Please click the button for Quran o Itrat Academy Whatsapp Channel.
Whatsapp Channel
Ask Text Question

Urdu(roman) English
Asked Questions:


Question & Answers << Go Back

Topic: Talaq (876 Questions)


Showing 500- 550 questions from 876 questions on this page.

Answers found for searched words
Id:
101079
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: agr shour apni bivi ko 3 br talaq boly mgr us ki niyat ak br dainy ki ho to kia lrki py 3 tlaqain pr gain ya 310 din sy phly shour apni biwi ki traf rujo kr sakta hai.

Answer: Talaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani di jaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460). Update on dated 15-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
101081
Mujtahid:
Ahemad RAza Qadri Date:

Question: AoA mera swal hy k eledgi huye 4 saal ho gaye or talaq nama stamp py 2016 sy eldgi ka zikar hy jo k 1.5 months phly aya hy, or ab nikah b ho gya hy ,,

Answer: Is website per fiqh e jafferiyah k mutabiq jawabaat diay jaate hain. Update on dated 15-10-19.

Print

Video title:
Talaq shohar ka haq, Khula biwi ka haq kiya yeh sahi hai.
Maulana:
Ali Raza Mehdavi
Id:
101156
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date:

Question: Mera naam Kaleem hai Mera nikah 5 saal pahle hua tha aaj gusse ki halat me Maine apni biwi ko teen baar talaq Deta hu kah Diya hai or hum dono hi napaki ke halat me the ab kaise Mai apni biwi se dobara nikah karu Meri madad kijiye

Answer: Ye talaq durust nahi, talaq arabi zaban main daini zarori hay or 2 adil mardo ki maujoodgi main di jaey. (Ref: Ayatullah khoe(r.a),Tauzeehul masail, maslah #2517).
Update on dated 18-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
101231
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Maine apni bv ko drane ke luye kaha , agr ye na kiya to dekh , mai tumhe phla talaq de rha hu, Ye de rha hu is niyat se kaha , ki agr na kiya to ab phla talaq de rha hu, but aage kuch na bola nahi diya Ab sochta hu jo mai use smjha rha tha ki de rha hu , vo sunne me lag rha ki de diya, but niyat ye thi ki agr ye kaam na kiya to phla dunga but bolne me de rha hu bula gya to kya talak mana jaega

Answer: 1) Talaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani di jaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460).
2) Islam ne is soorat ko mustasnaa(exception) kia hai k Biwi apnay Shohar ko Khush,haal karnay k aur iskay jazbaat ko ubharnay ki gharz say iskay samnay raqs(dance)kar sakti hai or is tarah shohur ko bhi ijazat hay, lekin dusray mardo k samnay raqs(dance) nahi kar sakti or ahtiyat e wajib ki bina par aurton k saamne bhi raqs nah karey albatta ghina(songs) sunna haraam hai. (Ref: Jadeed Fiqhi Masail, Masla #553,550)(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Update on dated 21-10-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
101301
Mujtahid:
bilal Date: 2019-10-26

Question: ASSALAM O ALIKUM hazrat mera swl ye ha k meri conz ha wo apne shoor se khola lena chati ha or larka 5 sal se malaysia me koi contact nahi h or larki ne court se khola le liya ha kia os ka khola ho gya ha or larki ne idat bhi kr le ha ab wo dosri shadi kr sgti ha kia plz jwb zarur dijiye ga shukriya

Answer: mazhab e shia mai court sai khulaa nahi li jaa sakti us mai bhi shohar hi seeghay adaa karta hai or khulaa ki deegar sharait bhi hai lehaaza court ki khulaa ki koi ehmiyat nahi wo aurat apne shohar k nikah mai rahay gi or kisi or sai nikah nahi kar sakti.2492,2366).
or shohar 5 saal sai koi contact nahi kar raha tou is surat men Biwi Hakim e shara (mujtahid) ya us k wakeel se is masle ka hal k liye ruju kr sakti hai, or wo mujtahid halat ko madd e nazar rakhte hue talaq ko jari kr sakte hai. (Ref : Ayatullah Sistani, Jadeed faqhi masael , Mafhoom e maslah # 428, Pg # 214, Eidition# 5).
[Updated on 26-Oct-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
101441
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-10-31

Question: agr koi aurat 2 maah se shohar se alag reh rahi hy phr woh ussay khula ly leti hy to kiya us aurat par iddat bnti hy?

Answer: Agar shadi k baad se hambistari nah hoe ho tu phir koi iddat nahi hai Agar hambistari hoe ho tu iddat rakhni hogi. (Ref: tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah 24750.
[Updated on 01-Nov-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
101449
Mujtahid:
hanifi Date: 2019-10-31

Question: Salam ....Agar admi ki dimaghi halak tek na ho our wo apni bewe ko 3 bar talak dy tu kya talaq hojayege ya nahi?

Answer: Jee nahi, is tareekay se talaak durust nahi hai.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah no 2472)
[Updated on 31-Oct-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
101579
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date: 2019-11-08

Question: Mere aurat mujhe namard kehkar chodna chate hai aur maine medical checkup sub check kiya sabhi normal hai aur mai yeh bath soch soch kar hairan tha mere bewi merku aysa kyo bolrahe hai haleke mai sabhi khushi deya dubai ku bulaye ghuma pheraya aur har khushi deya bhi meri bewi ayse kyo bolra he hai soch soch ke dimag kharab hoga aur ek maine jaise taise karke uska facebook account login kiya aur wo open hogaya aur kya dekhta hu us facebook mere bewi dusru se gandi gandi chatting hai aur chatting mai yeh bhi lekha tha ki mai apne shaohar ku badnam karke azad hona chate hu naki miya bewi ke bandhan mai nai rehna chahte mai dekhkar hairan hogaya aur chatting ek ladke se nahi karte thi wo 20 se 25 ladko ke sath sochu ki hai messge gande gande batey karthi hai. Mere yeh sawal bewi mai kya kaha eska matlab kya huva mai ghalat hu ya phir meri bewi please answer kareye ?

Answer: App ko huq hay keh aap os ko talaq de dain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 41th edition, maslah #2367).
[Updated on 08-Nov-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
101580
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-11-08

Question: Mere aurat mujhe namard kehkar chodna chate hai aur maine medical checkup sub check kiya sabhi normal hai aur mai yeh bath soch soch kar hairan tha mere bewi merku aysa kyo bolrahe hai haleke mai sabhi khushi deya dubai ku bulaye ghuma pheraya aur har khushi deya bhi meri bewi ayse kyo bolra he hai soch soch ke dimag kharab hoga aur ek maine jaise taise karke uska facebook account login kiya aur wo open hogaya aur kya dekhta hu us facebook mere bewi dusru se gandi gandi chatting hai aur chatting mai yeh bhi lekha tha ki mai apne shaohar ku badnam karke azad hona chate hu naki miya bewi ke bandhan mai nai rehna chahte mai dekhkar hairan hogaya aur chatting ek ladke se nahi karte thi wo 20 se 25 ladko ke sath sochu ki hai messge gande gande batey karthi hai. Mere yeh sawal bewi mai kya kaha eska matlab kya huva mai ghalat hu ya phir meri bewi please answer kareye ?

Answer: Aap os ko talaq dene ka huq rakhte hain. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 41th edition, maslah #2367).
[Updated on 08-Nov-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
101789
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date: 2019-11-16

Question: Kya Sms pe teen baar talaq dena or bad me gham ka izhaar krne se talaq hojati? Jabk ussat larai me biwi ne hi kaha ho k do talaq mje or usne aisa kiya ho or bad me wo kahe k mje tmne majboor koya tha mri marzi shamil nai thi. Tou kya talaq hojati Ya rajoo kr skte.?

Answer: Jee nahi text msg par talaq dena sahi nahi hai Q k zaroori hai k talaq ka seegha arabi main parha jaey or do aadil mard isey sunain. (Ref:Tauzeeh ul masail ayatollah khoe r.a edition 39 maslah#2507).
[Updated on 16-Nov-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102014
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-11-28

Question: Assalamoalaikum Mare shohar ni phali bar 2013 main main 40 days main thi jb meri beti peida hoi thi yah bola gusse main akar k ja main ni di tujhey Pher 2019 main unhon ni gussey main akar bola main ni talaq di main heiz k last day main thi. Pher 3ri bhi unhon ni gussey main akar bhut dafa bol diya talaq talaq talq talq talq us k bd hi mujhe heiz ho gaya mujhe confirm nahi hai k heiz main thi yah bd main howa is k barey main bata dain mari talaq hoi hai k nahi mujhe samjh nahi araha please meri help kar dain aur baat dain mari 3 talaq ho gai yah nahi

Answer: wsalam.mazhab e jafferia mai is tarah sai talaq durust nahi hoti. ye talaq batil hay. (Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah no 2462)
[Updated on 28-Nov-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102041
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-11-27

Question: ghusy main ak talak dyny ky kya ahkamat hain or kya kafara hy

Answer: Ghussay mai talaq durust nahi hai or is ka kaffara nahi hota.(Ref:Tauzeeh ul masail aaytullah seestani edition 41 maslah no 2462)
[Updated on 27-Nov-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102159
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: meri biwi peregent ha or uski mery ghar walo sy hamesha sy he nhi banti to is larai jaghry ki waja sy wo naraz ho kr apny maa bapp k ghar bethi ha or pregnet ha to meny usko gusy men keh dia ha k tumy talaq ha to kya talaq ho gye ha

Answer: Ye talaq durust nahi, talaq arabi zaban main daini zarori hay or 2 adil mardo ki maujoodgi main di jaey. (Ref: Ayatullah khoe(r.a),Tauzeehul masail, maslah #2517).
Update on dated 28-11-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
102163
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Sir mera sawal ye hai me apni bivi ko bht chata hu chor nhi sakta usy par me eik din apni saas k ghr gaya tha to betha tha saas k sath to mera hath us ne apny brest pe rakha tha to mene phr pakr lye or mera ab bacha hony wala hai us k bad mene bht tooba ki or hr wakt rota rehta hu k ye rishta haram hai ya halal

Answer: Is amal se aap ka nikah nahi tootay ga. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhajus saliheen, part#3, maslah#172). Update on dated 28-11-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
102209
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-11-30

Question: Kiya main apnj biwi ko esa bolun ke ye bacha honye ke baad mujhe ye bacha dekar tum yahan se chali jana kiya isse nikkah toot jata hai?

Answer: jee nahi is sai nikah baatil nahi hota.(Ref:Tauzeeh ul masail aaytullah seestani edition 41 maslah no 2462).
[Updated on 30-Nov-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102295
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Meri sister 5 saal sy naraz ho kr meky aai hoi hai, os k husband ny osy divorce nai di abhi, to kiya bin kahy osy divorce ho gai hai?

Answer: Talaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani di jaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460). Update on dated 03-11-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Note: Is amal se talaq nahi hoti.

Print

Id:
102297
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-12-05

Question: Meri sister 5 saal sy naraz ho kr meky aai hoi hai os k husband ny osy divorce nai di abhi to kiya bin kahy osy divorce ho gai hai shari lehaaz sy.

Answer: Talaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani di jaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460).

Note: aap ki sister ko talaq nahi hoe.
[Updated on 05-Dec-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102317
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-12-05

Question: Agr shohar apni bv ko kahay tum mere haq mea nahi ho to kya talaq ho jaayegi

Answer: jee nahi is tarah sai mazhab e jafferia mai talaaq nahi hoti.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 masail no 2462-2472)
[Updated on 05-Dec-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102368
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-09-04

Question: mera nikha howa ruksati nai howi thi wo mental ill nikla . or 1 month bad us larky ny msg pay muje likh dia k 3 bar k main tumhe divorse deta hun . kia is sy talq hojayegi ?

Answer: is sorat me ap nikah faskh ( cancel )kar sakti hain albatta Is tariqay se Fiqhe Jaffaria me talaq nahi hoti, talaq dene ka haq sirf mard ke paas hai aurat ke pas nahi, Talaq ki sharait: Is terah talaq nahi hoti hai talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jae to talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e طالق k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2462 to 2472)
[Updated on 04-Sep-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102374
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2019-12-14

Question: Aoa sir, kya ourat divorce lainy ka bad apny jeth sa nikah kar skti ??

Answer: Talaq ki iddat guzarnay k baad jaiz hay. (Ref: tozi ul masahil Aga Sistani edi:2019 masla # 2349)
[Updated on 14-Dec-2019 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102394
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: zaid ne apni biwi ko talaq de di fir iddat guzrne ke fir nikah karna chahata hai to is masala ka jawab kiya hoga

Answer: Talaq e rijee ki iddat k baad dobara nikah karna jaiz hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 41th edition, maslah #2491). Update on dated 09-12-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Print

Id:
102482
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-09-04

Question: خلع سے کیا مراد ہے؟

Answer: us aurat ki talaq ke jo apne shohar ki taraf mail na ho aur us se nafrat karti ho apna meher ya koi aur maal use baksh de takeh woh use talaq de de. (Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani, Tauzeehul masail, Masla no 2492).
[Updated on 04-Sep-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102525
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-30

Question: Apni biwi k sath kisi zhagde se wo uske ghar chali gai aur wapas manane k Baad wo ghar aaja jati h to to kya fir se nikah kar sakte h ?

Answer: jee nahi, Is terah talaq nahi hoti hai talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jae to talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2462 to 2472)
[Updated on 31-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102540
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-31

Question: a.o.a muja apna hasbnd sa khula chiya wo sharab b pita lkn 4 sal sa hm ps nahi ay mtlb hmbistry ni hoi wo mja talaq b mhi da rha muja us k st rhna b nhi plz batin k khula ksa hogi

Answer: Biwi k liay talaq lena jaiz hai wo shohar sai talaq ka mutaalba kar sakti hai lekin agar shohar talaq nah day tu aurat hakim e shara say ruju karay tu hakim e shara halaat ko madd e nazar rakhte hoe talaq k seeghay jaari kar day ga.(Ref:Jadeed fiqhi masail ayatollah seestani mafhoom e masla 428 page 214).
[Updated on 31-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102548
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-30

Question: Asalam o alikum agar koe aurat 5 month se shohar k sath na reh rahe ho khula k bad 1 haiz k bad nikha kar sakti h

Answer: jee nahi apko talaq ke baad 2 haiz tak intizar karna hoga.(Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani, Tauzeeh ul masail,Masla No:2475 ).
[Updated on 31-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102551
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-09-01

Question: Assalamolaikum, MERI shadi ko 6 saal ho chuke hai, aur 11 mahine se me aur mere shohar alag reh rahe hai, mere shohar Ka shadi ke 1 saal bad se hi zidd tha ke unhe talaq Chahiye, ab 6 saal bad hum talaq Lene wale hai, aur 11 mahine se me Apne parents ke Ghar reh rahe hu to kya mujhe iddat rakhna hoga ?

Answer: agar shadi ke baad mujamiat (humbistri) kare to agar khula ya talaq ho jaye to iddat guzarni hogi, aur agar shadi ke baad mujamiat (humbistri) nahi hui ho to is surat me khula ya talaq ke baad iddat nahi hogi. ( Ref: Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani, Tauzeeh Ul Masail, Masla no 2475 ).
[Updated on 01-Sep-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102553
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-31

Question: Agar shor apni biwi ko ki samajh lo talaq Ho Gaya to kya talak ho jata hai

Answer: Jee nahi is tariqay se talaq nahi hoti, Talaq ki chand sharait hain, jin me 1-talaq ka seegha sahi arabi main lafz e طالق‚ k saath perha jay. 2- talaaq do adil(jo zahiran gunah-gar nah hon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jay. 3- zarori hay k mard talaq apnay ikhtiar se dai aur agar osay apni biwi ko talaq denay par majboor kia jae to talaq batil hay. 4-Mard talaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho, layhaaza agar wo maslan mazaq ya nashay ya gussay ki halat main talaq day tu talaq sahi nahi hogi. 5-zarori hai k aurat talaq k waqt haiz ya nafas se pak ho aur us k sohr ny paki k doran us sy hambistri na ki ho (Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani ,Tauzeeh Ul Masail, Maslah No 2492, 2462-72).
[Updated on 31-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102558
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-30

Question: Ager shohar bv ko bar bar gysa may talak bolye talak talak talak or bv k sath na rhy us ko chur k chala jye kise or k lye or bv k sath koi rishta na rakhy or 1saal bad wapis aye k sath rhna hai to kiya talak ho jati hai k ni?

Answer: 1) Talaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani di jaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460)
[Updated on 31-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102665
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date:

Question: Agar aurat kahay k mere shohar ne agar falan shakhs se bat ki tau mera taluq nhi phr shohar bat kr le tau nikah ab b qaim hai?? Haqiqat mai aurat ne yeh bat sirf ghar walon ko drane k lye kahi WO apne husband se buht muhabbat krti hai aur nikah khatam nhi krna chahti

Answer: Talaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani di jaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460). Update on dated 24-12-19. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).

Note: Is amal se talaq nahi hoti.

Print

Id:
102706
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-26

Question: AGAR MALE TEEN BAR TALAK BOL KAR TALAK HO JATA HAI TO AURAT KO TALAK KI JAGAH KONSA LAFZ BOLNA CHAHIYE JISSE TALAK HO JAYE?

Answer: Is tariqay se Fiqhe Jaffaria me talaq nahi hoti, talaq dene ka haq sirf mard ke paas hai aurat ke pas nahi,
Talaq ki sharait: Is terah talaq nahi hoti hai talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jae to talaaq nahi hoti.
1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho.
2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi.
3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay.
4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay.
5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay.
6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi.
(ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2462 to 2472)
[Updated on 26-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102770
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2021-06-17

Question: Kya qula ka Baad sohar apni biwi sa baat kar ka ussa maana sakta hai ka dubara sa nikah ka liya

Answer: agar koi aurat talaq e khula ya talaq e mubaarat ki iddat ke doran apni bakshish se phir jaye to shohar uski taraf rujoo kar sakta hai aur dobarah nikah kie beghair use apni biwi bana sakta hai. agar shohhar iddat k baad osi se nikah karna chahay tu nikkah kar sata hay or nikah k liay baat karna jaiz hay. (Ref:
Tauzeeh ul Masail Ayatullah sistani d.b, maslah no #2498)
[Updated on 17-Jun-2021 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102781
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date: 2020-01-03

Question: Mjhe ap se ye pouchna ha k agar aik aurat ka us k shohar se 2 saal se koe hambistri na howe ho or woh usko talak de dai to us pr edat frz h?

Answer: Jis aurat ki umar no saal ho chuki ho aur yaaisah na ho aur uska shohar us se mujamiat (humbistri) kare to agar woh use talaq de to us aurat ko chaiye keh talaq ke baad iddat rakhe aur azad aurat ka iddat yeh hai keh jab us ka shohar use paki ki halat me talaq de to uske baad woh itni muddat sabar kare keh do dafa haiz ka khoon ane ke baad paak ho jaye aur jonhi use tisri dafa haiz aye us ka iddat khatam ho jata hai aur woh shohar kar sakti hai lekin agar shohar aurat se mujamiat (humbistri) karne se pehle use talaq de de to us ke liay koi iddat nahi yaani woh talaq ke foran baad shohar kar sakti hai. (Ref: Ayatullah Sayyid Abul Qasim e Khoie R.A ,7th edition, maslah no : 2520)
Note: is bayan karda maslah k mutabiq os aurat ko iddat rakhni hogi.
[Updated on 03-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102809
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date: 2020-01-02

Question: Agar shohar biwi se gusse ma kahy mai aesa hn aesa hi rahunga tmhe koe masla ha to apne baap k ghar chali jao.. isse talaq hojati kia.. Ya ma alag kar dnga.. isse talaq hojati?

Answer: Talaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani di jaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460).
[Updated on 03-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102823
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-01

Question: Aslam o Alikom Ager biwi gusey men apne shohar ko keh de k beta tumhey dekh lo gi to kia us se nikkah toot jata hey? Ager toot jaye to uska kia hall hey?

Answer: wsalam.is sai nikah baatil nahi hota.(Ref: Minhajus saliheen, part#3,ayatullah seestani, maslah#635).
[Updated on 01-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102837
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Abul Qasim e Khoie Date: 2020-01-04

Question: Nikkah or rukhsati me maximum kitna waqfa ho skta he? Mere nikkah ko 5 saal ho gaye he lekin husband rukhsati nai krwana chahte q k unki behan ki shadi nai Hui, jab Tak behan ki shadi nai ho g wo rukhsati nai krwa rahy halaky me rukhsati hona chahti hon, kia 5 saal me nikkah toot jata Hy?

Answer: Nikah aur rukhsati me waqfa dena donon fariqain ki marzi par hai, Jee nahi isse Nikah nahi toot ta, albatta Talaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jaay tu talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani di jaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah# 2462 to 2464 & pg#460).
[Updated on 04-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102872
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-04

Question: Myri sister ki iddat chal rahi hy aysy mai kia myry shoher un kay samny ja ker unsy baat karsakty hyn?

Answer: 1- Agar koe aurat baywah hojaay or agar wo haamlah nah ho tu qamri (Chaand k lahaaz say) 4 mahinay or 10 din iddat rakahy. Jo aurat wafaat ki iddat main ho os k liay rang baranga libaas pehenna(colour full dress),surmah lagana or is terah dosray aisay kaam kerna jo zinat main shomaar hotay hoon haram hain or dosray nikah say roki rahay,laikin ghar say bahar nikalna haram nahi hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2481,2482).

2- Na-mehram aurat se aisi baatain ki jasakte hain jin ka nateja kise akhlaqi fasaad ki sorat me na nikal raha ho jab k koe aisi baat bhi nah ki ja rahi ho jis ka kise ajnabi khatoon k saath kiya jana munasib nahi hota .or agar gunah mai parhne ka khof ho agarcheh ahista ahista parhne ka hi khoof Q na ho baat karna jaiz nahi hay isi tarah gher akhlaqi or mazaq mai bhi warid hona jaiz nahi hai. (Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 127,pg # 66) (Ref:nigha aur libas pg: 31 eidition 1) & http://www.sistani.org/urdu/qa/01845/). Update on dated 17-09-19.
Note: Oper bayaan karda masle ki bunyad per iddat main baywah aurat se baat ki jaa sakti hay.
[Updated on 04-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102874
Mujtahid:
Molana Tariq jameel sahab Date: 2023-08-21

Question: Myri sister ki iddat 11 din pahly shuru hui hy aysy mai kia myry shoher un k samny ja sakty hyn or un sy baat ker sakty hyn?

Answer: agar koi aurat bewah ho jaye to us ke liay doran e iddat shadi karna , aisa libas pehenna jo zeenat wala ho, surmah lagana , aur isi tarah dosray aise kaam karna jo zeenat mein shumar hote hon haram hain, lekin ghar se bahar nikalna haram nahi hai (Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani, Tauzeeh ul masail edition 42, Masla no # 2481,2482).
[Updated on 22-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102886
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-21

Question: sir agar kisi ke bivi ka kisi or ke sath chakar chal raha ho or wo apis me video sex b karin to kia ye un ka nikkah rahy ga ke khatam ho jay ga

Answer: Jee nahi aise talaq nahi hoti hai , Talaq ki chand sharait hain, jin me
1-talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jay.
2- talaaq do adil(jo zahiran gunah-gar nah hon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jay.
3- zarori hay k mard talaq apnay ikhtiar se dai aur agar osay apni biwi ko talaq denay par majboor kia jae to talaq batil hay.
4-Mard talaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho, layhaaza agar wo maslan mazaq ya nashay ya gussay ki halat main talaq day tu talaq sahi nahi hogi.
5-zarori hai k aurat talaq k waqt haiz ya nafas se pak ho aur us k sohr ny paki k doran us sy hambistri na ki ho.
(Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2462-72)
[Updated on 22-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102890
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ruhollah Khomeini Date: 2023-08-22

Question: Qula ka Baad kya sohar apni biwi sa bath karka wapas si nikah kar sakta hai

Answer: agar koi aurat talaq e khula ya talaq e mubaarat ki iddat ke doran apni bakshish se phir jaye to shohar uski taraf rujoo kar sakta hai aur dobarah nikah kie beghair use apni biwi bana sakta hai. (Ref: Tauzeeh ul Masail Ayatullah sistani d.b, maslah no #2498)Û”
[Updated on 22-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102922
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-22

Question: Mere husband mje 3 months se mere ami abu k ghr chor k gye hain or kehte hain k na choro ga na sath rkhna chahta hn to mje kya krna chahye. Is se mera nikkah jaiz rhe ga? Ap se suggestion chahye mein kya krn.

Answer: Jee nahi aise talaq nahi hoti hai , Talaq ki chand sharait hain, jin me 1-talaq ka seegha sahi arabi main lafz e طالق k saath perha jay. 2- talaaq do adil(jo zahiran gunah-gar nah hon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jay. 3- zarori hay k mard talaq apnay ikhtiar se dai aur agar osay apni biwi ko talaq denay par majboor kia jae to talaq batil hay. 4-Mard talaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho, layhaaza agar wo maslan mazaq ya nashay ya gussay ki halat main talaq day tu talaq sahi nahi hogi. 5-zarori hai k aurat talaq k waqt haiz ya nafas se pak ho aur us k sohr ny paki k doran us sy hambistri na ki ho. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2462-72) .
[Updated on 22-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102933
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-21

Question: my husband don't respect my parents and use bad words for women he lives abroad I just got nikkah not rukhsati and now I don't want to live with him because it's been 2 yrs and I'm mentally sick because of his behaviors

Answer: us aurat ki talaq ko jo apne shohar ki taraf mayil na ho, aur us se nafrat karti ho apna meher ya koi aur maal use baksh de take woh use talaq de de , is qisam ki talaq ko talaq e khula kehte hain. (Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani, Tauzeeh ul masail, Masla no 2492).
[Updated on 22-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
102991
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-18

Question: Na Italy ma moqeem hoon 4 saal de, aur document na hone ki wajh se wadis b nahi ja saka, aur wife se kisi wajh se jghrra ho gey tha, aur ma ne massage ke zariye Talaq de di, aur massage kuch is trah likha tha, ... (ma Naeem Shahzad wald Muhammad rafeeqe Allah paak ko hazir Jaan kr falaan bin falaan ko aktthi teen talaqain deta hoon....) aur yeh sms usey aur us ke do bhai , aur apni sister ko send kr dia tha, ab app btain kiye talaq ho gai hai ya nahi? Thanks

Answer: Jee nahi aise talaq nahi hoti hai , Talaq ki chand sharait hain, jin me 1-talaq ka seegha sahi arabi main lafz e طالق‚ k saath perha jay. 2- talaaq do adil(jo zahiran gunah-gar nah hon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jay. 3- zarori hay k mard talaq apnay ikhtiar se dai aur agar osay apni biwi ko talaq denay par majboor kia jae to talaq batil hay. 4-Mard talaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho, layhaaza agar wo maslan mazaq ya nashay ya gussay ki halat main talaq day tu talaq sahi nahi hogi. 5-zarori hai k aurat talaq k waqt haiz ya nafas se pak ho aur us k sohr ny paki k doran us sy hambistri na ki ho. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2462-72) .
[Updated on 19-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103004
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-20

Question: Khula hone K bad kitne din iddat K hote hai

Answer: Agar shadi k baad se hambistari nah hoe ho tu phir koi iddat nahi hai Agar hambistari hoe ho tu iddat rakhni hogi. aur agar hambistri hui hai to phir aisi aurat ki iddat jis ke 2 haiz ka darmiyani fasla teen maah se kam ho yeh hai keh jab us ka shohar use paki ki halat me talaq de to woh itni muddat sabar kare keh use do baar haiz aye aur paak ho jaye aur jo hi use teesri dafa haiz aye to uski iddat khatam ho jaye gi aur woh dosra nikah kar sakti hai. (Ref: tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah 2475)
[Updated on 21-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103009
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-18

Question: Maine apni maa ke body se apna penis sirf touch kraya (sirf penis Ko unke hip se touch kraya)koi intercourse nhi Kiya (aur unke aage or pecche makam se penis Ko touch nhi kraya) jb meri maa soi thi. Ab Mai kafi sharminda hu kaise mafi mangu. Aur kya us harkat ki wjh se meri maa aur Abbu ke beech divorce ho jayega, Ku ki unka divorce mujse bardast nhi hoga Mai Roz undar se mara hua mehsoos krta Hun. Plz help.

Answer: Jee nahi aise talaq nahi hoti hai , Talaq ki chand sharait hain, jin me 1-talaq ka seegha sahi arabi main lafz e طالق‚ k saath perha jay. 2- talaaq do adil(jo zahiran gunah-gar nah hon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jay. 3- zarori hay k mard talaq apnay ikhtiar se dai aur agar osay apni biwi ko talaq denay par majboor kia jae to talaq batil hay. 4-Mard talaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho, layhaaza agar wo maslan mazaq ya nashay ya gussay ki halat main talaq day tu talaq sahi nahi hogi. 5-zarori hai k aurat talaq k waqt haiz ya nafas se pak ho aur us k sohr ny paki k doran us sy hambistri na ki ho. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2462-72) .
[Updated on 19-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103085
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-18

Question: Agr bv ko b NA btai court mai talaq dain to kia talak hojati hai ??

Answer: Jab tak shohar khud mukammal sharait k saath fiqhe jaferia ke mutabiq talaaq na day talaaq nahi hoti chahe biwi ko maloom ho ya na ho or fiqh e jaffriya mai talaq court sai nahi hoti. (Ref:Tauzeeh ul masail ayatollah seestani edition 39 maslah#2492).
[Updated on 19-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103093
Mujtahid:
Fiqa e hanfi Date: 2024-04-02

Question: Assalam Alaikum. I want to know k agr koi larki pregnant ho leken wo court sy nikah khtm krwana chahy to kya yeh mumkin hai? Aur agr during case usy pta chaly k wo pregnant hai leken wo court sy phir bhi nikah khtm krwa ly to kya conceive krny k badh court ka decision lagu ho jyga?

Answer: 1- shia mazhab main talaq court say nahi li ja sakti talaq faqat shohar hi day sakta hai khulaa main bhi shohar ko kaha jaaye ga wohi khulaa bhi dai ga. (Ref: Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah#2492, 2397).
2- talaq ki sharait me se aik shart hai keh talaq halat e hamal (pregnancy) me nahi di ja sakti. (Ref: Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah#2464).
[Updated on 02-Apr-2024:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103144
Mujtahid:
Ahl e sunnat hanfi barelvi Date: 2020-01-16

Question: AoA,Mera sawal ha k khila kay bad aurat dusre merd se nikkah ker sakti gaya Nahi??

Answer: Agar shadi ke baad mujamiat (humbistri) kare to agar khula ya talaq ho jaye to iddat guzarne ke baad aurat dobara nikah kar sakti hai, aur agar shadi ke baad mujamiat (humbistri) nahi hui ho to is surat me khula ke baad foran dosra nikah kar sakti hai. ( Ref: Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani, Tauzeeh Ul Masail, Maslah#2475).
[Updated on 17-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103157
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-16

Question: Kya larki idat k doran kisi gher muharam sy bat Kar Sakti hy?

Answer: Agar koi aurat bewah ho jaye to us ke liay doran e iddat shadi karna , aisa libas pehenna jo zeenat wala ho, surmah lagana , aur isi tarah dosray aise kaam karna jo zeenat mein shumar hote hon haram hain, lekin ghar se bahar nikalna haram nahi hai (Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani, Tauzeeh ul masail edition 42, Masla no # 2481,2482).
Note: Bewa k liayiddat k doran kisi na mehram se baat karna jaiz hay.
[Updated on 17-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103167
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2023-08-18

Question: Agr bv apny shohar k hoty huay khd 20 saal sy khd kam kr k bchay b smbhal rai ho or shohar k b tmam akhrajat utha rai ho.. Shohar ny 20 sal sy naan o nafqa na diya ho. 8 sal sy koi azdwaji taluq b na ho. Or barha shohar ye keh chuka ho k tum meri taraf sy farigh ho. To kya u talaq ho jati?

Answer: Is terah talaq nahi hoti hai talaaq ki chand shartain hain jin ki pabandi nah ki jae to talaaq nahi hoti. 1.talaq k waqt aurat haiz or nifaas say paak ho or is paaki k doran merd nay jima(intercourse) nah kia ho. 2.talaq zabani dijaay.yani likh ker talaq dayna batil hay or talaq nahi kehlaay gi. 3. Talaq ka seegha sahi arabi main lafz e “طالق” k saath perha jaay. 4.talaaq do adil(jo zaahiran gunahgaar nah hoon,or wajib kaamo per amal kertay hon or haram kaamo say bachtay hon) gawahoo ki maujoodgi main di jaay. 5.zarori hay k merd talaq apne ikhteyaar se day or agar osay apni bivi ko talaq daine par majoboor kia jaay tu talaq batil hay. 6.Merd talaaq k waqt talaq ki niyat rakhta ho,layhaaza agar wo maslan mazaaq ya nashay ya ghussay ki halat main talaq day tu,talaaq sahi nahi hogi. (ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah # 2462 to 2472).
[Updated on 18-Aug-2023:: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print

Id:
103177
Mujtahid:
Aayat-ul-Allah Sayyid Ali Hussaini Seestani Date: 2020-01-16

Question: Talaq ke waqt mard aurat dono ka Court me hona Lazmi hai kya

Answer: Mazhab e jafferia mai court sai talaak durust nahi hai balke mard do aadil gawaahon ki moujoodgi mai talaq k chand sharaet k sath talaaq k seeghay jaari kar sakta hay.(Ref:Tauzeeh ul masail ayatullah seestani edition 41 maslah no 2472).
[Updated on 16-Jan-2020 :: Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey]

Print