.. Aftr marrige jab miyan biwi k drmyan iktilaf a jai aur miyan k liyai bohat nafrat q k ush ki activities aise hay k nafrat dil mai bohat parh gai.. Aur woh sex just chata hy aur buwi ka dil nai pass janai ko b tw yeh haram hu jata hay amal.. Biwi srf bachu ki vaja sai guzara kar rae hay... Ap k khyal mai yeh kia hu ga.. Aur buwi kia karay.. Aziyat mai hay biwi kaisay khatm karay yeh aziyat..

Answer: Hadees manqool hai, jis main me (aik orat ne) kiya, ya Rasool Allah! Shohar ka haq zoja per kya hai (yani bivi per kya kya cheezain farz hain)? Farmaya, lazim hai ke us ki itaat kare, kisi waqt or kisi hal main us ki nafarmaani na kare, jis waqt wo mubashirat ka irada kare inkaar na kare chahe wo unoot ki pusht per hi kun na sawaar ho, phir us(orat)ne arz ki, ya Rasool Allah! Mard per kis ka haq sab se bara hai? farmaya, baap ka, arz ki (orat ne) orat per sab se bara haq kis ka hai? farmaya, shohar ka, arz ki (orat ne) shohar per mera haq utna nahi hai(jitna mere per shohar ka hai)?farmaya, nahi. or ik dosri Hadees manqool hai ke (orat per farz hai ke )kisi raat is halat main na sooe ke us ka sohar us se naraaz ho, us orat ne arz kiya, ya Rasool Allah! Chahe us orat ke shohar ne kitna hi zulum kiya ho? Farmaya han chahe kitna hi zulum kiya ho. (Ref : tehzib ul islaam , baab # 4 , topic # hoqooq e zojain , pg # 140 , 141). Update on dated 20-11-2015.( Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
59699
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question:

Answer: Jee han jaiz hai, lekin is se nikalne wali ratobat ko pena jaiz nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
59707
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question:

Answer: Sharan halat e haiz o nifaas ke ilawa jima kiya ja sakta hai). Update on dated 20-11-2015. (Albatta moharram k dino men jima(sex) krna ya na krna ap k aqeede or ehtraam se taluq rakhta hai). Update on dated 20-11-2015. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448, 504).

Print

Id:
59733
Mujtahid:
Date:

Question: Salam 110. Main nay pehlay b question kia tha. Dobara araz kr raha ho. Meherbani ferma kr jald jawab they. Takay mai kissi gunah ka murtakib na ho jao. Youm e ashora k bad mai apni b.v k sath humbistri kr sakta ho ya nhi. Aur agar nhi u kitni dair tuk mamaniat hai. Jub k meri shad b moharam say 1 hafta pehlay hui hai

Answer: Jee han jaiz hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448 , 504 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
59839
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: woman is death Hasband is Mehram & Na-Mehram

Answer: Mehram). Update on dated 20-11-2015. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 548 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
60128
Mujtahid:
Date:

Question: meri behan jiska nam misbah nazeer hai uski shadi ko 5 saal ho gaye par wo apnay susural nahi rehna chahti sb boht pareshan hn jb k uska husband usko pasand b krta hai wo hamaray chachu ka beta hai plz plz koi hal btaiye jise wo apnay susral chali jaye aur khush rahay plz plz help me

Answer: Apne ghar main ya kisi or jaga per jahan Deni Mefiloo ka ehtimaam hota hai, jin main Allah o Rasool o Masomeen (a.s) ke farameen ki roshni main shohar ke haqooq ko biviyoon per wazih kiya jata hai, esi mehfiloo mian ap behan ko le kar jaain. (Ref : Noor e Imaan , Topic # Hadees e Saqlain , Pg # 175 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
60146
Mujtahid:
Date:

Question: kia biwi forplay ma shohar ka lund mou mai lay saktee hai

Answer: Miyan biwi apas men har qism ki lazzat hasil kr sakte hen,lekin is se nikalne wali ratobat ka pina haram hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15 ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
60161
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Salam Aleykum, Muje kuch sawal poochna hai jo shadi shuda ke leya jaroori hai. 1) Shadi ke pahle raat jo dua humbistari se pahle parte hai naik aulad ke leya , kya wo sirf pahle baar jima ke waqt para jata hai ya harwaqt parsakte jab aulad chaheya??? 2)Sawal thoda ganda hai..per zaroori hai malum kerna..Kya biwi ko apne upar betha ker jima(intercource) kersakte hai?? aur agar usse hamila hojayge tau bache per asar padeyga? 3) Kya biwi se doggi style se jima(intercourse) kersakte hai. Kya isse honay wale bache per asar perta hai? 4)Meya kya biwi ke private part ko jabaan (toung) lagasakta hai, choos sakta hai?? kya isse maa ya bache per koe bura asar hoga??yeh janta hu ke Liquid nahi pena chaheya...gale se nahi utarna chaheya. 5) Kya biwi meya ke private part ko chuus sakte hai?? usse biwi ya hone wale bache per asar hoga?? yeh janta hu ke Liquid nahi pena chaheya...gale se nahi utarna chaheya. 6) Jima(intercourse) ke waqt baat kersakte hai?? 7)private part jima(intercourse) ke bad daiksakte hai...janbuz ker nahi...per bena lajat ke agar daikre ..safai kerne.kya daaiksakte hai? Please muje khulker batayea. Hum meya-biwi yeh sab yeh roksakte hai. So please khulkar bateya. Agar aapse sawaal na karo atau kisse kare phir? isleya plz khulkar batayea. Allah hafiz

Answer: 1 – duaein mukhtalif hain, ager dua ki hidayat main jima se pehle likha hai to shohar ko chahiye ke jab jab jima kare wo dua phare, or ager sirf shadi ki pehli raat likha hai to is dua ko is hi raat pharna hai. (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 973). 2 – kar sakte hain. 3 – kar sakte hain. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 406 pg # 236, email rcvd from A.Sistani(d.b)+ e-mail rcvd from A.Sistani d.b, dated: Jan 20, 2012). 4 – laga sakta hai. 5 – choos sakti hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). 7 – dekh sakte hain. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5). Note Question no 6 or bache per kya kya chezain asar andaaz hoti hai in ko jaanne ke liye kitaab e Tehzeeb ul Islaam baab no 4 ka mutalia (study) karain). Update on dated 20-11-2015.( Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
60648
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: AsA mera swal hy kia shohar apni bewi pr pabandi lgay k wo apny maa baap sy na mily to kia bewi ko shohar ki baat mani chahiy jb k maa baap ka koi qadur bhi nahi aur jo shohr apni bewi pr hath uthay un ka kia anjam hy

Answer: Biwi apne shohar ki mukhaalifat kar ke ghar se bhaar nikalna jaiz nahi hai. Auratoo k hoqooq mai sai hai k mard isay aeziat aur aazar na pounchay aur kisi sharie wajah k bagair is k sath sakhti aur tursh rawi sai pesh na aye (Ref : Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail , edition # 31 , maslah # 2376) ). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
66974
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: sir mera sawal ye hai k hamal rukne k bad kis kiss mai mai sex kar sakty hai or kab tak 1 to 9 month mai kis month mai sex nhe karna chahye mari wife ko 5 month hai plz is ka ans zaror den...

Answer: Mustahab hai k jab biwi hamila ho to jima karnay sai pehlay wazoo kia jay. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah #5).Note : Mazeed hambistri sai mutaliq maloomat k lie kitab Islam ur jinsiat ki taraf ruju Karain.Update on dated 13-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
67119
Mujtahid:
Date:

Question: Kiya bivi mard ka penis or mard bv ki pussy choos sakta hai

Answer: Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref:AyatUllahSeestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15) Update on dated 21-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)

Print

Id:
68221
Mujtahid:
Date:

Question: Kya mard k masanay say nikla hua pani aurat pee sakti hae

Answer: Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye kay sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15 2). Update on dated 21-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print