Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions: 207000+


Question & Answers << Go Back

Topic: Nikah (1191 Questions)


Showing 1150- 1191 questions from 1191 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
16308
Mujtahid:
Date:

Question: AOA, Sir mari shahdi abe hoye haa kuch din pahly mari bivi ko date the , or pahli raat maa nahe ker saka abe 10 din ho chuky hain maa nay abe teq nahe kea kyun k uss kay dil maa dar haa or wo der rahe haa mera ye sawal haa k kuch gulat to nahe ho raha haa k maa kuch din or saty kar sakoo tu .

Answer: Pehli raat mai aurat mai jhejk ya rokuwat ya dar ho sakta hai is lie is raat ka khali chala jana koi aib nhi hai biwi ki mowjoodgi mai bohat si raatain aisi aati hain jin ko pehli raat samjha ja sakta hai. (Ref : Kitab Islam aue Jinsiaat pg # 157) .Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16315
Mujtahid:
Date:

Question: Salaam main ek shia larki hoon . or ek sunni arbi aadmi se shadi karna chahti hoon . kia ye jayiz hai ya nahi .. .?

Answer: Agar gumrahi ka khoof na ho to shadi shi hai , albatta ye tabei tor par unhien logon main hosakta hai Jo ahelbait a.s. sai dushmani rakhney welay nah hon. (Ref : Mujathid se pochey gay sawalat masla No#134) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
16316
Mujtahid:
Date:

Question: islam mein ek larki kitne mardo k sath shadi kar sakti hai

Answer: Jab aurat sohar dar ho yani kisi ki biwi ho to os k lie sohar k hotay huay doosri shadi krna haram hai leikin job sohar talaq day day ya sohar ki wafat ho jae to iddat k baad doosri shadi kr sakti hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2366) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
16330
Mujtahid:
salam Date:

Question: Assalamo alaykum janab mere do sawal he 1) kya biwi ko shohar ki har baat manna chahiye k nahi or agar biwi shohar ki baat na mane to kya karein? 2) kya bina topi oehne namaz ho sakti he ya topi pehenna jaiz he?

Answer: 1a) Jis orat ka daimi(hmesha ka) nikah hojay usk liye haram hai k shohar ki ijazat k bagair ghar se bahir nikle, chahe iska nikalna shohar k haq k manafi na bhi ho.
b) Bivi k liye zarori (wajib) hai k jab bhi shohar us se jinsi lazzat(sex) hasil kerna chahiye to uski khwahish puri kare or shar’ee uzr (any Islamic reson,i.e : in periods) k baghair shohar ko hambistari se na roke.
(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2376)
c) Mard ko ye haq hasil nahi k biwi ko gharelo khidmat per majboor kare.
(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #2378 )

2) Mard k liye Namaz men topi pehanna wajib nahi hai or topi k beghair bhi namaz ho sakti hai. lekin orat k liye Zaruri hai k namaz men apna tmam badan hatta k sar or baal bhi dhanpe albatta chehra, kalai tak hath or takhno tak paoon (agr na_mehram na dekdh raha ho to) dhapna zaroori nahi hai laikin ye yaqeen karnay k lie k is orat ne badan ki wajib miqdar dhanp li hai zaroori hai k chehray k atraf ka kuch hissa aur kalai aur takhnoo sai nichay ka kuch hissa bhi dhanpe lekin moze(socks) pehanna wajib nahi hai.
(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #776, 777)
(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
16337
Mujtahid:
pata nahi Date:

Question: aslam o alikum sir plz 1 sawal ka jawab janna chahta hun kush log apni bivi k sath yani k pakhanay wali jagha pe kartay hain kia yeh muslim k leyeh jaiz hai ya haram sir bohat meharbani ho gi mail kar dena intazar karon ga sawal k jawab ka

Answer: Biwi k peeche k maqam(maqam-e-pakhana)men hambistari krna biwi k razi na hone ki surat men Ethiyat-e-wajib ki bina per haram hai, agr biwi razi ho to jaiz hai lekin shadeed makrooh hai. (Ref : Ayatullah Seestani(d.b) Al-Masaail-e-Muntakhaba, Maslaa#67). Update on dated 05-12-2015. (Khuda apki tofeeqat men izafa farmaye).

Print

Id:
16342
Mujtahid:
Date:

Question: 1 mara qustion yah ha k agar wife ko backe side sy use kra dey jay to us k matalak islam kya khata ha.2 bacha honay ky bas katnay time tak ham bastri ni karna chaya.

Answer: 1)Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B.) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). 2)Jo aurat nifas(Bachay ki waladat se 10 din tak jo khoon(blood) aurat ko Aye wo khoon nifas he) ki halat may ho os say jima krna haram hay lakin is par koi kaffara nahi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b), Tauzeehul Masa,il maslah # 504). (Khuda aap ki taufiqaat main izafa fermaye)

Print

Id:
16348
Mujtahid:
Date:

Question: AOA,,muje ek hindu shadi-shuda ladki semuhabbat ho gyee hai aur mai un ke sath humbister v ho chuka hu,aur wo mere mna krne pr wo apne shouhar k sath v sex nh krte,,,to kya hmlog shadi kr skte h ek dusre k sath? plz i will wait for ur reply.KHUDA HAFIZ

Answer: Sab se pehli bat to ye hai k hindu jo isalm ki nigah men kafir gardane jate hen unki oraton se nikah krna jaiz nahi hai.
(Ref : Ayat_ullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st Edition, maslah#2362)
Dusri bat ya hai k wo orat ek shadi shuda orat hai or hmare mazhab k mutabiq agr ek kafir orat or mard k darmiyan apne hi mazhab k mutabiq ba-sharaait or sahi nikha waqe ho to wo bilkul sahi hai or wo apas men miyan biwi hi hen.
(Ref : Ayat_ullah Sistani(d.b),Jadeed Fiqhi Maasail, 5th Edition, Maslah#413, Pg#237)
Or jesa k apne btaya k ap k or us orat k drmiyan hmbistri waqe ho chuki hai to is hawale se wo orat ab agrche musalman ho bhi jaye tab bhi ap us se nikah nahi kr sakte q k wo ek shadi shuda orat hai or agr ek shadi shuda orat zina kre to_Ehtiyat-e-wajib ki bin pr_ wo us zina krne wale mard pr hmesha k liye hram hojati hai.
(Ref : Ayat_ullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st Edition, maslah#2367)

Toba kijay Parwardigar ne quran me wada kiya he k wo toba karne walon ki toba ko qabool karta h or aiysa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wade pr amal na kare. Or gunah se bachne k liye mazboot irada chahiye.(Ref : Email From sistani.org ques # 1 , toba)
(Khuda apki tofeeqat men izafa farmaye)

Print

Id:
16350
Mujtahid:
None Date:

Question: AOA, sir mera sawal haa k agher suhaq raat ko suhaq raat na ki jaye or humbistri maa 15 ya 20 din ka waqfa ho jaye to koye masla to nahe ? please tell me i am worried .

Answer: Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi karsakta(yani chore nahi sakta), han magar ye k hambistari os k liye nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho, to phir agr 4 mahine se ziyada bhi guzr jaen is men koi harj nahi hai). (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 2382).. Update on dated 05-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16354
Mujtahid:
shia Date:

Question: kia syed zaadi shia ka ghair syed sunni sy nikah o skta eh

Answer: Agr gumrah hone ka khoaf na ho(yani us syed zaadi shia larki ke us gher syed sunni k mazhab ko apnane ka khoaf no ho) to phir nikah sahi hai is surat men k jab wo larki apne mazhab pr baqi rahegi lekin phir bhi makrooh hai, Or ye bhi zaruri hai k wo sunni mard k jis k sath nikah horaha hai wo larka naasibi na ho(yani Ahl-e-Bait a.s se dushmani na rakhta ho). Agr wo nasibi ho to phir is syed zaadi shia larki ka us gher syed sunni mard se nikah krna haram hai.(Ref : Ayat_ullah Sistani, Minhaaj-ul-Saliheen,(a.s),Part#3, 4th Eddition, pg#70, Maslaa#215)

Print

Id:
16360
Mujtahid:
Date:

Question: Aoa.kya bivi apny shohr se phone pe oral sex kr sakti hy?or kya halte haiz mei discharge hona jaiz hy?halte haiz mei discharge hony k nuqsanat b bata dy plz.

Answer: 1)Shohar aur biwi apas mai phone mai fahash batain kar saktain hain. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 2, masla # 34) 2)Halat e haiz mai jima krna mard aur aurat donoo k lie haram hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 448) .Update on dated 17-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16368
Mujtahid:
Date:

Question: kia sms py nikah pssible hy gwah mauqy py tu ni thy bt muqy py unhain msg dikhaya gya plzzzz gve answer

Answer: SMS par nikah sahi nahi hai q k nikah mai nikah k sighay k bool parhna zaroori hai. aur nikah likhna ehtiyat e wajib ki bina kafi nhi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 2328)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
16376
Mujtahid:
es ka pta nhe Date:

Question: ma out county me aya ho mera swal he k kia apni bv ko pechy se kr sakty hen mtlb hip me dal skty hem (gand) me reply me

Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67) .Update on dated 17-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16391
Mujtahid:
Date:

Question: asslaam alaikum,sir mera swaal yay hay k,agr kisi lerki ki shadi na hui ho lakin wo shadi k baad miaan biwi k dermiyaan honay wali sex k mutallik sochti ho yani apnay sath imagination may apnay shoher ko sex krta hua sochti ho to ika yay gunaah hy? or dusra swaal mera yay hay k MUSHT ZANI jo k shadi say phlay haraam hay kia shadi k baad biwi merd ka haath lgwa k apnay badan sy khud lutf andoz ho skti hay? mukhtasir yay k,kia shadi k baad musht zani jaaiz hay. WASSLAAM

Answer: 1)Haram k baray mai sochna agar inzal ka sabab na banay to ehtiyat e mustahabb hai k osay trk kia jae. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 2, sawaal # 199,pg # 82) 2)Shohar or bivi k lie jaiz hai k wo aik dosray k tamaam jism ko daikh saktay hain,or isi terah aik dosray k jism k tamaam hisso(parts) ko jism k kisi bhi hissay(part) say choo(touch) saktay hain.ye choona chaahay lazzat k iraday say ho ya baghair lazzat k, jaiz hay.(ref: Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaa jus saliheen,maslah #11). .Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16393
Mujtahid:
Date:

Question: Apne bawi ka sharam ga per mouth laga sakte ha ya nahe

Answer: Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15).Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16407
Mujtahid:
seestani sab Date:

Question: mera maslak shia hai aur ma syed family sa hoon namaz sunny tarz per perta hoon maray 3 bachay hain aur mery wife meray tamam haqooq pooray kerti hai mujay is k bawjood irani syed girl say shaadi ki khaish hai jab k meri wife is baat ki sakht khilaf hai mujay jawab zaroo dain ap ki boht mehrabani hogi.

Answer: 1)Aik sai ziada shadi krna riwiyat ki roshni mai mustahabb hai aur pehli biwi sai ijazat lena zaroori nhi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 3, sawaal # 105,pg # 53)
2)Sunni tareeqay sai namaz parhna sahi nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah # 1113)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
16408
Mujtahid:
Date:

Question: salam alikum mera savaal yeh ke mai aik shai hoon or or mai aik sunni ladke sa shade karan chahta hoon magar us ka ghar vala ejazat nahe data hai kya main os ka gharvaloon ka bagar nikha kar sakhta hoon

Answer: 1)Kisi gair shia sai shadi krna agar gumrahi ka khof na ho to sahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 1, sawaal # 134,pg # 70)
2)kawari(virgin) lerki os waqt tak nikah nahi kersakti jab tak k lerki ka Baap ya Dada lerki ko nikah ki ijazat nah day day.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bina(base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or baligh bhi ho. agar lerki kawari nah ho tu os k liay baap ya dada ki ijazat ki zororat nahi hay.(yahaan kawari nah honay say muraad sirif ye hay k aisi lerki jo talaaq yaafta ho ya baywah ho or oskay shohar nay oskay saath hambistari /jima(intercourse) kia ho or oskay kawaraypan ko khatam kia ho or oski iddta bhi khatam ho chuki ho.agar zinaa ya aisay hi kisi kaam say oska kawaraypan khatam hoa ho tu ye kawari hi kehlaay gi. isi terah agar baap ya dada os merd k saath osay shaadi kernay ki ijzat nah daitay hon jo sharan(Ismlam ki nazar main) or urfan(maa’aashay ki nazar main) os k brabari(equal) ka ho tu ijazat ki zarorat nahi, isi terah baap ya dada ki maujood nah hon ya kisi doosri wajah say ijazat laina mumkin hi nah ho or lerki ka nikah kerna bohat zarori ho tab hi baap ya dada say ijazat layna laazmi nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah#2828 ki heading,2341,2342)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
16410
Mujtahid:
suni Date:

Question: in islam kya bivi ki back sai jima krna jaiz hai.

Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). .Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16417
Mujtahid:
Date:

Question: hadees k mutabik wife k sth aik month min kitni bar kiya ja sakta ha or kitni bar karna chey kab karna chey or kab nahe karna chey???????

Answer: Agar aurat haiz aur nifaas se paak ho to os se har din humbistri ki ja sakte hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #448 )
2)Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta magar ye k(except) hambistari os k liay nuqsandah ya ziyada takleef ka sabab(reason) ho ya oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho ya nikah kertay waqt nikah k zimn(agreement) main 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay ki shart rakhi gae ho.(tauzeehul masail,ayatollah Seestani,maslah #2382). .Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16422
Mujtahid:
Date:

Question: kya bivi kay moo me shoher apna panis dal sakta hai .

Answer: Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko mou laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15).Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16426
Mujtahid:
Date:

Question: aoa sir mera question he k agr bivi k sath oral sex kr chuka he to us ka kafara kia he

Answer: Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko mou laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.Albetta is ka koi kafarra nhi hai (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15).Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16427
Mujtahid:
Date:

Question: a.o.a sir mjy anal sex ka kafara b bata de plz

Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay. Aur is ka koi kafarra nhi hai.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). .Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16430
Mujtahid:
Suni Date:

Question: kya bivi ki back sai jima krnay sai nikah tut jata hai.

Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). .Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16436
Mujtahid:
g Date:

Question: Sir kya apni wife ke sath sex karatay hway us ki back per kar saktay hain

Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67) .Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16437
Mujtahid:
g Date:

Question: Sir kya apni ki back per sex kar saktay hai hain

Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). .Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16439
Mujtahid:
MUSLIM Date:

Question: SAWAL YEH HAI K NIKKAH K BAD AGER PEECHAY SY BIWI SATY MUBASHARAT KRAAIN TO KIA NIKKAH TOOT JATA HAI?

Answer: Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay. Aur is sai nikah batil nhi hota hai.(ref: Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67) .Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16441
Mujtahid:
suni fiqa Date:

Question: kay mian bivi ek dusray ka azay khas ko chus saktay hain.

Answer: Shohar aur biwi dono aik doosray k badan k kisi bhi hissay ko dosray k badan k kisi bhi hissay sai mas kar saktay hain ya choo saktay hain chahaey lazzat se ho ya baghair lazzat k. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), jaded faqhi masayl masla # 406 pg # 236) .Update on dated 20-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16462
Mujtahid:
Janab Ayatollah Seistani sahib. Date:

Question: Salam. Maine aisa gunah kia hy k khud ko shia kehty huey sharam ati hy.lekin phir bhi mera maslaq (Al-Hamdo Lillah) Fiqa Jafferia hy. Main apna asal naam nhi btana chahta hoon. Umeed hy iss k ba wajood aap mery sawal ka jawab zroor anayet farmaein ge. Mera sawal ye hy k maine (age 26yrs) aik larki se (age 24yrs) zinna kya, aise k uska kawara pan nhi tora aur bura kam (anal sex) bhi kia. Phir main kisi waja se dosary city main chala aya. Kuch time phely maine aur uss larki ny bina kisi ki ijazat k aur bina kisi gawah k ALLAH aur RASOOL Pak (p.b.u.h) ko gawah maan k nikah ka khutba aur seeighay mobile phone per aik dosary ki raza-mandi se parhy jab k hamary waldain iss baat ki ijazat nhi dety k humari apais main shadi ho. Wo larki aur uss ki family zaat main achy hain jab k main aur meri family unn ki family se kam samjhi jati hy. Ab surat ye hy k maine uss larki se ya hum ne jo aik dosary se nikah kia hy kya ye nikah shia mazhub main jaiz aur halal hy aur kya hum iss nikah ko jari rakh sakty hain? Jab k hum dono aik dosary k sath rehna chahty hain. Kya hum main se koi aik iss nikah ko na maany ya humary ghar waly (jo hamari shadi k haq main nhi hain) is nikah ko manzoor na krain, iss surat main kya hukam aata hy? Agar ye nikah sahi nhi, tu hum kya phir se kisi bhi tarah se apny ghar waloon ko raza maand kr k nikah kr skty hain ya hamary milny ki koi surat nikal sakti hy? Humary masly ka solution bta dain, Insha ALLAH hum uss pe bharpor amal krain ge aur hamesha k leay aap k haq main dua krain ge. Aap se ye bhi iltaja hy k ab jab k hum ne aik dosary se maafi mangi thee aur apny ALLAH se bhi apni ghalti ki maafi maang rahy hain, tu aap bhi hamary leay dua krain k ALLAH RAB ul Izat hamary guna ko maaf farma dain. (ameen)

Answer: Nikah k sahi hone k liye larki k walid ki ijazat zaruri hai lehaza agr wo razi nahi hon to nikah jaiz nahi hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2341-42).Update on dated 05-02-2016. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)

Print

Id:
16506
Mujtahid:
Ayatullah Sistani r.a Date:

Question: Mera sawal ye hai k hamary fiqh mei aik shia larki apny wali ki ajazat k baghair shadi nhn krsakti. 1.agr koi shia larki apny baap ki ijazat k baghair ksi sunni larky sy shadi krti hai to kya uska nikah sahih nama jaey ga? jb k baap baad mei razi hogya ho? 2.aur us sy hony wali aulaad k baary mei kya hukm hai?

Answer: 1)-Nikah sahi nahi hoga kunke nikah mai shrt ye hai k kawari (virgin) lerki os waqt tak nikah nahi ker sakti jab tak k lerki ka wali (Baap ya Dada) larki ko nikah ki ijazat nahi deden.or yehi hokum ehtiyaat e wajib ki bin (base) per os sorat main bhi hay k jab larki khud mukhtar or baligh bhi ho. agar lerki kawari nah ho tu os k liay baap ya dada ki ijazat ki zororat nahi hay.(yahaan kawari nah honay say muraad sirif ye hay k aisi lerki jo talaaq yaafta ho ya baywah ho or oskay shohar nay oskay saath hambistari /jima(intercourse) kia ho or oskay kawaraypan ko khatam kia ho or oski iddta bhi khatam ho chuki ho.agar zinaa ya aisay hi kisi kaam say oska kawaraypan khatam hoa ho tu ye kawari hi kehlaay gi).
(Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2341,2342).
2)- ager larka o larki jahil hon is baat se ke nikha ke sahi hone ke liye larki ke wali ka izin o ijaazat zaroori hai to wo aulaad jo in se peda ho wo halaal shumaar hogi.
or ager dono, larki ke wali ke izin o ijaazat ke hokum ko gaante hon or phir bhi is ki ijaazat ke bagair nikha karlain to nikha batil hai or is nikha main jo aulaad peda hogi wo walad ul zina shumaar hoge.
or agr in dono men se (yani sawaal ke etbaar se shia larki or suni larka) ik jaanta ho masalan shia larki jaanti ho ke wali ki ijazat ke bageer nikha sahi nahi hai to wo aulaad is larki ke liye walad ul zina shumaar hogi or ager is ka shoohar shia ho or wo na jaanta ho to is ke liye halaal shumaar hogi or ager larka suni ho to ye aulaad is ke lye us hokum main aae gee jo is ke mazhab main hokum ho ga.(Ref: jaded fiqhi masail, masala # 439 , ALLAH tofiqaat main izafa farmaae).
Shia larki ka suni larke se shadi karna jaiz nahi hai ager apne mazhab ke khilaaf mustaqbil main jane ka imkaan ho. (Ref: deen ke ehkaam, masala # 299).

Print

Id:
16509
Mujtahid:
Date:

Question: kya musalman bivi apne khawand ka uzwe tanasul(penis) munh mein le sakti hai ya nai?

Answer: Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain, magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat halaq mian nah jaay). (Ref: Ayatullah Sistani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). Update on dated 04-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16517
Mujtahid:
Date:

Question: sir mera question ye hai k kya aik bivi apne hueband k dick ko choos skti hai?

Answer: Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain, magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat halaq mian nah jaay (Ref: Ayat ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15). Update on dated 04-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16524
Mujtahid:
Date:

Question: kya souteli khala se nikah jaiz hai

Answer: Agar souteli khala se muraad wo auraat hai jo aap ki maah ki bahn ho aur donoo k baap aur maa(waldain) same hon ,6 ya baap same aur maa alag ho, ya maa same aur baap alag ho to in teenoo suratoo mai wo aap ki khala hai aur in se nikha karna haraam hai.
(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail,33rd Edition,maslah # 2349)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)

Print

Id:
16527
Mujtahid:
Date:

Question: aoa mera masla ye hei ke mera ouzu chota hei muje is ko bhara or mota karna hei to is ka kaya hosagta hei koi hal ya koi douwa kuch b btaye plz mari umer 21 year ho gaye hei

Answer: Arnica + Lycopodium + Olive.ye oil Penis k massaag k liay behter hay laikin massaag bohot ehtiyaat se karain k kaheen mushtzani nah ker baithain. mushtzani(Handprctice) se bachain Q k hay harm hay or mushtzani kisi bhi sorat main jaiz nahi hay. (Ref http:/h/abchomeopathy.com/forum2.php/124370/ + http://sistani.org/index.php?p=616687&id=1213). Update on dated 04-12-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16528
Mujtahid:
Date:

Question: Salaam, Molana sahab app ne kafi din se answer nahi diya main Muntazir hoon ..... Mera Sawal ye hai k Mai Ek Syeda Shia larki hoon or mai ek sunni arbi aadmi se shadi karna chahti hoon ... kia maishadi kar sakti hoon .. or Molana sahab mai Shia hi rehna chahti hoon yani hum dono apnay apnay mazhab mai rahen gay... kia aesa ho sakta hai .. kia main un se Nikah k baad Shia Reh sakti hoon plz detail main jawab den or zara jaldi ... Jazakallah .. Mola app ko lambi Umr de

Answer: Shia larka nasibiyon k elawa dusre sunni firqon ki larki se shadi kr sakta hai, albatta agr us shia larke ko apne deen se gumrah hone ka khoaf hoto phir ye shadi krna haram hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 215-221, Eidition 1417 hij) Update on dated 15-01-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)

Print

Id:
16531
Mujtahid:
nikah Date:

Question: kya 1st safar mahine se lekar aakhiri safar mahine main nikah ho sakta hai

Answer: G han hosakti hai. (Ref : Ayat Ullah Seestani(d.b), Minhaajus Saliheen Part # 3, Mafhoom e Maslah # 03, Eidition 1417 hij). Update on dated 12-01-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey)

Print

Id:
16537
Mujtahid:
Date:

Question: kya souteli khala se nikah ho sakti hai

Answer: Agar souteli khala se muraad wo auraat hai jo aap ki maah ki bahn ho aur donoo k baap aur maa(waldain) same hon , ya baap same aur maa alag ho, ya maa same aur baap alag ho to in teenoo suratoo mai wo aap ki khala hai aur in se shadi karna haraam hai. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2349)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
16541
Mujtahid:
assalam walekum Date:

Question: mera sawal ye hai agar apne biwi ne hum bister karne nahi diya aur sharam gah me nahi daal ne diya toh kya karna chahiye dusri ladki se janabat kar chahiye

Answer: 1)Biwi k liay zaroori(wajib) hai k jab bhi shohar os say jinsi lazzat(sex) hasil kerna chahay tu oski khahish pori karay or shar’e uzr(any Islamic reson,i.e : in periods) k baghair shohar ko hambistari say nah rokay. 2) Agar koi aurat hambistri aur jinsi lazzat k silsile me ki khowish puri na karay to shohar us ki roti , kapray aur makan ka zimadar nahi he. Agar chahe wo shohar k pas hi rahay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2376-77). 3)Biwi k akawa kisi na-mehram sai jinsi lazzat hasil krna zina hai aur haram hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 1, masla # 30).Update on dated 16-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16549
Mujtahid:
Shia Date:

Question: shadi ki pehli raat kya haq ha mard or aurat ka sunnat k hawaly sy

Answer: 1)Bivi k saath jima (intercourse) ka islami tariqa ye hai k jima k waqt mustahab hai k bismillah perhi jaay, or baa wuzu hon khaas taur per jab biwi haamla ho,or jima k waqt jo kaam makrooh hain un main say kuch ye hain 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumeraat k din k, 3. groob e aaftaab k waqt ka hona, 4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena, 5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay, 6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main , 7. islami mahinay ki darmiani or aakri taarikh main jima kerna, 8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna, 9.berhana (naked) halat main jima kerna, 10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna, 11.jima k waqt bivi ki sharamg ko dekhna makrooh hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 ) .Update on dated 17-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16550
Mujtahid:
Date:

Question: .Mera sawaal yeh hai ki ...shaadi k din apni wife k saath sex kaise shuru karna chahiye..

Answer: 1)Bivi k saath jima (intercourse) ka islami tariqa ye hai k jima k waqt mustahab hai k bismillah perhi jaay, or baa wuzu hon khaas taur per jab biwi haamla ho,or jima k waqt jo kaam makrooh hain un main say kuch ye hain 1.soraj or chaand gerhan ka hona,2. zawaal e aaftab ka hona siwaay jumeraat k din k, 3. groob e aaftaab k waqt ka hona, 4.chand ki aakhri 3 raaton main jima kena, 5.fajar k baad soraj nikalnay say pehlay, 6.islami mahinay ki pehli taarikh siway Ramazan ki pehli raat(Chaand raat)main , 7. islami mahinay ki darmiani or aakri taarikh main jima kerna, 8.qiblay ki taraf rukh ya pusht kerna, 9.berhana (naked) halat main jima kerna, 10.ehtilaam k baad baghair wuzu k jima kerna, 11.jima k waqt bivi ki sharamg ko dekhna makrooh hai. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 5 ) .Update on dated 17-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16552
Mujtahid:
Agha Sistani Sahab Date:

Question: salam agha mujhe ye puchna hai k shadi ki date nahas e akber ka din agaya hai to plz bataye k kia karain shadi hosakti hai ya nahin ya koie sadqa dena pare ga plz reply karain or meri problum solve kardain plz agha

Answer: Nikah k sighay perhna qamar dar aqrab ya jab chand mehaaq (chand ki akhri teen takeekhain jin main chand chup jata hay 27, 28, 29) me ho tu nikah karna makrooh he. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3, masla # 3) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).

Print

Id:
16599
Mujtahid:
Date:

Question: kya me apni biwi se sex karne ke liye condom use kar sakta hu?

Answer: Ehtiyate wajib ya hai k ( comdom ) istemal karne se phele shohar apni biwi se ijazat lai .(aqa sistani jaded fiqhe masail ,masla 465,pg # 254).Update on dated 16-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
16600
Mujtahid:
SISTANI Date:

Question: Kya me apni biwi ki sharmgah ya us jagah par jaha se dudh nikalta he apni zabaan laga sakta hu..?

Answer: 1)Shohar or biwi aik dosray ki sharamgaah ko monh(mouth) laga saktay hain,magar ye k sharamgaah say nikalnay wali ratoobat Halaq mian nah jaay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Istiftaat I-2,I-15) 2) Shohar biwi k breast suck(choos) ker sakta hay, laikin agar shohar biwi ke breast ko suck karey aur moohn mai doodh aa jaye, to ehtiyat wajib ye hay k biwi ka doodh nah piaya jay.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), E-Mail from Answers@najaf .org). .Update on dated 16-10-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print